log kehte hain forex aik bht hi risky business hai bht dangerous hai its right ????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    main sara week he trading karta hun or friday ko trading stop kar daita hun.mery khyaal say aagaar hum weekly ya daily basis pay trading karty hain to hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hain or is main apna career banna sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      i think forex risky hai but dangerous nahi risky bhi un klye hai jo log apni working sy agree nahi krty aur jald bazi krty hai aur less patience hoty hai but forex me ap ko apni working py focus krna chaye na k risk py...
      • #33 Collapse

        ji han forex ka business bohat risky hai magar is business ko seriousness ke sath ham ko learn karna chahiye tab he ham ko forex ke business me success hasil ho sake gi or ham is business me kamyabi hasil kar saken ge sahi se .
        • #34 Collapse

          g bilkul dear loag theak kehte hai k forex risky business hai and bhot dangarous b hota hai kiu k is kaam mai humay apni investment k saat he trading karni hoti hai us surat mai humay forex trading mai kafi risk ka samna b karna par sakta hai is waja say forex per trading karne mai humay risk ko b face karna par sakta hai
          • #35 Collapse

            g haan loog sahi kehtay hain k forex aik buhat hi risky bussiness hay aur is mai sirf wohi loog serviv kar saktay hain jo is kaam ko samjhtay hain aur sahi se jantay hain is lye best yehi hay k pehlay is ko seeekh k kia jay
            • #36 Collapse

              dear friedn is business k baray main koee shak nahain hai k yeh aik bohat he dangerious business hai lakn ager humis main diya say trading kerty hain to is business ay hum bohat kuch earn b ker sakty hian.
              • #37 Collapse

                g bhai bohat se log kehte hian ke forex trading ka business bohat ziyada risky hai aur wo sahi hi kehte hian agar ap is mien mehnat nahi karenge to ap ko is mien loss hosakta hai.
                • #38 Collapse

                  my dear agar ap k paas forex ka knowledge hai ap bina greed k trading krte ho ap risk management k sath trading krte ho to ap k liye forex se best koi or earning source nahi ho sakta but jb ap greed k sath trading kro gey to ap apne liye risk create kr rahe ho
                  • #39 Collapse

                    Ma ap ki is bt sy agreee ni krta ho laken mjy is bt ka zaror pata ha ky ap apni life ma jo be kam krty hain us ma risk to zaror hota ha is tara he dorex be ek esa business hain jahan hum ko jitna zayada kam krein gy r dehan sy krein gy utna he pofit ho ga laken us ky liy be zarori ha ap ko us ky bary ma experience ho phr he ap ko profit ho sakta ha
                    • #40 Collapse

                      gee nhe bhai forex mein itna koi mushkl work nhe hota he aur yeh bat woh log kehte hien jo es ko proper smjhdare se aur pore information hasil kie baghar start kr dete hein to un ki trading risky hote he to is mein proper knowldge ho to kabhe risky nhe he
                       
                      • #41 Collapse

                        nai main samajhta hon k ye risky hah laiekn ye dangerous nai hah kyun k is main risk factor hota hah mtlb is man humey dar hota hah k humey kahin loss na ho jaye aur yahe dar trading karte hoe bhe humare dimag main rehta hah i think so brother
                        • #42 Collapse

                          gee bhai aise bat nhe hote he keh forex risky he risk tb hota he jb es mein trader ko apne trading kay bary mein sahih information na ho aur woh trading kay doran market ko watch na kre aur market ka trend na dekhy aur trade laga de phir risky hota he
                           
                          • #43 Collapse

                            G forex trading aik riski business tu hy likn dangers nhi hy kiok jo log forex trading mein mehnat aur hardwork karty han aur knowledge aur experience hasil karty han un k liye buht acha profitable business hy un k liye koi dangers business nhi hy wo knowledge aur experience se risk ko kam kar sakty han aur jo mehnat aur hardwork nhi karty un k liye dangers hi hy
                            • #44 Collapse

                              Forex aik hard aur tough business hy aur is main profit ki ratio loss sey buhat kam hy. Lekan agar hum forex ko properly learn krain gey aur demo account main ziada sey ziada practice karain gey to risk ko kam kia ja sakta hy. Lekan agar hum without knowledge ke kam karain gey to profit ki bajaye loss ka samna kar par jaye ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Forex aik risky business hy aur buhat dangerous bhi hy. Dangerous ka matlab hy keh agarp aap without learning aur practice key is business main jayen gey to loss ka shikar ho jayen gey. Hamain is business main loss key leye nahi aana balkeh profit key leye aana hy. Hamain is business main mehnat krni hy aur apney hissay ka profit lena hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X