Jaiza: Market Analyse Importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Market Analyse Importance
    Aslam o Alakum
    Dear forex member analyses ke nam se to ap waqif hi hon ge hamain market achi tarhan trade open karne ke lye market ko analyse karne ki zrorat hoti hai agar ham market ko achi tarhan anlyse karte hain to hamari earning bhi bhot zyada izzafa ho jata hai kyun ke ham market ko analyse karne ke bada sahi derection main chal rhe hote hain is lye hamain marekt ko analyse karne ki bhot zyada zrorat hoti hai agar ham market ko achi tarhan analyse karte hain to bhot kuch hasil kar pate hain is lye kehta hun ke kabhi jald bazi se trade open na karen our hamesha trade open karne se pehly kam az kam market ko 15 mints ke lye analyse karna chahye jab ham is tarhan ka kaam karte hain to hamain bhot kuch hasil hota hai our hamari tradign profitable ho jati hai

    Market analyse hamare market main hone wale tamam mamlat our samajhne main madad deti hai our forex business main jitna ap market par nazar rakhian ge ap usi hisab se zyada se zyada market ko samajh sakian ge ke market main kia hone wala hai is lye hamain market ki har briki ko samajhne ki zrorat hoti hai jab market ko samajhne main kamyab ho jate hain to hamain bhot kuch hasil hota hai our dear members main ap ko ye mashwara dena chahta hun ke jab bhi ap market par zyada nazar rakh rhe hote hain to ap us waqt market ko achi tarahn analyse karne main kamyab hote hain is lye hamain hamesha forex business main samajhdari se kaam lena hota hai is lye acha kaam karen our market ko zyada se zyada nazar rakhne ki koshish karen is tarhan ap bhot zyada had tak kamyab ho sakain ge.

    main ye samajhta hon ke jo traders analyse ko ihmiyat nhi dete woh kabhi bhi kamyab trader nhi ban sakte our na hi woh market se kabhi bhi profit hasil kar sakte hain hamain forex business main profit hasil karne ke lye din raat mehnat karne ki zrorat hoti hai tab hi ap market ko achi tarhan analyse kar pate hain our is tarhan ap ko market analyese ki ihmiyat ki samajh bhi ane lagti hai daar members main ye samajhta hun ke jo kabhi bhi market analyses ko ihmiyat nhi dete woh kabhi bhi kamyab nhi ho pate hamain forex busines main analyse ke baghiar kabhi bhi kamyab nhi ho sakte.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Market Analyse Importance

    Dear member hum sab ko aik baat yaad rakhni hogi ky forex market leader hy or jitne bhi traders hain sab followers hain chahy experts hon ya newcomers. Aksar newcomers apne selected experts ko follow karte hain or koshish karte ky achi learning karain taky best earning karain logically hum apne senior followers ko follow karte hain jo market ko achy sy jante hain. Experts ko follow karna acha decision hy or sath mein agar hum leader ko achy sy follow karain tou acha benefit hasil karne mein kamyab hongy forex market professional traders ka one stop station hy jahan life change hoti jisky liye market ko achi tarah sy study or analysis karne ki zarurat hy. Market beshak apne har trader ko equally opportunity deti hy jis mein aksar avail karne mein kamyab hoty or zyada tadad traders ki fail reason sirf yehi ky jo fail hoty na wo apne seniors ko follow karte or na hi market ky flow mein hoty. Forex ko three types sy analysis kiya jata hy technical analysis, fundamental analysis and sentimental analysis. Traders jo technical mind rakhte wo apne mind ki capacity ky hisab sy technical analysis ko choose karte jo ky kafi hard hy lakin isko study or utilize karne sy trader long term trading karne mein kamyab bhi hota or survive bhi karta hy. Fundamental analysis 1% market mein work karti hy lakin ye 1% 90% traders ko fail karne mein kamyab hoti hy jabky sentimental analysis sirf experts karte lakin zyada tar newcomers try karte or losing karna unki habit ban jati hy. Isliye har trader ko apne leader ko achi tarah sy analysis karna hoga or technically operate karke behtareen benefit hasil karna hoga or beshak successful trading ka rasta lamba hota hy lakin agar success ka aim leky target fit kiya jaye tou forex sy life time earning ki ja sakti hy.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Market Analyse Importance

      AOA aaj ka Hamara topic hai ki market analysis karne chahie, Main To Yahi kahunga ki koi bhi kaam karne se pahle Uske analyses nikal Lena chahie Taki aapko Ek acchi trading karne mein helpful sabit ho jaaye aur agar hm khus sy analysis kary gy to wo hmary liye zayda acha ho ga kun k jab hmy profit ho ga tab b hmy samjh aye gi k kis tarha sy hmy profit hova hai or jab loss ho ga tab b hmy pata chaly ga k hm ny kon si galti ki hai jis k waja sy hmy loss hova hai or wo galti hm dobara nai kary gay laken jab hm dosry k sahary chlty rahy to hm khus sy kam kar k kamyab nai ho saktu aur business kuch bi ni deta kio k jo log khud annaylsis kr k forex trading main trading krty hain hamesha ini ko experience bi hota hy aur yeh log profit bi hasil karty hain aur Market ka analisis wesay lazmi hai koun jb tak ap market ke trend ko dekhein gy nai tu kuch bhi acha nai kar paeingu apna analisis karny ke bad expert ya friends se mashwara ya raye lena acha hota hai koun ke baz okat insan khod se koi acha aur waqat par faisala nai kar pata aur time guzar jata hai is ley aisa waqat aye tu sala mashwara karna chaye
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Market Analyse Importance

        Yes dear aapane bilkul theek kaha hai Forex trading Mein successful trader banne ke liye Humko market se related different analysis Jarur karne chahie Jab Ham analysis ko properly focus karte hain to use Hamari trading bahut hi profitable ho sakti hai market Mein analysis per Jab Ham focus Karte Hain To Ham is baat ka idea Lagate Hain Ki market Mein fundamental analysis aur technical analysis bahut jyada important hote hain Kyunki Jab market Mein Koi Bhi news expected hoti hai to use time per market Hamesha fundamental approaches ko follow karte hue apni movement ko Jari rakhti hai.

        aur jab market mein news expected Nahin Hoti to use time per hundred percent market technical approaches follow karte hue apni movement karti hai isliye fundamental analysis ke sath aapko technical analysis per bhi bahut jyada focus karna Hota Hai technical analysis ko best aur perfect banane ke liye aapko market Mein different important candlesticks aur ine se banne wale different market patterns ko carefully study karna chahie Agar aapki study different candlestick se related complete Ho Jaati Hai To aapko bahut jyada advantages mil sakte hain Kyunki Jab market technically movement Karegi to aap ko bahut jyada fayda ho sakta hai.

        No doubt dear Forex trading me bahut say members Hote Hain Jo analysis ko completely ignore kar rahe hote hain aur daily basis per koi bhi member market mein aane wali news ko focus nahin kar raha Hota isliye aapko daily basis per yah check karna chahie ki market Mein Aaj kaun se currency pairs aur kaun si commodity se related news expected hai aur iske sath aapko International Media se bhi closely attach Rahana chahie Taki aap Jin commodities trading kar rahe hain kaun se related aapko different important information mil sake aur aap apni trading co safety ke sath maintain karte hue reasonable profit Hasil kar Saken.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Market Analyse Importance

          Forex trading mein jo bnda kamyab hony ki soch zehn mein rkhta hai lekin woh market ki analyssi ko koi ehmyat nahin de rha to uski misaal sheikh chilli ki trha hai jo ky sirf apny liye bary bary khwab sjata rehta hai lekin asal mehnat ki traf twajha nahin deta.​Aur khyali pulao bna bna ky khush hota rehta hai.​Jab woh real mein trading bgher analysis kiye karta hai to usko is bat ka andaza hita hai ky kabhi bhi anlsysis ki ehmyat ko jany bagher woh kmayab ho hi nahin sakta.​Aur agr woh analysis ky bagher trading krta hai to usko confirm loss hota hai. Kyn ky market itni complex hai ky is mein bhut baton ka khyal rakhna parta hai aur agar aap ek bat ko bhi ignore karty hain to aapki trade khatry mein oar jati hai aur loss ka risk rehta hai.​Risk free trading ky liye har treeqy se market ko analyse krna bhut zaruei hai.

          Market mein practically participate karny se pehly aapko yeh bat yaqeeni bna leni chahye ky market ky bary mein aapko itni knowledge ho ky market kis trha move karti hai. Sur kon kon se factores market ki movement par asar andaaz hoty hain..isky baad hi aap ko market mein ana chahye.​Market ki analysis krna bhut zaruri hai. Har trade lagany se pehly aapko makret ko technically aur fundamentaly analyse krna zaruri hai. Jis mein aapko market ki movement ko diferent charts ahr timeframes mein dekhna chahye aur candlestick patterns ko smjhna chahye. Candles ko dekhna chhaye ky kia signals mil rhay hain.​Technically market ki kia surat e hal hai aur movement ky bary mein kia predictions ki ja skti hain. Isky ilawa aapko News par focus karna chahye. Aur news ko prhna aur smjhna bhut zaruri hai. Market news ky mutabiq move karti hai.n.apko news ky opposite kabhi bhi trade nahin lgani chahye.

          Jo log trading mein analysis ki ehnyat ko jan lety hain aur har trade se pehly zeada se zeada time tk analyse krty rehty hain aur confirm hony par trade lagaty hain un ko kamyab traders ka nam dia jata hai. Aur yehi Professional traders lifetime profits enjoy karty hain. Aur makret mein kamyabi se kam kar ky aona rozgar chala rhy hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Market Analyse Importance

            Assalamu Alaikum dear member aapane bahut acchi information Hamare Sath share ki hai. Aapki is information per main bhi apna Kuchh knowledge aapke sath share karta hun ummid hi ke aapko Mere knowledge se fayda hoga.

            Dear Hamen pata hai ki Ham kabhi bhi market ke Trend ke khilaf kabhi bhi apni trade Nahin Lagate aur Humne trading ke dauran market ka student Ban Ke Rahana Hota Hai trade analyses Hamen market ki Sahi direction batane Mein madad karte hain Baghel trade analysis ke Ham market ki Sahi direction Nahin find kar sakta. Trade analysis he vo tools hai jo Hamen market ka friend banate hain aur Market ke direction Mein Hi apni trade open karne mein main time management ke sath inter hone ka signal Dete Hain. Normally Ham trading mein Main 3 type ke analysis Karte Hain.

            1. Technical analysis: technical analysis ke andar Ham market Chahat ko read technical analysis ke andar Ham market chat ko read karte hain aur different ko read karte hain aur different candlesticks pattern ki identification se market identification se market ka Sahi Trend find karne ki koshish Karte Hain Jitna aap ko Jitna aapko candlesticks pattern ke upar acchi command Hogi itne hi acchi command Hogi itne hi aapka technical analysis Jyada rate aur aur successful aur successful Honge.

            2. Fundamental Analysis : fundamental analysis ke andar ham financial acids financial assets ki market price per social economical political or international news international news Ka Khyal rakhte Hain Jiski vajah Se Hamare e-trade ko effect ho sakta hai.

            3. Sentimental analysis: sentimental analysis ke andar ham different traders ka positive or negative attitude ko dekhte dekhte hain agar humne Kisi e currency pair per trade karni hai to II trade karni hai to To Ham Sab Se Pahle a technical analysis share fundamental analysis aur last mein aur last Mein sentiment analysis ke andar maximum trader ka maximum trader ka upanayan dekhte hain ke vah Hamare trade ke bare mein kya yah opinion rakhte Hain yah opinion rakhte Hain Agar Unka opinion Hamari trade ke upay ke sath ke sath positive Hoga aur opinion percentage Main Bhi Jyada Ho percentage Main Bhi Jyada Ho To Ham apni trade activate Karte Hain.

            Conclusion :

            Trade analysis ki Hamare trading mein bahut jyada importance hai agar​ Ham trade analysis ko Sahi tarike se a a Nahin Karte To Ham kabhi bhi market ki Sahi a Nahin Karte To Ham kabhi bhi market ki Sahi direction Mein trade Nahin Laga Sakte aur Hamari a Nahin Karte To Ham kabhi bhi market ki Sahi direction Mein trade Nahin Laga Sakte aur Hamari time management Bhi Ek orat Nahin ho sakti isliye a Nahin Karte To Ham kabhi bhi market ki Sahi direction Mein trade Nahin Laga Sakte aur Hamari time-management Bhi Ek orat Nahin ho sakti isliye trade analysis trading ke andar basic importance rakhte Hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Market Analyse Importance

              Agar best trade open karna chahte hain to analyse bahut hi important hai analysis Karenge tab hi market ka andaza Hoga otherwise market ki samajh ki nahin aati ke market Kis Tarah movement kar sakti hai Jab mukmmal analyses Karenge market ko FIR trade open Karenge mostly chance yahi hai ki aapki trade jo hai vah profit Mein hi jayegi kabhi bhi jaldbaji mein aur without analyses trade open Nahin Karni chahie pahle market ko acchi Tarah analysis kar liya kya agar koi acchi trade mil rahi hai FIR trade open ki Jaaye agar koi entry Nahin mil rahi market ki samajh Nahin a Rahi to trade open Nahin Karni chahie Apna capital save Rakhna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Market Analyse Importance

                Forex main market kay analysis ka matlab trade ko secure and successful bana kar earning laina hay aur had darja loss say bachna hay. Forex market main earning asani say mumkin nai hay. Trade ko successful banany kay liye hamain fundamental aur technical analysis ki zaroorat hoti hay.

                Fundamental analysis ka maqsad market say current security ki latest value find karna hoti hay. Fundamental analysis ager kisi currency pair kay karny hon to phir hamain donon cuntries ki economic conditions ko daikhna hota hay. Q keh inki economy ki stability ki waja say he hamain currency ki values ko apas main compare karny ka pata chalta hay. Jab keh isi base per ham trading order place kar kay successful trading karty hain. Is liye ye analysis bahut zaroori hain.

                Technical analysis ka maqsad kisi bhi pair ki past history use kar kay ham iski high and low price, movement, spread aur volume ka anadaza lagaty hain. Candlestick pattern ki help say ham trend ka andaza aur coming trend ki prediction karty hain. Iskay sath technical analysis ki ehter confirmation ham indicators say bhi kar sakty hain. Technical analysis bhi kis bhi trade ki successful execution kay liye bahut zaroori hain.

                Sentimental analysis.

                Sentimentak analysis ko bahut traders ignore karty hain. Inky baghair he trade karty hain. Unka khial hota hay keh trade main profit mumkin hay. Laikin sentimental analysis bahut zaroori hain. Is say ham trend ko samjhny kay bawajood buyers and sellers ka tayun kar kay he trade main enter hoty hain ta ke trade ko successful banaya ja saky.

                Fundamental, technical aur sentimental analysis ki misal us 3 legs waly stool ki manind hay jiski ager aik bhi leg broken ho to ham is per theek say balance maintain nai kar sakty. Isi tarah in main say kisi aik analysis kay baghair trade successful nai ho sakti.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Market Analyse Importance

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                  Aslam o Alakum
                  Dear forex member analyses ke nam se to ap waqif hi hon ge hamain market achi tarhan trade open karne ke lye market ko analyse karne ki zrorat hoti hai agar ham market ko achi tarhan anlyse karte hain to hamari earning bhi bhot zyada izzafa ho jata hai kyun ke ham market ko analyse karne ke bada sahi derection main chal rhe hote hain is lye hamain marekt ko analyse karne ki bhot zyada zrorat hoti hai agar ham market ko achi tarhan analyse karte hain to bhot kuch hasil kar pate hain is lye kehta hun ke kabhi jald bazi se trade open na karen our hamesha trade open karne se pehly kam az kam market ko 15 mints ke lye analyse karna chahye jab ham is tarhan ka kaam karte hain to hamain bhot kuch hasil hota hai our hamari tradign profitable ho jati hai

                  Market analyse hamare market main hone wale tamam mamlat our samajhne main madad deti hai our forex business main jitna ap market par nazar rakhian ge ap usi hisab se zyada se zyada market ko samajh sakian ge ke market main kia hone wala hai is lye hamain market ki har briki ko samajhne ki zrorat hoti hai jab market ko samajhne main kamyab ho jate hain to hamain bhot kuch hasil hota hai our dear members main ap ko ye mashwara dena chahta hun ke jab bhi ap market par zyada nazar rakh rhe hote hain to ap us waqt market ko achi tarahn analyse karne main kamyab hote hain is lye hamain hamesha forex business main samajhdari se kaam lena hota hai is lye acha kaam karen our market ko zyada se zyada nazar rakhne ki koshish karen is tarhan ap bhot zyada had tak kamyab ho sakain ge.

                  main ye samajhta hon ke jo traders analyse ko ihmiyat nhi dete woh kabhi bhi kamyab trader nhi ban sakte our na hi woh market se kabhi bhi profit hasil kar sakte hain hamain forex business main profit hasil karne ke lye din raat mehnat karne ki zrorat hoti hai tab hi ap market ko achi tarhan analyse kar pate hain our is tarhan ap ko market analyese ki ihmiyat ki samajh bhi ane lagti hai daar members main ye samajhta hun ke jo kabhi bhi market analyses ko ihmiyat nhi dete woh kabhi bhi kamyab nhi ho pate hamain forex busines main analyse ke baghiar kabhi bhi kamyab nhi ho sakte.
                  Ham dost aur trading Mein kam karte hue aapko market analysis per focus karna chahie Jitna Jyada aapka market analysis Achcha Hoga utna Jyada aap acchi trading kar Sakenge isliye aapko chahie Ke Apna Jyada Se Jyada time ki investment aap apni market analysis Mein Karen aur trade ko analyse karne ke bad market Mein entry Karen jitni Jyada aapko trading may experience Hoga aur ab ka ka market Mein acchi analysis Hogi utna Jyada aap aasani ke sath apni trading kar Sakenge aur aap kamyabi ke sath Achcha profit bhi Hasil karne Ke Kabil Ban Sakenge isliye Hamesha daily basis per worked out karte hue mehnat Karen aur acchi earning karne ki koshish karen demo account se practice Karen aur daily basis per aapko market ko watch karna hoga market situation ko Dekhte Hue apni trading karna ho gayi Jitna Jyada aap market analysis Mein Apna experience badhaenge utna Jyada aap acchi trading kar Sakenge Aur kamyabi Ke Sath Apna Achcha profit Hasil karne Ke Kabil Bana Sakenge isliye Hamesha Soch Samajh Ke daily visheshta workout karte hue Apna Kam Karen aur aur Market ko samajhne ki koshish karen Taki aapko kamyabi mil sake
                  🌼 Never Give Up 🌼
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Market Analyse Importance

                    forex trading main aghr achi trade karni hai tu market ko analysis karna zarori hai q k forex main analysis karny ki boht ahmiyat hai q k jub humari trading market ko analysis k bad hoti hai wohi achi or kamyab hoti hai jis main loss hony k cances bhi kam hoty hain or apni trading ko bhi bahter kar skty hain q k market k according trading krna he zarori hai q k jub hum market ki sort e hal ko follow karty hain jo hmary favor main hoti hai wohi humary liye faida mand sabit hoti hai or hum tab he kamyab hoty hain forex aik best online trading ka business hai jis main hum aghr achi trading krna chahty hain tu hmain market ko smjhna he hmari kamaybhi hai jub hum apni trading analysis k bad karengy tab he hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex market main 3 tarha k analysis hoty hain jin se hum market ko smjh skty hain or apni trading kar skty hain or acha profit lay skty hain forex main hmain din rat mahnat krna hoti hai jis ki base par hum kamayb ho skty hain or jo trader market ko aci tarha se smjh skty hain wohi achi trading nai kar skty hain maket main 3 tarha k analysis kiye jaty hain jis se hum market ko achi tarha se smjh skty hain
                    1: Technical analysis
                    2: Fundamental anlaysis
                    3: Sentimental analysis
                    en sub se hum market ko smjh skty hain or apni trading ko market k hisab se kar skty hain forex main jub tak humain market ko smjhny ki ability strong nahi hai tab tak hum achy trading nahi kar skty hain es liye aghr hum chahty hain k humain loss na ho tu hmain analysis se market k trend ko find out krna hoga q k jub hum trend ko find out karengy tab he hum kamyab hongy or achi trade find out karengy market ko hmaisha apni ability k hisab se follow kiya jay tab he hum kamyab ho skty hain or apni earning kar skty hain forex main jub tak achi trading nahi ki jati tab tak hum acha profit nahi lay skty hain forex main hmain aghr market ki smjh nahi hai tu hmain demo account par trading ki practice karni hogi jub tak humara experience acha hoga tab he hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main soch smjh kar trading karny se faida hota hai aghr hum jald bazi se trading karengy tu hum kbhi bhi kamyab nahi ho skty na he hum achi earning kar skty hain na he hum forex main kamyab trader ban skty hain forex main learning or knowledge ki boht ahmiyat hai kamyab hony k liye waqt dena parhta hai jis k bad hum kamyab ho skty hain or achy trader ban skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Market Analyse Importance

                      agar aap Forex se earning karna chahte hain to aap ko seriously market ke bare mein samajhna hoga ki market ko analyse kis tarah Kiya jata hai aapko market ka analysis karne ka pata hoga to aap market mein kamyab rahenge aapko market ke ups and down Ka pata chalta rahega ki abhi market ki site per ja rahi hai is se aap car experience bhi increase hoga aur aap ko pata chalega ki aapane kaise market mein in hona hai kaise market mein aapane trading karni hai aur phir jab aap trading karenge aapka confidence level high hoga aur aap haqeeqaton kamyab rahenge market analysis samajhne ke liye aapko bahut jyada mehnat ki zarurat hoti hai aapko learning ki jarurat hoti hai aapko time Dena padta hai jab aap market ke analysis karne ka samajh jaate Hain to fir aap Forex mein totally profit main jaate Hain forex business aisa hai ki Forex mein profit aur loss donon chalte hain lekin agar aap thodi samajhdari ke sath apne a knowledge ko istemal karke market ko analyse karke trading karte Hain to aap hakikton kamyab hote Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Market Analyse Importance

                        Forex member ap ne bohat ache information share ki hai bilkul aisa he Hai forex trading business ky andar Kamyab hone KY liye analysis ko bohat importance Di jati hai definite baat hai Jab tak hum market ki situation ko samajhny ki koshish nahi kren ge tab tak Hum market Mein ache entry ko kaise find krny mein Kamyab ho sakty hain aur hmesha Yaad rakhen ky market Mein trade open krny KY liye entry point ka pata hona bohat zayada zaroori hai Jab bhi hum entry par apni trade open krty hain to hmari trade humein acha profit haisl krny mein kaafi help krti Hai
                        Analysis hmara apny knowledge aur experience par dependent hona chaheye kisi dosre ky analysis par kaam krny see avoid krna he best Hai kyun KY hum us level tak nahi Soch sakty jis level tak kisi dosre ne socha hota hai aur agar humein kisi dosre ky analysis par trading krni bhi hai to us ky liye humein chaheye KY sab se pehle us analysis ko demo account par apply karne kyun KY yeh best account hai Jahan hum apni strategy apni planning apny analysis ko bgher kisi real loss ky check kr sakty hain aur apny account ko secure rakhny ky saath saath ache trading profitable trading ko possible bana sakty hain kabhi bhi kisi dosre ky analysis ko direct real account par apply krny ka risk na lyna he hmare account ky liye behter ho sakta hai
                        Forex trading Mein analysis kr KY he hum khud ko ache level ka trader Bana sakty hain aur future Tak is kaam ko apny liye profitable bnane mein Kamyab ho sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Market Analyse Importance

                          Je dear forex trading ma achy analysis hamy profit deny ma bhot help ful hoty hain. Enko sahe tor par market ma implement karny sy yaqeeni tor par ham big losses sy bach jaty hain. Forex market analysis k wesy to bhot sary benefits hai but en ma sy serf chand he apk samny share kar dety hain:-

                          1. Trend Finding. Forex tradinga trend ko find karna ik trader ki pehle priority hoti hai agr wo market ka trend hasil karny ma kamyab ho jae to usko profit hasil karny ma bhot asani hoti hai. But zayada cases ma market ka trend find karna asan ni hota. Market bhot complex state ma hoti hai or es time par trend bar bar change ho rha hota. Asi situation ma trader ka experience bhot kam ata hai. Achy experience sy yaha b acha point hasil kiya ja sakta hai.

                          2. Enter / Exit. Forex trading ma market ka trend find karny k bad trader ko ab entery or exit hony ko plan karna hota hai. Forex ma trader ko jaldi entery ni karni chahe balky entery k lae new order ki baje limits or stops ko use karna chahe. En ka acha use karna trader k lae maximum profit or minimum loss k lae faiday mand sabit hota hai or kahe bar han jaldi ma wrong entery sy b bach jaty ya market trape sy b bach jaty hain. So hamy entery exit k lae enko he use karna chahe.

                          3. Analysis are free. Forex trading ma analysis karny k kio fees ni hai so hamy es bat ki kio fikar ni hoti k analysis k lae ham jo b mt4 indicator use kary wo free hota hai. Hamy kisi k b kio charges ya apni trade ka kio profit share provide ni karna hota. Forex trading ma jo trader achy analysis kar leta hai samjy usk pass bhot knowledge or experience hai or wo es sy zarur profit hasil karny ma b kamyab ho jata hai. Forex trading ma agr kio analysis k lae indicators ko use ni karta to es ma uska apna nuksan hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Market Analyse Importance

                            AOA aaj ka Hamara subject matter hai ki market evaluation karne chahie, fundamental To Yahi kahunga ki koi bhi kaam karne se pahle Uske analyses nikal Lena chahie Taki aapko Ek acchi buying and selling karne mein useful sabit ho jaaye aur agar hm khus sy analysis kary gy to wo hmary liye zayda acha ho ga kun ok jab hmy income ho ga tab b hmy samjh aye gi k kis tarha sy hmy income hova hai or jab loss ho ga tab b hmy pata chaly ga k hm ny kon si galti ki hai jis okay waja sy hmy loss hova hai or wo galti hm dobara nai kary homosexual laken jab hm dosry okay sahary chlty rahy to hm khus sy kam kar okay kamyab nai ho saktu aur commercial enterprise kuch bi ni deta kio k jo log khud annaylsis kr okay forex buying and selling foremost buying and selling krty hain hamesha ini ko experience bi hota hy aur yeh log profit bi hasil karty hain aur market ka analisis wesay lazmi hai koun jb tak ap marketplace ke trend ko dekhein gy nai tu kuch bhi acha nai kar paeingu apna analisis karny ke awful expert ya pals se mashwara ya raye lena acha hota hai koun ke baz okat insan khod se koi acha aur waqat par faisala nai kar pata aur time guzar jata hai is ley aisa waqat aye tu sala mashwara karna chaye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X