importance of indicators in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    forex main planing kar k hi hum achi trade kar sakty hain aur indicator ko use kar k hi trade karni ho gi tab hamain is forex main sucess ho sakty hain aur hamain is forex main trend ko use karein gay tab hamain kamyabi hasil ho saky gi aur is say hamain faida ho saky ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
      forex trading me indicators boht eham role play krty hen , ya ap ko marktet k trend k bary me btaty hen ..indicators ka sahi use ap ko acha profit day skta hai ..
      g mery bhai ap ne thek kah ahai forex me beshak indicators ki ehmiyat hai lekin ak had tak hai indicator ap ko sirf trend k bary me indicate krty hain na k signal dety hain so ager ap chaho toh kafi faida utha skty hain indicators se.
      • #1068 Collapse

        Forex pe kam karne ke liye aap ko bahut the important working ideas Ka Pata hona chahiye Jab Aapke Paas Hai Sab Idea song Aap Ko kam karne ka method bahut Aasan ke sath aa jayega Jyada posting Karenge Jyada is working experience increase Ho Jayega aur aap yaha par isliye kaam kar sakte hain Business Management kar sakte hain Jada se Jada wapking kar ke yahan se bahut accha kaam generate kar sakte hai ya par depend karta hai kya aap Nahi Hum Kya se kaam karna hai
        • #1069 Collapse

          yes is main koi shak nai hay k forex hamain earning ka rasta batatay hain hamari rehnamai kartay hain hamain asaani say agay janay ka rasta daitay hain agar ham kisi pair k trends ka pata karna chahtay hain aur hamain is main confusion ho rahi hay to indicators ki help say ham yeh sab solved kar saktay hain laikin agar ham yeh chayen k hamain earning sirf aur sirf indicators say he ho to hamain aisa kabhi bhi nai sochna chaye.
          • #1070 Collapse

            bhai forex ek esa business he jis me ap ko time to lage hi jata he k ye seekhne me k trade kese karni he or earning kese karni he agar ap ko forex me interest he or ap trade k bare me seekhna chahte hen to ap ko kisi senior se rabta karna ho ga jis se ap forex k bare me experience hasil kar sake or koshish kare k us se rozana mily.
            • #1071 Collapse

              hamain is forex main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain markt main trend ko use karein gay tab hamain market main loss kam ho sakty hain aur hamain forex main earn ho saky gi it is best job
              • #1072 Collapse

                hamain markt main enter hony say pahly is k bary main information hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main up aur down ko dekh k hi hum real main profit hasil kar k hi hum achy say profit hasil karny main bi asani ho saky gi
                • #1073 Collapse

                  market main planing kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur indicator market main achy say trade lga sakty hain aur har koi achy say trade lga skaty hain aur forex main part time main bi aur full time man bi achi trade karny k kabil ho sakty hain aur suess hon gay
                  • #1074 Collapse

                    yes dear indicator boht help krta hain traders ki.islia hum ko chaiya k indictor ko dakhin.indictor aik trader kao ya btata hain k is waqt kona trend chal rha ha or ksi chez ki ktini market ha so hum indictor ki help la k ahci trading krta hain..
                    • #1075 Collapse

                      Re: importance of indicators in forex trading

                      forex mai hamy indicators ko ignore nahi karna chahey yai hamy market mai enter hony mai madad dety hain lakin hamy in par pure trha sy itbar nahi karna chahey q ky hamy loss ho jata is liye hamy apny experience ky hisab sy forex mai kam krna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy
                      • #1076 Collapse

                        Re: importance of indicators in forex trading

                        forex mai indicators ke bohat ahmeyat hain yai hamy kamyab hony mai madad dety hain lakin hamy in par pure trha ys itbar nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey
                        • #1077 Collapse

                          Re: importance of indicators in forex trading

                          forex mai hamy indicators ko kabe be ignore nahi karna chahey lakin hamy in par full truest nahi karn achahey q ky hamy nuqsan be ho sakta hain hamy acha ilam hasial kar ky market ky rules ky mutabik mahnet sy kam karna cahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex kabe be band nahi ho sakta
                          • #1078 Collapse

                            Re: importance of indicators in forex trading

                            Forex kay trading plate form main boht say indicators hain jo trader trade main entery aur exit kay liye use kertay hain. is main kuchtraders boht say indicators ko mila kay aik trading setup bhi bana letay hain is ko trading startegy kehtay han. boht say trader moving averages aur Fibonacci ko zayda taer trading kay liye use kertay hin.
                            • #1079 Collapse

                              Re: importance of indicators in forex trading

                              Bilkul sahi kaha aap ne indicator humein market k trend k bary me information deta hai iska sahi istmaal humein boht zayada profit de sakta hai. wesay to market me sekro alag alag kisam k technical indicators hain, per zayada tar traders per zayada tar traders ka man'na hai k 3 tarha k indicator har trader ko istmaal karne chahye. 1 moving average lines 2 bollinger lines 3 Average directional index.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                Re: importance of indicators in forex trading

                                ji janab foresx trading3e mein indicators ko bohat ehmiyat hasil hai or ye forex tradinge mein humari bohat madad karte hain or iske elawa humen forex tradinge mein kamjab hone keleye experince or knowlage ki bhi zarorat hoti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X