Basic CandlesStick Pattrens or unn ke assraat keya hote han
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Basic CandlesStick Pattrens or unn ke assraat keya hote han
    786 Assalam U Alaikum Friends keunkeh mere kheyal se Forex Trading business men technical analysis keliay sab se zeada trusted candlestick pattrens hote han iss liay aap candlesticks or unn ke asraat ya results ya woh predictions ju Market movement se mutalliq lee jaten han details ke saath Share karren jitni candles ke bare men man details Share kar sakta hon iss post men woh men bhi karta hon friends candles men Noumber 1 par SPINNING TOPS = Han Jab Kissi bhi Time Frame men Price bahut hee mamooli up ya down close hoti ha tu candles ki Real body bahut choti or uss ke shadows ya wiks zeada bare hote han or agar yeh shadows Resistance par hon tu Price Down jane ke chances hote han agar Support Par hon tu upp jane ke chances zeada hote han Noumber 2 MARUBOZU = iss men candles ka koey shadows nahen hotey yeh ak Mukammal candle hoti ha jo yeh predict karti ha keh Market up ya down Strong trend ha Noumber 3 DOJI = yeh candles agar zaher hon tu tawaju ke qabel hoti han inn men assal candles hoti hee nahen han sirf shadows hote han real body bhi shadows ki tarrah ak lakeer hee hoti ha market men Trading keliay or decisions keliay yeh bahut ahm candle ha iss kee mazeed 6 aqsam hoti han ju keh 1 Long Leg Doji , 2 Dragon fly Doji , 3 Grave Stone , 4 Four Price , 5 Long White Candle + doji , 6 Long Black candle + Doji . iss ki tamam aqsam par research zaroor karren Noumber 4 PIN BAR ya HAMMER and HANGING MAN = iss candle men bhi realbody ya tu bahut choti hoti ha ya nah hone ke brabar hoti ha or shadows candles se teen gunna bare hote han iss men fara yeh hota ha keh agar pin bar support par ho tu Hammer kahlati ha or yahan se Price up trend jati ha agae support par ho tu hanging man kahlati ha yahan se Price Down trend jati ha Noumber 5 ENGULFING CANDLES = up ya down trend Market men sab se aakher men choti ya bari candles hoti han ju pichli ya agli candles ko mukammal karti han agar down trend men bane tu up trend or up trend men bane tu market ke down trend jane ke chances hote han Noumber 6 TWEEZER BOTTOM , TWEEZER TOP = Yeh Support ya Resistance par banti han ak hee in ka size hota ha agar support par hon tu Market up trend or Resistance par hon tu down trend ke chances hote han Friends aap mazeed inn men behtreen knowledge Share karne ki koshish karren specially new members keliay bahut best ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Basic CandlesStick Pattrens or unn ke assraat keya hote han

    Forex me candlestick pattern ko smjhna but important Hy kyun Kay is no understand keay bgair ap kabhi kamyab nahin ho skty hen Kyun Kay is me Kam krna itna Asan nahi hota Hy so ka acha work hi is me ap ko success deta Hy methods sy sekh saktyn hai jsa k apny seniors sy poch sakty hai or kese or tarha sy search kar k b ham enki types samaj sakty hai or hamy enk proper notes banany chahe kiu k ye bhot important hai k ham enko samaj sakyn agr ham enki types or shapes ko proper learn kar lyn to hamy earning ma etna masla ni ho ga mt4 me kafi sary options hoty hen trading k leay hamesha apko yaad rakhna chye k ye cheezb pehly apko seekhni hye forex me mt4 k options hoty hen M30 D1 H1 wagera k wahan sh apko seekhna chye ye bht zarori cheez hoti hen jo apko tike to time seekhty rehna chye trend ko smjhna chahty hn to ap ko chahye ap D1 ir H4 k trend k time frame min chart ko dekhin ap ko smjh a jay gi k trend konsa chl rha hy us k bad ap candels ko dekhin k aagy konsa jay ga sell ya buy us k lye candles ka janna boht zaruri hy k konsi candel kia information deti hy tb ap chart ko smjh skty hn wesy candlestick pattern ko samajhne ke liye ek babypips site hai jis mein candlestick pattern ki bahut sari maloomat Di gai hai aur total 25 candlestick pattern hai aage aap per depend karta hai ki aap kaun sa Patra kitni jaldi samajh sakte ho.
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Basic CandlesStick Pattrens or unn ke assraat keya hote han

      Basic candlestick patterns market mein bahut hi Achcha Rule play Karti Hain Ham Jante Hain Ki market mein bahut se patrons maujud hote hain aur yah Patron se ek dusre se different Hote Hain aur ek dusre se different hone ki vajah Se Ji Hamen different information Dete Hain Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain to hamare pass Tamam patrons ke bare mein maloomat Ka Hona bahut jaruri hai basic candlestick patterns ka knowledge or experience Hasil kiye bagair Hamen kabhi bhi market Mein trade Nahin Lagani chahie

      Mostly trading ke dauran candles ki different shapes Samne Aati Hai inshape Ki ki help se ham price ki ke mustakbil ka andaza Lagate Hain aur ham Sab ye bhi acchi Tarah Se Jante Hain Ki Forex mein maujud koi bhi chij hundred percent theek Nahin Hoti ismein Lagaye jaane wale Andaazy Aksar galat bhi Hote Hain Kisi bhi time frame mein maujud price Jahan per open hoti hai vahan se thoda sa Upar niche close hoti hai jisse railgadi bahut Chhoti Ho Jaati Hai Jab Ke Shadow Bade ho Jaate Hain

      Agar spinning top resistance per maujud ho to price ke Hamesha niche aane ke chances bahut Hote Hain aur jab yah sport per maujud ho to price ke upar jane ke chance Hote Hain basic candlestick ke alava aur bhi bahut se market Mein candles maujud hoti hain aur yah candles different hoti hain Marobozu aur doji candles Jaise Naam Se different hai vaise hi ine ki shape aur information Ek dusre se different hoti hai aur Inki different information ko Hasil karna Hamare liye bahut Jaruri Hota Hai yah candlesticks market Mein Hamari bahut help Karte Hain
      • #4 Collapse

        Re: Basic CandlesStick Pattrens or unn ke assraat keya hote han

        AOA friends forex main candlestick pattern aur us k as great bhi kafi ahimiat rakhny hean Candles kisi khas tim period like m1 se le kar D1 tak price ki opening aur closing ko zahir karti hain. Candlestick k kuch patterns aisy hain jin k samanay atay hi andaza ho jata ha k market ki next movement kiya hogi? In mein se aik Long shadow candle ha, jab long shadow candle zahir ho jaye to traders ko smajh lena chahiye k (agar market bullish ha) to next movement bearish hogi, similarly agar bearish market ha to next movement bullish hogi. Oper ki taraf long shadow bearish move ka signal ha, specially agar ye strong resistance k nazdeek ho. Similarly nechay ki taraf long shadow ka matlab buy signal ha, specially agar ye strong support k nazdeek zahir ho aur Long shadow candle price action theory main bari ahmiat ki hamil hoti hay. que kay pehlay to yeah pata hona chahye kay long shadow candle kay ander aisi kia theory hay. jab candle banti hay to us time market main buyers aur seller dono majood hotay hain aur un kay darmian mukabla hota hay ka kon us candle ki closing apni side per kerwata hay. dono traf say sahi koshish hoti hay. kabi seller zayada ho jatay hain to kabi buyes enter ho jatay hian lakin end per ager boht zayada seller ya buyer a gay to wo candle us side per long shadow kay sath close ho jati hay jo kay ye zahir kerti hay kay candle ki closing kay mutabiq market ab kuch der kay liye sell jaye gi ya buy jaye gi aur Forex trading World ka sabse bada business hai aur Forex trading main daily 7 trillion dollars ki trading ke Jati Hai Yahi Wajah Hai Ke Forex trading day-by-day sabse bada Businessman Ta ja raha hai aur iski popularity Mein izafa Hota ja raha hai
        • #5 Collapse

          Re: Basic CandlesStick Pattrens or unn ke assraat keya hote han

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Asad88 پيغام ديکھيے
          786 Assalam U Alaikum Friends keunkeh mere kheyal se Forex Trading business men technical analysis keliay sab se zeada trusted candlestick pattrens hote han iss liay aap candlesticks or unn ke asraat ya results ya woh predictions ju Market movement se mutalliq lee jaten han details ke saath Share karren jitni candles ke bare men man details Share kar sakta hon iss post men woh men bhi karta hon friends candles men Noumber 1 par SPINNING TOPS = Han Jab Kissi bhi Time Frame men Price bahut hee mamooli up ya down close hoti ha tu candles ki Real body bahut choti or uss ke shadows ya wiks zeada bare hote han or agar yeh shadows Resistance par hon tu Price Down jane ke chances hote han agar Support Par hon tu upp jane ke chances zeada hote han Noumber 2 MARUBOZU = iss men candles ka koey shadows nahen hotey yeh ak Mukammal candle hoti ha jo yeh predict karti ha keh Market up ya down Strong trend ha Noumber 3 DOJI = yeh candles agar zaher hon tu tawaju ke qabel hoti han inn men assal candles hoti hee nahen han sirf shadows hote han real body bhi shadows ki tarrah ak lakeer hee hoti ha market men Trading keliay or decisions keliay yeh bahut ahm candle ha iss kee mazeed 6 aqsam hoti han ju keh 1 Long Leg Doji , 2 Dragon fly Doji , 3 Grave Stone , 4 Four Price , 5 Long White Candle + doji , 6 Long Black candle + Doji . iss ki tamam aqsam par research zaroor karren Noumber 4 PIN BAR ya HAMMER and HANGING MAN = iss candle men bhi realbody ya tu bahut choti hoti ha ya nah hone ke brabar hoti ha or shadows candles se teen gunna bare hote han iss men fara yeh hota ha keh agar pin bar support par ho tu Hammer kahlati ha or yahan se Price up trend jati ha agae support par ho tu hanging man kahlati ha yahan se Price Down trend jati ha Noumber 5 ENGULFING CANDLES = up ya down trend Market men sab se aakher men choti ya bari candles hoti han ju pichli ya agli candles ko mukammal karti han agar down trend men bane tu up trend or up trend men bane tu market ke down trend jane ke chances hote han Noumber 6 TWEEZER BOTTOM , TWEEZER TOP = Yeh Support ya Resistance par banti han ak hee in ka size hota ha agar support par hon tu Market up trend or Resistance par hon tu down trend ke chances hote han Friends aap mazeed inn men behtreen knowledge Share karne ki koshish karren specially new members keliay bahut best ho ga
          G han dear ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai pattren kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu jo es mai dil laga kay mahnet aur lagan kay sath kam kartye hain tu ap kaliye asniya ho jatye hain tu hamesha candle pattren kay hisab say ap ka kam kafi acha ho jata hai kiyu kay trading kaliye sub say zaroori kam he ye hai kay ap es mai candle kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai tu ap acha knowldge hasil karain aur ap candle kay hisab say kam kartye hain tu ap kaliye kam karna kafi asan ho jata hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu sari kamyabi trading mai ap ki mahnet pay hai aur candle pay kam kar kay tu har koi kamyab ho jata hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai ap es mai acha kam karain ap es mai mahnet kay sath ap ka kam asan ho jata hai tu ap kaliye apna kam asan karna hao tu ap es mai candle kay barye mai hisab rakhain ta kay bad mai ap kay better work ka ap ko es mai better pta chal sakta hai aur ap es mai kabhi nakam nhi hotye hai tu ap es mai apna kam mahnet au lagan kay sath ap acha kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai dil say kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai candle kay barye mai acha knowldge hasil karain ta kay bad mai ap kaliye kafi asani ho jatye hain aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu acha kam ap kay achye kam mai hai aur ap ki achi mahnet mai hai tu mahnet aur lagan kay sath ap es mai acha kam kiya karain aur kamyabi paya karain
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: Basic CandlesStick Pattrens or unn ke assraat keya hote han

            Yes dear aapane bahut Thi detailed aur informative post Hamare Sath share Ki Hai no doubt aapane apni post mein bahut jyada information post karte hue Hamare knowledge mein increment Kiya Hai Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To Humko Forex trading se related Apna knowledge increase karna chahie aur Forex trading Mein candlesticks ki complete information Hasil karte ho ya usko apni trading per apply karna chahie agar aap Forex trading se related Apna complete nalage Hasil karne ke bad usko apni trading per apply karte hain to aapko bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain aur aap ka nuksan minimise ho sakta hai aur iske sath sath aap bahut jyada profit bhi Hasil kar sakte hain.

            Jab aap different candlestick ki complete information Hasil kar sakte hain to Uske bad aapke technical analysis bahut acche ho Jaate Hain aur technical analysis ki help Lekar aap trading mein bahut jyada profit Hasil kar sakte hain Kyunki Jab market Mein technical analysis acche hote hain aur Market technically movement ko purely favour kar rahi hoti hai to use condition Mein Aapki trading aapke liye bahut jyada faydemand ho sakti hai isliye aapko market mein technical analysis ko perfect banane ke liye candlesticks ki different types ko bahut jyada carefully study karna chahie aur is se related jitni bhi information Ho usko Apne account per reply karte ho ya is maximum facilitate Hona chahie. Kuch important candlestick ya hain.

            Doji candlestick

            Bullish candlestick

            Bearish candlestick

            Hammer candlestick

            Pin bar candlestick

            Spinning top candlestick

            Evening star candlestick
            • #7 Collapse

              Re: Basic CandlesStick Pattrens or unn ke assraat keya hote han

              Dear members hamesha yaad rakhain kay candle stick pattern setup mein jab bhi trade open karain tou H4 ya iss se ouper walay chart ko follow karain kyun kay iss sae kam time frame chart ka result tasalli bakhsh nahin hota aur H4 ya uss sae ouper walay chart ki indication zyada achay result wali hoti hae aap nay chart ko analysis karna hai tou candle sticks mein H4 ya D1 time frame mein dekhain kyun kay iss mein aap ko acha result milay ga iss lye jab candle stick pattern mein time frame select karain tou time frame H4 ya D1 hi rakhain aur weekly mein bhi theek hai per uss mein trading bahut lambay arsay kay lye hoti hai Dear aap ko Sabhi timeframe Lele agar aapne scalping karni hai to uske liye M 15 15 ke time frame ke upar obtaining Karenge agar aapne long term trading karni hai ya intraday trading karni hai to uske liye aapko H1 and H4 car training time period chahiye Hyderabad New Delhi Chandni candlestick ke upar training karni hai to uske liye aapko one week 22 weeks need trade score open Rakhna hoga is it raining ko aap apne instaforex bonus account par khate Hain intraday trading agar hum candle stick pattern ko use karty huway trading karen gay to he humari trading achi aur behtren ho sakti hay es business main dill lga kar time dai kar kam karnay mian he faida hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay es business main mehnat karna bohat zaroori hota hay trading fellow candle k oper app k leay best trading time frames h1 and h4 and daily and app anlaysis jo karen gay wo daily time frame main karen gay our trade app H4 main lainn gay jes time frame main app trade lain gay us say oper k do time frame must diekhian pher he trade krean
              • #8 Collapse

                Re: Basic CandlesStick Pattrens or unn ke assraat keya hote han

                Assalamu Alaikum Pyare bhaijaan friends main candlestick pattern aur uske uska rate bhi Kafi rakhte Hain candlestick Kisi bhi Khaas time Erode like Mein Se Lekar 1 Tak price ki opening or closing ko Jahar Karti Hai candlestick Ke Kuchh Patan aise hi din ke samne Aate Hain aur andaza ho jata hai ki market ki next movement Kya Hogi 3 mein se ek long schedule candlestick Hai Jab aap log schedule Kendriya theek Jahar Ho Jaaye to usko Samajh Mein Aana chahie ke Agar market bole to next movement Barish Hogi mallory agar aap Barish market ho to next movement Bole Hogi open ki taraf long schedule Barish Ka signal Hai specially Agar yah strong resistance ke najdeek ho to Mela Re niche ki taraf long schedule ko ke mutabik voice signal has a partially Agar yah strong supports ke najdeek Jahar ho aur long schedule ke candle price action Thode mein badi MB ki Hamen Hoti Hai Kyunki pahle to yah Pata Hona chahie keylong schedule ke andar is ke kya Labh Hai Jab candlestick banti hai to use time market mein main bola aur sala donon Mein Jude hote hain aur unke Darmiyaan Mukabala hota hai aur unke Kahane Se Ki closing apni side per Karvate Hain demo ine donon ki taraf se Yahi Sahi koshish hoti hai aur Yahi koshish karen ki aap ismein candlestick theek se lagaen Jab aap different chemistry ki complete information Hotel kar sakte hain to Uske bad aapke technical analysis bahut hi acche hote hain aur technical analysis ki help Se Lekar aap trading mein bahut jyada profit Hasil kar sakte hain Kyunki Jab aap market Mein technical analysis acche hote hain aur Market technical movement ko player favour kar rahi Hoti Hai To Uske condition Mein Aapki trading aapke liye bahut hi jyada faydemand ho sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Basic CandlesStick Pattrens or unn ke assraat keya hote han

                  Aapane basic candlestick patterns ke about information share Karke Hamare knowledge Mein ijafa Kar Diya Hai aaj Ham market mein maujud candlesticks pattern ke about baat karenge ke market mein Kis Tarah roleplay karte hain aur Unka market Mein Hona Kyon jaruri hai aur yah market mein kis Waqt aur kahan use ki Jaati Hain Ham Jante Hain Ki market mein bahut se candle stick patterns maujud hote hain aur yah candlestick patterns different type ke Hote Hain yah bilkul bhi send Nahin Hote market Mein candlestick patterns bahut hi important Hote Hain

                  Mostly trading ke dauran candles ki different Shakal Samne Aati Hai aur is Shakal ki madad se ham price ke mustakbil kareeb ka andaza Lagate Hain aur yah Baat Hamen Hamesha Apne mind Mein rakhni chahie ke Forex Mein Bahut Si chijen rong bhi ho sakte hain aur Bahut Si chijen right bhi ho sakti hain basic candlestick patterns Mein spinning tops bhi maujud Hota Hai Kisi bhi time frame Mein price Jahan open hoti hai usse mamuli e Upar niche close bhi hoti hai jisse real body bahut Chhoti Ho Jaati Hai Aur usmein maujud sheddho bahut Bade Hote Hain

                  Agar spinning top resistance per maujud hota hai to usmein maujud price Ke Niche Marne Ka chance Jyada Hota Hai aur Agar yah support per maujud ho to price ke upar jane ka chance Jyada Hota Hai Is Tarah Ki information Hasil karna Hamare liye bahut Jaruri Hota Hai candlestick patterns Hamen Bahut Si information Dete Hain ink information Hasil Karke Ham market mein trade Lagane ke bad usse Achcha praofit bhi Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Basic CandlesStick Pattrens or unn ke assraat keya hote han

                    Salam g bilkul apny theek kaha..! Mazeed iss ki thori explanation day dyta hun.
                    Rounding Bottom Chart pattern ka hi aik Rukh hota hai ,Yeh chart mai U ki trha dekhai dyta hai ya Cup ki trha ya Plate ki trha chart mai dekhai dy ga.Yeh market ky trend mai Any waly Bullish Reversal Chart pattern hota hai yani market mai jo trend chal rha hai wo kahtm hony wala hai.
                    Yeh lamby arsy yani Long Term Trading ka chart Pattern hota hai iss ki waja sy Ap Intraday ,Short Term ,Medium term trading nhi kr skty hain.Iss mai long term trading ki jaati hai.
                    Iss investment Pattern ko banny mai 10 sy 20 saal ya iss sy zyada ky saal bhi lag skty hain, iss patern mai 3 way ky Trend hoty hain ,
                    1Up trend
                    2.Downtrend
                    3.Sideway trend.
                    Iss rounding patern mai pehly market Downtrend sy shur hoti hai or lamby time tak Downtrend rehny ky bad Phir aik Turn ata hai or us turn ky bad market aik Side py yani Seedha Aik hi Trend side way trend mai move hona shuru ho jati hai or lamby arsy tak Sideways trend ky bad aik Reversal Candle banti hai or Us ky bad Up trend shuru hota hai or lamby arsy tak phir up trend rehta hai ,Magar iss mai Short term trading nhi ho skti hai lihaza yh aik Investment pattern hai.aik long term trading System hai.Nechy deay gye pic sy apko bakhobi andaza ho jay ga .
                    Gate ke andar different Rang Hote Hain Ham Sabko friend ko follow karna chahie Apna Kam karna chahie Agar Ham Sab internet ko balance Karenge To Ham Sab Ko Hamari field ke andar aur Yahan per bhi kamyabi Hasil Hogi so isliye Ham Sabko daily or irregular periods Apna Kam karna chahie aur Apna Kam Karne Se Hi Hamen success milti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Basic CandlesStick Pattrens or unn ke assraat keya hote han

                      apny bohat hi acha swal kia k acndlestick pattern k asaraat kia hoty hain .forex mein ham tarding karty waqt candlestickmpattern ka use karty hain.hum market mai trading kar sakty hain hum is mai hum is mai agar trading karna chahty hain to hamein km sy km 100 $ capital invest kar ky acha profit kama sakty hain hum is mein agar trading karna chaety hain to hamy pahly acha experinecne chaey ho ga then hum profit kama sakty hain .
                      part time be kam kar sakty hain forex mai trading karny ky liye hamy analysis ko use karna ho ga is k sath stah hamein candle stick pattern ko use krna ho ga candlestick ki movement sath hi hamein trade lagani ho gi tabhi hum is forum par kamyab ho sakty hain.
                      is pattern ko banny k liye km se km 10 se 20 saal ya is se bhi ziada arsaa bh lg jata hai , is apttern mein 3 ways k trend hoty hain:
                      1) Up Trend
                      2)Down Trend
                      3) Sideway Trend.
                      is rounding pattern mein phly market downtrend se start hoti hai aur long time tak down trend rehny k baad turn hoti hai aur us turn k baad market aek side pe yaani k seedha aek ho trend side way mein move karna shuru hojati hai. aur long time tak sideway trend k baad aek reversal candle banti hai aur us k baad up trend start hojata hai aur long time tak phir op trend hi rehta hai. lekin is mein short time nahi ho sakti. so, yeh aek investment pattern hai . aek long term trading system hai .
                      • #12 Collapse

                        Re: Basic CandlesStick Pattrens or unn ke assraat keya hote han

                        Je dear candle stick ki help sy ham market ma achy point ko identify karny ki khosis karty hain. Hamy agr sb candle sticks ki type ka pata ho ga to ham different pattern ko use k profit hasil kar sakty hain. Ik candlestick sy ham different kisam ki learning mel sakti hai. Jesa k hamy pata chal sakta hai k market mazeed apna trend follow kary gu ya trend k reverse move karny wali hai. Es k elawa candle stick sy he hamy ye b pata chalta hai k market stable hai ya retracement k mood ma hai.


                        So agr hamy candle stick ki achi learning hasil ho gi to hw hamy market ko analyze karny ma asani ho gi. Candle stick ki sari information ik he din ma hasil ni ho sakti es k lae market ko acha time dena hota hai. Forex ma kio b pattern success ki waja ni ban sakta jb tak ham usk sath apna experience use na karyn. Forex ma experience tb he hota hai jb ham market ma maximum time invest karty hain. Ham agr serf batian karty rahyn to kbi acha profit ya acha experience talash karny ma kamyaba ni ho sakty.


                        Candle stick market ma low or high point k sath relation show karti hai. Candle stick ko ham different time frame ma compare kar sakty hain. Time frame jetna bara ho ga candle stick ki shape sy market ko samajna etna he easy ho ga. But ye bat 100 percent confirm ni ho sakti k ham jesy candle stick sy predict karyn market wesa he move kary. Hamy agr candle stick ki shapes or types ka pata ni ho ga to hamary lae market ko samajna or profit hasil karna impossible ho jae ga. So hamy pehle candle stick ki best learning karna chahe or phr he market ma jana chahe. Agr ham asa ni karyn gy to kbi kamyab ni ho sakyn gy
                        Last edited by ; 09-09-2020, 05:39 PM.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Basic CandlesStick Pattrens or unn ke assraat keya hote han

                          Walaikum salam my dear brother aapane candlestick pattern aur candlestick ki types ke bare mein bahut hi informative post ki hai hai lekin agar aap apni pare post ko heading aur paragraph ki shakal mein post karte to yah hamare liye bahut hi important hoti kyunki isko Ham aasani ke sath read kar sakte the lekin aap bhi aapane bahut acchi informative post ki hai isliye main aapki post ko like bhi kiya hai aur main samajhta Hun ki yah bahut acchi informative post hai aur Hamen aise hi information share karni chahie.


                          importance of candlestick:

                          yahan per bahut se log candlestick ke bare mein apni post karte rahte hain lekin main yah samajhta hun ke candlestick ke bagair trading karna bilkul bhi aasan nahin hai kyunki candlesticks se Hi Ham acchi trading kar sakte hain aur agar Ham ne acchi trading karni hai to Hamen candlestick ko istemal karna hoga iske alava Ham kabhi bhi acchi trading nahin kar sakte hain Hamen jarur candlestick ke bare mein achcha na Lena chahie aur isko theek tarike se istemal karne ki koshish karni chahie aur Hamen candlestick ki types ke bare mein bhi pata hona chahie tab Hamen candlestick se kamyabi milegi.

                          types of candlestick:

                          candlestick ki bahut c-type hai aur hamein ke bare mein bhi achcha knowledge Lena chahie kyunki jab tak Hamen ine ke bare mein achcha knowledge nahin hoga to tab tak Ham market mein achcha kam kabhi nahin kar sakte hain isliye Hamen candlestick ki types ke bare mein jarur pata hona chahie tabhi hamare liye kamyabi hogi aur ham market ke char aur theek tarike se analyse kar payenge.

                          Marobozo candle:

                          candlestick ki ek bahut hi acchi type hai aur isko dekhkar bahut se log trading karte hain market mein jab bhi Koi aisi candle banti hai jiska Shadow bilkul bhi nahin hote hain to vah ek bahut acchi candle hoti hai aur jiski only badi hoti hai yah agar bullish banti hai to yah bullish trend ka signal deti hai aur agar ji bearish banti hai to yah bearish trend ka signal deti hai aur isase ham kafi achcha fayda utha sakte hain.

                          hammer and inverted hammer:

                          market mein candle bhi bahut hi acchi aur informative candle hoti hai aur aam taur par bahut se log iska istemal karte Hain is candle ki bahut hi chhoti si badi hoti hai aur ek lambi si side hoti hai jisse a Ham market analysis karte hain aur jab Jay kisi resistance and support area per banti hai to iski importance hoti hai aur isase market ko isliye analyse Kiya jata hai.

                          doji candle:

                          yah candle bheem candlestick ki ek bahut hi famous type ki candle hai aur isko bhi bahut se logon nahin use kiya hai aur isase bahut acche results liye hain yah kaisi candle hoti hai jiske lambe lambe ched hote hain aur iski ek chhoti si body hoti hai yah Ajay bilkul hi body ke bare candle banti hai to is for doji candle kahate Hain aur yah candle bhi bahut hi behtar hoti hai aur isase acchi natija liya ja sakta hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X