Fibonacci retracement ky chances kitny percent hoty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibonacci retracement ky chances kitny percent hoty hain?
    Agar ham forex market main retracement per trade kerty hain tou hamain fibonacci retracement use kerna perti hai lekin kuch traders isterha trade ker ky bhi loss hi kerty hain tou mera tamam seniors sy yeh question hai ky fibonacci retracement kitny percent chance hoty hain ky zarur hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fibonacci retracement ky chances kitny percent hoty hain?

    Hi friends aaj ka hamara topic Fibonacci retracement*Ke bare mein hai Abhi is mouzoo k bary mein ham kuchh behas karenge Ager app k pass mt4 knowledge ho ga to pher he app fibo sahe tariky say laga sagty hain so trading k her tool k barey main knowledge hona boht zarori hy tab he app ko ache earning day sagta hy aur *is thread may ap ko may batao ga keh fibonacci tool ko kaisay use kia jaye? ziada tar hum log fibonacci tool ko higher time frame par use kartay hain, usi say achay results miltay hain aur analysis karnay may asani hoti hay. Neechay picture may fibonacci tool ka use kia hua hay, jis may red color ki trend line bhi wazeh hay, aur aik indicator fractals bhi use kia hua hay, lakin hamara markaz fibo hi hay aur Is may hum nay bullish trend par fibonacci tool use kia hay, to is k lye hum down point say up point par fibonacci line draw karain gay, yeh jo dotted line hay, is par ap double click kar k bhi modify kar saktay hain agar ghalat point par fibo set ho jaye to. hum is ko daily, H4 par bhi use kar saktay hain, bullish market may sab say neechay wali most recent candle say draw karna shru karain gay aur oper ki side par jo bhi higher pin bar milay us tak draw karain gay aur Fibonacci may do cheezay dekhi jati hain, aik extension aur dosra retracement, oper wali picture may extension hua hay aur market 0% say oper ho gai hay, is ka matlb yeh hay k agar hum monthly par fibo use karain gay to wo retracement par bataye ga. jaisa keh neechay wali picture may show ho raha hay
    • #3 Collapse

      Re: Fibonacci retracement ky chances kitny percent hoty hain?

      Fabonacci Retracement.


      Agr ap kisi trader sy pochyn k wo trading k lae kon sa indicator use karty hain to un ma sy zayada tar fabonacci retracement ka name lety hain. Es technique ko bhot type of trader use karty hain. Fabonacci sequence ki ratio sy ham fabonacci retracement ko calculate kar sakty hain. Ye zayada tar entery point or trend ki direction ko samajny ma betterly assume kaye jaty hain. Fabonacci sequence ye hain 23.6 % , 38.2 %, 61.8 % and 74.6% es k elawa 50 percent es set ma add kiya jata hai. Kiu k es ko psychogically better support level samaja jata hai.


      Trade success rate using fabonacci retracement tool.


      Fabonacci retracement har bar accurately work ni karty. Ye technique foolproof ni hai. Esko use karny ka matlab ye ni hai k 100 percent success hasil kar leyn gy. Ye har time work ni karta but es ki success ki probability bhot zayada hai. Market har bar us side par ya us direction ma ni jati jo fabonacci retracement predict karty hain. Ye trend kisi b taraf ja sakta hai. So trader ko es k sath apna experience combine karna parta hai tb he usko kamyabi hasil hoti hai. Agr wo serf fabonacci retracement par chaly ga to kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni ho saky ga.



      Jb market clear trend na show kar rahi hu to ham serf usko experience sy he manage kar sakty hain. Better results k lae ham fabonacci retracement ko support or resistance k sath use kar sakty hain. Esa karny sy fabonacci ka succesa rate mazeed barh jae ga but phr ye ye success rate barh kar 100 percent ni hi sakta. Ham jetny b eski learning par focus kar leyn ham market ko pori tarha samajny ma kamyab ni ho sakty. Kiu k market k uper news ka b bhot effect hota hai or news jb market ko hit karti hai to trend ik side sy dosri side par shift ho jata hai. So trader ko trading technique ma news ko b important place dena chahe.
      • #4 Collapse

        Re: Fibonacci retracement ky chances kitny percent hoty hain?

        Aapane fibonaaci ke about bahut hi Achcha question Kiya Hai agar hamare pass support or resistance ka knowledge hoga to usse Hamen fibonaaci main ko samajhne Mein aasani Hogi Ham Jante Hain Ki support aur resistance Mein price kabhi bhi straght Nahin Hoti balke yes stare ki Shakal mein up and down Chalti Hai Aur stare ke level ko ham fibonaaci Kahate Hain in levels go 23.6 percent, 38.2 percent. 50% 60 1.8% 76.4 percent ke hisab Se Rakha jata hai

        Agar price uptrend Mein Hai To to deal karne ke liye wait kiya jaaye ke price kab tak Apne Makan per Wapas mury ge Iske Marne ko Ham retracement Kahate Hain price Hamesha Diye Gaye level mein Se Kisi Ek level Tak Wapas Aati Hai aur yahan se again Upar ki Janab Safar karna Shuru kar deti hai Jab price Upar ki taraf ja rahi thi tu Achanak niche komudi aur 30 8.2% se again Upar ki taraf Jana shuru ho gayi yah Makam price ko buy karne ke liye bahut hi faydemand hota hai

        Ham Jante Hain Ki market Mein different types ke indicators maujud Hote Hain fibonaaci Bhi Ek bahut hi important indicator hai jo market Mein important role play karta hai aur Agar Ham market Mein trade Lagana Chahte Hain to hamare pass fibonaci indicator ke bare mein information Ka Hona bahut jaruri hai market Mein maujud different type ke indicators ko ham different trade main bhi use karte hain aur Market Mein maujud Tamam indicator score Ham use Waqt acchi Tarah Se samajh Sakenge Jab hamare pass Achcha experience or knowledge hoga without knowledge Ham market ka analysis bhi nahin kar sakte aur na hi use Mein maujud Kisi chij Ko understand kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Fibonacci retracement ky chances kitny percent hoty hain?

          asslam o alaikum dear forex members apny Fibonacci ky bary ma buhat acha sawal kiya hy jo ky hmari or buhat sy logo ki knowledge na azafa kary ga forex ak buhat acha business hy jo ky hmy ghr bethy buhat achi earning ka moqa dy raha hy jis ma buhat sy buhat zayada earning ky liya hmy is ka method sekhna ho ga or us ko apply krna ho ga ak achi tarde lany ky liya ap ky pass buhat acha knowledge hona cha hiya agr ap achy or expert trader ban chahty hy to forex ky bary ma apni knowledge ko learning ko increase krna ho ha khud ma is ka interest level ko barhana ho ga or kamyab hona ho ga

          Fibonacci retracement market analysis tool

          Fibo market ma use kiya jana wala tool hy jis ko short form ma fibo kahy hy is ka jo sahi kam hy ya jis ky liya ya use kiya jata hy woh ya hy ky hmy is ko market candles pr apply krty hy jis sy hmy ya pata chalta hy ky market ny kaha kis level tak phonchi hy ya sans liya hy is sy ya bi pat chalta hy market ny kitny time ma kitni candles ko kis level pr phnchaya hy fibo ma kuch numbers py jaty hy jis sy hm ya kahty hy ky market ny ki level ko cross kiya hy kis level tak gai hy osr kah tak mazeed ja skhti hy Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	1
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12330776Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	2
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12330777Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12330775

          jaha tak raha is ky sahi hony ka chance to ya kafi had tak sahi bi hoti hy ya ya ky hmy madat milti hy pr is pr puri tarha depend ni krna chahiya ky ya 100 percet sahi ho ga is liya is ki madat ly pr market ko khud sy analysis krna chahiya usi sy hi ap ko fida ho ga
          Last edited by ; 08-09-2020, 08:27 PM.
          • #6 Collapse

            Re: Fibonacci retracement ky chances kitny percent hoty hain?

            Successful trading ko mumkin bnaany ky lye indicators ka sahi Use bhot important Factor ha aur Different types ky Tools ka use krty hoe apni trading main Apply karty han Fibonacci Retracement bhi aik aisa hi Toool ha jis ko Use krry hoe hum Achi Trading Strategy bnaa skty han Jb Hum log fibonacci tool ko higher time frame par use kartay hain usi say achay results miltay hain aur analysis karnay may asani hoti ha hum bullish trend par fibonacci tool use karain tu is ky lye hum down point say up point par fibonacci line draw karain gay ye jo dotted line hain is par ap double click kar ky bhi modify kar saktay hain agar ghalat point par fibo set ho jaye to hum is ko daily H4 par bhi use kar saktay hain aur agr bullish market may sab say neechay wali most recent candle say draw karna shru karain gay aur oper ki side par jo bhi higher pin bar milay us tak draw karain gay tu humeim Accurate indication mily gi Fibo trend ki
            Basically Fibonacci may 2 cheezay dekhi jati hain aik extension aur dosra retracement. Agr market 0% say oper ho gai hay is ka matlb ye ha k agar hum monthly par Fibonacci use karain gay to wo retracement par bataye ga Yahan apko ye baat bata don ky agar market aik point par jaa kar wapis aati hay to wo retracement hota hay aur agar market apny ways par chalti rahay to wo extension hota ha Fibonacci Har Bar accurate work nahin karta Kyunki markets ki movement Bar Bar opposite hoti rahti hai to Jab Bhi aap is trend per trading karte hain to aapko bahut zyada careful Rehna padta hai aur is train ko Achy sy judge karne ke baad jb ap ko indication mile tab aap is main apni trading strategy banaen
            • #7 Collapse

              Re: Fibonacci retracement ky chances kitny percent hoty hain?

              Dear Fibonacci retracement Ek bahut hi important aur famous indicator Hai Jab aap apni trading Par indicator ko apply karte hain to aapko bahut jyada profit hone ke chance hote hain lekin dear main aapko yah Baat clarify karna chahta hun Jab aap aap Fibonacci retracement ya koi bhi important indicator apni trading per reply kar rahe hote hain to aapko hundred percent is baat ki Assurance Nahin Hoti ki aapki trade profit Mein Jayegi aur aapko nuksan Nahin Hoga isliye Jab aap trading karte hain to aapko yah Jarur sochana chahie ki aap ko nuksan bhi ho sakta hai aur profit bhi ho sakta hai isliye Apne mind Mein Kabhi Bhi just profit ko rakhkar trading na Karen otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakti hai Kyunki market Mein sometime Aisi movement Hoti Hai Jiski vajah se aapko nuksan ho jata hai aur Market is time per technically movement ko favour nahin karti aur sari important factors aur tools ko ignore karte ho ya apni movement reversal trend Mein start kar deti hai isliye Jab aap market abhi kam kar rahe hote hain to aapko market Mein kam karte hue Apne mind Mein nuksan ko bhi Jarur Rakhna chahie.

              Isliye dear jab aap apni trading per Fibonacci retracement indicators to apply karte hain to aapko yah confirm Hona chahie ki no doubt yah Ek Achcha indicator hai aur Agar market technical movement ko follow Karti Hai Tu yah indicator aapko bahut hi acchi indications provide Karega aur aapko bahut Achcha profit ho sakta hai lekin Jab market technical movement ko ignore kar deti hai aur sometime fundamental analysis ko follow karti hai to use condition Mein yah indicator aapke liye helpful Nahin ho sakta isliye aapko bahut jyada careful Rahana chahie aur Market ko regularly visit karna chahie Jab market technical movement ko follow nahin kar rahi hoti use time aap market Se Nikal Bhi sakte hain aur aapke pass Ek exit plan Hona chahie jismein aap apne nuksan ko minimise kar sakte hon.
              • #8 Collapse

                Re: Fibonacci retracement ky chances kitny percent hoty hain?

                dear member is ke bare mein koi member yakin se nahin kah sakta hai vah isliye ke members ke pass is related itna maximum experience nahin hota aur yahi vajah hai ki vah apni trading ko acchi tarah Se nahin kar paate Hain trading se related aise members jinke pass technical trading se related achcha experience hasil ho jata hai unko apni trading ko continue karne mein koi problem bhi nahin hoti aur is tarah ke members apna Kam ko acchi tarah Se Kar paate hain aur is tarah Se members ko kam karne mein aur bhi aasan Ho jaati hai aur is tarah Se members ko earning aati hai members ko market se related khud Se analyse karna hota hai aur koi member jab had Se analyse kar raha hota hai tu is tarah Se members ke experience increase ho jata hai market se related har tarah ka experience members ko hona chahie aur market mein Hi enter hone ke liye members ko mehnat karna hoti hai aur trade open karne ke liye decide karna hota hai trading se related members ke decisions bahut important hote hain aur aise member Jo trading se related acche decisions lene mein successful hote hain vah trades ko bhi beneficial kar lete hain regular online hokar members ko apni trading karna hoti hai aur yah baat important hai ki har member ko apne account per khud Se Hi trading karna hogi market ke sath maximum connected hone se members ko yah fayda ho jata hai ki unko yah idea Mil jata hai ki unko market mein kis waqt enter hokar trade open karna hai koi bhi trade open kar lene se pahle members ko maximum mahina karna hoti hai aur is mehnat main har member ko apna experience khud Se istemal karna hota hai achcha experience istemal kar lene ki vajah Se Hi members ko acche results bhi mil jaate Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Fibonacci retracement ky chances kitny percent hoty hain?

                  Dear friend agar aap is best per trade karna chahte hain to 284 ke bare mein knowledge Hona chahie for different indicator hote hain ya Bhi Ek indicator Hai indicators ko understand karna Aana chahie Jab market chart per indicator Lagate Hain to use understand karna bhi Aana chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Fibonacci retracement ky chances kitny percent hoty hain?

                    Fibbonachi forex trading ky andar bohat he behtreen movement btata hai is ko follow kr KY bhi ache trading ko possible bnaya ja sakta Hai dear jahan tak Fibbonachi retracement ki baat hai to Fibbonachi ky kuch sets hoty hain in sets ky andar hmesha 50% add Kiya jata hai jis ko follow krty Howe hum Fibbonachi retracement ko dekh sakty hain aur follow kr KY ache trading kr sakty hain
                    Lekin forex trading ky andar kisi bhi indicator ko kisi bhi pattern ko follow kr Lyn ap ko kamyabi apni mehnat apni learning ki base par he mily ge is liye Agar hum Fibbonachi retracement ko bhi follow krna chahty hain to us ky liye bhi humein chaheye KY sab se pehle is see relevant apna basic knowledge increase krny ki koshish kren is kos amajhny ki koshish kren kyun KY is ko samjhe bgher is ka istemal krna bohat zayada nuqsaan bhi dy sakta Hai lekin yahe agar Hum learn krny KY baad istemal kren to hum apni kamyabi ko asaani see possible bana sakty hain is liye humein is business Mein Har step Soch samajh kr lyny ki koshish krni chaheye ta ky hmari kamyabi KY chances kam na ho saken aur Fibbonachi retracement profit hasil krny KY liye sabs ee best Hai is ka istemal krny ki Har Mumkin koshish kren ta ky acha faida hasil Kiya ja sake
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Fibonacci retracement ky chances kitny percent hoty hain?

                      hi friends aaj ka hamara topic Fibonacci retracement*Ke naked mein hai Abhi is mouzoo okay bary mein ham kuchh behas karenge Ager app okay skip mt4 know-how ho ga to pher he app fibo sahe tariky say laga sagty hain so trading okay her device ok barey fundamental understanding hona boht zarori hy tab he app ko ache earning day sagta hy aur *is thread may additionally ap ko may batao ga keh fibonacci device ko kaisay use kia jaye? ziada tar hum log fibonacci device ko better time frame par use kartay hain, usi say achay outcomes miltay hain aur evaluation karnay might also asani hoti hay. Neechay photograph can also fibonacci tool ka use kia hua hay, jis may additionally red colour ki fashion line bhi wazeh hay, aur aik indicator fractals bhi use kia hua hay, lakin hamara markaz fibo hi hay aur Is may additionally hum nay bullish fashion par fibonacci tool use kia hay, to is okay lye hum down point say up factor par fibonacci line draw karain gay, yeh jo dotted line hay, is par ap double click on kar k bhi adjust kar saktay hain agar ghalat point par fibo set ho jaye to. hum is ko each day, H4 par bhi use kar saktay hain, bullish market may additionally sab say neechay wali most recent candle say draw karna shru karain homosexual aur oper ki aspect par jo bhi higher pin bar milay us tak draw karain gay aur Fibonacci might also do cheezay dekhi jati hain, aik extension aur dosra retracement, oper wali picture might also extension hua hay aur market zero% say oper ho gai hay, is ka matlb yeh hay okay agar hum month-to-month par fibo use karain homosexual to wo retracement par bataye ga. jaisa keh neechay wali photo might also show ho raha hay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X