Forex mein investing Risky ya Rewarding?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein investing Risky ya Rewarding?
    Dear Members:

    Jo trades forex mein work kar rahey hein mein un sab ki raye janna chahta hun keh woh is business se satisfied hein ya nahin aur aap kiya samjhtey hein forex mein investing risky he ya rewarding hey aur Risky kioun hey aur rewarding kioun hey?
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein investing Risky ya Rewarding?

    Dear friend ap ny both acha question kea hy forex trading aik bot hi risky business hy or is main investment karna or b risky hy or humy forex trading jasy difficult or risky business m kbi b direct investment ni karni chaey forex m investment humary leay rewarding bi ho sakti hy or wo tab mumkin hy jab hum is main step by step kam karan pahly forex trading ko mukmal tor par sekhan jis k leay hardworking bot zrori hy humy mehnat kar k he forex trading m agy brhna ho ga humy demo account bna kr us m practice kar k trading ka experience hasil karna ho ga q k experience ki forex trading business m bot zyada ahmiat hy or khas kar demo account m practice kar k hasil kia gya experience trading ko humary leay rewarding bnany m madad dyta hy demo account m humy daily basis py km az km 2 sal tk practice karni ho ge q k hum aik din ya aik month main kamyabi hasil ni kar sakty us k bad jo main chez hy wo hy forex forum jis main hum posting kar k weekly bonus hasil karty han or us bonus m trading kar k profit hasil karty han forex forum ki sab sy bari or khas bat ye hy k is m hum 2 bary faidy hasil karty han aik to ye k hum forex forum main senior members ki posts sy acha knowledge or information hasil karty han or dosry hum forex forum main hasil keay gy bonus m hum trading kar k earning k sath sath achi learning b hasil karty han jab hum forex trading m expert trader ban jaty han to us k bad humy real account main investment kar k trading karni chaey q k tab forex trading humary leay risky ni rehta hum forex trading ko achy sy jan lyty han forex trading ki planning karna stertgy bna na or analysis ko study kr k trading karna humary leay koi mushkil ni rehta
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein investing Risky ya Rewarding?

      aap ne bilkul acha question kiya hai k forex par investement mushkil hai ya rewarding forex par trading kerna bohat he risky business hai or is mein investement kerna or bho bohat mushkil hai or is k liye zaroori hai k risky business mein abhi bhi direct investement kabhi bhi ni kerni chahiye forex mein investement hamary liye rewarding bhi ho sakti hai or ye tab he mumkin hai jab hum step by step kaam kren gy step by step kaam kerna hai tou us k liye planning or strategy ka use kerna ho ga begair planning k hum kabhi bhi aik acha trading business nahi ker sakty
      hamen zeada risky trading se avoid kerna ho ga jis tarhan k gold or silver ki trade hai ye aik bohat zeada risky trades hain jin mein trading bohat soch samjh ker ki jati hai mostly experienced log he is ko kerny ka sochty hain kuen k agar is mein loss hota hai tou wo bohat zeada hota jo recover kerna bohat mushkil hota hai or agar is mein profit hota hai tou wo bhi bohat zeada hota hai is mein intermediate kaam nahi hota is liye hamen chahiye k hum kam se kam 2 saal practice ker k he aik acha business shuru keren taa k humen us bus iess mein grip hasil ho begair experience k kaam kerny ka koi bhi faida nahi hota humen demo account par practice kerna ho gi learning kerni ho gi kaam ko samjhna ho gaor proper planning se kaam kerna ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein investing Risky ya Rewarding?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ikram Ahmed پيغام ديکھيے
        Dear friend ap ny both acha question kea hy forex trading aik bot hi risky business hy or is main investment karna or b risky hy or humy forex trading jasy difficult or risky business m kbi b direct investment ni karni chaey forex m investment humary leay rewarding bi ho sakti hy or wo tab mumkin hy jab hum is main step by step kam karan pahly forex trading ko mukmal tor par sekhan jis k leay hardworking bot zrori hy humy mehnat kar k he forex trading m agy brhna ho ga humy demo account bna kr us m practice kar k trading ka experience hasil karna ho ga q k experience ki forex trading business m bot zyada ahmiat hy or khas kar demo account m practice kar k hasil kia gya experience trading ko humary leay rewarding bnany m madad dyta hy demo account m humy daily basis py km az km 2 sal tk practice karni ho ge q k hum aik din ya aik month main kamyabi hasil ni kar sakty us k bad jo main chez hy wo hy forex forum jis main hum posting kar k weekly bonus hasil karty han or us bonus m trading kar k profit hasil karty han forex forum ki sab sy bari or khas bat ye hy k is m hum 2 bary faidy hasil karty han aik to ye k hum forex forum main senior members ki posts sy acha knowledge or information hasil karty han or dosry hum forex forum main hasil keay gy bonus m hum trading kar k earning k sath sath achi learning b hasil karty han jab hum forex trading m expert trader ban jaty han to us k bad humy real account main investment kar k trading karni chaey q k tab forex trading humary leay risky ni rehta hum forex trading ko achy sy jan lyty han forex trading ki planning karna stertgy bna na or analysis ko study kr k trading karna humary leay koi mushkil ni rehta
        Dear ap nay bht explain kiya hai forex trading waqai easy nahi hai is k liye hardwork zaroori hai main bhe abhi new hon ut mujhe bhe friend nay guide kiya hai or sb say main cheez forex trading k liye sbr hona zaroori hai or laalch nahi ho insaan may thora tbr say or soch smjh k kaam kary then forex hamary liye rewarding hai or agr hum bina sochy smjhy trade krty hain then forex is difficult for us
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein investing Risky ya Rewarding?

          AssalamOAlaikum. Ji brother Forex mein aap trading 2 treeqy se karty hain, ek tareeqa yeh hai ky aap ko Pakistan Forex Forum jesi ek sahulat provide kar di gae hai jis pe aap weekly kam karyn, achi posting karyn aur isky badly mein acha bonus bnayen..​Bonus pe hi kam karyn aur apna profit kamaty rahyn.​Isky ilawa​kuch bonus withdrawable bhi hoty hain jo ky aap direct withdraw kar skty hain. Yeh tareeqa istemal karty hain to aap ko jaib se ek rupia bhi nikalna nahin parta aur forex mein dalna nhin prta.​Is se yeh hota hai ky aap forex ko sirf aoni mehnt dety hain jiska reward apko money ki shakal mein dia jata hai. Aur aap without investment ky bhut sa paisa kama skty hain. Aur yhan pe bhut se log hain jo weekly acha khasa amount forex se nikaal rahy hain.​Aur saalon​ se is mein kam kar rhy hain without any other job.

          Dusra tareeqa yeh hai ky aap forex mein invest kar skty hain. Aur apny paison par kaam kar ky us par mazeed profit kamaty hain. Aur us profit ko withdraw kr skty hain. Isky ilawa aap apny account ko mazeed grow kar skty hain aur big accoutn mein tabdeel kr ky uspar zeada bari trading kar skty hain.

          Investing money With Experience :

          Agar aap bonus account pr work ksrty rehty hain aur aap acha experience hasil kr lety hain.​Aur demo mein achi practice ky bad aap is qabil hoty hain ky aap achi trading kar skyn. Aur aap ko yaqen hai ky agar aap jitni bhi amount invest karyn gy aur isko securely istemal karyn gy aur account ko big loss se bacha skty hain to aap surely is mein invest kr skty hain. Aur aap bonus ky luye di jany wali raqam se zeada invest kr k big account par ksm kar skty hain. Aur zeada profits enjoy kr skty hain.
          Professional Traders real mein money invest kar ky Forex business mein kam kar rhy hain. Aur rozana hundreds aur thousands of dollars ka business kar rhy hain.Aur profits enjoy kr rhy hain.
          Bhut se logon ki life ko Forex ne traqi di aur woh aj luxurious lives guzar rhay hain.​Agar aap acha experience rkhty hain to aap ko is mein invest zarur krna chahye ta ky aap apny profits ko barha sakyn.


          Investing money Without Experience :

          Kuch log bonus account mein work nahin karty aur Bonus ky liye forum par mehnat nahin karty. Iski bjaye woh esa karty hain ky bagher kisi knwolwdge ky aur achy experience ky Without hi bhut si money forex mein daal dety hain aur trading karna start kr dety hain. Esy log spna nuqsan karty hain aur un ky accounts ghalat trasing ki wjha se bht se losses ka samna karty karty washout hojaty hain. Aur phir woh trsding ko chor dety hain. Aur isko bura bhala kehty hain. Aur logon ko is ky bary mein bury reviews bayan krty hain.
          Woh apni ghalti manny ki bjaye trading ko bura kehty hain. Esy log traidng mein kabhi bhi kamyab nhin ho skty.
          Aapko chahiye ky trading mein kabhi bhi experience ky without invest nah karyn. Aur agar aap ky pas bank mein byshk bhut money hai lekin us ko save rkhyn.​Aur jab aap bonus account pe bhut sa experience hasil kr chuky hon to usky bad hi invest karyn. Aur zeada profits kamayen.​
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein investing Risky ya Rewarding?

            Forex mein ham interest Karke bhi kamyabi hasil kar sakte hain lekin aisa ka bhi mumkin hai jab hamare pass Forex trading se related achcha experience aur Na doge hoga kyunki agar ham experience aur knowledge Nahin hasil karte Hain to ham kabhi bhi acchi chatting karne mein kam mein aap Nahin ho sakte isliye trading ke liye hamen bahut jyada analyses aur experience ki jarurat hoti hai aur aisa ka bhi mumkin hai jab ham trading practice karte Hain aur demo account per jyada time spent karte hain kyunki tab hi ham profitable trade kar sakte hain jab hamare pass experience hoga to hi ham invest Karke fayda hasil kar sakte hain otherwise other hamare pass experience nahin hai aur ham Forex trading se related knowledge Nahin rakhte to ham Apne investment ko Jaya kar Jaya kar dete Hain isliye hamen investment ab hi Karni chahie jab ham Forex trading se related achcha experience karte hain lekin jyadatar members ko chahie ke vah form per mehnat Karen aur form per work Karen aur bonus hasil Karen tab bhi vah hansi kiye hue bonus per trade karen to hi ham fayda hoga aur koi bhi members mein Bina kisi nuksan ke profit bhi hasil kar sakta hai
             
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein investing Risky ya Rewarding?

              AOA friends, Assalamu alaikum dear friends aaj hmara topic hea kia forex mein investing karna kya risky hai?
              Yah to abhi aapke apne upar depend karta hai ki aap trade kis tarah ki lagate hain agar aap loss ho jata hai to aap ny risk lia Aur agar aapane invest kiya hua tha aur aap ko faida ho gya to iska matlab hai ki aapko fayda ho gaya
              Aur invest kr k agar aap ny jaldbazi ki aur trade close kr di to bhi aap risk lay ray hoty hean aur is soorat main Dono factor risky hain investment krna bi risk hai or jaldbazi krna bi kiun ka jald bazi mai hum log kahlat trade open kr lats hain jis ki waja s loos ka samna krna pahrta hai or dear forex mai investment tab tk na karian jab tk ap ko accha experince na ho jaya or experince ka lia bonus account mai lazmi practice krni chaya or jub bonuse account mai loos kum ho jaya or profit hona zayda ho jaya tu phr hum real account open kr ka investment kr sakta hain forex forum main investment ik tarah ka risk to hay hi , oar agar esmain jald baazi bhi karain to ye saaf saaf loss he , forex forum ikbahot pecheeda forum he , es samajhny main bahot time oar exr ki zaroorat he,es loay hamain es main investment bhi ni karni oar jaldbaazi to kabhi bhi na karain forex trading mn shro mn investment ki bjay bonus pa agr trade ki jay to ziada behtr ha aur jb apkay pass achha trading experience ho jay tub investment kren keun agr ap k pass achha experience naen ho ga to loss k xhance bhi ziada hotay hea Forex trading main agar hmary pas acha knowledge aur experience ho ga to hi hm forex main investment kar sakty hain agar hmary pas experience nahi hai to investment karny ka bhi koI faida nahi hsi is kiyay risk siraf jald bazi main hi nahi balky without experience investment karna bhi bahout bara risk hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein investing Risky ya Rewarding?

                FOREX TRADING
                Dear friends forex trading kay hawalay say mukhtalif log different reviews rakty hai kuch lpgon kay nazdeek forex buhot ziyada risky business hai aor esmai ziyada tar log losses he kartay hai jabkay baaz logon kay nadeek forex ik zabardust opportunity hai aor es say buhot acha reward hasil kiya ja sakta hai tho chalay daiktay hai kay forex mai risk kitna hai aor esmai reward kitna hai

                Forex Risk
                Jahan taak risk ki baath hai forex mai risk 100 percent hai har trade mai lekan esko managae kiya ja sakta hai risk he wo wahid cheez hai jo apko sub say ziyada profitability dela sakti hai matlab jitna ziyada risk hoga otna he ziyada reward melega aor jo be successful traders hai aor risk ko zaror laitay hai lekan eskay saath saath wo management be kartay rehtay hai kay kitna risk laina hai aor kitna risk nahe laina es leye jitnay be traders hai osko chaheye kay risk say gabraye nahe balkay esay accept kartay howay trading kartay rahay kamyabo zaror osko milegi

                Forex Reward
                Forex buhot he profitable business hai matlab esmai reward apko dosray businesses say buhot ziyada milta hai 1 successful trade apko buhot acha profit dela sakti hai lekan achay reward ko lainay kay leye apkay paas achi trading skills aor experience ka hona lazim hai lehaza koshish kiya karay kay pehlay ache experience ko hasil karnay par tawaja de aor jab achi experience gain hojaye taab trading ko start karay es tarha apko bohot acha reward melega
                Zuhaib9988 Trading journal
                https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein investing Risky ya Rewarding?

                  Dear member Jab aap Forex trading business me investment karna chahti hun no doubt Forex trading Ek bahut hi risky business hota hai lekin Agar aapko Forex trading business related complete information aur knowledge Hasil ho chuki hai to Uske bad aap Forex trading business Mein investment karke bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain lekin Agar aapko Forex trading se related complete information knowledge aur Achcha experience nahin hai to aap kabhi bhi Forex trading Mein investment na Karen aur Hamesha investment karne se avoid Karen jab tak aapka Achcha experience build Nahin ho jata aap use time tak Forex trading se avoid Karen.

                  Initial stages per aapko Forex trading Mein Kabhi Bhi investment Nahin Karni chahie aur jab aap demo account per properly kam karte hain aur Apna experience built kar lete hain to Uske bad Jab aap apne andar Itni Jyada abilities aur capabilities kar lete hain ki aapki investment ko nuksan Hone ka Jyada chance Nahin Hota To situation main aap Forex trading Mein Apni investment kar sakte hain aur is investment ko carefully utilise karte hue bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain lekin Agar aapke pass Forex related experience Nahin Hai To aapki investment khatm ho sakti hai aur usmein aapko bahut jyada nuksan hone ke sath aapka account wash ho sakta hai.

                  Kuchh member Aise Hote Hain Jinke pass Forex trading se related knowledge aur information Nahin Hoti lekin vah investment Karke apna bahut jyada nuksan kar lete hain aur just vah apni lakh par depend kar rahe hote hain lekin Is Tarah karna Mere Sal mein bahut jyada galat ho sakta hai Jab of luck par depend karte hain to aapko market Ek Dafa favour kar sakti hai aur uske bad aapki complete investment bhi waste ho sakti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein investing Risky ya Rewarding?

                    Doston Forex trading Mein kam karte hue sabse pahla kam aapko experience Hasil karna hota hai trading mein agar aap experience Hasil karna chahte hain to aapko mehnat karna Hogi aur expert traders ke trades ko follow karte hue planning ke sath apni trading karna Hogi jisse aapko Achcha trade Karke Achcha profit Hasil karne ka mauka mil sakega.

                    Trading Main Investment Ka faida aapko use Waqt Hota Hai Jab aap apni trading Mein Achcha experience Hasil kar lete hain Agar aapko trading may experience nahin hai aur aap beginner Hain To aapko investment Nahin Karni chahie balke aapko bonus account se mehnat karte hue Apna trade work karte hue Apne experience Ko In Harsh karna chahie demo account se practis karte hue Apna Jyada Se Jyada experience Karen Iske bad aap trading karen to aapko kam Chabi milati hai isliye Hamesha aapko demo account se practis karte hue Jyada Se Jyada focus aapko Apne experienced a Karna chahie trading main market analysis karna chahie Taki aap acchi trading kar Saken agar aap aapke pass trading mein Main knowledge Nahin Hai experience Nahin Hai To yah aapko lost De sakta hai isliye aapko Agar trading may experience Nahin Hai To aapko investment Nahin Karni chahie Dal Ke aapko Apne trade may experience Hasil karne par focus karna chahie Taki aap Achcha trade kar Saken agar aap without experience apni investment Karenge to trading main aapke loss ke Jyada chances hote hain isliye Hamesha Soch samajh ke kam Karen aur mehnat Karen Taki aap Achcha trade kar sake aur Achcha experience bhi Hasil karne Ke Kabil banaa Saken
                    🌼 Never Give Up 🌼
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein investing Risky ya Rewarding?

                      Forex trading ke andar Khud Se invest nahin karna chahie because Khud Se invest karna bahut hi risky kahan hai jo isiliye Hamen let Nahin Lena chahie Aur Dil lagakar Apna Kam karna chahie Agar Ham Desh Ke Lenge To Hamen nuksan Hoga aur ham Khush Honge so isiliye Hamen posting karne chahie aur posting ke sath Apna bonus improve karna chahie aur FIR Vahi Pune Sapne the reading may invest karna chahie Agar Ham Vahi punsah apni trading Mein invest Karenge To Hamen kamyabi Hasil Hogi so isiliye Ham Sab Ko mehnat ke sath Apna Kam karna chahie aur Vahi Pune Sapne trading may invest Karya ke kamyabi Hasil karne par focus karna chahie aur ham Sabko Apna bonus improve karne ke Ke Liye Mein lock karne chahie main karne se Labh hota hai to isiliye kamyabi Hasil karne ke liye Ham Sabko Apne time online Aakash Mein Na Karna Hogi Aur mehnat Ke Sath hi Ham Kamyab Hote Hain To Ham Sab Ko Dil lagakar Apna Kam karna chahie aur Apna bonus level improve karna chahie aur apne bonus ko improve karne ke liye Hamen posting Karni chahie or posting ke sath quality wali posting per focus karna chahie Jo Banda Aisa nahin karta aur Khud Se invest karta hai usko bahut hi jyada experience Ki Zaroorat Hai Aur Agar hamare pass experience Nahin Hai To Hamen Khud Se investment Nahin Karni chahie because aur sab loss Mein Chali Jaati Hai Pahle demo per Hamen experience Hasil Karke Apna bonus invest khareed Ke Apna experience increased karna chahie aur jab aapko Apne Aap Par kaun se dance Ho FIR aapko Khud Se investment Karke apni trade open Karni chahie aur kamyabi Hasil karne per karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein investing Risky ya Rewarding?

                        Forex trading Mein Jab Ham Apna Kam start karte hain to us Waqt Hamare liye sabse Jyada important uska experience and knowledge Hota Hai Jab Hamen uska experience or knowledge hoga tab bhi Ham Apna Kam start kar Payenge isliye Hamen chahie ki koi bhi business start karne se pahle usko acchi Tarah Se learn kar Le Uske bad hi Apna business start karen aapane bilkul theek kaha hai ki main investing risky bhi hoti hai aur rewarding bhi hoti hai agar Ham Apna Kam Soch samajhkar Karenge To Ham isase Achcha reward bhi Hasil kar Sakenge aur aur Agar Ham Apna Kam Soch Samajh Kar Nahin Karenge To Hamara kam risky ho jata hai Jab Hamari investment risky Ho Jaati Hai Tu Is Tarah Se Hamen loss hone ka bhi Khatra hota hai isliye Agar ham log Se Bachana chahte hain aur ek acchi abhi ka sil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Apne kam ko Soch samajhkar Karen bagair soche samjhe koi bhi kam na Karen

                        Koi bhi business use market Kamyab business sabit Hota Hai Jab aap usmein apna kam bahut hi jyada mehnat Aur imandari Ke Sath karte hain tab bhi aap use business se acchi success Hasil kar paate hain aur apne business ko Aasman Ki bulandiyan Tak pahuncha sakte hain isliye Hamen chahie ki Hamen Apna business start karte hain vah Karte emotional se nahin balke Apne Karm ko experience aur knowledge ke sath hi start karna chahie aur Hamen Apna Kam karte waqt usmein Kisi bhi kism Ka risk Nahin Lena chahie Agar Ham risk Lenge Tu Is Tarah Se Ham loss Mein Bhi Ja sakte hain agar aap loss Se Bachana chahte hain aur usse Achcha reward Hasil karna chahte hain to aapko ismein Jyada Se Jyada time spent karna hoga Jab aap isko Jyada Se Jyada Waqt Denge tab bhi aap apne kam ko acche tarike se samajh Payenge aur usmein acchi earning Hasil kar Sakenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein investing Risky ya Rewarding?

                          Bahut hi Achcha question Kiya Hai aapane Forex Mein investing risky hai ya rewarding Ham Jante Hain ki bahut se business risky bhi hote hain aur unmen se Fox Bhi Ek Aisa business hai Jor iski hai aur ismein bahut se log kam karte hain ji Kaisa business hai jismein Ham Thodi investment se bhi kam kar sakte hain aur Jyada investment se bhi kam kar sakte hain Jab Ham Jyada investment se kam karte hain aur Hamen loss Ho Jata Hai To Hamen yah business risky lagta hai lekin is business Hamen profit Bhi To Ho Sakta Hai jise Ham reward ka sakte hain

                          Life mein risky business bhi join karna chahie Jab Ham life mein risky business join Karte Hain To isase Hamen self-confidence a jata hai aur Hamen next business main risk lete Hue bilkul bhi confusion Nahin Hoti Jab Ham Kisi Business mein risk Lete Hain To Hamen risk lene ke bad achi Umeed rakhni chahie Kyunki Jab Ham hope rakhte Hain To Ham Jarur reward Hasil kar lete hain Hamen kabhi bhi Business mein direct investment Nahin Karni chahie balke sabse pahle uska analyses karna chahie aur dimag se kam Lena chahie Soch Samajh Kar investment wala business start karna chahie Kyunki bahut se business Aise Hote Hain jismein Ham bahut jyada investment dene ke bad nuksan Mein a Jaate Hain

                          Successful trader Hamesha risky business main invest ment Karte Hain Kyunki vah Jante Hain risky business karne se experience or knowledge increase hone ke sath sath un mein self-confidence bhi a jata hai Jiski vajah se next koi bhi risky business without any confusion ke kar sakte hain bahut se traders Aise Bhi Hote Hain Jo soche samjhe bagair aur without knowledge and experience ke trade Laga Dete Hain Jiski vajah se unhen nuksan ho jata hai aur Unki sari investment Jaaye Ho Jaati Hai lekin Jab Ham Apna Kam Soch Samajh Kar aur Lagan Se Karte Hain To Ham usse Jarur reward hassil kar lete hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein investing Risky ya Rewarding?

                            dear member aapko yah maloom hona chahie ki agar yahan per kam karna hai to members ko bonus hasil kar lene ke liye acchi tarah Se hardworking karna hoti hai agar koi member apni hardworking mein acchi tarah Se apne karm ko continue nahin kar pata hai to yahi vajah hai ki members ko achcha bonus bhi nahin Mil pata hai members ko achcha bonus hasil kar lene ke liye regular hokar apne kam ko acchi tarah Se interest Dena hoga aur is tarah Se members ko achcha bonus Mil jata haiforex per Kam Karne wale aise members ke Jin ke pass achcha trading se related experience nahin hota yah vah new join members hote hain unko investment nahin karna chahieyah baat important nahin hai ki members agar yahan per investment karenge tu is tarah Se unko maximum fayda hoga members ko yahan per mehnat karna hoti hai agar member yahan per rules ko follow karte hue aur acchi tarah Se mehnat karenge to yahan per form se unko achcha bonus mil jaega aur use bonus per vah acchi trading karengetrading ke liye bonus se milane wali amount maximum hoti hai aur isase koi member apni trading ko acchi tarah Se continue kar leta hai aur acchi earning bhi karta hai lekin aise members Jo form per online hokar aur apne post work ko continue nahin kar paate hain aur yah sab kar lena unke liye aasan nahin hota aur mushkil hota hai hai aur vah yah sab kar lene ke liye time ko manage nahin kar paate Hain unko investment kar lena hogi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein investing Risky ya Rewarding?

                              Investment in forex is risky and also rewardy.


                              Je dear jb ham forex ma investment karty hain to es sy hamy profit b ho sakta hai but at the same time ye down fall ma b ja sakti hai. Ik trade k andar hamy ketna profit ho ga ya ketna loss ho ga ye ham margin sy andaza kar sakty hain. So trade ma trader ko profit k sath sath risk factor yani loss k lae b tyar hona chahe.


                              Investment risks.


                              Forex ma mainy investment ko bhot sary risk hoty hain jin ma sy kuch discuss kar lety hain. Pehle to pairs ki trade ma hamy exchage rate ka risk ho sakta hai jo currency ki value or phr supply or demand k factor par bhot asar andaz ho sakta hai. Ye supply or demand he hamari trade ko profit or loss ma ly ja sakti hain. Secondly risk reward ratio sy b hamy zayada loss ho sakta hai. Ham jb leverage ka size barha lety hain es khosis ma k hamy acha reward mele to es case ma reward k sath sath ham apna loss ka margin b barha letyn hain. Ik achy trader ko leverage set karty waqat zehan ma rakhna chahe k usk ka account kitna loss carry kar sakta hai. So forex trading ma leverage or lot size hamary risk ko kam ya zayada kar sakty hain.

                              Forex rewards.

                              Ab kuch forex ma invest karny k rewards par bat kar lety hain. Pehle investment par reward hamy ye melta hai k hamy knowledge achi melti hai jis ko future ma hamy bhot achy sy profit use karny ma laga sakty hain. Secondly forex ki timing bhot zayada hai so ham kisi b time esko utilize kar sakty hain. Forex ma agr ham full time karna chahyn to wo b kar sakty hain or part time b ye business har kisi k lae availablr hai. Es k sath sath ye business kahe sy b operate ho sakta hai garh sy as well as office sy. Ik or forex ka benefit ye hai k es ma agr sahe trade palce kar di jae to bhot acha profit hasil hony k chances barh jaty hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X