Hamen apni trading mein decipline lane keliye konsey zaruri iqdamat karne chahiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamen apni trading mein decipline lane keliye konsey zaruri iqdamat karne chahiye?
    Decipline:

    Forex business mein decipline ka hona bohot hi ziada zaroori hota hey aur decipline ke baghair aap kabhi bhi aik achey trader nahin ban saktey hein mein ap se yeh mashwara lena chahta hun keh hum apni trading mein decipline kis trha la saktey hein aur iske liye hamen knosey iqdamaat karna hotey hein?
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamen apni trading mein decipline lane keliye konsey zaruri iqdamat karne chahiye

    Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain aur use se kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Apna Tamam kam discipline ke mutabik Karen Agar Ham Apna Kam discipline ke mutabik karte hain To Ham market Mein Ek acchi trade Laga paate Hain Hamen chahie ki jo rules are main market Mein Diye Jaate Hain unko follow karte hue Ham market Mein trade open Karen rules ke against bilkul bhi work na Karen Agar Ham discipline Ke mutabik Apna Kam complete Karte Hain To Ham kamyabi Hasil kar lete hain

    Kisi bhi business se kamyabi Hasil karna Itna Aasan Nahin Hota business se kamyabi Hasil karne ke liye sabse pahle usko acchi Tarah Se Samjha jata hai aur usmein maujud Tamam discipline or rules ke according Apna work complete karna padta hai uske bad hi Ham kamyabi ke hakdar bante Hain ISI Tarah Forex Bhi Ek Aisa business hai Jiske bahut se rules hote hain aur isko without knowledge or experience koi bhi nahin kar sakta trading karte hue Hamen Apna Sara focus apni trade per hi Lagana chahie

    Ham Jitna Jyada time Apne trade Mein Lagate Hain Use utna hi fayda Hasil karte hain Hamen chahie ki Ham relax hokar Apna Kam Karen lalach se avoid Karen jaldbaji se bhi avoid Karen Kyunki yah donon chijen Hamesha nuksan mein dalti hain Agar Ham profit Hasil karna chahte hain aur apne business ko continue Rakhna Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham discipline or rules ke according Apne work ko Jari rakhen aur Puri Lagan Aur mehnat Ke Sath Apne kam Karen Taki Ham kamyabi Hasil kar sake
    • #3 Collapse

      Re: Hamen apni trading mein decipline lane keliye konsey zaruri iqdamat karne chahiye

      dear forex members sab se pehly ate hain rules ap kp rules zror follow karne chahye jitne ap rules ko follow karen ge to ap utne hi kamyab trading kar sakian ge kyun ke rules hamare hi faide ke lye banaye jate hain agar ham rules ke mutabiq kaam karte hain to hamain is ka zror faida hota hai our agar ham rules par na chalain to hamain bhi nuqsan hota hai our hamare profit our bonus time sab kuch zaya ho sakta hai hamesha is lye rules ke mutabiq kaam karen jitna rules ke mutabiq ap ka kaam hoga ap ko usi hisab se kamyabi mile gi
      our desr member trading ki decipline bhi yehi hai ke jitni ap trading kar rhe hain forex business ke rules ke mutabiq kar rhe hain hamain forex business main khas tooor par bonus par trading karte howe bhot zyada decipline se kaam lena parta hai jitna ham decipline ke kaam karte hain hamain usi hisab se earning hoti hai our hamara kaam acha se acha hota jata hai hamain mehnat se kaam karna chahye our jis tarhan market chal rhi hoti haj hamain bhi usi tarhan trading karni chahye jab ham is tarhan trading karen ge hamain kabhi bhi loss nhi hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Hamen apni trading mein decipline lane keliye konsey zaruri iqdamat karne chahiye

        Dear ap ny acha question kea hy ji han bilkal forex trading m discipline k sath kam kar k hi hum achi trading kar k kamyab trader ban ny m kamyab ho sakty han dicsipline k bagar kia gya kam humy kbi bi kamyabi frahm ni karta is leay humy chaey k hum discipline k sath hi forex trading sekhan b or yahan kam b karan is k leay zarori hy k hum bot c baton ka khayal rakhen or un k mutabiq kam karan discipline k leay zarori hy k sab sy pehly to hum rules ko follow kar k kam karan q k rules ko break kar k b hum discipline qaiam ni rakh paty or hmasha nuqsan uthaty han is k baad humy humy forex forum main b apny discipline k sath kam karna ho ga tbi hum acha knowledge or information hasil karny k sath sath yahan sy acha bonus b hasil kar saken gy phr humy demo account m b discipline k sath kam karna ho ga practice kar k experience hasil karna ho ga tbi hum trading sekh saken gy humy apni trading ki weekly planning lazmi karni chaey jis sy hum discipline k mutabiq kam kar k ache earning kar sakty han isi tahra humy trades open karny ya close karny m b discipline ka khayal rakhena ho ga strong stertgy bna kr forex trading m kam karna b aik achy trader ki nashani hy jo k kabi bi bagar discipline k kam ni karta humy apny her kam m discipline ka khayal rakhena chaey tbi hum achi earning karny m kamyab ho sakty han
        • #5 Collapse

          Re: Hamen apni trading mein decipline lane keliye konsey zaruri iqdamat karne chahiye

          Dear aap ki baat theek Hai humein apni trading Mein discipline lane ki Har Mumkin koshish krni chaheye kyun ky jab bhi hum koi kaam discipline ky according krty hain to hmare kaam mein mistakes kam hoti hai is ky ilawa discipline lane ky liye humen following steps ky according kam karne ki koshish Karni chahie
          MAKE A TIME TABLE
          Discipline laane ky liye humen chaheye KY hum apna aik time table bna kr kaam krny ki koshish kren aur time table mein apni learning apni practice ka time set krny ki koshish kren jab hum time table bana kr learning aur practice kren ge to hmare liye forex trading business ko samajhna aur is Mein working krna asaan ho Jae ga is liye humen is kaam mein time table ki importance ko samajhne ki koshish Karni chahie
          WORK ACCORDING TO RULES
          Discipline laane ky liye humen rules ko bhi importance dyny ki koshish Karni chaheye kyun KY rules ko jab follow kiya jata hai to phir Har us baat ko ignore Kiya jata hai jo rules ky against ho aur Jis ko karne see loss hone ka dar ho is liye Agar hum discipline ko follow krny mein Kamyab ho jaty hain to hmare liye successful Hona koi masla Nahi rehta hai
          • #6 Collapse

            Re: Hamen apni trading mein decipline lane keliye konsey zaruri iqdamat karne chahiye

            Forex trading Mein kam karte hue Hamen jin chijon ko Madhya Nazar Rakhna Hota Hai usmein sabse Jyada important hota hai use Mein maujood chart Uske bad Uske rules ko learn karna bahut jyada Jaruri Hota Hai forex market ki movement ko acchi Tarah Se learn karna bhi bahut jyada Jaruri Hota Hai Hamen apni trade lagat Lagane se pahle use acchi Tarah se planning kar leni chahie Hamen Apna Kam discipline ke sath karna chahie

            Forex trading Mein kam karte waqt per Amal karna bahut hi jyada Jaruri hota hai Kyunki inke jariya se Yahan Apna Kam acche tarike Se Kar paate hain aur usmein success Hasil kar paate Hain Raksha Mein kam karte waqt sabse important use hota hai Kyunki usko chat ke jarie se Ham money management ke rules ko acchi Tarah Se land kar sakte hain aur unhen follow karke Apna Kam Jari Rakh sakte hain Uske bad market ko acchi Tarah market ko acchi Tarah Se land karna chahie ki market ki price kis trend Mein move kar rahi hai Agar market of friend Mein move kar rahi hai ya FIR downtrend Mein move kar rahi hai ya FIR sideway mein agar market uptrend ya FIR downtrend Mein move kar rahi ho to use market Hamen Apne trade open kar rahi chahie aur usmein rate Lagani chahie Kyunki use per khatm is se acchi earning Hasil kar sakte hain Jab Ke Agar marketside De Mein movement kar rahi ho to use Waqt Hamen is bat rate Nahin Lagani chahie Kyunki use market trade Lagana bahut hi jyada Mushkil Ho Jata Hai Aur Is Tarah Ham Se nuksan Ka Samna karna padta hai agar Ham is nuksan Se Bachana chahte hain aur Achcha pata chal karna chahte hain To Hamen chahie ki Hamen Jab market sideway movement kar rahi ho to apni date ko close kar den Is Tarah Se Hi Ham ismein hone wale loss se bacch Sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Hamen apni trading mein decipline lane keliye konsey zaruri iqdamat karne chahiye

              Forex trading totally minded business Sagar is main proper plan ke sath market ki situation ko understand Karke acchi trade open karna chahte hain to Jyada Se Jyada vah Apna time Forex ko Dena chahie different websites a Forex ke related Apna knowledge Ghata karna chahie aur FIR practice Karke use experience Mein convert Karte Rahana chahie slow slow aapka experience increased Hota Jaega Forex ke bare mein Jitna Jyada Pata lagta hai Jaega utna hi best ismein work kar Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: Hamen apni trading mein decipline lane keliye konsey zaruri iqdamat karne chahiye

                Dear Forex trading Mein Kamyab hone ke liye bahut Sare important factors hote hain agar aap in Tamam important factors ko carefully study karne ke bad apni trading per reply karte hain to aap successful trader Ban sakte hain inmein se ek bahut hi important aur famous factor discipline Hai Jab aap apni trading ko properly discipline kay through complete karne ki koshish Karenge to aapko bahut jyada advantages aur profit Hasil ho sakta hai aur aap apni trading co safety ke sath maintain karne ki koshish kar sakte hain agar aap apni trading Mein discipline Lana Chahte Hain To usmein aapko Kuchh important tools ki jarurat hoti hai jo main aapke sath share kar deta hun.

                Planning :
                Dear agar aap apni trading ko properly disciplined karna chahte hain to usmein aap ko Hamesha planning karke hi trading Mein entry leni chahie Kyunki planning Ek Aisa important factor hai jo aapki trading co properly disciplined banaa sakta hai agar aap planning to ignore Karte Hain To aap ki trading Mein discipline Nahin ho sakta.

                Strategy :
                Deer apni planning ko disciplined banane ke liye aap different strategies ko bhi istemal kar sakte hain agar aap apni trading Mein different strategies ko istemal Karte Hain To aap apni trading ko easily discipline at banaa sakte hain discipline at trading Hamesha aapke liye Jyada profitable ho sakti hai.

                Routine Work / Consistently :
                Dear agar aap apni trading ko disciplined banana Chahte Hain To usmein aapko consistently work karna hoga Kyunki Jab aap Forex trading co daily basis per proper time Dete Hain To usmein aap apni trading ko bahut aasani se disciplined kar sakte hain aur agar aap consistent nahin hai aur Market Mein regular Kam Nahin kar sakte to aap hi trading kabhi bhi disciplined Nahin ho sakti aur aapko bahut jyada problem ho sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Hamen apni trading mein decipline lane keliye konsey zaruri iqdamat karne chahiye

                  AOA friends agar insaan trading main decepline sy na kry to is main kafi nuksaan ka andesha hota hea aur forex aik business hai our ye kisi aik rule k oper work nahe kerta hai our mera jo do month ka personal experience raha hai us k mutabik to us main us trader k leay profit kerna mushkil hota hea jo k money management k sath trade nahe kerta hai our greed main aa k market main enter hota hai our loss kerta hai ager ap us aik rule k oper strick ho jaein k money manage ker k trade kerni hain to pher strategy koi bhe ho wo forex main successful hoti hai do u agree or not.forex men sab se important cheez discipline hai agar aap forex trading men discipline konqaim rakhte hain to baqi cheezen sab ki sab auto pe add hobjati hain isliye dicipdisci ko follow krna bahot hi zaruri hota hai ham jab dicipdisci se kaam kren ge to mony management aur strategy khud ba khud behtar ban jaen gi isliye discipline ka follow krna hamare liye bahot zaruri hai aur hum jb bhe koi kam karey tu is k discpline ko follow karey kaunn k agar is k discpline ko follow karey gy tuu humeny faida ho ga is mn money management bhe lazmi hy is mn agar yeh sb hum sakoon sy karey gy tu humeny boht faida ho ga.*forex aik complicated business ha jis mei kaamyabi k liye learning aur skills k baad jo cheez har haal mei follow krni ha wo ap ka discipline ha ap k discipline mei money management aur best skills ka hona ha kyon k jab ap achay analysis krogay best entery milay gi osko ap apni strategy k saath trade kro gay jo trader money management aur rule ko follow nai karain gay onkay liye profit krna mushkil ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamen apni trading mein decipline lane keliye konsey zaruri iqdamat karne chahiye

                    iske liye important baat yah hai members ko online hokar apne kam ko acchi tarah Se learning karna hogi aur acchi learning ke bad members ko kam karne ke mahaul ke bare mein idea ho jata hai aur yah idea agar acchi tarah Se Ho jaaye tu is tarah Se members ko koi problem nahin aati aur vah apne kam mein successful Ho jaate Hain aur members per depend karta hai ki vah kitni mehnat kar rahe hain acchi mehnat karne ke bad members ko successful Ho jaane ke liye help mil jaati hai aur members ko apna Kam discipline se karna hota hai aur is tarah Se Kam karna important hai koi member jab apne kam mein interest nahin le rahe hote to yahi vajah hai unko kam karne mein maximum problem ho rahi hoti hai aur is tarah Se Kam ki quality maintain nahin hoti hai agar members ko apne karm ki quality ko acchi tarah Se maintain karna hai to unke liye important hai ki unko acchi tarah Se aur discipline se kam karna hoga members ko apne kaam se related acchi learning hasil kar lena hogi aur learning hasil kar lene ke bad members ko yah maloom ho jaega ke kam ko acchi tarah Se kaise kiya jata hai aise members Jo apne kaam ko acchi tarah Se nahin kar pa Rahe hote hain yahi vajah hai ki unka kamna achcha hone ki vajah se unki mehnat waist ho rahi hoti hai members ko apna Kam Karne mein agar koi problem a rahi ho to unko chahie vah senior members ke sath connected hokar aur unse helpline is tarah Se achcha kam Kiya jata hai members ko apne kam mein regular hokar usko acchi tarah Se karna hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamen apni trading mein decipline lane keliye konsey zaruri iqdamat karne chahiye

                      g haan discipline ka bohat he faida hay hamesha proper work kro aap ko is business mein loss aaur kabi profit hota hai so ap ko is mein analyze karna hotaa hai pir koi descion lena hotaa hia agay aap ki luck hoti haai is liye mein is business ko ziyda sy ziyda demo par practice karta hoon. knowledge lee jae us k baad practice ki jae us k baad is par kaam kiya jae phr apne aap per aitmaad aa jaega aur loss nahi hoga.logo ko tention hoti hai trade lagatay huway kyu kay wo tention main trade kartay hain easy ho kay nai kartay.forex ak bahot hi best bisnes ha jis par ham kam kar kah apna ap ko ak acha bisnes man kahlwah saktah han
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamen apni trading mein decipline lane keliye konsey zaruri iqdamat karne chahiye

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                        Decipline:

                        Forex business mein decipline ka hona bohot hi ziada zaroori hota hey aur decipline ke baghair aap kabhi bhi aik achey trader nahin ban saktey hein mein ap se yeh mashwara lena chahta hun keh hum apni trading mein decipline kis trha la saktey hein aur iske liye hamen knosey iqdamaat karna hotey hein?
                        Trading main discipline bahot zaruri hai ky agar ham aik hi terha ki planning ker ky bar bar profit hasil ker rehy hon tou ham jesy hi trading ky liay apni planning ko change kerty hain hamain Loss hona shoru ho jata hai lehaza hamain agar aik hi terha ki trade kerny per profit hasil hota hai tou hamain pury discipline ky sath usi stretigy ky sath trade continue kerty rehna chahiay ky jesy hi ham kisi aik successful stretigy ko chor ker new strategy ky sath trade kerna shoru kerty hain tou discipline break ho jata hai aur hamain loss hona shoru ho jata hai hamain forex market main successful trade kerni hai tou hamain trading main discipline ko zarur catter kerna hoga kyun ky yahan forex market main trade kerty huey mistske ki koi gunjaesh nehi hoti Jesy hi ham koi na koi mistake kerty hain tou hamain loss ho jata hai phir ham same loss ko recover kerny main hi lagy rehty hain profit hasil hona bahot mushkil ho jata hai

                        Agar ham forex market main sirf investment ker ky yeh samajhty hain ky ham ny bari amount investment ker li hai tou ab hamain acha profit bhi hasil hota rehy ga tou aesa nehi hota forex aesi market hai jis main hamain investment ker ky is per trade bhi kerna hoti hai agar Ham investment per trade discipline ky baghair continue kerty hain tou hamari trading main hamain sirf loss hota hai jabky agar ham pury discipline ky sath forex market ko proper time dety hain tou hamain phir different successful stretigies ky sath market ki her terha ki position aur behaviour ky mutabiq trade open ker ky ham bahot achi earning ker sakty hain lekin agar ham yeh sochty hain ky forex market main discipline ki zarurat nehi ky yeh twentyfour hour ky liay open rehti hai tou ham kisi waqat bhi trade open ker ky acha profit hasil ker lety hain tou ham bahot bari mistake kerty hain jabky agar ham discipline ky sath trade continue kerty hain tou hamain maximum trades main profit bhi hasil hota rehta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamen apni trading mein decipline lane keliye konsey zaruri iqdamat karne chahiye

                          Discipline forex trading mei:
                          Acha discipline hoga tou he best trading hogi mehnat kro discipline banao forex trading m kam karna b aik achy trader ki nashani hy jo k kabi bi bagar discipline k kam ni karta humy apny her kam m discipline ka khayal rakhena chaey ager ap experience gain karna chatay hay tu ap ko demo trading krni hogi kuch log kehty hay kay demo trading boring hay but yeh bahot hi important hoti hay sab kay liye is say ap forex ko understand kar saktay hay ye buseinss bht hi profitable buseinss hai agr ham is main mahnat kar k to isko achi tara se sikh lain to ham is main se bht paise kama skte hain ku k ye buseinss bht hi profitable buseinss hai knowledge kay begair ap forex mein earn nahi kar sako gay isi liye mein tu is ko learn karta hon ten month tak demo trading karta raha hon meray pass ab experience bhi acha hay isi liye earning kr leta hn
                          • #14 Collapse

                            Re: Hamen apni trading mein decipline lane keliye konsey zaruri iqdamat karne chahiye

                            Assalamu Alaikum Rahmatullahi Barakatuh Nirmit Kadam Kadam Tala Tala kya kam se bilkul Sharir se Honge Ji Bhai Jaan ka Sawal Hai Ke Hamen apni trading Mein discipline lene ke liye kaun si Jaroori ka Damad karne Honge ji bhaijan Hamen apni trading Mein discipline ke liye Jaruri actamid check karne Honge ke Ham trading Mein Jab Bhi karen to Soch Samajh Kar trading Karen aur ismein jaldbaji bilkul na Karen Agar Ham jaldbazi Karte Hain To Ham nuksan Mein Hota Hai Aur Hamen Koshish Karna chahie ki trading Mein lots ka bhi bahut jyada Khyal karna chahie Agar Ham last se kam Lagate Hain To Hamara account was Nahin Hota aur pal ke Hamen Kacchi trader CarTrade Karke Achcha benefit Hasil kar sakte hain Aise aur koshish karen Ke Jab Bhi aap trading karen to pahle aap analyse kar len Agar aapke Ab kar lete hain to aap ek Achcha pura pata chal kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hamen apni trading mein decipline lane keliye konsey zaruri iqdamat karne chahiye

                              Agar aap trading Mein kamyabi chahte hain aur Agar after reading Mein nuksan Se Bachana chahte hain aur Agar Apne account ko saaf Rakhna Chahte Hain To uske liye sabse important Baat yah hai ki aap aap to reading karod ko follow Karen aur apne account ke hisab se profit Hasil Karen aur planning ke sath reading Karen agar aap planning ke sath reading Karenge to aapko trading Mein prapt Hoga aur apne account ko saaf rakhen aur money management ke sath trading Karen market Mein entry lene ke liye market ko Jyada analyse Karen aur Market ki moment ko samajhne ki koshish karen jab tak market ki moment ko aap Nahin samjhoge aur Bina samjhe trading Karenge to Aap Ko nuksan Hoga isliye profit Hasil karne ke liye market ki moment ko samjhe aur FIR trading Karen reading ke rules to follow Karenge to profit milega

                              اب آن لائن

                              avatar Azaad
                              avatar Sadd5
                              Working...
                              X