Kis chez par ziada focus karna chahiye, Technical ya Fundamental?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kis chez par ziada focus karna chahiye, Technical ya Fundamental?
    Technical or Fundamental:

    Forex business mein technical aur Fundamental dono ko dekh kar hi hamen trade karna hoti hey tab hi hum is mein achi trha se successful ho saktey hein isliye aap
    apna mashwara den keh hamen in dono mein se Technical aur Fundamental mein se kis chez par ziada focus karna chahiye.

    Click image for larger version

Name:	technical vs fundamental.png
Views:	1
Size:	272.0 کلوبائٹ
ID:	12467346
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kis chez par ziada focus karna chahiye, Technical ya Fundamental?

    Dear forex membes agar ap kisi bhi cheez ko gehrai main jate hain to woh ap us ko techniqal method se samajhne ki koshish kar rhe hote hain isi tarhan ham agar market ko techniqal method se analyse karte hain to hamain bhot zyada kamyabi hasil kar sakte hain hamain market ko techniqal analyse karna chahye agar ham is tarhan market ko analyse karte hain to hamain kamyabi bhot jald mil jati hai forex busines main market ko analyse karne ke lye agar ham bhot zyada time le rhe hain to wohi hamare lye bhot zyada ihmiyat our faida mand sabit ho sakta hai is lye hamain zyada se zyada forex business main sab se pehly analyse main ye dekhna chahye ke past main is pair ki movement kia rhi hai agar ham soch o bichar se kaam karte hain to us main kamyabi mumkin hoti hai our hamesha acha kaam karte howe ham bhot kuch seekhn sakte hain our bhot kuch hasil kar sakte hain our is tarhan ham kafi earning hasil kar sakte hain dar members mere khayal main hamesha market main trade open karne ke lye ap ko market ko techniqal method se analyse karna chahye jab ap is tarhan karen ge to ap trade se achi khasi profit hasil karne main kamyab ho sakian ge.
    • #3 Collapse

      Re: Kis chez par ziada focus karna chahiye, Technical ya Fundamental?

      Aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai technical analysis or fundamental analysis ke about Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain To Hamen chahie kya Ham sabse pahle market ka analyses Karen Jab Ham market Kahana licence kar lete hain To Hamen technical analysis aur fundamental analysis ko samajhne Mein aasani hoti hai aur Hamen Maloom hota hai ki technical analysis aur fundamental analysis donon mein se kaun sa Jyada best hai aur kisko kis Waqt use karna hai ham Ham Jante Hain Ki market mein three type ke analysis maujud Hote Hain

      1. Technical analysis

      2. Fundamental analysis

      3. Sentimental analysis

      Different types ke analysis and different information provide Karte Hain Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham ine Tanu analyses per Fox Karen Jab ham teenon analysis per focus Karte Hain To Hamen Pata Chalta Hai Ki Hamen technical analysis fundamental analysis aur sentimental analysis kis Waqt use karna hai Is Tarah Se Hamen Apna Kam karte hue aasani hoti hai Hamen technical analysis are fundamental analysis per focus karne ke sath sath sentimental analysis ko bhi e focus karna chahie Kyunki yah analyses market mein bahut hi Achcha roleplay Karte Hain aur ine analyses ki madad se Ham market Mein Apni trade open kar sakte hain ISI Tarah Jab Ham market Mein gold ki trade open Karte Hain To abe technical analysis par sabse Jyada focus karna chahie Kyunki technical analysis gold ki trade mein bahut hi important Hota Hai humy chahie ke Ham market ka analysis karne mein jyada Se Jyada Waqt later ke Ham iska acchi Tarah Se analysis kar Saken
      • #4 Collapse

        Re: Kis chez par ziada focus karna chahiye, Technical ya Fundamental?

        my dear forex members forex trading main analysis ki boht ahmiyat hai aghr hu forex main kamyab hona chahty hain tu hmain analysis sikhny hongy jis se hum apni trading ko bahter kar skty hain or achi earning hasil kar skty hain forex main hum 3 tarha k analysis kar skty hain jis se hum market ko achi tarha se smjh skty hain or apni trading ko market k hisab se kar k faida otha skty hain forex market ko sub se zyda achi tarha technical analysis se he judge kar skty hain or market k hisab se achi trading kar skty hain
        market ko analysis karny k liye fundamental bhi zarori hain q k news ko bhi kisi tarha bhi ignor nahi kiya ja skta hai q k markt ki movement ko change karny k liye hmain news ko bhi watch krna hoga jis se hum achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain
        market ko bahter tarha se aghr hum follow krna chahty hain tu hmain sub he analysis aty hon jin ki base par hum kamyab ho skty hain or achi earning ka skty hain forex main hmaisha soh smjh kar hmain apni trading krna hogi jub tak hum market ko achi tarha se smjh nahi skty hain tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty hain na he achi earning kar skty hain forex main hmaisha he apko mahnat krna parhta hai jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Kis chez par ziada focus karna chahiye, Technical ya Fundamental?

          Dear forex me working krny Kay leay dono fundamental and technical Analysis ki importance bht zada hoti Hy kyun Kay is me kam krna itna Asan nahi hota Hy is me Kam krna chahty hen to ap ko is me hamehss mehant sy Kam krna hota technical and fundamental analysis dono hi bahut important hn ,aik asha aur samjhdar trader in dono analysis ke result same any per hi trade lagata hy werna wo wait kerta hy,kush traders technical analysis kerty hn aur kush traders fundamental analysis kerty hn lkn kamyab traders wohi hoty hn jo dono analysis kren Hy ye analysis kerty hien tu haamin as mien aa ker technivcal analysis or fundamental analyssi ko jab same hona chaye tu he hamain as mien aa ker trade open kerna hota hai jab hum as mien yeh na kerty hien tu market kesi bee side per ja sakti hai or hamain as mien yeh bee ho sakta hai k lsos ho jaye.fundamental analysis se jo traders result hasil kar lety hey us ko technical analyzing result key sath compare karna chaye agar same result hon per to traders ka open karna profitable ho sakta hay other wise traders ko intezar karna chaye market jab achy position me ajaye to us time orders place karna behtar ho sakta hay.
          technical aur fundamental dono ko analysis krna chaye es se hmri trading aur strong ho jye ge.q k fundamental bhi maximum technical ko follow kr raha hota ha fundamental ka result jo ana hota ha technical mein hamaen pta lag jata ha
          kyon k technicall analytsis pehly he kar liea jayty hain aur fundamental analysis ko pehly say analysis karn amushkil hota hai kyon k news main kch pt nahi chlta k kesi ayyge es leay ager ap long term aur big time frame par kam karen gy tu ap k analysis k mutbik news ayyge ager ap achy anlyst hain tu news bhe ap k mutabik ayyge main ny aksar yeh diakha hai
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: Kis chez par ziada focus karna chahiye, Technical ya Fundamental?

            Dear aapne fundamental analysis or technical analysis ka comparison karti hui yah question poochha hai ki aap Forex trading Mein successful hone ke liye kaun se analysis per Jyada focus Karke proper information Hasil kar sakte hain.

            Dear aap ke question ke Jawab Mein main aapse kuch important information share karna chahta hun Jiske bad aap ek decision Le sakte hain ki Forex trading Mein successful hone ke liye aapko fundamental analysis ya FIR technical analysis per focus karna chahie.

            Deer market Mein Hamesha do different types ki movement ho rahi hoti hai Jiski basis per market apni movement ko complete kar rahi hoti hai Sabse pahle main aapko fundamental analysis se related information Dena Chahta Hun Ki Jab market Mein Kuchh news expected hoti hai aur kisi specific currency pair ya kam commodity se related market main use aati hai to use news ke aane ke bad market mein bahut jyada movement start Ho Jaati Hai Jab market main use expected hoti hai to US time par aapke fundamental analysis aapke liye bahut jyada useful ho sakte hain aur aap in analysis ki help se bahut jyada profit Hasil kar sakte hain.

            Dear jab market Mein Koi news expected Nahin Hoti aur aap market Mein trading karna chahte hain to use time market hundred percent apni movement technically Karegi aur technical movement ko learn karne ke liye aap Forex trading se related different candlesticks ki information Hasil karte hain aur different candlestick se banne wale market pattern aapko market ki next moment se related information provide kar rahe hote hain aur aapko yah information de rahe Hote Hain Ki market ki next movement bullish ya Fir Bhi restaurant Mein hone Ja Rahi Hai Jiski Vishesh per aap trading karke bahut jyada profit Hasil kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Kis chez par ziada focus karna chahiye, Technical ya Fundamental?

              AOA friends forex main hmy dono aspects py kam karna chahiy technical pay bhi aur fundamental py bhi kyn k yea dono bhaht zaroori haen aur trading main mfundamental analysis both important han is pe trading karny m both ahtiayat karni chae ha or is ko dakh k soch samj k trading karni chae ha ta k ap ko ziada sy ziada profit ho or loss kam sy kam Forex aik aysa plateform hai jaha loog rosana lakhoo croroo kama rahay hain lakin ziyada tar loog lose karwa rahay hain kun k un loogo ko forex ka elm nahi hota or wo forex ko sirf aik game ki tara dekhtay hain lakin ab ap lose nahi karwain gay kun k main ap kay liye aik aisi video lay kar aya hoon jisay dekh kar ap ba asani forex ki market ka pata karsaktay hain k aglay lamhay market main kiya ho ga friend ye sirf basic hai or urdu languge main hai aur ub baat technical analysis py ho jay technical analysis ker ky hi trade kerna chahaiya yi sab sy best way hy kiyo ky market taqreban 70% move technical tareky sy move kerti hy lehaza koshis kery ky forex mai is bat per hi iktefa kery tu h asani sy ap is mai kamyab ho sakty hy laikn sath sath mai markey ko news ky hawaly sy bi daikhty rahy technical analysis k hawaly se me y kahna chahti hun Technical Analysis ye aik frem work hota ha jis me traders price ki movements ko analyse karty hn Technical Analysis m sab s pehly zaihan m any wali chiz chart ha es chart s andaza hota market kis level p thi ur kis level pe ha aur technical analysis zaror karna hota h aur her bar analysis us waqt hi kya jata h jab ham trade kerne lagte hien aur jab ham as mien trade nahi kerte hien tu ham ko as mien analysis nahi kerna hota h as lyee mien jab b trade kerta h tu pahle market ko dakhta hun k market kaha ja sakti h ye buy jaye gi ya sell aur ham ko as mien as ko dakhne k bad hi trade kerna hota h agar ham jaldi kerte hien tu ham as mien her bar fail ho sakte hien aur ham apna nuqsan ker sakte hien as lyee hamain khud ko nuqsan say bachana hota h aur ham ko kamaee karna hota h as lyee as cheez sy haman her bar feda hasil karna hota h.
              • #8 Collapse

                Re: Kis chez par ziada focus karna chahiye, Technical ya Fundamental?

                Technical analysis

                Agar aap Forex trading ki market Ke Andar support aur resistance aur trend ko follow karte hue is market mein agar aap trade Lagate Hain To Ham isko technical analysis Kahate Hain technical analysis karne ke liye aap different type indicators ka istemal kar sakte hain jo ki aap ko analysis karne mein Asani Paida Karte Hain Jis ki madad se aap bahut hi aasani ke sath technical analysis kar sakte hain aur is market ke andar trend ko identify kar sakte hain aur trend ki strongness ko identify kar sakte hain jis ki madad se aap is market Mein Ek bahut hi acchi aur profitable trade Laga sakte hain .

                Fundamental analysis

                Fundamental analysis ke andar aapko news read karne hote hain Forex factory ki news agar aap read Karke is market ke andar trade Lagate Hain To aap ismein ek accha profit Hasil kar sakte hain bahut jyada expert aur professional trader is method ka use karte hain aur vah is method se is market ke andar trade Lagate Hain aur ek bahut hi Achcha profit Hasil kar rahe hain .

                Kaun sa analysis best hai

                agar baat karte hain ki technical analysis aur fundamental analysis mein se aapke liye kaun sa analysis best hai kis analyses se aap ek Achcha profit Hasil kar sakte hain to Agar Ham dekhte hain to technical analysis fundamental dono hi analysis hi ap ki lia best hai is market main ap ko ais k ander without kabhe bhe trade nahi karni chahe ha agar ap without is main trade karty hain to ap ko ais market k ander loss ka samna karna par skta .
                • #9 Collapse

                  Re: Kis chez par ziada focus karna chahiye, Technical ya Fundamental?

                  mere hissab se to hamen zayada focus fundamental analysis ko dena cahiye q ke fundamentally market zayada move karte hae as compared to technically to is liye he to hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat karen sahe tarah se kam karen take hum is main success bhe hasil kar saken hum is main jitna dil se kam karte hain hum is main utna he kuch hasil bhe kar he jate hain to bas hamen cahiye ke hum is main mehnat karen sahe tarah se kam karen tab he to hum is main se kuch hasil kar jate hain or fundamental analysis karne ke liye is main hamen cahiye ke hum is main mehnat karen sahe tarah se kam karen or is main hamen cahiye ke hum is main duniya ke halat ko jan ne ke koshish kiya karen hum is main jitna zayada well aware rahen ge duniya ke halat se hamen utna he faida ho ga or hum is main ache trading bhe kar saken ge to over all maine apne experience main yeh bat notice ke hae ke market fundamentally zayada move karte hae to hamen bhe is main he zayada mehnat karne cahiye take hum is main se kuch gain kar sakne or ache trading kar saken is main agar hum zayada dil se kam kar jate hain hamare liye utna he faida hota hae or hum is main se success bhe hasil kar he lete hain bas hamen bhe cahgiye ke hum is main mehnat karen take hum is main kuch hasil bhe kar he len take hum is main kamyab ho bhe jaen is tarah se hum is main ache tarding kar ke ache earning le sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kis chez par ziada focus karna chahiye, Technical ya Fundamental?

                    Fundamental or technical analysis 2 opposite sides hain laterarure ki. Ye trader ki help karty hain k wo kis pair ya commodity ma investment karyn. Ye trader ki es bary ma b help karty hain k unko es time kon si trade open karni chahe buy ki sell ki ya hold karna chahe. Ye 2no analysis ik dosray sy different hai ab ham ye discuss karty hain k in ma sy kon sa trader k lae well suited hai:-

                    1. Fundamenal Analysis.

                    Ye analysis market ki study karny ma help karty hain or ye base karty hain economic data par or industrial data par. En analysis ma us pair ki ya commodity ki financial statement ko b discuss kiya jata hai tak trader ko andaza ho saky k kis share ki value market ma zayada hai or kis ki kam hai. En analysis ma market ki current price ko b observe kiya jata hai k wo average price sy kam hai ya zayada hai. Es base par trade ki jati hai k future ma ye different factors ki waja sy kis side par ja sakti hai.

                    2. Technical Analysis.

                    Ye analysis fundamental analysis sy different hain. Es type of analysis ma ham supply or demand ko mad e nazar rakhty hoe market ki price ko judge karty hain. Kiu k asa hota hai k market ma kisi pair ki jesy he supply or demand ki value change hoti hai eski price change ho jati hai es change ko ham chart k zaraye observe karty hain. Jb kisi pair ki ya commodity ki supply barh jae gi to es ki value kam ho jae gi or ese tarha jb kisi ki demand barhy gi ya supply short ho jae gi to uski value b barh jae gi.

                    Which one is best.

                    Technical analysis both use ful b hain or valid b hain. But en ki market ko approach karny ki way different hai. Ham en 2no ma sy kio b use kar sakty hain. But ye bat zehan ma rakhni chahe k en ma sy kio b analysis 100 percent accurate value ni deta. En k sath sath trader ko apna knowledge or experience b use karna hota hai ta k wo profit hasil kar sakyn. Agr trader serf en par he believe karyn gy to wo kbi success hasil ni kar payn gy. Es lae en sy help leyn or khud b market ko judge karyn to he kamyabi ho gi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kis chez par ziada focus karna chahiye, Technical ya Fundamental?

                      ji Ham Sab Ko Yahan per mehnat Karke Apna Kam Karen aur mehnat Kaisa kam karne mein Ham Sab Karte Vantage hai so Ham Sabko Apne time per kam karna chahie aur kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie so Ham Sab Ko Apne kaam se deleted mehnat Karni chahie aur jobana Yahan per Apna Kam Karta Hai vah Kamyab hota hai so isliye mahine ke sath Apna Kam Karen aur Apna bonus level increase karne ki koshish karen Agar Ham Apna bonus level increase Karenge To Ham Kamyab Honge so Ham Sabko Apne time par kam karna chahie aur Mahina ke sath Apna Kam karna chahie Jo Pasand Apne time per Apna Kam Karta Hai vah Kamyab hota hai isliye Ham Sab ko apni mehnat Karni chahie Aur mehnat Ke Sath Kiya Hua kam kabhi bhi nahin Hota To Ham Sabko mehnat ke sath Apna bonus level increase karne ki koshish karne chahie Jo Banda Apna Bhonsle increase Karta Hai vah lazmi Kamyab hota hai isliye Ham Sabko mehnat Karni chahie Aur mehnat Ke Sath kam karna chahie aur mehnat Kaisa Kiya vah kam kabhi bhi Sar ya nahin Hota Ham Sabko Yahan per Apna Kam Karke aur mehnat Karke kamyabi Hasil karne ki koshish Karna chahie aur ham Sabko fresh mind ke sath Apna Kam karna chahie Agar Ham Sab fresh mind ke sath Apna Kam Karte Hain To Hamen kamyabi Hoti Hai To Ham Sabko Dil Laga kar kam Karen Aur Dil Laga kar kam karne mein Hamara bahut hi advantage hai so Ham Sab Ko Apne time par Apna Kam karna chahie aur Apna bonus level double karne ki koshish karne chahie Agar Ham Sab Nahin Pata after kam Apne time pass Karenge to definitely Ham Sab Kamyab Honge
                      • #12 Collapse

                        Re: Kis chez par ziada focus karna chahiye, Technical ya Fundamental?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                        Technical or Fundamental:

                        Forex business mein technical aur Fundamental dono ko dekh kar hi hamen trade karna hoti hey tab hi hum is mein achi trha se successful ho saktey hein isliye aap
                        apna mashwara den keh hamen in dono mein se Technical aur Fundamental mein se kis chez par ziada focus karna chahiye.

                        [ATTACH=CONFIG]18903[/ATTACH]
                        Ham forex market main jo bhi trade open kerty hain woh ham technical analysis ki base per open kerty hain aur ham apni open trade main market ki technical movement ko follow bhi kerty hain ky jab market support ya resistance per ponch jati hai tou ham isi hisab sy apni open trade ko manage bhi kerty hain agar ham maximum open ki jany wali trades main loss her rehy hon tou phir hamain yeh mind main zarur rakhna chahiay ky technical analysis ko tou ham follow kerty huey trade continue ker rehy hain phir bhi loss ho raha hai tou hamain phir focus fundamental analysis per bhi kerna chahiay ky agar ham fundamental analysis bhi achi achi terha ker lety hain tou hamain phir maximum trades main loss ki bajaey profit hasil hona shoru ho jata hai hamain her surat fundamental analysis ko consider kerna chahiay

                        Jab ham trade open technical analysis per kerty hain tou hamain market main effect kerny wali news ko bhi read ker lena chahiay ky agar aesa time per jab hamari trade open ho aur koi news effect ker rehi ho tou market main fundamental effect bahot zyada hota hai aur agar same effect hamari open trade ky against hota hai tou bahot jald hamara account wash bhi ho sakta hai aur aagar hamari favour main fundamental effect sy movement hoti hai tou hamain short time main bahot bara profit bhi hasil ho sakta hai isliay hamain tenchnical analysis ky sath fundamental analysis ko bhi focus kerna chahiay ky ham bary loss sy bhi bach sakain aur acha profit bhi hasil ho saky
                        • #13 Collapse

                          Re: Kis chez par ziada focus karna chahiye, Technical ya Fundamental?

                          market ke analysis karne ke liye technical aur fundamental hamare liye donon Hi jaruri hote hain Hamen chahie ki Ham donon ko Mila de aur donon se fayda uthane ki koshish karen kyunki jab Ham donon per Mila denge to Ham bahut achcha market mein fayda milega isliye Hamen jarur mehnat karni chahie aur ine donon se fayda uthane ki koshish karni chahie yah donon tarike hi hamare liye kafi Bata rahe hain aur Hamen se bahut achcha fayda utha sakte hain isliye Hamen ine donon ko istemal karne se hi maarpeet ka sahi pata chalta hai.

                          technical enterprises:

                          technical analysis hamare liye bahut behtar hote hain aur jab tak market mein Ham technical analysis nahin kar lete hain Ham market ko sahi tarike se nahin samajhte hain isliye technical analysis karna hamare liye bahut behtar hai aur tabhi Hamen kamyabi milati hai to Hamen jarur technical managers to sikhana chahie aur ine se achcha natija lene ki koshish karni chahie tha ki Ham kamyab Ho jaen.

                          fundamental analysis:

                          technical analysis bhi hamare liye bahut behtarin hai lekin fundamental analysis bhi hamare liye bahut behtar hai isliye Hamen jarur Sunday lalaji fundamental analysis bhi karni chahie kyunki jab tak hamare fundamental analysis theek tarike se nahin hote hain tab tak Ham technical se bhi fayda nahin utha sakte hain isliye fundamental analysis bhi lajmi karne hote hain tab kamyabi hoti hai aur tabhi Ham market mein achcha kam kar sakte hain.

                          technical aur fundamental analysis hi hamare liye bahut hi rakhte Hain isliye inmein se 1 ko bhi nahin karna chahie aur Hamen mehnat karni chahie Taki Ham market mein achcha kam kar sakte aur Hamen achcha paida hua agar Ham mehnat karenge to tabhi hamare liye achcha fayda hoga aur agar Ham theek tarike se mehnat nahin kar paate Hain to fir Hamen market mein fayda nahin Mil sakta hai jitna mumkin ho sake market ko samajhne ki koshish karen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kis chez par ziada focus karna chahiye, Technical ya Fundamental?

                            Assalam walekum Pyare bhai jaan technical analysis

                            Agar aap Forex trading ki market ke andar support aur isase X aur trend ko follow karte hain is market mein agar aap trade Lagate Hain To Ham isko technical analysis Kahate Hain technical analysis karne ke liye aap different type indicator ka istemal kar sakte hain jo ki aap ko analysis karne mein Asani Paida Karte Hain Jis ki madad se aap bahut hi aasani ke sath technical analysis kar sakte hain aur is market ke andar trend ko identify kar sakte hain aur train ke satrong ko add entry per kar sakte hain jis ki madad se aap kis market Mein Ek bahut hi acchi aur profitable train Laga sakte hain

                            Fundamental analysis

                            Fundamental analysis ke andar aapko newsreel Karni Hoti Hai frocks factory ke news agar aap read Karke is market ke andar trade Lagate Hain To aap usmein ek accha profit Hasil kar sakte hain bahut jyada expert aur professional traders is method ka use karte hain aur vah is method se is market ke andar train Lagate Hain vah Ek bahut hi Achcha profit Hasil kar rahe Hote Hain

                            Aapke liye kaun sa analysesbest hai

                            Agar baat karte hain ki technical analysis aur fundamental analysis Mein Seth aapke liye kaun sa analyses best Hai To iske liye NLC se aapki kaksha profit Hasil kar sakte hain Agar Ham dekhte hain to technical and fundamental donon hi aisi hi aapke liye best hain is market main aapko Iske andar without kabhi bhi train Nahin Karni chahie agar aap without his Mein trade karte hain to aapko is market ke andar loss ka Samna karna padta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kis chez par ziada focus karna chahiye, Technical ya Fundamental?

                              Doston trading Mein kam karte hue aap jitni Jyada trading main focus Karenge Itna Jyada aap kamyabi Hasil Karenge aap technical analysis fundamental analysis donon per aapko apna experience aur time investment Karni chahie aur mehnat Karni chahie aur apne experience Mein ijaafa karna chahie Kyon Ke Jitna Jyada aap time ki investment Karenge utna hi aapko acchi earning ka mauka Milega aur aap kamyabi ke sath Apna trade work karte hue Jyada Se Jyada Achcha profit Hasil karne Ke Kabil Bana Sakenge isliye aapko chahie ke Sabar ke sath daily basis per workout Karen mehnat Karen jisse aapko kamyabi mil sake aur aap acchi earning karne Ke Kabil banaa Saken agar aap aap trading Mein entry or exit point ki selection karte hain acche ped ki selection karte hain jismein aapko experience hota hai aur Iske alava planning ke sath lot size ka istemal karte hain to aapko acchi trading ka mauka Milta Hai Iske alava money management aur aapke in time trade Mein Entry Aur exit aapki kamyabi hoti hai isliye Hamesha aapko Tamam tools ko Naman sources ko use karte hue apni trading Mein kamyabi Hasil karne ki koshish karne chahie sake aap Kamyab ho sake aur Achcha profit Hasil karne Ke Kabil Ban sake
                              🌼 Never Give Up 🌼

                              اب آن لائن

                              avatar Azaad
                              avatar supra
                              Working...
                              X