trend is your friend........dont avoid market trend

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trend is your friend........dont avoid market trend
    my dear friend forex trading main trend he apka friend hota hai es liye aghr ap market ko ap trend k according apni trading karty hain tab he ap forex main kamyab ho skty hain or apni trading ko bahter kar sky hain aghr ap market k according trade nahi lgaty hain tab he ap forex main kamyab ho skty hain or apni trading main kamyab ho skty hain es liye achi earning apko tab he milti hai jub ap market k according trade karty hain or achi trade lgany se he ap kamyab hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trend is your friend........dont avoid market trend

    Yes dear aapane bilkul theek kaha hai market Mein Jab Ham kam kar rahe hote hain to trend Hamara friend ho sakta hai. Aur Agar Ham market ke friend ko ignore kar dete hain to ismein hamare liye bahut jyada problem ho sakti hain aur ham market mein bahut jyada profitable Nahin ho sakte isliye Humko market ke trend ko Jarur focus karna chahie Agar Ham market ke Trend ke sath trading Karenge to Hamari trading Hamare liye bahut jyada profitable ho sakti hai aur ham Apne account ki safety ko menten karne ke sath sath bahut jyada profit Hasil kar sakte hain.

    Dear jab aap market ke trend ko found karna chahte hain to uske liye aapko no doubt Kafi hardworking Karni hoti hai aur apne analysis karne hote hain agar aap market ke trend ko properly found karna chahte hain to usmein aapko market ki past movement ko observe karna hota hai aur different important candlestick se closely attach Rahana Hota Hai agar aap market ki different candlesticks ke bare mein complete information Hasil kar lete hain to Uske bad aap market ka trend easily found kar sakte hain.

    Iske sath sath market ka trend form karne ke liye aapko fundamental analysis per bhi bahut jyada focus karna hota hai Kyunki sometime aapko Kisi Se Pacific commodity se related news mil Jaati Hai Ki iska long-term basis per kya trend expected Hai Jiski wajah se aapko bahut jyada profit ho sakta hai agar aap long-term basis per us commodity trading karte hain to aapko bahut jyada profit aur advantages mil sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie ki apni knowledge ko istemal karte hue yah market ka trend found Karen aur uske bad use per kam karne ki koshish karen.
    • #3 Collapse

      Re: trend is your friend........dont avoid market trend

      ji haan aap ne bilkul sahi kaha hai k tend hamara friend hai hum forex k platform par trading ker sakty hain hamen chahiye k hum trend k hisab se trade kren humen trend k opposite jaa ker kabhi bhi trade nahi kerni chahiye hum forex mein market mein trading ker sakty hain agar hum market mein trend ko ignore ker dete hain to is mein hamary liye boohat zeada problem hoti hai aur hum market mein bohat zeada profit able nahi ho sakty agar hum market k trend k hisab se trade krn gy tou trading hamary liye bojhat profitabale sabit ho sakti hai or humen apni account ki safety ka khaas tor par kkheal rakhna chahiye
      agar hum market k trend ko find kerna chahty hain tou humen hard working kerni chahiye humen analysis pe focus kerna chahiye analysis ko kabhi bhi ignore nahi kerna chahiye agar hum analysis ko follow kren gy tabhi hum trend ka pata laga saken gy humen market ki movement ko samjh ker trade lagani ho gi candles stick pattern ka istemal ker k hum charts , figures , graphs or tables ka bhi use ker sakty hain humen market k sath closely attach rehna pary ga market ka tremnd samjhny k liye hamen fundamental analysis ko zeada focus kerna ho ga isi ki wajah se aap ki information mein izafa ho ga or hum trend k hisab se trade laga saken gy or us par kaam shuru krne ki koshish ker saken gy
      • #4 Collapse

        Re: trend is your friend........dont avoid market trend

        G haan bilkull sahi kaha hai ap ne keh ham forex market me trend ke mutabiq trading karni chahiey sab se pehley ap acha trading experience hasil kare aor is ke ilawa ap ko chahiey keh ap friends acha bonus hasil kare ache andaaz me ziada se ziada post kare aor apki post unwan ke mutabiq hoo taa keh apka acha bonus aa sake friends jab ap ka bonus capital ziada hogaa rab me samjhta hoo keh ap ka account secure hogaa agar ap ko loss bhi hoo is liey acha bonus bhi achi trading ke liey zurroori hai

        aor hamesha trade open karney se pehley forex market ka analysis lazmi kare aor trend ke mutabiq trade kare taa keh dosto ap acha profit kma sake safe trading kare risk na len lot size bhi small hoo taa keh ap easily achi earning karne me successful hoo is tarah se ap apne account loss se bhi bacha sakte hai dosto forex bht acha business hai isko ziada se ziada time den taa keh ap ka knowledge barhey is taeah se ap aek kamiaab trader ban sakte hai.
        • #5 Collapse

          Re: trend is your friend........dont avoid market trend

          Hy friends , forex main aap ko kis cheez ya product ka trend zyada chal rha hea is bt ka bhi pta hona chahey aur aaj kl CRONA ki waja sy forex market main kuch trends up and down ka shikar huy hean aur trading ma Jo log trend ko follow krty hn wo bi mar ni khaty KU k mostly market trend line ko follow krti ha or agr hmary anylsis achy hn or hmain confirm ha k ye kesa trend ha tu hm trade bout easy tareeqy sy KR skty hn or hmari trading bout achi ho skti ha KU k JB bi market trend pakr jati ha tu market smooth tareeqy sy move krti ha us ma hmari trading bout achi kr skty hn Trend darasal sara business ha agar trend ke mutabiq trade nah ki jaey to yaqeeni baat ha lose aor Nakami ha trading men sab se pehle marjet trend ko dekha jata ha agar Trend Up ha to trade Buy aor agar Trend Down ha to Sell buss yahi aek hi iss ka formula ha Asan aor Sada, dosra sirf Loss aur Forex trading mai trend finding big task hi market ko technically analyse karna important hai market ko fundamental ko hasil krny ky leay h7men market ko economic calendar ky hisab sy analysis krna hota hai tb bhi humen market ki situation ka andaza ho jata hai aur trend ki waja se ham jaan sktey he k ham apni trading k zriye se kis had tk profit gain kr sktey hey aur ap trend ku trading m lazmi made nazar rakhey aur is ko follow krte rahey ta k trend k zriye se currencies pairs ki all prices ku jaanch kr trade kr sakey jis se ap ku bus profit hi gain hu aur trading lossing m na jye aur forex trading business mein trend ki buht ziada ehmyeet hy agr koi bhi new trader ya old trader trend ko samjh jata hy tu agr wo us ko follow kar k aur trend k mutabik trading karta hy tu profit earn karta hy aur agr trend ko follow nhi karta tu loss hota hy
          • #6 Collapse

            Re: trend is your friend........dont avoid market trend

            Ji bilkul Apne Sahi kaha hai trend Hamara friend hai Hamen chahie ki ham Trend ke hisab se trade Karen aur Hamen Trend ke opposite jakar kabhi bhi trade Nahin Lagani chahie Agar Ham Aisa Karenge To Ham loss Mein Chale Jaenge Jiski vajah se Hamen bahut jyada nuksan ka Samna karna padega isliye Hamen Trend ke hisab se hi trade Lagani chahie aur Iske opposite Kabhi Bhi Nahin Jana chahie Agar Ham market ke Trend ko ignore Karte Hain to is Mein Hamare liye bahut jyada problem ho sakti hai aur ham market mein bahut jyada profitable Nahin ho sakte Ham profit Hasil karne ki bajahy loss Mein Chale Jaate Hain isiliye Hamen chahie ki Ham market ki triend ko ignore na Karen Jitna jyada ho sake Hamen market ke trend ko ko follow karna chahie Agar Ham market ke trend ke sath trading Karenge To Ham Jarur successful Honge aur accha profit bhi Hasil kar Payenge agar aap market ke trend ko properly found karna chahte hain to usmein aap ko market ki past movement ko observe karna Hota Hai tab hi jakar aap kamyabi Hasil Karte Hain Agar Ham market ki trend ko find karna chahte hain To Hamen chahie k Ham Jyada Se Jyada hardworking Karen aur Hamen Apne analyses per focus karna chahie Jitna Jyada Hamara analysis strong Hoga Itni hi acche tarike se Ham trading kar Payenge aur Hamen fundamental analysis per bahut jyada focus karna chahie Agar Ham analyses per bahut jyada focus Karenge to Hamari information mein bahut jyada ijafa hoga aur FIR Ham triend ke hisab se trade Laga Sakenge aur apne kaam ko acche tarike se shuru kar Sakenge aur ek Kamyab trador bhi ban Sakenge
            • #7 Collapse

              Re: trend is your friend........dont avoid market trend

              My dear friend aapane bilkul sahi Baat kahi hai Forex trading may agar aap successful Hona Chahte Hain To aapko market ko acchi Tarah Se releases karna hoga Jiska bad aap Forex Mein Kamyab ho sakte hain Forex main market ko samajhne ki ability strong hone se hi aap acche profit Hasil kar sakte hain aur acchi trading kar sakte hain market main aapko tab profit Milta Hai Jab aap market ke trend ko Apna friend banate hain Kyunki agar aap market Trend ke according chalenge tabhi aap Forex Mein acche trade banenge agar aap market ke against apni trading Karenge tab aap kabhi bhi Forex Mein successful Nahin ho sakte tab hi aapko loss hota hai use ke liye market ko analysis karne Hi Se Hi Ham market ke trend nd ko find out Karte Hain Agar Ham market ke trend ko acchi Tarah Se samajh lete hain aur usi ko follow karte hain tab Hamen loss Nahin Hota market ko different times Prem Ke Sath Ham Jab analysis karte hain tab Ham market ko acchi Tarah Se samajh sakte hain aur Usi ke according apni trading karte hain Forex trading Main Agar Ham market ko acchi Tarah Se samajh nahin paate hain aur Market Mein profit Hasil karne ke liye planning Nahin Karte To Ham kabhi bhi acche trading Nahin Ban Sakte acchi trading ke liye jaruri hai ki market ko samajhne ki skills ko improve kiya jaaye jitne acchi aapki market ko samajhne ke skills improvement Hogi utani hi aap acche trading Karenge agar aap market ko ignore kar kar Apne analysis karne ke bad tukka laga kar trading karna Chahenge gay to aap kabhi bhi Forex Mein successful Nahin Ban Payenge
              Click image for larger version

Name:	trend ur friend kamal.png
Views:	1
Size:	26.1 کلوبائٹ
ID:	12330736
              Last edited by ; 07-09-2020, 11:30 PM.
              • #8 Collapse

                Re: trend is your friend........dont avoid market trend

                dear aap ne sahi kaha k aap market ke according he zyada se zyada Kam Karen market ke according kam karne ka matlab yah hai k market ko samajhna chahie market ka trend ko samajhna chahie ki market mein train kya chal raha hai market ki news ko follow Karen jab aap market ki news ko follow karenge aap ko pata hoga ki market mein train kya chal raha hai to fir jab aap trading karenge to aapki trade achi hogi aap achha profit hasil kar sakenge market ke train ko follow karne ke liye bhi knowledge ki jarurat hoti hai aapke pass knowledge hoga to aap ek behtarin kam kar sakenge kyunki aap ko pata hona chahie kya aap BCom kaise karna hai is kam ko samajhne ke liye bahut jyada lene ki jarurat hoti hai jab aapke pass learning hogi aap kam ko acchi tarah samjhenge aur apni trading techniques kobita karenge acchi trading karenge to yakin aap har dafa ek achcha munafa hasil kar sakenge ek accha profit hasil ka sakenge Forex men learning techniques isliye bahut jyada important hai kyunki aapki learning techniques acchi hogi aap sahi simat main learning karenge to aapki Jo trade quality hai trading quality aapki acchi ho jayegi aur aap hamesha ek acche businessman ki tarah trading karenge.
                • #9 Collapse

                  Re: trend is your friend........dont avoid market trend

                  Ji bilkul aapane sahi kaha hai trend hi Hamara Dost Hai Forex trading Ek Aisa business hai ki jis mein kam karne se pahle uska experience and knowledge Hasil karna bahut hi jyada Jaruri hota hai agar Ham Forex trading ko acchi Tarah Se learn kar lenge aur uske bad use mein maujud chart se ko bhi acchi Tarah Se learn kar lena chahie tabhi Ham is Mein Apna Kam acche tarike Se Kar Payenge Agar Ham market Mein Ek acche trader Banna Chahte Hain To uske liye Hamen chahie ki market couldn't ko acchi Tarah Se samajhne Ke market Kis prant Mein Munh kar rahi hai

                  Trading Madrid Lagane se pahle market ki movement ka knowledge hona bahut Jyada Jaruri hota hai ki market Kis prant Mein Munh kar rahi hai market uptrend Mein move kar rahi hai ya FIR downtrend Mein move kar rahi hai ya FIR sideway Mein move kar rahi hai agar market uptrend downtrend Mein move kar rahi ho to use market market ki trending bahut jyada Jor per hoti hai isliye Hamen chahie ke Hamen use market market Mein Apni trade open ka Deni chahie Kyunki usmein Ham Achcha Khasa profit Hasil kar sakte hain isliye Hamen use market trade Lagani chahie Chakki Agar market sideway movement kar rahi ho to use Waqt Hamen market Mein Nahin Lagani chahie Bal ke Hamen use packet apni trade ko close kar dena chahie Agar Ham apni trade ko close Nahin Karenge to apna kar Apna Kam Jari Rakhenge to use takat Hamen bahut bada loss ho sakta hai aur use loss ko recover karna Hamare liye bahut hi jyada difficult ho jata hai isliye Jab market side mein movement kar rahi ho to use Waqt Hamen trade Nahin Lagani chahie

                  Agar Ham Ek acche Jyada Banna chahte hain aur Forex trading Mein Apna Kam Jari Rakhna Chahte Hain To uske liye Hamen Forex trading ke rules according Apna Kam Jari Rakhna Hoga Agar Ham Apna Kam rules ke according Nahin Karenge Tu Is Tarah Se Ham nuksan ki taraf Chale Jaenge Aur Is Tarah Se Hamara account bhi wash e ho jaega
                  • #10 Collapse

                    Re: trend is your friend........dont avoid market trend

                    trading karne ke liye market ka trend hamare liye bahut important hote hain aur jab tak Ham apni trades ko market ke friend ke sath open nahin karte Hain to tab tak Hamen success nahin Mil sakti hai kyunki market ka trend hi hamari success hoti hai aur ISI se Hi Hamen market mein profitable trades milati Hain.

                    trend analysis:

                    market mein Koi bhi trader aisa nahin hota hai jo market ke analysis na karta hun kyunki market ke analyses ke bagair trading kabhi successful nahin hoti hai aur jab Ham market ke trend ko analyse kar lete hain to tab hi Hamen success mil sakti hai isliye market ke trend ko analyse karne ke liye Ham market ki technically aur fundamentally analyses karte hain aur jab hamare analyses complete ho jaate Hain to iske bad hi Ham market mein trading ke liye Koi decision lete hain market mein jab tak hamare analyses complete nahin Ho jaate Hain tab tak Ham market ke liye koi bhi decision nahin Le sakte hain market ka trend find karna hamare liye bahut important hai.

                    without analysis the trend:

                    Agar koi trader market trend ko analyse nahin karta haiaur without analysis ki hi trading karta hai to vah use trading co Ham blind trading kahate Hain aur vah trading kabhi bhi kam jab nahin ho sakti hai kyunki jab koi bhi trader aankhen bandh karke trade karta hai to vah ek game Ban jaati hai aur game mein hamare loose hone ke pure chances hote hain isliye Hamen market ke trend ko find karna hamare liye bahut jaruri hota hai Varna Hamen success nahin Mil sakti hai aur kabhi bhi market ki trend ko award nahin karna chahie Varna aapko jarur hi nuksan hoga jab aap market trend ko find karenge tabhi aapke liye success hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: trend is your friend........dont avoid market trend

                      Dear member of Ki Baat bilkul theek hai ki agar ham market Mein Trend ke according trade Karte Hain tu Hi Ham Kamyab training kar sakte hain prophet Hasil kar sakte hain lekin Agar Ham market Mein Trend ke against work Karte Hain To yah Hamare liye kabhi bhi profitable sabit nahi ho sakta isliye socha he ki vah market Mein train ki movement ko acche se analyse kar le uske mutabik hi treat lagaen taake Achcha profit earned Kiya Ja sake Kyunki vah se Aise members hai jo k2k wazifa work karte hain aur Apna nuksan Karte Hain isliye members ko chahie ki vah trading se related acchi analysis Hasil Karen aur Achcha experience Hasil Karen aur trading se related Demat account per practice Karen Kay dance ke sath ki Hui trade Mein Mumbai score profit hasil ho sakta hai isliye Hamen trading se related bahut jyada Hath per Kho karne ki ki Ham Forex trading mein ke kamyabi Hasil kar sake aur acchi aning bhi Hasil kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: trend is your friend........dont avoid market trend

                        Je dear forex market ma trend ka matlab hai k market es time kis side par move kar rahi hai. Yes es m pechy bhot sari wajuhat hoti hai but ik trader ko trade open karny k lae market k trend ko lazmi follow karna hota hai. Agr ap market ki direction ma trade open ni karyn gy to ye apko bhot hurt kary ga or apka account wash ho jae ga. Forex market k trend ko samajny k lae bhot big experience chahe hota hai.


                        Agr ap k pass ye experience ni hai to market ka trend find karna apk lae asan ni ho ga. So pehle he step ma hamy trend k bary ma janana chahe k market K trend up hai ya down hai ya market es time retracement ma hai. Market hamesa apny trend ko aziz rakhti hai so hamesa esk sath he chalti hai. Hamy profit hasil karny k lae trend k sath chalna parta hai. Forex trading ma trend ki strategy ko bhot sy trader trade ma use karty hain. But jb unko lagta hai k market ka trend unko favour ni kar rha to wo apni trades ko close kar dety hain agr wo small loss ma hun but agr wo big loss ma hun to so apni trade ko hedge kar dety hain or ye hedging ko continue rakhti hai jb tak market apna trend change ni karti.



                        So es tarha wo apna account safe bana lety hain. But ye tb he kamyab hoti hai jb apko trend ki achi knowledge time par mel jae. Kiu k time guzarny k bad apko ye strategy b ni bacha sakti. So ik trader ki pehle priority honi chahe k wo trend ko find kary or serf us ma he trade karny ki he khosis kary.
                        • #13 Collapse

                          Re: trend is your friend........dont avoid market trend

                          Dear member sahi kaha aapne ky trend is your friend or agar trader ko market sy milne wali opportunity ko avail karna hy tou trend ko sahi sy study karke trade karni hogi. Trend ko technical analysis ky through easily daikh ky trade karna chahiye or kabhi bhi trend ky opposite trade ki jaye tou result loss he milayga. Sabse important baat jo trader ko yaad rakhni chahiye ky trend ka link fundamental analysis sy bilkul nahi hy kyo ky agar news sunky trade ki jati tou trend reversal bhi ho sakta hy kyo ky fundamental analysis different hy or technical analysis alag hy. Isliye trader ko hamesha sakht mehnat karni chahiye or trends ko ignore nahi karna chahiye kyo ky trend traders ko achi beneficial trade ky liye verify karta hy lakin ye trader py depend karta ky wo kis tarah ki tactics use karke earning gain kare.
                          Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                          • #14 Collapse

                            Re: trend is your friend........dont avoid market trend

                            assalamu alaikum dear friends ummid hai aap sab khairiyat se honge ji han friends Pakistan forex trading mein trend hi aapka friend hota hai jab Ham market ke friend ko ignore karte Hain to hamen bahut jyada problem hoti hai hamen ismein loss ho jata hai Ham is kam ko samay nahin paate hamen chahie ki hamesha trend ko friend banakar rakhe market mein aage badhane ke liye hamen friend per kam karna hoga mehnat karni hogi aur market mein apna naam paida karna hoga jo log market ko bagair samjhe kam karte hain vah loss ka samna karte hain aur unhen aage badhane mein bahut sare problem ho sakte hain to sab kuchh chahie ke jab bhi aap Pakistan Pakistan forex trading co join karen to friend ko apna friend rakhen jab tak aap friend ko apna friend rakhenge to market bhi aapko apna friend hi rakhe gi isase aapko bahut jyada profit ho sakta hai aap jyada aage badh sakte hain aap bahut jyada kamyab ho sakte hain isliye Jo log friend ko avoid karte Hain vah kabhi bhi kamyab nahin ho sakte aur market UN logon ko avoid kar deti hai isliye market ko samajh Kar kam karna chahie aur hamesha trend per kam karna chahiedoston kamyabi hamesha ISI baat mein hoti hai ki Ham market ke sath sath chale jab Ham market se piche lekar kam karenge trend se hatkar kam karenge to Ham kabhi bhi kamyab nahin ho sakte isliye ye Jo bhi kam Karen soch samajh Kar Karen aur market ko hamesha apna friend banakar rakhe to aap bhi is business mein bahut jyada kamyabi hasil karenge aap acche businessman Ban sakte hain acche tridib Ban sakte hain aur duniya mein apna naam paida kar sakte hain isliye jo bhi kam Karen soch samajh Kar Karen aur trend ke mutabik Karn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trend is your friend........dont avoid market trend

                              Forex Trading business aisa he jis mein zara sa agr Trend ke opposite chle jaen Tu Hamain boht loss ho skta he kamayab trader Hamesha Trend ko dekh kar Decesion lete Hain jab aap market ke trend ko found karna chahte hain to uske liye aapko no doubt Kafi hardworking Karni hoti hai aur apne analysis karne hote hain agar aap market ke trend ko properly found karna chahte hain to usmein aapko market ki past movement ko observe karna hota hai aur different important candlestick se closely attach Rahana Hota Hai agar aap market ki different candlesticks ke bare mein complete information Hasil kar lete hain to Uske bad aap market ka trend easily found kar sakte hain aur tab ap ko market ko analize krna boht easy ho jaey ga aur tab ap easily profit hasil Kar lain ge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X