stop loss take profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1426 Collapse

    mery khyal main forex trading main softwear jo mt4 hain wo best hai or main bhi osi ko use karta hun forex trading main jub hum trading karty hain tu hum apni trade main stopp loss kr take profit ka use karty hain or jub hum apni trading main stop loss ka use karty hain tu yah hmain loss se cover karta hai or rtake profit hmary profit main hmari help karta hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1427 Collapse

      Ik acha aur kamyaab trader wohi hota hae jo apni trade men stop loss aur take profit set krna zaroori samajta hae aur ye bahot achy option hain apni trade ko control krny k liay ye trade ko safe krny waly trading tool hain aur main to samajta hn k ye basic tool hain jina istemaal aur sahi setting ik new trader ko zaroor samjani chaeay.
      • #1428 Collapse

        hum jab stop loss ko use karty hain to is main aik limit mil jati ay jis say markt main ziada loss nai hota hay agr humain high risk main kam karna ho ga humain is ain take profit ko use karty hain to ziadaa profit nai hota hay aik limti say humain profit hota hay so humain isi rules ko follow karty hoye market main kam karna kafi best rhta hay
        • #1429 Collapse

          Jo log forex trading mai trading k doran stop loss aur tp lagaty hain wo zaroor kamyab hoty hain aur inka account bi safe rehta hy aur yehi aik kamyabi ka tareeqa hy forex trading ki market sy .is liy apko chahiy k stop loss aur tp ko lagana bilkul kbi bi ni bholo
          • #1430 Collapse

            stop loss aur take profit use kar k hi hum loss say bach saky gay aur market main plane kar k hi hum achi trade karein gay aur market main trend ko use kar k hi hum sucess hon gay aur real main bi trade kar k hi hum run karein gay
            • #1431 Collapse

              Stoploss aur take profit are very useful tools for forex trading.
              Stoploss aur take profit k bagair trading bahot risky hoti hai, ham jab bhi koi trade open krte hain to stop loss aur take profit ko lazmi use krte hain q k in dono se trade hamare control men rehti hai aur hamare loss k chance kam hote hain.
              Stop loss: k mean ye hain k ham jab koi trade open krte hain to ham apne capital aur apne knowledge ko dekhye huye loss ka aik target set krte hain k hamen itne pips ka loss ho, un pips ki qemat ham apni invest aur lot size yani apni whole managment se andaza krte hain k hamen itna loss ho iss se ziada na ho usse ham trading men stop loss kehte hain.
              Take profit: ham trading men apni money management aur market ko analyse krte huye aik profit ka target set krte hain k market yahan tak move kere gi aur wahan pe ham take profit ka target set kr dete hain, take profit ka faida ye hota hai k ki dafa market hamare target ko touch ker k wapas aa jati hai agar hamara target hit hoga to hamara profit lock ho jay ga.
              Hamen trading ko stop loss aur take profit k bagair ni krna chahiye ye mt4 aur mt5 men bhi aasani se mill jate hain.
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #1432 Collapse

                Ji bilkul ye MT 4 pe available hote hain is ka sub se ziada faida ye hai ke stop loss ki madad se ap bre loss se buch jate hain ye strategy ka hisa hota hai aur ye risk management ka sub se basic rule hai aur isi trha take profit ka bhi matlab hai uske inverse.
                • #1433 Collapse

                  Dear stop loss r take profit aik selected ratio ha jo ap ko is ratio sy zyada profit r loss sy bachata ha.ye option mt4 mn available ha r sb trader ko isy use karna chayei.jb hm trade open karty hn to hm apni safety k take profit r stop loss lagaty hn.jo hamary account ko wash hony sy bachata ha.
                  • #1434 Collapse

                    agar hum stop loss ko usekarety huwya trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay bs humay chahiey keh esmain theak say money management karty huway kam karen ta keh market main regular earning kar saky ye aik bohat acha business hay
                    • #1435 Collapse

                      Stop Loss or Take Profit meta trader 4 plat form me lagaty hain jis me aap trading karty hain. Jab aap market me order place karty hain tu us wakt Stop Loss or Take Profit de kar aap apny order ko manage karty hain loss or profit ka target de kar. Ye apki loss or profit ki range kay targets hoty hain or inka istimal forex trading me bohat zaruri hai. ye koi trick nahi hai balky isko proper seekhnay ki zarurat hai is kay bina apki trading adhuri hai.
                      • #1436 Collapse

                        stop loss ko use karna hay to is say ye hota hay kay humain loss ki limit milti hay humain hard work kar kay achy say ana ho ga is main dmeo ko use karty hain to market main kafi practice ho sakti hay is main take profit ko use karty hain to is main profit main kafi limit milti hay jis say ziada humain profit hasil ho sakti hay low risk karna ho ga
                        • #1437 Collapse

                          agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain esmain take profit ko bhi use karen ta keh esmain acha time dai saky humay chahiey keh esmain time dainay main he faida hota hay humay sahi say time daina chahiey
                          • #1438 Collapse

                            agar humay safe trading karni hay to humay chahiey keh take profit aur stop loss dono ko trading main use karen agar hum aisay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur hum market main achi earning kar sakty hay aur humay chahiey keh theak say market par dhyan dain tab he esmain achi earning ki ja sakti hay
                            • #1439 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: zeeshan7865 پيغام ديکھيے
                              mein friends app sub say ye pochna chahata houn k ye stop loss take profit kia trick he.aur iss ko use kesy krty hein.aur is trick ka faida kia he.aur ye MT4 pe on hoti he ya phr MT5 pe
                              Stopp loss or take profit ka bohat faida hota hai stopp loss lganay sy agar traders k against b market chali jai to traders ko ziada loss nahi hota or unka account wash honay sy bch jata hai or take profir sy traders ko ye advantage hota hai k trafers ki lgai hoi lot profit main ja kr khudi cut ho jati hai
                              FRD 07 TRADING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1440 Collapse

                                agar hum take profit aur stop loss dono ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh es business main dil lga kar mehant karen kyun keh aisay agar hum esmain dono ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay
                                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X