mehnat say hi insan parwan charhta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: mehnat say hi insan parwan charhta hai?

    Mehnat ka phal meetha hota he dunia me mehnat krny Waly log kabhi nhi ahary hn wo pr chhaa jaty hn Allah pak kabhi kisi ki mehnat ko wastbnhi krty zaror hamain hamari mehnat kabphal milta he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: mehnat say hi insan parwan charhta hai?

      Ji han bilkul dear friend aap ki baat se main agri karta hun pak Forex main Hamesha mehnat step by step hoti hai aur ek hi Waqt Mein Koi Bhi shaks kamyabi Hasil nahin kar sakta so Hamen mehnat se kam karna chahie aur gaflat yah laparvahi bilkul Nahin Karni chahie Apne aapko daily basis per hardworking ki habit Paida Karne chahie.
      • #18 Collapse

        Re: mehnat say hi insan parwan charhta hai?

        mehant k bagir koch bhi mumkin nhi ha ager hum chahty hn k humain forex se achi earning ho aur hum aik achy trader ban ker kam karein tu is se humain bht achi earning ho sakti ha. bilkul hum bina practice kay trading shuru kar sakty han lakin us ka hamin nuqsan he ho ga faida nahn ho ga kiun kay jab tak hum practice nahn karin gay us time tak ham kamyab trading nahn kar saktay.
        • #19 Collapse

          Re: mehnat say hi insan parwan charhta hai?

          g han hum mehnat kurnay say he apna kam aachaay say kur saktay hain or kamyab ho saktay hain humain agar achay say apna kaam kurnaa hai or kamyab hona hai to es kay liye humain mehnaat kay sath sath apna kam kurna ho gaa jub hum es maain mehnat say apna kam kuray gay to he hum acha kam kur paay gaay to es liye humain es main acha kam jari rukhna chahiye or humain es main apna kaam mehnat kay sath sath jari rukhna chaahiye
          • #20 Collapse

            Re: mehnat say hi insan parwan charhta hai?

            Aap ne bilkul sahi Kaha Parwan Vohi log Jaate Hain Jo log mehnat karte hain agar aap Chahte Hain ki aap Forex trading Mein Kamyab Ho Jaaye to aapko chahie ki Jyada Se Jyada mehnat Karen jitni Jyada mehnat aap Forex trading Mein Karenge aapki kamyabi ke chances bhi Forex trading Mein utani ki Jyada Honge lekin agar aap yah Chahte Hain ki aap Forex trading Mein kamyab Ho Jaaye lekin aap mehnat bhi nahin karna chahte hain to Mere Khyal se aap galat Jagah per Hain kyun Ki Forex trading Mein kamyabi ke liye mehnat bahut jyada jaruri hai mehnat ke bagair Koi Bhi Insan Kisi bhi kaam mein kamyabi Hasil nahin kar sakta hai isliye hamen chahie ki Jyada Se Jyada mehnat Karen aur kamyabi Hasil Karen
            • #21 Collapse

              Re: mehnat say hi insan parwan charhta hai?

              jee haan mehnat sy he insaan parwan chrta hy experience or knowledge hy hamen ziada earning par dehan ni dena chahiay bal k ham ko apni learning and experience par hi concentrate karna chahiay jab ham apni sari mehnat learning me karen gy to phir automatically ham live trading me earning kar saken gy q k learning sy hi ham expert trader ban sakty hain
              • #22 Collapse

                Re: mehnat say hi insan parwan charhta hai?

                Yes Madeira and hard work is the basic thing which can improve reading skills and make a profitable trader in our trading life hard work is the key to success se no doubt other person who works hard in trading can get a maximum profit but along with hard working your intellectual and having your intelligent mind is also important to be intelligent trader and 2 maximum before doing trade then you will be able to get good profit
                • #23 Collapse

                  Re: mehnat say hi insan parwan charhta hai?

                  jee haan apne theek kaha mehnat sy he insaan parwan chrta hy trade karne me asaani hoti hai tou apko chahye k sab se pehele ap is ko sekhen aur experience hasil karen ta k ap samj saken k forex business kia hai aur isko kese karte hain is lye apko is me time dena hoga aur busht sekhna parega.
                  • #24 Collapse

                    Re: mehnat say hi insan parwan charhta hai?

                    GI HAN APKI BAT bilkul thek ha ma apki bat sa agree karta hun PAKISTAN FOREX FORUM ma ap jitni mahnat karan ga ga apko utna hi faida ho ga kun ka mahnat sa ap impossible ko bhi possible kar sakta han is liya apko zyada sa zyada mahnat karka apna bonus level ko improve karna chahiya
                    • #25 Collapse

                      Re: mehnat say hi insan parwan charhta hai?

                      Assalam o alaikum
                      G han ap ne bilkul theek kaha hai mahnat se hi insan parwaan charts hai aur duniya Ka har kaam mehnat se hi shuru hota Hai aur mehnat per khatm hota Hai isliye hamen bhi mehnat jyada dalni chahie unki mehnat vo rasta Hai kynky mahnat wo rasta hai Jo hamin kamyabi se milata hai Tu jitna ho saky mahnat karin aur Forex ko ziada se ziada time den taky hamara achchy se achcha bounus bany aur ISI mein hi hamari kamyabi hai
                      • #26 Collapse

                        Re: mehnat say hi insan parwan charhta hai?

                        Salam all friends jesa ky ap janty hen ky hum jo bi kam krty hen jb tk usen mehnat our lagan shamil na ho to hum who kam kbi anjam nie day sakty hum jb pori mehnat say apna k kren gen to hum parwan charhy gen gar aap mehnat karo gay ro kamyabi meli gi mehnat ke bagher kuch nahi hai aur forex esa forum hai jetna aap kaam karo gay kamyabi ke chances utna e zaida hota jata hai es ka daro mdar insan ke kaam bar huta hai jetna aap post karo gay aap ko bonus melta rahe gay jitni zaidaehnat kro ap zaida profit lo gay is leay apny foum men pori mehnat our lagan say kam kren
                        • #27 Collapse

                          Re: mehnat say hi insan parwan charhta hai?

                          je haan hardworking is very important in forex jata hn keo ka is ka zaria sa aap ka experience ziada hta ha or phir aap bht acha treeka sa trade kar ka acha profit earn kar sakta ho aap log forex ma is ko jitna ziada learn karta ho or is ki jitni ziada practice karta ho aap ka experience utna hi ziada ho jata ha
                          • #28 Collapse

                            Re: mehnat say hi insan parwan charhta hai?

                            g haan achi mehnat se he parwan charrti hay yai asa bunsiess hai jis mai expericence or knowledge ho gi itna hi hum apna bunsiess mai succes full ho gai itna hi hemri knowledge achi ho g jb hmk pas tradng ka ilm ho ga tu hee hm aik acchi tradng kar sakain gein n khud ko manwa sakain gein na
                            • #29 Collapse

                              Re: mehnat say hi insan parwan charhta hai?

                              forex trading jo b mehant karte hain tu kamyab hot hian jo mehant nhe karte hai tu kamyab nhe hote hain har traders ko strong learning karna prta hain jis ne learning ki usne kammyabi hasil ki hardworking rahega Nahin jaati useless Nahin jaati isliye hamen chahie ki ham jyada se jyada caur ham best earning ki taraf badhate chale jaen standup hote chale jaen isliye yah matter nahin karta jis b hard work kiya usne kamyabi hasil ki jo b big lot use karat hai tu kamyab nhe ian
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: mehnat say hi insan parwan charhta hai?

                                agar mehant ki jati hain tu kamyabi mil jati hian jo mehnat nhe karte hian vo loss kar dete hain is lye hard work kare kamyabi pan ek liye regula rleanrin kare benefit milta hain Hamen trading sikhane ko importance Dena Hoga Uske bad hi Ham Kamyab ho sakte hainJitna jyada ho sake aur Kitni jyada ho sake mehnat karay ta k aap Kamyab rahain aur aap apne future ko strong Karen isiliye Jitna ziada ho sake apni mehnat ko badhaen Taki aapko Achcha knowledge Aur experience Hasil ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X