trading ki mahaarat ko kis terhan tayyar karnain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1531 Collapse

    hamain demo main practice kar k hi trade karni ho gi ta k hamain market main kamyabi hasil ho saky gi aur hamain is forex main planing karein gay tab hamain faida ho saky ga aur hamain markt main up aur down ko dekhna ho ga ta k hamain market main sucess hon gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1532 Collapse

      Dear friend forex ko sekhnay keleye zarory hy k ap as main practes karen aur practes demo acount par bohot achay say ho sakty hy as leye demo par trade opon karen aur as main ziada say ziada kam karen to ap as main expert ban gain gay
       
      • #1533 Collapse

        Jitni Jyada Hum Log practice Karenge Hamare Dil Mein Aur Hamare experience mein itna Hai Zyada izafa Hoga Aur Hum Log itna hi jyada profit Banane Ke Kabil ho sakte hain
        • #1534 Collapse

          forex man trader ku apni skills improve kerny k liye trader ku buhut zyada work kerna hota ha. jub trader work kerta ha day and night marekt watch kerta ha movements ku samjhta ha tu oc ku learning achi hu jatti ha.
          • #1535 Collapse

            Dear friend forex trading main kameyabi keleye best option hy demo acount dear friend demo par agar hum practes karen aur demo par trade karen to as say hum bohot kuch sekh sakty hain aur reak trading main hum ak kameyab trader bhi ban sakty hain
             
            • #1536 Collapse

              Trading ki moharat ko knowledge say aur experience say zyada kia ja sakta hay. forex main experience boht lazmi hay. experience kay bina to trading main har dum confusion hi rahy gi. jab trading ko market ka pata hi nahi ho ga kay asa q howa hay ya chart nay down move que ki hay. to wo kabi bhi trading main pursakoon nah ho ga wo emotion aur laluch main phasa rhay ga.
              • #1537 Collapse

                agar hum forex mai trading karna chatey hain to hamy internet py babypips py learning hasial karne chahey or hum demo account mai be practice kar sakty hain is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain or hamy is mai kam karny ka bonsu be milta hain or hum apny seniors ko follow karr ky be kamyab ho sakty hain
                • #1538 Collapse

                  is forex main planing karein gay tab hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur har koi achi trade kar k hi hum run karein ga aur market main planing kar k hi hum kamyab ho sakty hain aur is forex main analyse karein gay tab hi hum real main run karein gay
                  • #1539 Collapse

                    Trading main maahir hony k liye demo account ki practice bohat hi vital role play kerti hai iss liye hum ko chahiye k hum real trade se pehly forex ka knowledge hasil kerain jis ka best way hai posting kerna jiss se hum ko bohat knowledge gain hota hai iss k baad hum apni tumam strategies ko demo pay use kerain aur check kerain k kitni lot se kitna profit ya loss hota hai phir real trade kerain to loss nahi hoga
                     
                    • #1540 Collapse

                      infact forex trading mein boht c chezin jin pa amal krna zroori hota ha like planning,risk managment,experince or knowldge ya asi chezin hain jin ka bagari trading kuch bhii ni ha.jis ka pas ya skills achi trah sa sekhin hongi to wo tarding mn kamyab ho sakta hai.trading mn experience boht imporatnt chez hoti ha jo hum demo accoutn sa bana sakta hi.
                      • #1541 Collapse

                        Re: trading ki mahaarat ko kis terhan tayyar karnain

                        agar hum forex mai trading karna chatey hain to hamy demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or hamy lalch ot emotions ko qabo mai rahkty howe kam karna chahey
                        • #1542 Collapse

                          Re: trading ki mahaarat ko kis terhan tayyar karnain

                          Agar Hum Log demo account for practice Karte Hain To Hum Logon Ko iska bahut fayda Hoga Aur Hum Log Kafi accha profit hassil kar sakte hain demo account pay practice karne se
                          Pakistan zindabad
                          • #1543 Collapse

                            Re: trading ki mahaarat ko kis terhan tayyar karnain

                            ji janab mere khial se forex tradinbge mein maharat tayar karne keleye humen forex markite mein hard wark or ziada se ziada mehnat karni chahey or forex tradinge ko ziada s3e ziada time dey kar hum maharat hasil kar salkte hain
                            • #1544 Collapse

                              Re: trading ki mahaarat ko kis terhan tayyar karnain

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                              demo account is the best way of developing trading skills ,, demo account plays a vital role in helping a trader to learn forex trading , in demo trading you can practice your ideas in this way you learn how to apply them in real trading
                              Assalamualaikum ji Bhaijaan Forex trading at both critical business hai aur yeh ek bahut accha business hai jis mein aap ko Mara tha sale karna bahut jyada Jaroori hai aap Internet se apni analysis kar sakte hain aur demo account for practice Karke isme Mahabharat Hasil kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1545 Collapse

                                Re: trading ki mahaarat ko kis terhan tayyar karnain

                                G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex me trading me maharat ka liya sab sy pehly forex ko seekhna parta hai or zayda sara knowledge or experience hasil karna parta hai.......demo account pay zayda sy zayda paractice kary taka trading zayda sy zayda bhtr ho saky

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X