Sawal : Neckline ka Head and Shoulder pattern main kirdar ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sawal : Neckline ka Head and Shoulder pattern main kirdar ?

    Good question my dear brother market mein Head and shoulder pattern bahut hi important hota hai hai aur is patton se Hamen bahut hi acchi confirm trades mil jaati hai aur agar Ham is pattern ko theek tarike se analyse kar lete hain to Hamen market ne bahut acche entry point mil sakte hain.

    Head and shoulder pattern:

    bahut se expert trader is petrunko market mein analyse karte hain aur yah pata nahin hai main kafi time ke bad market mein najar aata hai kyunki market mein yah pattern bahut Hi Kam banta hai aur yah patron important isliye hota hai ki market ke chat ki shakal Head and shoulder se milati julti banti hai aur jis patron se Hamen bahut hi confirm trade mil jaati Hain agar Ham thik tarike se technical analysis kar lete hain tu jab Ham is patron pet trendline khinchte Hain to usko Ham neckline kahate Hain aur neckline se Hamen bahut hi achcha trade mil jaati hai.

    importance and role of neckline:

    Head and shoulder pattern mein neckline ki bahut jyada important hoti hai hai aur yah is patron mein big roll Ada karti hai is ka sabse bada roll ji hai ki jab Hamen kahin se neckline milati hai to vah hamara entry point ban jata hai aur market mein Jahan se bhi hamara entry point banta hai vah point hamare liye bahut hi important hota hai kyunki jab hamara entry-point good ho jata hai to tab hamari trade profitable Ho jaati hai isliye neckline ko Head and shoulder mein bahut jyada importance Di jaati hai aur is neckline ki vajah se Hamen bahut hi good entry point Mil jata hai aur ham market mein trade open karne ka easily decision Le sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sawal : Neckline ka Head and Shoulder pattern main kirdar ?

      market Mein banne wala Head and Shoulder pattern bahut hi Achcha pata nahin hai Jisko Ham follow karke Apne trading kar sakte hain Forex trading Mein Jab Head and Shoulder ki confirmation Hoti Hai To usmein neckline ki bahut ahmiyat Hoti Hai Kyunki Jab Head and Shoulder ke neckline banti hai aur Market use point ko break Karti Hai tab hi Hamen is pattern per trade karne se profit Milta Hai Head and Shoulder pattern ki confirmation ke bad hi Ham acchi trading kar sakte hain to hamesha Head and Shoulder pattern ko follow karte hue aapko neckline ko follow karna hoga Jis Ke bad aap apni trading kar sakte hain aur usse aap achha profit Hasil kar sakte hain Forex trading Mein Head and Shoulder Agar Hamen right side per Milta Hai To Uske alava market kabhi kabhi hamen inverse Head and Shoulder bhi show Karta Hai jisse ham apni trade kar sakte hain lekin inverse Head and Shoulder main bhi Hamare liye neckline bahut important rakhti hai Kyunki Agar Ham neckline Ko follow Karte Hain To Ham Forex Mein Head and Shoulder pattern ke according acchi trade kar sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain

      اب آن لائن

      Working...
      X