What is analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is analysis
    Dear forex trading main analyse kia hoty Hain or enki kitni types hoti Hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is analysis

    dear aap ne analysis k baaray mein pocha hay to anakysis se murad ye hai k hum market ki condition jo samjhnay k leye different kisam k indicators apply krtay hain aur in indicators se milnay walay result se hum ye guess krty hain k ab market kis taraf move kray gi aur kitna move kry gi.iskay ilawa analysis k leye hum support and resistance lines bhi draw krtay hain.anakysis sb ko seekhna chahye.iskay leye apko chahye k aap youtube per majud experts ki videos ko dekhein.
    • #3 Collapse

      Re: What is analysis

      forex trading mein analysis 2 type ke hote hain ek fundamental analysis aur dusra technical analysis fundamental analysis news base hota hai yah news kah deta conduct karke aapko match karna hota hai uske bad technical analysis of market mein chart analysis Jo karte hain vah basically technical analysis hota hai usmein aap support resistance ko dekhte hain uske sath market mein price action ko dekhte hain price action per aapko maloom hota hai ki market mein kya train chal raha hai uske mookambika apne technical analysis kar sakte hain technical analysis main aapko trend line draw karna hoti hai channel draw karna hote hain ya tamatar chijen technical analysis mein aati Hain
      • #4 Collapse

        Re: What is analysis

        dear Forex member market ko judge karna market ki movement Ka pata lagana market ki movement ka analysis kahlata hai .market ki movement ko different analysis se analyse kar sakte hain
        Technical analysis
        Fundamental analysis
        Trending analysis
        uske alava aur bhi bahut se tarike Hain janne ke zariye Ham market ki movement ka analysis karte Hain.
        Ham chart pattern candle ke jarie market ki movement ka analysis kar sakte hain.
        Hum different indicators ki madad se bhi market ki movement ka analysis kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: What is analysis

          Forex trading may trade Lagane se pahle usko acchi Tarah Se analysis karna bahut jyada Jaruri hota hai analysis Mein Jin chijon ko Madan Najar Rakha Jata Hai vah yah Hai Ki is Mein maujud chart hi hai start ko acchi Tarah Se land kar lena chahie ki vah Hamen kya bata raha hai ke ismein market Upar ja rahi hai yah niche market trend main move kar rahi hai ya FIR sideway Mein move kar rahi hai ine sab chijon ki checking ke tarike ko Ham analysis Kahate Hain Jab Hamen chijon ko check kar lete hain Uske bad hi Apna Kam start karte hain tab Ham usmein successful Ho paate Hain
          • #6 Collapse

            Re: What is analysis

            Forex market mai jab hum koi entry aur market ki position ko dekhny k leye hum analysis karty hain. Analysis bohut types ki hoti hai lekin main 2 types hain. 1 technical analysis and 2 fundamental analysis. Ek analysis mai hum support resistance trends breakout etc dekhty hai and dosri traf price action news candles waghera ko dekhty hain. Hum analysis k based par he entry lety hai
            • #7 Collapse

              Re: What is analysis

              dear jab hum is main market ko analysis kar kay he hum is main trad karin gay to he hum is main kamyab hon gay forex aik best online business hai hamain forex main main market ko samjah kay he hum is main kam karin gay to he hum is main kamyab hon gay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: What is analysis

                Dear Member,

                Pehle to lafz Analysis pe baat krte hein, toh anaysis lafz ka matlab he tajziya, aur tajziya humein tab nikal sakte hein jab humein kisi cheez ky baray main information ho phir us information ko tukdo mein tod kar yeh sekha jata hein k us cheez ka kaam kya he aur yeh kis tarah kaam karti h. Medical laboratory main khoon kay tamam ajaza'a ko daryaft karne karne k liye jaanch padtaal karna bhi tajziya(analysis) ki aik misaal he.
                Forex ko three types ke zariye analysis kiya jata hy.

                1. Technical Analysis:
                Yeh analysis Market mein 99% work karti he, yeh analysis kafi hard hay, lekin isko sahi se study aur use karne se trader long term survive aur acha khasa benefit hasil kar sakta he, aur yehi reason hy ky forex main 10% traders kamyab hein.

                2. Fundamental Analysis:
                Yeh analysis Market main 1% work karti he, kiu ky jo traders news pe dependent ho kr trade karte hein woh ziada tar confussion ka shikar hotay hein aur loss main jatay hein, aur yehi wajah hy ky forex main 90% fail hojate hein.

                3. Sentimental Analysis:
                yeh analysis ziada tar experts use karte hein aur new commers ko iss se door rehna chahiye, kyun ki expert traders suggest technical analysis ka hi karte hein, isliye sab traders ko technical mind ho ky forex ko use karna hoga, taa ky unko kamyabo hasil ho sakay.

                اب آن لائن

                Working...
                X