Dear main yahan per yha discuss karna chahta ho k forex k bary main yah bat k yah boaht risky kam hai or is mian others business se zyda risk hai or mushkal hai. Per ham is base per forex ko yah nahe kah sakty hai k forex easy hai ya tough. q k is bat k depend hamary forex per mahnat se hai. yani agr ham mahnat karty hai or forex ko samjh kar trading karty hai to ham forex ko asan bana sakty q k forex ki nature ko samjhna bohat zaroory hota hai. or wo log kabi b forex main kamyab nahe hoty jo with out knowledge forex main enter ho jaty hai. mazeed yah bat k agr ham just forex ki income se mautasir ho kar forex ko join kia hia or ham forex ki nature ko bear nahe kar skaty to us time ham ko forex se loss he ho ga . ham forex se profit nahe la skaty hai or ham ko lagy ga k forex tough hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим