importance of indicators in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    forex trading main indicator ka bohat he ziyda inportents hain . agar forex trading main app log kisi be pair k oper app log indictor ko use kar sakty ho jiss si app logo ko forex main kisi be pair ka trend pata chal saktha hainn jiss si app trading kar is main ek acha profit earn kar sakty ho
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Yes of course indicators are most important too in the forex trading business that we can get the great help from this indicator, we can make increase our knowledge and experience due to following that indicator and understand the market movement,
      • #78 Collapse

        bhai mere me koi b indicator forex trading business me use nahi krta g forex trading business me ak trader ko trend analyze kr k trade krni chahye g forex trading me me long time frame me trend ko analyze kr k short me trade krta hun g koi indicator use nahi krta
        • #79 Collapse

          forex trading main indicators ki bohat ahmeat hi jis main log indicators ko use ker ke asani se achi earning ker lete hain agar ap bi koi indicator use kerna chete hain to iss main learning ki zarorot hi then i ap kamyab ho ge
           
          • #80 Collapse

            kya matlab indicators, ye indicators kya hote hain aur kyun important hote hain forex trading main bhaiya, main new hun is main mjhe nhi pta :(
            • #81 Collapse

              g haan indicators buaht ehm hoty hy q kay yeh humy market ke direction ko indicate krty hy jin ko follow krky humy sahi trend ka pta ya andaza lgta hy.. so risk ko overcoming krny me enka bhe hath hota hy..
              • #82 Collapse

                yahn kafii log ya indicators ko use less smjhty hian but uya indicators market ko smjhny ma or trade kerny ma bhut he zada helpful hain kun kay market ko annlays kerna assan nhi hota but through indicator ap ko assani ho jati ha
                • #83 Collapse

                  forex trading mai indicator ka ek bohat he ehm role hain . forex trading main app log indicator ko kisi be pair main laga kar os ka trand pata chal saktha hain si agar pir app logo ko forex trading main koye acha expereince ho tu app log is main ek bohat he acha profit earn kar sakty ho
                     
                  • #84 Collapse

                    je han forex trading me indicator ka sahi istimal apko loss say bachata hay or profit may asani hoti hay agar ham short cut karnay ki koshih kartay han to market kay target ko achive nahi karsaktay indicaor ki forex trading may buhat ahmiat hay
                    • #85 Collapse

                      ge haan dear forex main trading karny k sath sath indicator be bohat hi zayada lazmi tasawor kiye jatay hai kue k un se hamy bohat zayada faida mil sakta hai or markit k upp and down position ka be pata chal jata hai.
                      • #86 Collapse

                        i think forex indicators sy trading krne sy acha humein khud market ko apna analyze kr k news read kr k khud trading krni chahye without indicators ko use kiye beghair is se hamara confidence bhi barh jaye ga
                        • #87 Collapse

                          Indicators ki bohat ehmiyat hai trading karte waqt,indicators ko apko technical analysis ka batate hain.but just indicators ke uper apko depend nahi karna chahiye,kiunke bbaaqi 2 analysis fundamental aur sentimental analysis ko bhi apko dekhna chahiye.
                          • #88 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                            forex trading me indicators boht eham role play krty hen , ya ap ko marktet k trend k bary me btaty hen ..indicators ka sahi use ap ko acha profit day skta hai ..
                            Jee han indicators forex main bhut ahem kirdaar adda karty hain aur market kay trend ka pata lagaany main bhut help karty hain so humain chahiye kay hum inn ka thek tarah say use karen ta kay humain profit ho saky.
                            • #89 Collapse

                              Ap ek bar indicators ko trade krke dekhen phir pata chalega k kitna important role play krte hain indicators. Logon k sunne se kuch hasil nahi hota na information milti hai or na hi experience. Khud try kren or khud judge kren.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                forex indicators aapko market ki soorat-e-haal wazeh karne me madad kartay hen lekin ye chez zehan me rakhni chahye ke har indicator aapko market ki theek sorat haal ni batata, me indicator par rely karne ke bajaye manual tradings ko tarjeh deti hon

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X