importance of indicators in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    bhai jaan indicators ko use karna achi baat hai aur is se faida b hota magar sirf soley indicators par relay karna aur sirf indicators par hi depend karna sahi baat nahi hai kiyun k indicators b ziyada tar ghalat hojatey hain aur aksaar short term k indicaters predictions dey they hain aur phir market change hojati hai app asa karien k app pehlay indicator ko dekhien aur phir khud us trend ko confirm karien aur us k baad hi koi trade open karien sirf indicator par soley trade open na karien....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      indicators buhat acha role play
      kartay hai main samajh sakta hon laken
      mera khayal yah hai k aksar indicators sir
      20% sahi result datay hai lahaza traders ko
      chahia k indicators sa ziada apna analysis
      pa relay karin aur apni trade laganay sa
      pahla indicator ka bhi achi tarhan analysis
      kar lain.....
      • #123 Collapse

        forex main jo bhi old trader hota hey woh kabhi bhi indicator use nahin karta hey aur indicator just newbie keliye hotey hain aur newbie in indicators ki madad se forex main achi trha se successful ho saktey hain.
         
        • #124 Collapse

          forex trading main buhat ziada use kiya jata hai indicators se hum ko buhat he ziada trading main help milti hai.forex main trading karny k sath sath indicator be bohat hi zayada lazmi tasawor kiye jatay hai kue k un se hamy bohat zayada faida mil sakta hai
          • #125 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
            forex trading me indicators boht eham role play krty hen , ya ap ko marktet k trend k bary me btaty hen ..indicators ka sahi use ap ko acha profit day skta hai ..
            Indicators forex market ko show karty hay keh market kis side ko move kar rahi hay aur esi monvement ko daikhty huway hum trade place karty hay aur market say profit gain karty hay.
             
            • #126 Collapse

              g han dear forex me indicators bht zaida important hote hia as me jab ap trading kr rahy hon to hum ko as me chaye ke hum hum wo indicator used kre jo hum ko ache lage or hum ko un ke bht easy samjh be aha gye;
              • #127 Collapse

                ge dear forex forum bohat acha forum hy me forex forum pe new hoo aur trading sekh rahaa hoo aur sath me hardworking be kr rahaa hoo forex forum koo me bohat ziadaa like krtaa hoo forex forum me indecator ke baary me mje khuch nae ptaa me abi new hoo
                • #128 Collapse

                  es main boht zaroir cheez hai app ko samjne hoge ye math ki calcultin hai app ko some time profit aur some time loss but mare khyal main ager app ki news par nazer ho tu ap es amin kafi kamayab aur ache result nikal skte ho aur app ko es main kafi faida hoskta hai
                  • #129 Collapse

                    sahe kha indicator be forex trading ma ak trader key ail bot useful ha or ais sa trader bhot easily trend ko samaj sakta or market ma bhot sa aisa e are different type of analysis in the forex market.
                    Fundamental analysis.
                    Technical anal
                    • #130 Collapse

                      Wa G wa to brother me ye kehna chahta ho ke ap ne bilkul right or sahi question about indicator pocha ha. Me bi yahi question pochna chahta ho. Me dekh raha ho ke bohat se ache friends ne bohat hi ache answer diye ha. So, thanks brothers
                      • #131 Collapse

                        forex trading main indicator ka ek bohat he eham role hain . agar forex trading main app logo ko is main ek acha experince or knowledge ho tu app is main koye be indicator ko use kar kisi be pair k bary main apna trend pata chal saktha hain .or is main app trading kar is main ek bohat he acha profit earn kar sakty ho
                         
                        • #132 Collapse

                          han g indicators baz dafa kafi kam ate hain but agr apke pas enough knowledge and enough experience ni ha is mein to ap ko is mein bi loss ho jaye ga
                          • #133 Collapse

                            yes gee haan my dear 100% humein indicators market mein kafi achi profomance detey hain aur hamari daily help bhi kartey hain forex kay bussiness mein i thinks indicator 70% say 80% accurate signal detey hain aur 30 say 40 % miss guide kartey hain humein just indicator ko hi nai follow karna chahiye sath sath apni market ko bhi watch karna chahiye aur strong analysis bhi dekhni chahiye aur phir hi apna oder market mein without laluch take karna chahiye tab hi hum market say daily achey pips earn kar sakey gey
                            • #134 Collapse

                              forex trading ke doran indicator use kerna kabhi kabhi boht zaroori ho jata hai. kabhi aesa hota hai ke market boht fluctuate kerti hai. jiss se traders ke liye boht si pareshania barh jati hain. aese mein indicators best choice hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Dear mai ne abi tak indicator use nhn kiye es liye ami ap ko es k bare mai information nhn de paon ga... but han jahn tak mai ne suna hy ye ap ko marekt ki movement k bare mai market move hone se kch dair pehle bata dete hain...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X