jaiza: Forex aur Ponzi Schemes mai difference
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: Forex aur Ponzi Schemes mai difference
    Forex Trading Business

    Forex trading business mai foriegn currencies ki exchange ka business hota hai. Traders aik currency buy kertay hai aur uss kay badlay dusri currency sell ker daitay hain. Currency,gold,silver,crude oil jo bhi cheez hai wo aik haqeeqat hai. Aur apna haqeeqi wajud rakhti hain. iss liye trading pay ziada trust kia jata hai. Traders baghair kisi shak o shuba aur kisi bhi darr aur khof kay iss business mai bohat saa paisa invest ker laitay hain

    Ponzi Schemes

    Ponzi schemes unn ko kaha jata hai jin mai koi haqeeqat nahi hoti hai. Ye MLM aur kisi bhi fraudlent scheme ko mila kay kaamkerti hain. Iss mai na tou koi physical cheez hoti hai aur na he koi aisi product ya service hoti hai jo day kay ya lay kay profit dia jaa raha ho. Ponzi schemes mai members say paisa invest kerwaya jata hai phir puranay members ko new members ka paisa diya jata hai. iss tarah members dusray loogo ko investment ki taraf maael kertay hain. Aur pasia barhta jata hai. Jab ponzi schemes bananay aur chalanay waley apni marzi ka aur apni khawhish kay mutabiq paisa jama ker laitay hain tou wo ghaib hojatey hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: Forex aur Ponzi Schemes mai difference

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے

    FOREX TRADING OR PONZI SCHEME
    Forex trading or ponzi schemes main sab sy bara difference yehe ha k forex trading aik real online business ha jab k ponzi schemes main koi reality ni hoti ha just members add karwany hoty han warna ap ka kam ni chalta ha jab tak ap members join karwaty han to ap ko tohra tohra commission milta ha or jab ap koi members add ni karwaty han to ap ko kuch ni milta ha is ley is main members add karwany lazmi hoty han warna koi fayda ni hota ha is ley ponzi schemes logun luthe han or dati kuch ni han is ley humy chae ha asi ponzi schemes sy bachen or apny pasey zaya na karny balky proper money management or risk management sy trading karny or ache trading sy ache earning kar k kamyab ho sakty ha
    Forex trading sab sy best online business ha is main profit ya loss utna he ho jtna ap is main risk lan gy is main jtna ziada risk lan gy is ley humy forex trading main both ahtiyat sy trading karni ho ge ta k humy ziada loss na ho or hum behtar trading kar k behtar earning kar sakty han forex trading main just ap k pass knowledge or experience hona is ley humy forex trading main ache investment kar k kam karna chae ha or ponzi schemes sy bach saken jtna hum ponzi schemes sy bachen gy to humara pasa zaya ni ho ga or hum log forex trading main small investment sy bi trading kar sakty han or in sy acha profit hasil kar sakty han forex trading main jtni bi investment ho us sy ache earning kar sakty han agr hum log trading ko ache tahra seek k kam karny to hum kamyab ho sakty han
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: Forex aur Ponzi Schemes mai difference

      assalambo alaikum dear friends Forex aur ponzi scheme mein bahut zyada zameen aasman ka Fark hai kyun k Forex jo hai vah ek real business hai ismein aap log jo mehnat karte hain uska aapko profit milta hai jab aap mehnat karte hain aur aapke apne kam ko seekh kar karte hain uska main aapko jo profit milta hai vah ek realistic profit hai jab ke ponzi scheme jo hai vah totally fake hoti hai usmein sirf vah log kamyab hote hain jo pahle join kar jaate Hain ya Jo top ke log hote Hain Jo niche wale log hote hain vah hamesha nuksan mein rahte hain lekin Forex jo hai Forex main aap jitna knowledge hasil karke jitna aap learning karke jitni zyada aap mehnat karte hain utni hi aapko usmen profit milta hai utna hi aapko bonus milta hai jab ke ponzi scheme Jo ha to bahut hi main samajhta hun ki aap ko kabhi bhi ponzi scheme nahin join karni chahie kisi bhi uska sab ki company ko aap kabhi bhi join mat Karen kyunki iska Koi bharosa nahin hota yah kabhi bhi band ho sakti hain aur inmein jo maximum scheme hoti hai vah 2 se 3 mahine chalti hai aur jo top ke alava log hote hain vah hamesha na kam ho jaate Hain unka jitna bhi Paisa hota hai vah doob jata haifriends kabhi bhi aap online business karna chahte hain to aap koshish karen ki aap Forex ke bare mein sikhen Forex ke bare mein maloomat hasil Karen Forex aapko itna profit de sakta hai jitna aap soch bhi nahin sakte ki aap ki mehnat aapki lagane aur aapke kam ka hai ki aap kitna use per kam kar sakte hain kitna aap learning karke kam karte hain utna aapko profit milega thank you so much
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: Forex aur Ponzi Schemes mai difference

        Ji aj kal online business ka rujhan bahit barh gia hay aur naye naye businessess mutaraf hony kay sath sath fraud aur cheating bhi ziada ho rahi hay. Even ager ham online shopping ki bat karain to is main bhi hamari expectation kay mutabiq hamain matlooba item deliver nai kia jata. Jab keh kai aisi achemes hain jin main na to trading hay na he koi efforts, simply investment, aik ya do bar woh fake sa profit daity hain, iskay bad website band, bank issue ya koi bahana kar daity hain. Hamain in say bhi muhtata rehna chahiye.

        Forex buamess aik world class business hay. Internationally ye aik strong business hay. Is liye is main fraud kay koi na to chances hain aur na he is main fraud mojud hay. Forex main daily basia per kai new traders aty hain, iaki waja yehinhay keh forex aik trustful business hay. Is main mehnat involve hay. Is main baghair mehnat kay na to kuch hasil hota hay aur na he ham trading kar sakty hain. Iska mukammal nowledge aur experienve hona bahut zaroori hay. Q keh ye business salaha sal say chal raha hay, is liye is main jo experts hayn wo years of trading work aur strughle kay bad kamyab huye hain. Isi tarah forex mai kamyabi kay liye mehnat say learning aur knowledge hasil karna bahut zaroori hay.

        Ponzi schemes ka matlab aisy businesses jis main ham nay simple invemstment karni hoti hay aur is main hamain weekly ya kuch minimum amount hony per withdraw ki sahoolat milti hay. Is main websites ka aik sada sa software hota hay, jis main baz dafa kuch ads daikhny hoty hain. Kai dafa daily log in aur log out hona hota hay, aur is bat ka profit dia jata hay. Jo keh bilkal taswar bhi nai kia jata keh itny kam kay hamain 300 percent mil rahy hain. Resultantly, kuch arsa bad ya to website block ho jati hay, ya phir ye kaha jata hay keh bank nay payments hold kar li hain. FBR nay documents mang liye, so and so. Aur isi tarah jo real investment hoti hay woh bhi doob jati hay. Is tarah ki schemes aur businesses say muhtat rehna chahiye.

        Online business sirf forex he real and trusted hony kay sath legally allow bhi hay. Is liye kahi aur paisa zaia na karain aur sirf forex main he investment karain.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: Forex aur Ponzi Schemes mai difference

          Forex trading Mein kaam karte waqt Forex aur ponzi scheme Kolar karna Hamare liye bahut hi jyada important hota hai Forex aur ponzi scheme Ek dusre se bahut jyada different hote hain isliye Hamen ine ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie Taki Ham Apna Kam Bahter tarike se kar sake Pondy second mein reality Nahin Hoti is Mein just members add karvane Hote Hain Jab aap is Mein members at Karvate Hain Tadi aapko uska Thoda Thoda Commission Milta rahata Hai agar yah members Apna Kam bahut hi acche tarike Se samajhkar Karte Hain tab bhi aap use Achcha Commission Hasil kar sakte hain

          Ponzi scheme mein agar Ham Apna Kam unke rules ke according Karenge tab Ham usko acchi Tarah Se samajh Payenge aur Apna Kam apne business ko success ful business banaa Payenge Agar Ham Ek acche trader Banna Chahte Hain To uske liye Hamen chahie ke apne business-related Tamam rules ko acchi Tarah Se learn karne ke bad hi Apna Kam Uske mutabik hi start karen Ke againts Apna Kam start na Karen Agar Ham Apna Kam unke against Karenge tab Humse acchi success Hasil nahin kar Payenge Bal Ke Ham nuksan Mein Chale Jaenge

          Agar Ham Forex trading Mein Apna Kam start karte hain to use Mein Karta Hamen Forex trading ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie Agar Ham usko acchi Tarah Se learn kar lenge aur usmein Jyada Se Jyada time spend Karenge Tu Is Tarah Ham frustrating ko acche tarike se samajh Payenge aur isase acchi success Hasil kar Sakenge Agar Ham apne business ko ek successful business banana Chahte Hain To uske liye Hamen Apna Kam Forextrading Mein maujud rules aur usmein maujud charts ke mutabik ki karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: Forex aur Ponzi Schemes mai difference

            Bahut hi Achcha question Kiya Hai aapane Forex aur ponzi scheme ke bare mein Fox aur ponzi scheme Kabhi Bhi Ek Jaisi Nahin Hoti yah Hamesha Ek dusre se bahut hi mukhtalif hote hain Ham Jante Hain Ki Forex Ek Aisa business hai jis mein bahut se log kam karte hain aur isase profit Hasil karte hain aur yah Ek international business hai Forex Ek Aisa business hai jismein Ham Thodi Si investment se bahut jyada profit Hasil bhi kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen market ke rules ko follow karna padta hai aur uske according Apna work complete karna padta hai

            Forex mein aur ponzi scheme mein bahut jyada Fark Hota Hai Forex Ek trustful business Hai Jab Ke ponzi scheme per bahut kam log trust Karte Hain Kyunki ismein bilkul bhi Hakikat Nahin Hoti bahut se log ponzi scheme ko fake business samajhte Hain bahut se log Aise Bhi Hote Hain Jo ponzi scheme mein kam karte hain aur isase profit Hasil karte hain lekin ismein kam karna Kisi Aam trader Ki Baat Nahin ismein Hamesha professional trader work Kar sakte hain Agar ismein Aam trader kam Karte Hain To unke liye profit Hasil karna Mushkil ho jata hai

            Hamen chahie ki Ham Forex Mein kam Karen aur usmein Puri Lagan Aur mehnat Ke Sath Apna work complete Karen Jab Ham Forex Mein kam karte hain aur Apna Jyada Waqt Forex Mein Gujarte Hain To Ham isase Achcha profit bhi Hasil kar lete hain ismein achha profit Hasil karne ke liye aur apne business ko Aage badhane ke liye Mein sabse pahle market ka analyses karna padta hai uske bad market Mein trade open karni padati hai aur Market ka analyses Ham use Waqt kar sakte hain Jab hamare pass Achcha experience or knowledge Hota Hai without experience or knowledge ke hum koi bhi business start nahin kar sakte
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: Forex aur Ponzi Schemes mai difference

              yes dear aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai no doubt bahut Sare Aisi member Hain Jo online business karna chahte hain lekin unke pass koi exact information Nahin Hoti Jiski vajah se vah bahut sari Aise online business start kar deti hai jismein unke Sath fraudulent activities Ho Jaati Hai Aur Unki investment dangerous point per Chali jaati hai isliye Jab Koi member Forex trading sa related koi bhi online business karna chahta hai to uski yah responsibility hoti hai ki vah online business related some important information Hasil karne ke sath sath uski verification se related bhi Kuchh steps jarur le liya Karen otherwise usko bahut jyada problem ho sakti hain.

              No doubt Forex trading me aapko verification karne ke liye bahut sari platform available Hoti Hun Jab aap Forex trading se related verification complete karte hain usmein aap different member se bhi apni verification kar sakte hain ki aap ko kitna time ho gaya hai aur aapane Kitna profit ismein se withdrawal Kiya Hai iske sath aap Jab Pakistan forest form per kam karte hain aur use per aap apna first vidra Hasil kar lete hain Uske bad bhi aapko is per trust a sakta hai Kyunki Forex trading 1 reliable business hai aur Pakistan Forex foreign ki facility Kaisi facility hai jismein bahut jyada members ko satisfaction ho sakti hai Kyunki ismein aapko image mat Nahin Karni hoti aur aap trial basis per is per Apna Kam start kar sakte hain aur Jaise hi aapko first withdrawal complete ho jata hai to aapko automatically Kisi dusre number se verification karvane ki jarurat Nahin Hoti aap isase khud hi satisfied Ho Jaate Hain.

              Puri world mein bahut Sare Aise online business chal rahe hain jismein aapke sath fraud ho sakta hai isliye aapko Hamesha bahut carefully online business ki selection Karni chahie otherwise aapko bahut jyada problem ho sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: Forex aur Ponzi Schemes mai difference

                FOREX TRADING BUSINESS
                Forex trading business duniya ka sab se behtreen business hai jo humein bohat sari earning opportunities provide krta Hai is business Mein humein bonus ki opportunity bhi Hasil hai jis ko avail kr KY hum ache trading ky saath saath ache learning aur acha experience hasil kr sakty hain ye business sab se best tareen business hai
                PONZI SCHEME
                Dear mjhe is se related koi knowledge nahi hai is ky baare mein pehli dafa mein ne suna hai is liye mein ap ko is se related koi guidance provide krny KY kabil nahi hun ap ko Mashwara yehe dyna chahun ga ky forex trading business ko importance dyny ki koshish kren kyun KY jitna faida is kaam mein hai kisi aur kaam mein nahi ho sakta hai aur yeh hmare future ko strong banane ky liye sab se best hai
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: Forex aur Ponzi Schemes mai difference

                  dear member trading se related ya ek acchi information hai aur is tarah ki information members ko acchi tarah Se form per Baki aur members ke sath share karna hoti hai members ke liye yah baat important hai ki agar vah apne kam ko acchi tarah Se karne ke liye apne bare mein achcha soch rahe honge to Baki aur members ke bare mein bhi positive thinking se kam Lena hoga ine donon mein maximum difference hai aur is tarah Se members ko yah sab apni trading mein istemal kar lena chahie is tarah Se beneficial trading ki ja sakti hai members ko apni trading mein risk nahin Lena hota aur apni trading mere ishq ko acchi tarah manage karna hota hai aur manage kar lene ke bad members ki trading unko profit deti Hain trading mein profit Lena itna aasan nahin hota iske liye members ko maximum hardworking hokar aur apne kam ko continue karna hota hai aur usko complete karna hota hai kam ko acchi tarah complete kar lene ke liye members ko ek accha sa time table bana Lena hoga aur use time table ke mutabik har member ko apna Kam karna chahie agar time table na banaa liya jaaye tu is tarah Se Koi member apne kaam ko acchi tarah Se nahin kar pata hai aur is tarah Se members ko timetable banaa Lena accha sabit hota hai senior traders apne karm ko yahan per is tarah Se Kar Rahe hote Hain ki jab unko apna Kam acchi tarah Se karna hota hai to vah pahle ek achcha sa timetable banaa lete Hain members ko apne kam aur trading se related management ka aana Hi maximum important baat hai
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: Forex aur Ponzi Schemes mai difference

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
                    Forex Trading Business

                    Forex trading business mai foriegn currencies ki exchange ka business hota hai. Traders aik currency buy kertay hai aur uss kay badlay dusri currency sell ker daitay hain. Currency,gold,silver,crude oil jo bhi cheez hai wo aik haqeeqat hai. Aur apna haqeeqi wajud rakhti hain. iss liye trading pay ziada trust kia jata hai. Traders baghair kisi shak o shuba aur kisi bhi darr aur khof kay iss business mai bohat saa paisa invest ker laitay hain

                    Ponzi Schemes

                    Ponzi schemes unn ko kaha jata hai jin mai koi haqeeqat nahi hoti hai. Ye MLM aur kisi bhi fraudlent scheme ko mila kay kaamkerti hain. Iss mai na tou koi physical cheez hoti hai aur na he koi aisi product ya service hoti hai jo day kay ya lay kay profit dia jaa raha ho. Ponzi schemes mai members say paisa invest kerwaya jata hai phir puranay members ko new members ka paisa diya jata hai. iss tarah members dusray loogo ko investment ki taraf maael kertay hain. Aur pasia barhta jata hai. Jab ponzi schemes bananay aur chalanay waley apni marzi ka aur apni khawhish kay mutabiq paisa jama ker laitay hain tou wo ghaib hojatey hain.
                    yes dear ap nay bahut hi acchi information share ki hai no doubt bahut sareye aisi member hain Jo online business karna chahte hain lekin unke pass koi exact information nahi hoti jis ki wajah se wo bahut sari aiseye online business start kar detaye hai jis mein un kay sath fraudulent activities ho jati hai aur un ki investment dangerous point per chali jaati hai is liye jab koi member Forex trading sa related koi bhi online business karna chahta hai to uski ya responsibility hoti hai ki wo online business related some important information hasil karne ke sath sath uski verification se related bhi kuch steps zarrur le liya karen otherwise usko bahut zayada problem ho sakti hain.no doubt Forex trading me ap ko verification karne ke liye bahut sari platform available hoti hun jab ap Forex trading se related verification complete karte hain usmein ap different member se bhi apni verification kar sakte hain ki aap ko kitna time ho gaya hai aur ap nay kitna profit ismein se withdrawal kiya hai iske sath aap jab Pakistan forex forum per kam karte hain aur use per ap apna first vidra hasil kar lete hain uske bad bhi aapko is per trust a sakta hai kiyu nki Forex trading 1 reliable business hai aur Pakistan Forex foreign ki facility kaisi facility hai jismein bahut zayada members ko satisfaction ho sakti hai kiyu unki ismein aapko image mat nahin karni hoti aur aap trial basis per is per apna kam start kar sakte hain aur Jaise hi aapko first withdrawal complete ho jata hai to aapko automatically Kisi dusre number se verification karwane ki zarurat Nahin hoti aap isase khud hi satisfied Ho jate hain.Poori world mein bahut sarye aise online business chal rahe hain jis mein ap kay sath fraud ho sakta hai isliye ap ko hamesha bahut carefully online business ki selection karni chahie otherwise aapko bahut zayada problem ho sakte hain.
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: Forex aur Ponzi Schemes mai difference

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
                      Forex Trading Business

                      Forex trading business mai foriegn currencies ki exchange ka business hota hai. Traders aik currency buy kertay hai aur uss kay badlay dusri currency sell ker daitay hain. Currency,gold,silver,crude oil jo bhi cheez hai wo aik haqeeqat hai. Aur apna haqeeqi wajud rakhti hain. iss liye trading pay ziada trust kia jata hai. Traders baghair kisi shak o shuba aur kisi bhi darr aur khof kay iss business mai bohat saa paisa invest ker laitay hain

                      Ponzi Schemes

                      Ponzi schemes unn ko kaha jata hai jin mai koi haqeeqat nahi hoti hai. Ye MLM aur kisi bhi fraudlent scheme ko mila kay kaamkerti hain. Iss mai na tou koi physical cheez hoti hai aur na he koi aisi product ya service hoti hai jo day kay ya lay kay profit dia jaa raha ho. Ponzi schemes mai members say paisa invest kerwaya jata hai phir puranay members ko new members ka paisa diya jata hai. iss tarah members dusray loogo ko investment ki taraf maael kertay hain. Aur pasia barhta jata hai. Jab ponzi schemes bananay aur chalanay waley apni marzi ka aur apni khawhish kay mutabiq paisa jama ker laitay hain tou wo ghaib hojatey hain.
                      Ji han bilkul aapko Ek real business aur fek Business mein pata Hona chahie aur Iske difference ka bhi Pata Hona chahie aapko fraud website se Hoshiyar Rahana chahie Jo log trading Mein mehnat karte hain aur Jyada Se Jyada time trading ko Dete Hain Vahi kamyabi Hasil kar sakte hain aapko chahie ke daily basis per workout Karen aur sirf Forex trading co join Karen joke Ek real business hai aur ismein aapki mehnat aur Jyada Se Jyada time ki investment aapko experience deti hai aur aap aasani ke sath apni earning kar sakte hain ismein Koi fraud Nahin Hota camera log jo ke Swad Karne Wale Hote Hain vah Kabhi Bhi apni e trading main yah apni website main aapko lost de sakte hain aur kisi bhi waqat vah aapki investment Lekar faraar ho sakte hain isliye Hamesha Soch Samajh Ke Jyada Se Jyada investment Karen aur sirf real websites ko select Karen aur aapko Forex trading Mein kam karna chahie ismein investment Karni chahie aur ismein apni earning ko start karna chahie Jitna Jyada aap Paisa lagaenge utna Jyada aapko Achcha experience Milega aur aap kamyabi ke sath apni earning kar Sakenge aapki mehnat aur Jyada Se Jyada time aapki kamyabi hoti hai aapka demo account se practice hi aapki kamyabi hoti hai isliye Hamen Soch samajh ke kam Karen aur Jyada Se Jyada mehnat Karen Taki aap fraud Logon se buch Saken aur apne income ko save kar sake
                      🌼 Never Give Up 🌼
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: Forex aur Ponzi Schemes mai difference

                        Online business karte hue Hamen bahut se option mil jaate Hain agar Ham forex trading co join karna chahe to forex trading mein kam kar sakte hain aur iske alava agar Ham companies mein aur seconds mein bhi kam karna chahe to vah bhi bahut si hoti hai aur on mein bhi Ham kam kar sakte hain lekin jahan tak mera apna experience hai to forex trading sabse best hai aur ham he could join karna chahie kyunki aadhaar companies or websites aksar second hoti hai isliye in se bachana chahie lekin yah bhi nahin hai ki sab ki sab scam Ho unmen se bahut si aisi bhi hai Jo bahut hi best working kar rahi hai.

                        importance of forex trading:

                        Forex trading whole world ka ek worldwide business hai aur ismein millions peoples working karte hain aur agar dekha jaaye to ek Hi din mein is business mein million trillion dollars ki trade Ho jaati hai hai ya world ka sabse biggest business hai aur sabse jyada important isliye hai kyunki yah 1 online business hai aur is business mein Koi bhi kahin se bhi baithkar working kar sakte hain aur iske liye koi restriction nahin hai.
                        is business ka sabse bada benefit yah hai ki ji business ek online hai aur ismein kisi bhi age ka koi bhi Banda working kar sakta hai isme isme Koi limit nahin hai aur na hi ismein koi qualification ki limit hai isliye just Hamen market ka experience hona chahie aur vah ham iske demo account ko use karke iska experience Le sakte hain isliye Ham apne ghar mein baithkar yah aapane office mein baith kar apne business ko handle kar sakte hain aur ham ise part time jobs full time business bhi kar sakte hain aur isko apna ek life career bhi banaa sakte hain.

                        ponzi scheme and other websites:

                        Aur agar dekha jaaye to aajkal bahut si online websites aur companies and schemes aaj chuki hai Jin mein jyadatar scammers hote hain aur inmein koi bhi reality nahin hoti hai aur na hi Hamen working karke kuchh Kama sakte hain kyunki inmein se jyadatar fraud hi hota hai aur inmein ham kabhi bhi successful nahin ho sakte hain kyunki ki jo bhi companies hai ine ki koi reality nahin hoti hai aur na hi Inka Koi confirm adress hota hai ki agar yahan se fraud Karen to Hamen ko pakad sake aisi koi bhi Surat samne nahin hoti hai jiski vajah se in se hamara kafi nuksan ho jata hai Hamen kisi bhi aisi company ko aur kisi bhi aisi scheme ko join nahin karna chahie jab Tak ke Hamen uske related Koi confirmation Na Ho.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: Forex aur Ponzi Schemes mai difference

                          Forex trading jo hai ya money exchange type ka hi ho jata hai jitne bhi yah exchanger hai Sabse Badi stop for change Ki Hai yah bahut bada business hai is mein jyada Se Jyada time Dena chahie aur form ke bare mein Apna knowledge improve kiya jaaye Jitna Jyada knowledge banta hai Jaega utna hi best ismein work Karke acchi earning bhi nikal Sakenge

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X