Trading Concept / How we earn Profits?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Concept / How we earn Profits?
    Asalamolaikum. Mein aap ky sath trading ka ek basic concept paish krna chahta hoon..​Umeed hai aap ko samajh ajaye ga aur aap apny reviews paish karyn gy.

    Jesa ky hum janty hain ky instafirex mein jab hum trsding acvount bnaty hain to hmara account mostly ek Dollar account hota hai. Isi trha dusry accounts bhi create kiye ja skty hain. Jin mein aao dollars ky choty hisy Cents mein bhi account bna skty hain. Lekin mein apko dollar account ka basic concept btana chahta hun. Ky hum market ki up down movemnt mein buy ya sell krny se jo profit bnaty hain uska main conceot kia hai aur kyun opr movemnt ky sath buy mein hum profit bnaty hain ya nechy movemnt mein hum sell se profit kamaty hain. To iska jwab yh hai.

    Farz karyn aap Eur/Usd mein trade laga rhay hain.​Aur apky samny jo grapgh paish kia jata hai woh Euro ka usd se comparison hota hai. Ky euro kab dollar ky muwably mein strong horha hai aur kab weak ho rha hai.

    Humary pass account mein dollars hoty hain. Agr hum dekhty hain ky dillars ky muwable mein Euri strong ho rha hai mtlb ky market opar ki traf ja rhi hai to hum Buy ki trsde is liye lagaty hain kyn ky hum dekhty hain ky Euro ki qeemat up ho rhi hai to hmary paas jo dollars hain hum un ko sell kr ky Euro buy kr len. Ta ky Euro ki surat mein hmari money ki worth increase hojaye. Aur jab tk Euri strong hota rehta hai hmary pas profit hota hai. Kyn k hnari money jo ky pehly dollars mein thi un ki worth increase hgae hai Euri ki surat mein.​

    Aur jab Euro/Usd ka graph top par hota hai to jin logon ne eur buy kia hua hota hai to Matlab unki moeny ki value zeada ho chuki hoti hai. Aur jitni value increase hoti hai utna unko dollars mein convert kr k profit dikha dia jata hai.

    Issi trha agar Euro down ho rha hota hai. To hum sath sath dollars buy krty hain aur Euro sell krty hain. Ta ky jo hmary pas zeada euros mojud hain un ko hum dollars mein convert kra len.​Tab hum janty hain ky euro ki worth zeada hai to hum un ko bech kar pehly se zeada dollars khareed skty haim.​To hum Euro ki selling shuru kr dety haim.​Aur chart ky neechy any ky sath sath hmary doars mein izafa hota rehta hai jab tk hum euro ki selling krty rehty hain.

    Isko aap life mein aam marketing se bhi compare kr ky asani se smjh skty hain. Aur jo log money exchangers hoty hain aur paison ki hair oher janty hain woh isko behtr treeqy se smjh skty haim.​
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Concept / How we earn Profits?

    dear memberrs waisay to is markeeet main har koi isi niat say he isay join karta hay k usko is markeet main jaldi say jaldi achi leaning k baad he earning bhi start ho jaye magar har aik traders k liye aisa hona aur asia sochna har baar mumkin nai hota hay agar ham is markeet main kaam akrtay huway yeh concept rakhtay huway markeet main kaam ko strat kartay hain k hamain is main tab tak koi bhi aisa koi kaam nai karna hay jis main hamain ziada rsk lainay k baad kam say kam reward say kaam laina parr jaye aur agar ham aisay kaam kartay hain to hamaray liye is markeet main kuch bhi asia hamko nai mil skata hay jis main hamain markeet main baad main koi pachtawa ho aur ham markeet main kuch asia risk lay jatay hain jis say na sirf hamko lose hota hay balk jo kuch hmaray account main hay us say bhi ham is markeet main kaam karnay say jayen agar ham apnay account ki growth kartay huway is markeet main kaam kartay hain to ham is makreet main aik achay aur samjhdaar traders hain jisk karnay say na sirf ham lose say bach saktay hain balk hamko har din har aik trades k baad markeet k baray main kuch na kuch zarur hasil hota jata hay aur agar ham is makreet main bay tukkay atreekay say avoid kartay huway kaam kartay hain to ham makret ko tab bhi sahi tareekay say samjh saktay hain aur agar ham is main apni bad habbits ko nai chorr saktay hain tab ham is makreet say kabhi bhi kuch bhi hasil nai kar skatay hain yeh conceptions yeh markeet k baray main risk aur reward hasil karna sirf hamaray uper he depend karta hay k ham is main kaisay kuch hasil kar saktay hain ya ham is markeet main kaisay khud ko change kar saktay hain is liye mairay experience k mutabik agar ham makreet main khud ko maintain rakhty huway kaam kartay hain to ham is main har lihaaz say earn bhi kar skatay hain aur ham is main lose say bachnay ki bhi tarkeeb ko sahi anjaam tak pounchaa saktay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Trading Concept / How we earn Profits?

      Trading concept ka bht important role hoga process the Forex market supplanting business venture Mein Apni becoming more acquainted with amazing global areas karne ki koshish karen aur kamyabi Hasil Karen Dekhiae Islam mein bhi Kaha gaya hai ki Amal ka Darul aadarniy cherry on top hai agar Ham is Soch ke sath commercial center Mein and Honge ke Hamen Aamir hona hai aur Yahi Lal Hamare contemplations Mein Chalti Rahegi to yah Hamare account became hone ka Saya Boycott sakti hai agar Ham yah Sochenge Aaj Ham yahan se naya Kuchh sikhenge commercial center ko Chitra se consistent Karenge victims Rakhenge Apne movement as per control Rakhenge To Nahin Boycott Sakte bal Ke vo gareeb Boycott Jaate Hain unhen chahie ki vo Apne kam ko records aur revel in ke sath Apne is kam koren a test extrade Hdu deity raha o tou hamain nearest aid line wdv zarur use kna chahiay Americatate punch industial center upswing beloved city improvemet chuki hoti hai tou take a look at reversal ky possibilities bhi hoty hain tou aesy basic
      • #4 Collapse

        Re: Trading Concept / How we earn Profits?

        acha profit hasil karna koi mushkil bat nhe hae agar apke pas acha knowledge hae to ap is main se acha knowledge hasil kar sakte hain bas is ke liye apko is main mehnat karne hote hae is main jiten bhe zayada mehnat kar jate hain ap ap is main utna successful ho sakte hain bas is ke liye apko mehnat bhe karne hote hae bas mehnat karte rahen take ap is main successful ho saken or is main ap kamyab ho saken to is ke liye hamen cahiye ke hum is main kam bhe acha karen or is main hum is tarah s tab he to hum is main successful hone ke liye is main mehnat bhe karne hote hae lakin jo is amin mehjnat kar jate hain wohe to is main kuch hasil kar he jate hain bas hamen cahiye ke hum is main mehnat karte rahen ache tarah se kam karte rahen tab he to hum is amin kamyab ho he jate hain bas hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye bas hamen is main dil se kam karna ho ga jitna ache tarah se hum is main kam kar jate hain is tarah se he to hum is main success bhe itna he hasil kar sakte hain bas hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamen cahiye ke hum is main dil se kam karna cahiye take hum is main kuch na kiuch hasil kar saken is main hum tab he to hum is main kamyab ho he jate hain lakin hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiuye take hum is main kuch hasil kar saken or is tarah se he to hum kuch gain kar he jate hain is main lakin phir bhe kam to karna he hota hae hamen is main yeh mehnat wala kam hae
        • #5 Collapse

          Re: Trading Concept / How we earn Profits?

          forex ki market mein hum trading ker sakty hain agar hum aik achi trade kerna chahty hain tou humen kam az kam 100 $ capital invest ker k he aik achi trade laga sakty hain jis se hamen profit hasil ho sakta hai or humen experience bhi gain ho ga agar hum trade kerna chahty hain tou humen pehly market mein analysis ko use kerna ho ga or us ko learn kerna ho ga hamen analysisi ko kabhi bhi ignore nahi kerna chahiye or us ko trading mein apply kerna chahiye begair analysis k trading fazool hai or humen aisy koi profit bhi hasil nahi hota analysis se hamen market k trend ka andaza ho jata hai trend hamara dost hota hai humen market ki moment ko dekkh ker he trade lagani chahiye tabhi hamari trade aik profitable trade kehlaye gi
          humen trading k waqt apny emotions ko control kerna chahiye loss or profit tou zindagi ka hissa hota hai kabhi insan ko profit hasil hota hai or kabhi profit or ye business ka usool hai hamen loss par sabar se kaam lena chahiye or kabhi bhi over confident nahi hona chahiye agar humen loss hota hai tou humen sabar or tahamul se kaam lena chahiye or apny us loss se sikhna chahiye k hum ne kea mistakes ki hain jin ki wajah se humen loss hua hai or ainda hum un mistakes se avoid kren ta k hum aik achi trade kerny ko mily isi se hum kamyabi hasil ker sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading Concept / How we earn Profits?

            Ji forex main trading kay liye hamain teading ka pata hona chahiye. Like real trading in civil market forex main bhi same he concept yani sell and buy kay do concepts hain. Real trading main ham mukhtalif kisam kay orders yani wholesale ya retail basis per sell ya buy karty hain. Baz dafa ham is main middle man hoty hain yani aik jaga say buy kar kay isko direct other party ko sell kar dia, sometime isko khud use karty hain. Laikin forex market main buy ya sell ka ye concept nai. Ismain ham kisi security ko personal use kay liye buy nai kar sakty balkeh ham is per har security ki value ki buy and sell karty huye loss ya profit laity hain.

            Forex pairs.

            Forex market main securities ki mukhtalif types hain. Jin main currency pairs, metals, commodities, corporations shares etc shamil hain. In main kisi bhi pair per trading karny say pehly hamain market aur technical analysis karna hoty hain ta keh ham in ki mojuda value ki reasons talash kar sakain. Tab he ham iski future value ko predict kar kay sell ya buy main order place kar sakty hain.

            Safe trading.

            Forex main order place karny kay bad hamain profit ya loss hona shuru ho jata hay. Is main aisa nai hota keh market ko ham hold kar lain ya same price per trade ko cancel kar dain. Hamain order kay exection ka wait karna parta hay. Iskay sath ham stop loss aur take profit tools ka bhi istemal kar sakty hain. Ta keh hamari trade aur account safe rahay aur ham successful trading kar sakain.
            • #7 Collapse

              Re: Trading Concept / How we earn Profits?

              Walakum slam
              Dear forex members hamain forex business main trading karte howe profit hasil karne ke lye khas mehnat karne ki zrorat hoti hai jab ham forex business main kaam karte hain to hamain bhot zyada cheezion ko samjhne ke lye bhot zyada techqical method use karna chahye jab ap samajdari se kaam karte hain our acha se acha kaam karte hain to ap ko zror kamyabi hasil hoti hai dear forex members trading market main trading karne ke lye hamain profit hasil karne ke lye din raat mehnat karne ki zrorat hoti hai jitni zyada ham mehnat karte hain hamain us ka utna zyada acha result hasil hota hai our ap ko profit milti rehti hai hamain forex business main jab hamara kaam forex main maket ke mutabiq hota hai to hamari earning bhi zyada hoti rehti hai hamain hamesah good concept ke sath kaam karna chahye jab jab ap acha kaam karte hain to ap bhot kamal ki earning hoti hai sab se pehly ap ko invesment karni hoti hai our is ke bad hamain forex business main trading ke lye account banane hote hain jab ap forex business main jab ap trading karte hain to ap ko achi khasi profit milti rehti hai our is tarhan hamari earning start ho jati hai our ham bhot zyada earning hasil karne lagte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Trading Concept / How we earn Profits?

                Ji Hum Sab Ko Dil Laga ka Apna Kam karna chahie aur Apna bonus level improve karna chahie Agar Ham Sapna bonus level improve Karte Hain To Ham Kaun hote hain SO Ham Sab Ko Dil Laga hokar kam karna chahie aur apne bonus Koi improve karne ki koshish Karna chahie Agar Ham Sab Yahan per Mein Na Karenge vah mahine ke sath Apna Kam Karenge To Ham larson Kamyab Honge so isliye Ham Sabko Dil Laga kar Apna Kam karna chahie aur apne bonus commentary ke kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie Aur Main ke sath Apna Kam Karen Aur Dil lagakar kam Karen Kisi Se Ham Kaun Honge Zafar Sabko Mahal Ke Niche bhoot ke sath Apna Kam karna chahie aur ham Sabko Dil Laga kar Apna Kam karna chahie Agar Ham Sab Dil Laga kar Apna Kam Karenge To Hamen kamyabi Hassan Honge To Ham Sabko Apna Kam ho to karna chahie aur Maina ke sath Apna Kam karna chahie Agar han Sab Yahan per Karenge To Hamen kamyabi Hassan Hogi so Ham Sab Ko Dil Laga kar Apna Kam karna chahie Aur Main ke sath Apna Kam karna chahie Aur Main Kaisa Kiya vah kam kabhi bhi nahin Hota so Ham Sabko Apne time per mehnat Karke kamyabi Hasil karne ki koshish karne chahie ISI Sahan Kamyab Honge aur ISI Mein Hum Sab Ka fayda Hai To Dil lagakar kam Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish Karna
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Concept / How we earn Profits?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas_Ali پيغام ديکھيے
                  Asalamolaikum. Mein aap ky sath trading ka ek basic concept paish krna chahta hoon..​Umeed hai aap ko samajh ajaye ga aur aap apny reviews paish karyn gy.

                  Jesa ky hum janty hain ky instafirex mein jab hum trsding acvount bnaty hain to hmara account mostly ek Dollar account hota hai. Isi trha dusry accounts bhi create kiye ja skty hain. Jin mein aao dollars ky choty hisy Cents mein bhi account bna skty hain. Lekin mein apko dollar account ka basic concept btana chahta hun. Ky hum market ki up down movemnt mein buy ya sell krny se jo profit bnaty hain uska main conceot kia hai aur kyun opr movemnt ky sath buy mein hum profit bnaty hain ya nechy movemnt mein hum sell se profit kamaty hain. To iska jwab yh hai.

                  Farz karyn aap Eur/Usd mein trade laga rhay hain.​Aur apky samny jo grapgh paish kia jata hai woh Euro ka usd se comparison hota hai. Ky euro kab dollar ky muwably mein strong horha hai aur kab weak ho rha hai.

                  Humary pass account mein dollars hoty hain. Agr hum dekhty hain ky dillars ky muwable mein Euri strong ho rha hai mtlb ky market opar ki traf ja rhi hai to hum Buy ki trsde is liye lagaty hain kyn ky hum dekhty hain ky Euro ki qeemat up ho rhi hai to hmary paas jo dollars hain hum un ko sell kr ky Euro buy kr len. Ta ky Euro ki surat mein hmari money ki worth increase hojaye. Aur jab tk Euri strong hota rehta hai hmary pas profit hota hai. Kyn k hnari money jo ky pehly dollars mein thi un ki worth increase hgae hai Euri ki surat mein.​

                  Aur jab Euro/Usd ka graph top par hota hai to jin logon ne eur buy kia hua hota hai to Matlab unki moeny ki value zeada ho chuki hoti hai. Aur jitni value increase hoti hai utna unko dollars mein convert kr k profit dikha dia jata hai.

                  Issi trha agar Euro down ho rha hota hai. To hum sath sath dollars buy krty hain aur Euro sell krty hain. Ta ky jo hmary pas zeada euros mojud hain un ko hum dollars mein convert kra len.​Tab hum janty hain ky euro ki worth zeada hai to hum un ko bech kar pehly se zeada dollars khareed skty haim.​To hum Euro ki selling shuru kr dety haim.​Aur chart ky neechy any ky sath sath hmary doars mein izafa hota rehta hai jab tk hum euro ki selling krty rehty hain.

                  Isko aap life mein aam marketing se bhi compare kr ky asani se smjh skty hain. Aur jo log money exchangers hoty hain aur paison ki hair oher janty hain woh isko behtr treeqy se smjh skty haim.​
                  Pyare bhai trading mein agar aap Chahte Hain ki aap Achcha profit Hasil karen to aapko iske liye expert trader Jo Forex forum per sirf 10% log hi hai jo jo chatting Mein profit Hasil karte hain Agar Ham unhen expert Raider ke rules ko follow Karenge aur unko sikhenge aur apne seniors ko bhi follow Karenge aur trade analysis ka bhi Sabar ke sath Intezaar Karke aur lalach kiye bagair emotion discipline ke andar rahakar Sabar ke sath Jab trading Karenge to iski vajah se Hamara profit increase ho jata hai.

                  Iske alava Agar Ham starting Se Hi Sahi tarike se demo account ka istemal Karen aur kam se kam 1 month Tak demo account per trading knowledge ko 1 month Tak practice Karen aur Jitna Bhi trading related knowledge Hasil Ho usko demo practice Jarur Karen aur daily basis ke upar trade analysis Karen aur trade lagaen Taki Hamen Apne trade analysis ke Qureshi ke bare mein sahi tarike se Pata Lag sake aur jab Ham Apne real account per kam Karen To Hamen use se fayda bhi Hasil Ho.

                  Hamen apni Har trade ke sath stop loss Jarur Lagana chahie aur Hamesha apni trade entry ke sath trade exit Jarur decide karna chahie Taki Hamen Hamare motions aur Lal Aaj nuksan Na De sake.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Concept / How we earn Profits?

                    Hi dear friends Forex trading concept kya hai aur ham Kaise zyada munafa Sarkar sakte hain ya Ham Kaise zyada profit Hasil kar sakte hain Iske bare mein Aaj Ham baat karenge sabse pahle to yah ki agar aap koi bhi kam Karte Hain To Uske bare mein aapka basic concept clear Hona zaruri hai bagair concept clear kiye aap apna koi bhi Kam Nahin kar sakte aur kaam karne se pahle Uske analyses nikal Lena chahie Taki aapko Ek acchi trading karne mein helpful sabit ho jaaye aur agar hm khus sy analysis kary gy to wo hmary liye zayda acha ho ga kun k jab hmy profit ho ga tab b hmy samjh aye gi k kis tarha sy hmy profit hova hai or jab loss ho ga tab b hmy pata chaly ga k hm ny kon si galti ki hai jis k waja sy hmy loss hova hai or wo galti hm dobara nai kary gay laken jab hm dosry k sahary chlty rahy to hm khus sy kam kar k kamyab nai ho saktu aur business kuch bi ni deta kio k jo log khud annaylsis kr k forex trading main trading krty hain hamesha ini ko experience bi hota hy aur yeh log profit bi hasil karty hain aur Market ka analisis wesay lazmi hai koun jb tak ap market ke trend ko dekhein gy nai tu kuch bhi acha nai kar paeingu apna analisis karny ke bad expert ya friends se mashwara ya raye lena acha hota hai koun ke baz okat insan khod se koi acha aur waqat par faisala nai kar pata aur time guzar jata hai is ley aisa waqat aye tu sala mashwara karna chaye aur forex eak esa bussness he jo pori donya me phela howa he is me trading tu must he but ap ko sekhne ka b moqa milta he ap markeet me dekhte hen pak k elawa dosre molko ki markeet bhe apk samne hoti he tu ap ko diffirent cheze dekhne ko mile gi .but forex man yahi he k ap trading kar k apna expiriance bana k achi incom banate hen kyn k forex mein sirf trading he ki jati hai is liye yeh koi scam nahi hai kyunki internet per jitni bhe online earnings k rasty hain wo sab k sab scal or fraud hain jin per kisi bhe soorat aitbaar nahi kiya ja sakta isi liye forex mein bilkul bhe dhoka nahi hai yeh ek profitable system hai aur forex trading may sirf or sirf tradign he hotihey or ais may kuch beh nahe hota q kah naam say he zahir heey kah forex ka matlab currency or tradign ka matlab buying and selling or forex trading may hamesha buying and selling he hhum kartay hain or ais say proftui kamatay hain
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading Concept / How we earn Profits?

                      Baai g aap nay trading k concepet k baaray may baath ke hay our aap nay ye zikar kia hay k kasay is may hamay profit hasil ho saktha hay.
                      Baai jaan agar trading may profit karna asaan hotha tho har koi is may kaam kartha our wo is say faida be hasil kartha forex say faida hasil karnay k liay aap ko buhut ziada mehnath sah kaam karna hova kionka is may sab say important cheez ye hothe hay k aap is ko seekay our is ko seeknay k liay buhut ziada mehnath karna hoga kionka is may aap ko buhut se cheezo ko seekna hoga sab say pehlay aap nay forum par kaam karna seekna hoga our ye dhekna hoga k kin members ko acha bonus miltha hay our aap nay oskay posts study karna hoga thake aap os k jaisa kaam karay our qpnay kaam ke quality ko behthar say behtareen kar sakay.
                      Is k baadh aap ko trading seeknay k liay mehnath karna hay our aap k pass agar koi expert member mojoodh ho tho ye aap k liay buhut ziada faida mandh hotha hay wo aap ko trading chart k baaray may informations dy saktha hay our aap ke buhut ziada rehnumaai kar kaktha hay kionka chart say he aap apnay liay planning karthay hay os may aap k pass candles k mukhtalif pattrens hothay hay our saath saath aap ko mukhtqlif indecators ke sahoolath hothe hay jis say aap apnay liay buhut ache planning kar kakthay hay agar koi aap ko is k baarsy may samjaaye tho aap buhut jaldh acha experiance hasil kar k acha khasa faida hasil kar kakthay hay.
                      Is k baadh agar aap k pass koi expert member mojoodh nahee hay jis say aap directly seek sakay tho per aap ko youtube say bbuhut madad mil sakthi hay kionka os par be buhut expert traders nay apnay videos download kiay hay jis ko agar aap ghor say dhakay tho wo be aap aa kuch he arsay may buhut ziada knowledge faraham kar saktha hay is liay hamay is sab cheezo k zariay is kaam ko seekna chahiay our jab hum is ko ek dafa seekay tho per is say regular faida hasil karna koi mushkil kaam nahee hay aap konis mah per zaroor faida hasil hoga lekin ek mashwara may aap ko detha hoon k kabhi be ziada pairs par kaam na karay jis par aap nay acha experiance hasil kia ho our jis ka aap k pass ziada knowledge ho ose pqr he kaam kia karay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading Concept / How we earn Profits?

                        Yes dear aapane bahut hi informative post Hamare Sath share Ki Hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam Karte Hain To ismein Ham different currency pairs ki selection karte hain aur jab Ham different currency pairs ki selection karte hue UN per trading Karte Hain To ismein Humko reasonable profit Hasil ho sakta hai lekin Jab Ham different currency pairs per trading Karte Hain To Humko currency pairs se related kuch important information Pata honi chahie.

                        aur usse related analysis acche hone chahie otherwise Ham kabhi bhi acchi trading nahin kar sakte Jo aapane concept Hamare Sath share Kiya Hai hai no doubt main use agri karta hun dear mein is post mein aapko yah bhi batana Chahta Hun Ki Jab aap different currency pairs per kam kar rahe hote hain to aapko us index se be closely attached na chahie Kyunki us index per bhi major currency pairs depend kar rahe hote hain aur us index key value was a major currency pairs Mein increment aur decline Ho Sakta Hai.

                        Jiski wajah se aapko profit aur nuksan ho sakta hai isliye aapko currency pairs se related different important factors ko Jarur focus karte hue apni trading Karni chahie otherwise aapke liye bahut Sare problems ho sakte hain. Dear jab aap apni trading ko profitable banana Chahte Hain To usmein aapko market se related closely attached Hona chahie aur aap ko Apne analysis kitne chahie Jab aapke analysis Jyada perfect hote hain to aapko acche advantages aur benefits mil sakte hain isliye kabhi bhi Forex trading karti hui is se related important factors ko avoid na Karen otherwise aapke liye profit Hasil karna bahut difficult ho jaega.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading Concept / How we earn Profits?

                          Respected members market ki situation ko hi samajhna hota hai analyses kiye jaen market Ko Dekha Jaaye ke aaj market kis prant mein jyada moment kar sakti hai FIR use trend ko Dekhte Hue apna target fix Karke trade open ki Jaaye market Ek level Tak Upar Jaati Hai Ya FIR niche fir market Wapas reverse Leti Hai market ka support aur resistance bhi dekha Jaaye Sab Kuchh dekhne ke bad market Mein Apne order place karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading Concept / How we earn Profits?

                            bhai jan forex main aghr apny profit ko possibe banana hai tu osk liye trading experience ka hona zarori hai q k trading k liye market ko buy sell tak he smjhna boht nahi hota hai k aghr market oper gai tu buy kar den aghr nechy gir rahi hai tu sell kar den market k concept ko smjhna boht mushkil kam hota hai or market k concept ko wohi smjh skty hain jin k pass market ka knowledge hota hai or wo market ko achi tarha se smjh paty hain osk liye market ko ap demo account main apny knowledge ko smjh kar demo account par trading ki practice karen tab he wo market k concept ko smjh skty hain forex maret ki movement ayse hoti hai k wo koi na koi pattern bnati hai jis ko hum follow karty hain or hu aghr trading k liye market k pattern ko achi tarha se smjh skty hain tab he hum forex main kamyab ho skty hain market ko smjhny k liye hum market ko analysis karty hain jub hum analysis karty hain tab he hum acha kam kar skty hain aghr market ko achi tarha smjh liya hai tu hum kamyab ho skty hain laken aghr hum market ko achi tarha se smjh nahi skty hain tu kbhi bhi hum trade find out nahi kar skty na he hum achi earning kar skty hain forex aik best business hai es liye es main mahnat or hard wrk he hmain es ka knowledge deta hai jis k bad hum kamyab ho skty hain or apni trading ko bahter kar skty hain or achi earning kar skty hain forex aik aysa business hai jis main jitna hos kay otna he hum faida otha skty hain laken aghr hum mahnat nahi karty hain tu hum kbhi bhi achi trading nahi kar skty hain tu market ko smjhny ki ability ko strong karen jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading Concept / How we earn Profits?

                              Bohat acha knowledge share Kiya Hai dear aap ne thanks a lot aisa he Hai humein yahan bohat sari cheezon ko seekhna hota hai us ky baad he humein apny kaam mein Kamyab hone ka moqa mil sakta hai
                              TRADING CONCEPTS
                              sab se pehle humein trading see related apni basics ko strong bnana hota hai definite baat hai koi bhi building bnane see pehle hum us ki base dekhty hain us ki base ko strong bnane ki koshish krty hain kyun KY poori building base par depend krti Hai agar base ache ho ge to building jitni bhi Bari bana Lyn us ko koi nuqsaan nahi ho GA aur Agar base he ache nahi ho ge to humein building ka Har waqat dar he laga rahe GA
                              ISI tarha agar Forex trading ka basic knowledge hmare pass mojood ho GA acha concept hmare pass mojood ho GA to hum apny is kaam ko ache kamyabi KY kabil bana saken ge aur Agar hmare pass is ka acha aur strong knowledge nahi ho GA to hum is mein kabhi bhi successful nahi ho saken ge aur na he kabhi ache trader banny mein Kamyab ho saken ge
                              EARN PROFIT
                              profit hasil krna Assan hai bhi aur nahi bhi Agar hum profit hasil krna asaan bnana chahty hain to humein chaheye ky
                              1-INCREASE SELF CONFIDENCE
                              sab se pehle khud par yakeen krna seekhen jab tak hmara khud par yakeen nahi ho GA tab tak Hum acha profit hasil nahi kr sakty kyun KY jab hmara khud par yakeen ho GA to hum apni planning apni strategy apny analysis ko behter tareeky see follow kr KY asaani ee acha profit hasil krny mein Kamyab ho jaen ge otherwise hum is kaam mein zayada time stay nahi kr saken ge
                              2-FOLLOW MARKET MOVEMENT
                              hmesha market ki movement ko analyse kr KY us ko follow krty Howe kaam kren matlab market ky trend KY according trade open krny ki koshish kren kyun KY market ky against trade open kr KY bhi humein koi faida hasil nahi ho sakta hai aur na he hum acha profit hasil krny mein Kamyab ho sakty hain
                              3-USE SIGNALS BUTT FOLLOW ANALYSIS AS WELL
                              humein indicators see milny waly signals ko follow krna chaheye lekin us ky saath saath khud bhi market ka analysis kr lyna chaheye ta ky kisi bhi wrong signal ki wajah se nuqsaan ka samna na ho Jae aur acha profit haisl Kiya ja sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X