Trading market mein oscillators ka kya role hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading market mein oscillators ka kya role hai?
    Assalamu alaikum dear forex trading members main kal he Pakistan forex forum mein kam start kiya hai main aapse yah puchna chahta hun ke forex trading market mein oscillators ka kya role hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading market mein oscillators ka kya role hai?

    AOA friends forex main oscillator ka role bahut aihm hea aur ye bahot aihm indicators factor hea Oscillators common aur simple indicator hay jo key market key oversold aur overbought condition ko represents karta hay, oscillators indicator ko me es ley simple samjta hon key es ko samjna bahot hi easy hay market 0 to 100 key range me bound hota hay agar market movement rang 100 ho to oscillators indicator over bought condition ko represent karta hay jab key zero rang over sold condition ko zarhir karta hay, ye bahot hi popular technical indicator hay Oscillator and Indicator both Ek dusre se difference in Dono Mein working karne ka idea tournament different hota hai indicators aapko market Mein Hone Wali movement ke baad mein batate hain aur uski recipe aap ko Is Tarah Ki Hai Yahan Par information provide karte hain long time ke liye working karne mein karte hai Aap Yahan Se Accha kaam kar sakte hain ocilator indicator ko Indicators ko mazeed 2 forms mein divide kiya gaya ha,*Oscillators aur Non-bounded. Oscillators common technical indicators hotay hain, aur in ki koi limit hoti ha like 0-70, 0-100 etc jis se over bought aur over sold ka pata chalta ha. Non-bounded itna use nahi hotay lekin ye trend ki strength ya weakness show kartay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Trading market mein oscillators ka kya role hai?

      oscillators Ek bahut hi important indicator Hai yah indicator Hamen ped mein bhi Milta hai jo uska new version hai aur yah Hamen free mein bhi Mil Jata Hai ais indicator ko Ham Agar is market ke andar istemal karte hain Apne chart ke andar Tu Hamen buy aur Sell ka signal deta hai iska signal taqreeb and accurate signal Hota Hai Ek Achcha signal hota hai agar Ham is indicator ke signal ko follow Karte Hain To Ham is market ke andar Ek Achcha profit Le sakte hain .

      Iske alava Aur Bhi bahut jyada indicators ko market ke andar istemal kar sakte hain Jo Hamen bahut hi jyada facilities provide karte hain indicators ki madad se is market Mein Ham bahut hi aasani ke sath aur quickly technical analysis kar sakte hain aur yah technical analysis Hamara takriban accurate hota hai agar is market ke andar Ham 2 se 3 indicator ko back Waqt Apne chart Mein istemal karte hain aur jab yah Tamam indicator Hamen Ek Jaisa signal Dete Hain To is market Mein confirm entry Humko Mil jaati hai aur ham ismein money management ko follow karte hue Ek Bada profit hasal kar sakte hain Hamen is market ke andar trade ko open karne aur trade ko close kar dene kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie baz trader yah Galti karte hain Ke Jab Unki trade loss Mein Chali Jaati Hai To vah bahut jyada wait Karte Hain Magar Jab Unki trade profit Mein inter hoti hai to Juhi trade profit ke andar enter hoti hai to vah trade ko jaldi close kar dete Hain Jiski vajah se vah ek Bada profit Hasil nahin kar sakte chahie ki Ham is market Mein sabar se kam len aur ismein ham proper take profit aur stop loss ka istemal Karen aur Hamara lot size Hamare balance ke hisab se Hona chahie .

      Click image for larger version

Name:	Screenshot_15.png
Views:	1
Size:	148.1 کلوبائٹ
ID:	12330679
      • #4 Collapse

        Re: Trading market mein oscillators ka kya role hai?

        yah bhi ek tarah ka indicator hai aur yah indicator aisa hai ki members ko trading mein maximum health deta hai aur aise members Jo trading mein indicators ka istemal karte hain unke liye yah important hai ki pahle unko yah maloom kar lena chahie indicators kya hote hain aur in se kis tarah Se fayda liya ja sakta hai aur yah maloom kar lene ke bad members ko har indicator se related apne experience ko hasil karna hoga aur use experience ko apni trading mein istemal karna hoga is tarah Se members ko apni trading mein indicator se related acchi information mil jayegi aur kam karne ke sath sath members ko indicator se related achcha knowledge mil jaega aur har member apni trading mein in indicators ka istemal karke aur apni trading co successful banaa lene mein aur bhi zyada usko help Mil jayegi members ko indicators ke bare mein tab maloom ho sakta hai ki jab members trading se related apni practice ko acchi tarah Se continue kar lenge aur yah practice ka lene ke liye members ko time manage karna hota hai vah time ko manage kar lene ke bad kisi bhi member ke liye yah practice karna aur bhi aasan Ho jaati hai aur is tarah Se members khoya idea bhi ho jata hai ki indicators kis tarah Se members ki help kar rahe hote hain aur in indicators ko kis tarah Se utilise Kiya jata hai members ko trading se related har tarah ki information ka hona important hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading market mein oscillators ka kya role hai?

          OSCILLATORS
          Dear friend acha thread create kiya hai aap ne mein ne is indicator ko SEEKHNY ki koshish ki hai ye indicator bhi dosre indicators ki tarha he Hai yeh bhi humrin market Mein ache confirmation provide krta Hai jis ko follow kr KY ache trading ko possible bnaya ja sakta Hai forex market mein indicator koi bhi istemal kren koshish kren pehle us se related apni learning aur apny experience ko strong bna Lyn ta ky market Mein us ka sahi istemal Kiya ja sake
          Jahan tak mujhe oscillator indicator ka knowledge hai to us ky according ye humein over bought aur over sold situation ka btata hai jis ko follow kr KY hum profitable trading se successful earning ko hasil kr sakty hain lekin Yahan humen totally indicators par bhi depend nahi krna chaheye balky indicators ky saath saath apny analysis apni planning par bhi focus Krna chaheye is se hmare successful hone KY chances aur bhi zayada ho jaen ge aur hum ache trader Ban saken ge
          • #6 Collapse

            Re: Trading market mein oscillators ka kya role hai?

            aap ne bohat acha question kiya oscillator aik indicator hai or ye bhi doosry indicators ki tarhan he hai or ye hamen market mein aik achi confirmation provide kerta hai or agar hum us ko follow eren gy tou hum aik achi trade ker saken gy humen chahiye k hum forex market mein indicators ko use kren lekin hamen pehly us se related apni learning or experience ko develop ker lin hamen pehly ye pata hona chahiye k indicators kea hain or in ko kesy use kiya jata hai hamen indiactors ko kabhi bhi ignore nahi kerna chahiye or jahan tak oscillator indicator ka sawal hai tou ye humen over sold or over bought cheezon or products ka btata hai
            yani k jo products market mein zeada baichi or zeada kharidi jati hain un ka hamen oscillator indicator se he pata chalta hai or is ko follow ker k hum aik achi trading bhi ker sakty hain or successful trader bhi ben sakty hain or aik achi earning ker sakty ahin lekin hamen forex k platform par totally indccator par he depend nahi kerna chahiye blky hamen indicators k sath sath analysis ko bhi use kerna chahiye planning or strategy ko samny rakh ker kaam krna chahiye hamen planning ko kabhi bhi ignore nahi kerna chahiye kuen k hum is k tehat har kisi kaam ko aik organized way mein ker sakty hain or kamyab ho sakty hain humen indicators k use par bhi focus kerna chahiye kuen k ye hum sab members or traders k liye imporant hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading market mein oscillators ka kya role hai?

              Walekum assalam dear sabse pahle main aapko Pakistan Forex forum Mein welcome Kahana chahta hun aur aapke question ke jawab dene ke liye aapko Kuchh important information Dena chahta hun aur main umeed karta hun ki aap meri information ko properly study Karke Apne knowledge mein increment Karenge.

              Oscillator Ek bahut hi important indicator hota hai agar aap is indicator ko apni trading per properly learning ke bad apply Karenge to aapko bahut acchi market Mein entries mil sakti hai aur aap is indicator ki help se bahut acchi purchasing aur selling karte hue Apna daily ka profit target aasani se Hasil kar sakte hain aur Market mein bahut jyada kamyabi Hasil karne ke liye yah indicator aapke liye bahut jyada helpfull ho sakta hai.

              Dear indicator ke related main aapko yah batana Chahta Hun Ki Jab aap indicator copy trading per apply karte hain post main aapko indicator se related Tamam important information aur learning complete karna hoti hai agar aap indicator se related apni learning ko complete Nahin Karte to aap kabhi bhi use indicator se properly facilitate Nahin ho sakte aur usse advantages Hasil nahin kar sakte isliye Jab aap indicator ko apni trading per reply karne ke bare mein sochte hain to aapko Hamesha decision making karne se pahle use trader se related jitni bhi basic requirements Hain unko carefully study karna chahie.

              Kyunki apni trading ko profitable banane ke liye aapko indicators se related pahle uski complete calculation karna Pata honi chahie ke is indicator Ko Jab Ham apply Karte Hain To usmein Kaise uski calculation Hoti Hai for example Agar Ham standard deviation aur aur average basis ki input indicator ko properly provide Nahin Karenge To Ham ko bahut jyada nuksan ho sakta hai aur indicator Humko kabhi bhi valuable output provide nahin kar sakta isliye apni input ko strong karne ke liye indicator se related calculation ko Achcha banana hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Trading market mein oscillators ka kya role hai?

                Ji han Sabko Mahina Karke Apna Kam karna chahie aur Apna bonus level double karna chahie Agar Ham Sab Yahan per Apna Kam Apne time pass kar lete hain To Hamen ladni kamyabi milati hai so isiliye Ham Sabko Apna Kam Apne time pass karna chahie Jaise Ham online job Mein Apne Time part Jaate Hain aur Wapas Bhi Apne time per Aate Hain Har chij Apne time pass Karte Hain To isiliye Hamen Yahan Bhi Ek Apna time frame set karna chahie or regular Usi time frame ko study Karke Apna Kam karna chahie Agar Ham Sab regular use time frame ke upar Mein Na Karenge To Hamen kamyabi Hasil Hogi so isiliye mehnat ke sath Apna Kam Karen aur Apna bonus level increase karne ki koshish karen Jo Banda Yahan per Apna bonus level increase Karya leta hai vah definitely Kamyab hota hai because Anas yaap increase Hota Hai To vah Yahi bonus Apne trading may invest karta hai aur trading may invest karne ke bad Yahi bolna Sab Apna profit main use karta hai aur isase financial Nahin Puri karta hai so isliye Ham Sabko ki Apne time per mehnat Karke kam karna chahie aur trading co sikhane ke liye Ham Sabko demo account use karna chahie Jab Tak Main proper demo Kaun Pal practice Na Ho kutte trading Nahin Karni chahie otherwise Hamara nuksan hota hai to isliye Ham Sab Ko Dil Laga kar Apne time per mehnat Karke Apna bonus level improve karna chahie Agar Ham Aaj Mein Na Karenge to cal Hamen advantage Hoga aur Hamare andar satisfaction level increase hoga Agar hamare pass laws aap bhi Jata Hai To Hamen mayus Nahin Hona chahie aur mein use hone se bachne Ke Liye Mein Naat Karni chahie Jo aadami Mein Na Karke aur cool mind hokar kam karta hai apne field ke andar vah Inshallah lashing Kamyab Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading market mein oscillators ka kya role hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Daniraja پيغام ديکھيے
                  Assalamu alaikum dear forex trading members main kal he Pakistan forex forum mein kam start kiya hai main aapse yah puchna chahta hun ke forex trading market mein oscillators ka kya role hai?
                  Oscillators forex market main trade kerny ky liay indication dety hain ky kis time hamain forex market main kia direction main trade open kerni hai jo totally moving average base per indication creat kerty hain tou same indication per trade open ker ky earning ker lety hain hamain agar sb sy best oscillator select kerna hai tou hamain stochastic oscillator ko select kerna chahiay ky ham stochastic oscillator ko use kerty huey forex market main bahot achi trade ker sakty hain kyun ky stochastic oscillator ki madad sy forex market ko read kerna bahot asan hota hai ky hamain kisi additional knowledge ki bhi requirement bhi nehi hoti ham just two moving average lines ki madad sy forex market main trading ky liay achi indication hasil kerty hain aur trade open ker ky bahot achi earning bhi hasil ker lety hain

                  Stochastic oscillator ko ham forex market main RSI relative strength index indicator ky sath mila ker agar use kerty hain tou hamain market ko samajhny main bahot asani hoti hai jo market future main kis direction main movement kerny ja rehi hai tou ham isi ko follow kerty huey trade open kerty hain aur bahot achi earning ker sakty hain agar ham stochastic oscillator ko RSI ky sath use kerty hain tou usko read kerna asan Ho jata hai jis ko follow kerty huey ham trade open ker sakty hain agar RSI main market twenty ya eighty per ponch chuki ho tou usky sath stochastic oscillator bhi down ya upward movement start ker chuki ho tou hamary liay bahot easy Ho jata hai ky ham same direction main trade open ker lain aur jab tak market stochastic oscillator main maximum values tak move nehi ker chuki hoti tab tak Ham trade continue rakh sakty hain hamain acha profit hasil hota rehy isi terha RSI main bhi market maximum values sy reverse ho rehi ho tou ham same reverse order main oscillator ki madad sy trade continue ker sakty hain
                  Last edited by ; 07-09-2020, 06:58 PM.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading market mein oscillators ka kya role hai?

                    Oscillator.

                    Oscillator us object ya data ko kehty hain jo 2 point k bech ma back and forth move kary. Oscilator buy or sell ka signal provide karta hai serf expectation k behalf par. Dosray lafzo ma ye ik trend k close hony or dosry k start hony ko b show karta hai. Es ma trend reversal b possible hai ye ni k ye accurate value bata deta hai. Es ki value ya direction kisi b point par change ho sakti hai. Har time frame ma osscillator ki direction different ho sakti hai. But zayada reliable ye big time frame ma he hota hai. Ye over bought or over sold k signal generate karta hai. Ye value certain pair ya commodity ki recent history ki base par hoti hai or ye vary kar sakti hai. Es ki value 0 to 100 tak hoti hai. Ye under 20 ma over sold state ko show karta hai or ye above 80 ma over buy state ko show karta hai so trader es state ko dakh kar apny order open kar sakty hain. Ye 2 lines par consist karta hai ik line actual value of osscilator ko show kar rahi hoti hai or second line 3 days moving average ko show kar rahi hoti hai.

                    For better results we use it with rsi.

                    Ham rsi k sath esko use kar k better result hasil kar sakty hain. Jb rsi ki value above 80 ma ho or osscilator ki value b above 80 ma ho to ye perfect time hai sell ki trade open karny ka. Ese tarha jb both ki values below 20 ma ah jayn to ye trader k lae best hai k wo buy ki trade open kar ley. But ye bat zehan ma rakhni chahe k en dono ka ye combination b 100 percent success ki zamanat ni hota. Es k sath hamy apna personal experience b use karna chahe ta k hamy better results hasil ho sakyn. Agr ham serf en indicatora par he serf depend karyn gy to ye kbi hamary lae kamyabi ki waja ni ban saky ga. Kiu k ye hamy serf suggestion dety hain confirmity provide ni karty.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading market mein oscillators ka kya role hai?

                      Assalam Walekum all members Ham Sab Jante Hain Ki market mein bahut se indicators maujud hote hain aur yah indicators Ek dusre se different hone ki vajah se Hamen Hamesha different information provide karte hain aur ham yah bhi Jante Hain Ki market Mein maujud Tamam indicators bahut hi Achcha roleplay karte hain indicators ka knowledge and experience Hasil kiye bagair ham kabhi bhi market Mein Ek acchi trade open nahin kar paate

                      Isiliye Hamen jaaiye ki Ham acche experience aur knowledge ke sath Forex Mein entry Karen

                      Market Mein maujud oscillator Ek bahut hi Achcha indicator hai yah bahut hi informative indicator hai yah dusre indicators ki nisbat Hamen market analysis karne mein bahut hi help karta hai market Mein maujud is indicators ki madad se ham Ek acchi trade open karne ke bad Ek Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen Hamesha market Mein maujud oscillator indicator se related Tamam information Hasil karne chahie Taki Ham Apna business continue rakshakan aur apne business se maximum profit Hasil kar Saken

                      Agar Ham indicators ko samajhne Mein Apna maximum time spend Karte Hain To Ham indicators ko easily understand kar sakte hain in ko samajhte Hue Hamen Kisi Tarah Ki jaldbaji Nahin Karni chahie oscillator indicator bahut hi important indicator hai aur yah market mein bahut hi important rule play karta hai agar hamare pass oscillator indicator kA knowledge Hota Hai To Hamen market Mein trade open karne mein bilkul bhi Mushkil Nahin Hoti agar aap oscillator indicator ko apni trade Mein apply Karte Hain To aap acchi earning Hasil kar lete hain Hamen chahie ke oscillator indicator ki complete information Hasil karne ke bad hi usko apni trade Mein apply Karen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading market mein oscillators ka kya role hai?

                        Walaikum salam my brother aapane oscillator ke related post ki hai aur oscillator hamari trading mein bahut helpful hote hain aur ham ine se market ko bahut acche tarike se analyse kar lete hain isliye market mein Hamen in ki jarurat bhi hoti hai aur hamein se kafi h fir bhi utha sakte hain Hamen interrelated Janna chahie ka ossilator kya hote Hain.

                        definition of oscillator:

                        oscillator 1 indicator hote hain aur in ki madad se Ham market ko analyse karte hain oscillator indicator ki bahut c-type hai aur Inka market mein Ham istemal karke market ko bahut acche tarike se analyse kar sakte hain yahan taur per market ke a divergence aur market ke overbought and oversold ko janne ke liye istemal kiye jaate Hain ya indicator hamare liye bahut hi helpfull hote hain aur ham unse market ko bahut acchi tarike se analyse kar sakte hain.

                        Oscillator indicators ki bahut si type hai aur insaaf ke bare mein Hamen pata hona chahie ki kaun sa indicator oscillator hai to tab hi Ham isko market ke analyses ke liye theek tarike se istemal kar sakte hain.

                        relative strength index:

                        yah bhi ek oscillator indicator hai aur ek bahut popular oscillator indicator hai aur isko bahut se log istemal karte hain aur is se Ham market ke overbought aur oversold level ko dekhte hain aur trading karte hain ya bahut hi famous hai hum iske related bhi good knowledge Lena chahie.

                        commodity channel index:

                        yah indicator bhi market mein bahut hi popular indicator hai aur isko bhi bahut se trader use karte hain aur isase bhi bahut acche market Gaye analyses milte Hain aur is indicator per log bahut si types ki straight jise banate hain aur market se kafi fayda utha lete hain isliye hamen bhi iske bare mein jarur knowledge rakhna chahie.

                        is tarah ke bahut se oscillator indicator hai aur jo popular indicator the uske bare mein main aapke information bhi hai lekin back indicator bhi bahut behtar haiJay indicator hamare liye bahut behtarin sabit ho sakte hain Hamen jarur in ke bare mein information leni chahie aur rinky practice karni chahie tab hi hamein se achcha fayda utha ayenge.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X