Ye sawal free trading margin par mubbni hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye sawal free trading margin par mubbni hay?
    Free trading margin se hamy trading me kia faidy aur advantages mil sakty hey aur hamy kesy low investment karny key bawajood be zeyada limit ka trading margin hasil karny me kamyab ho sakty hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye sawal free trading margin par mubbni hay?

    free trade margin jab aap ek trade open karte hain to Aapka bataya Jo balance ban jata hai usko free margin Kaha jata hai aur usko use Karke aap Forex trading market mein mazeed trading kar sakte ho Forex forum members aapko trading market mein struggle karte hue kam karna hoga aur trading market ko sikhana Hoga technical and fundamental analysis ke sath trading market ke information aur knowledge ko improve karte hue apni skills ko bechar banakar reading karna hogi.
    Pakistan ka experiment best opportunities aapko mil rahi hai inko use karte hue aap trading market mein bonus trading account per kam karte hue acchi trading aur achcha kam behtar sakte ho profitable trading kar sakte ho trading market mein sentimental analysis per focus Karen aur apni trading skills ko improve karte hue mature professional trader ban jaen. trading market mein candlestick chart pattern per focus cracking or jab aap trade open karte Hain to free margin aur remaining margin ko samajh lena aap apne risk ko manage kar sakta aur lot size ko dekhkar trading kar sakun Forex trading market mein basic terms ko samajh Lene se kamyabi mil sakti hai.
    trading market mein fundamental technical or sentimental analysis ko understand karna responsibility ke sath Apne trade account ko manage karna aur risk and reward ratio per kam karna hamara kam hai..
    • #3 Collapse

      Re: Ye sawal free trading margin par mubbni hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Free trading margin se hamy trading me kia faidy aur advantages mil sakty hey aur hamy kesy low investment karny key bawajood be zeyada limit ka trading margin hasil karny me kamyab ho sakty hey?
      margin ke about Jo aapane question Kiya Hai yah beginner ke liye bahut hi faydemand ho sakta hai agar is market ke andar Ham work karna chahte hain To Hamen ismein free margin ka knowledge Hona chahie ki free Margin kya hota hai aur ham ise Kis Tarah Se use kar sakte hain aur Hamari yah kis kam Aata Hai To Main aapko batana chahta hun Aaj free margin ki about ke Iske kya benefits .

      Jab hamare pass koi trade open Nahin Hoti Hamare Dishboard ke andar to Jo Hamara balance hota hai Wohi Hamara free Margin hota hai aur uske bad is market ke andar Jab Ham koi bhi trade open Karte Hain To fir Hamara margin Sarf hota hai aur Hamara free margin discrease Ho Jata Hai free margin ka anhaasar leverage ke upar hota hai aur aapke lot size ke upar hota hai Agar aapke pass Ek Bada leverage hai to Aapka Jo free margin hai vah thoda sa istemal Hoga aur aapka bahut jyada free margin Bach jatyg aur ISI Tarah Agar aapke pass leverage bahut hi kam hai aapke pass 1.50 ka leverage Hai Tu Is Tarah aapka Jo margin Hai free Margin bahut hi jyada use Hoga aur aapke pass bahut hi kam free margin rh jayyega aur free margin ka jo dusra AanahAsar hota hai vah lot size ke upar hota hai agar aap kam lot size use karte hain to free margin thora use hota hai agar aap Bada lot size use karte hain to bahut jyada free margin use Hota Hai .

      Forex trading ke andar agar aap success hunna Chahte Hain To aapko always ismein Thode lot size ka istemal karna hoga agar aap money management ko follow karte hue Forex trading ke andar work Karte Hain To aapke pass Jo free margin hai vah jyada hi Jaega aur aap apne dishboard ke andar Ek Se Jyada trade open kar Sakenge to aapke liye money management ka follow karna jaruri hai agar aap money management ko follow Nahin Karte to aap apna free margin ek hi trade ke andar srf kar dete Hain jisse aapko loss hota hai aur aap ismein Mazeed trade Nahin Laga Sakte .
      • #4 Collapse

        Re: Ye sawal free trading margin par mubbni hay?

        AOA FRIENDS , aaj ka hamara topic hea margin level trading , forex main ye aik bahot zyada aihm factor hea aur Margin trading hamesha har trade ka alag hota hay lakin tmaam currencies pairs ka margin aik jasa he use hota hay jitni trade lagao gay ussi hesaab sey balance sey margin use hoga aur baaki remaining free margin use hoga so hamay margin ko bhi dekhna chahiye konsa pair kitna margin leta hay aur Margin level asa he hay wo change hota hay hamesha har trade ka alag hota hay lakin tmaam currencies pairs ka margin aik jasa he use hota hay jitni trade lagao gay ussi hesaab sey balance sey margin use hoga aur baaki remaining free margin use hoga so hamay margin ko bhi dekhna chahiye konsa pair kitna margin leta hay aur margin level hamry money management me bhot help karti hai ye hamen trade lagany k bad ye bhi batai rahti hai k apka account blance katna rah gya hai etc aur jb hum trade place karty hay to broker aik margin ki amount humary account say katta hay aur humay chahiye keh ye baat mind main rakhy aur agar hum money management ka khass khyal karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay aur safe earning bhi kar sakty hay esmain mehnat karni chahiye aur margin level ko hamy apny experience ky mutabik select karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain aur forex mai agar hum kamyab hona chatey to hamy margin level ko smajna chahey or mady nazer rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex aik world wide or international business hain
        • #5 Collapse

          Re: Ye sawal free trading margin par mubbni hay?

          Aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai free trading margin ke about Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain To Hamen sabse pahle market Ka analysis karna chahie Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain to hamare pass free trading margin ke about information honi chahie Agar hamare pass free trading margin ke about information Hogi To Hamen market Mein trade open karne mein aasani Hogi free trading margin ka knowledge Hasil kiye bagair market Mein trade open karne mein Hamen Mushkil ho sakti hai

          Jab Ham Forex Mein kam karte hain aur Market Mein trade open Karte Hain To Hamen chahie ki trade open karte hue Hamen Apne balance ko bhi Ye dekh lena chahie ki Hamare account Mein Kitna balance maujud hai Jab Ham Big Lot size ke sath market Mein trade open Karte Hain to trade open karne ke bad market mein maujud free trading margin per Koi effect Nahin Padta Hamare account mein maujud Hamara balance hi free margin hota hai aur uske bad is market ke andar Jab Ham koi bhi trade open Karte Hain To Hamara margin ismein use Hota Hai aur Hamara free margin kam ho jata hai

          Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain aur is Mein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham sab se pahle market ka analyses Karen Jab Ham market ka analyses kar lete hain to use Mein maujud Tamam tools ko acchi Tarah Se understand bhi kar lete hain isase Ham market mein achi trade open karne ke bad Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain Agar Ham Forex mein kam Karte Hain To Hamen sabse pahle ismein Big Lot size ko use nahin karna chahie sabse pahle Hamen small lot size ke sath work karna chahie Are Jab ham market ka analysis Karte Hain To Hamen Maloom hota hai ki ismein Kitni analyses maujud hai
          • #6 Collapse

            Re: Ye sawal free trading margin par mubbni hay?

            dear apko apni trading karty howe margin ka khyal rakhna zarori hai q k jub ap trading karty hain or apki trading jis point par ja rahi hoti hai wo margin main show ho rha hota hai jo tottal balance main profit hony par zayda show ho rha hota hai or loss hony par kam show ho raha hota hai jub ap margin apko apni trading postion k bary main batta hai jis k bad apko free margin ki traf bhi dehan rakhna zarori hota hai q k jub apka free margin kam hony lag jata hai tu apka account khtary main hota hai jis k bad apko account wash milta hai yah apko apka account main zayda loss face krna parh jata hai tu yah baten apko hmaisha mind main rakhty howe karni parhti hai jis se ap apni trading k sath sath apny account ko bhi save rakh skty hain
            forex trading main accoount ko save rakhna boht zarori hota hai aghr hum account ko save nahi rakhty or apni risky trading karty hain tu hum kbhi bhi zayda time tak apny accont ko bacha nahi skty hain apny account ko save rakhna bot zarori hota hai jis se hum achy trader ban skty hain or achi earning kar skty hain es liye hmain apni trade os margin main rahty howe karen k apka account save rahy or ap apny account se achi traha trading kar k kamyab ho saken or achi earning kar saken aghr ap apni trading main en baton par dehan rakhengy tu ap ko forex se zayda faida mily ga
            • #7 Collapse

              Re: Ye sawal free trading margin par mubbni hay?

              Dear jab aap Forex trading Mein kam kar rahi hote hain to ismein Aapka margin aapke liye bahut jyada important hota hai margin ka matlab kya hota hai ki aap Forex trading Mein Masjid Koi investment karte hue apni trade ko open kar sakte hain Agar aapka margin khatam ho jata hai to Uske bad office position Mein Nahin Hote ki aap Koi trade open kar sake aur use time tak jab tak aapki running trade close Nahin Ho Jaati use time tak aap further koi bhi trade open nahin kar sakte isliye Jab aap trade open kar rahe hote hain to aapko margin ko focus karte ho Yahi next trade open Karni chahie aur lot size ki selection apni margin ki basis per hi Karni chahie.

              Dear agar aap small investment karne ke bad apni margin level ko increase karna chahte hain to aapko Apne account ki leverage Jyada Karni Hogi Kuchh Aise broker Chahte Hain jo aapko bahut jyada leverage ki facility provided kar rahe hote hain Agar aapke account ki leverage ki facility jyada hai to use main aapko bahut advantages aur benefits Mil Rahe hote hain Kyunki Agar aapke account ki leverage Jyada Hai To usmein Agar aapke pass margin Jyada nahin hai to aap Fir Bhi trading kar sakte hain aur apni required trade ko open karte hue profit Hasil kar sakte hain.

              Dear jab aap Forex trading Mein Koi Bhi newtrade open karne Lagte Hain To usmein Apne margin ko Jarur focus karne ke bad hi trade ko open Kiya Karen aur jab aap lot size ki selection Karte Hain To usmein aap ko Apne remaining margin ko Dekhte Hue hi trade Karni chahie Kyunki sometime aap apne margin se a Jada lot size select Karte Hain To Aisi condition Mein Aapki trade open Nahin ho sakti aur jab aap Forex trading Mein kam karne Lagte Hain To lot size ki selection ko carefully e focus kar liya Karen sometime aapki lot size ki selection automatically Jyada a Rahi hoti hai aur jawab trade open kar lete hain to usmein aap ko bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai isliye Jab trade open karne se pahle different important tools for example lot size and margin level aur se related jitne bhi important factors hote hain unko carefully study karna aapke liye bahut important Hota Hai.
              • #8 Collapse

                Re: Ye sawal free trading margin par mubbni hay?

                Free margin.

                Je han jb ap trade open karty hain to us trade ki lot k baraber ka margin apki equity sy minus kar deya jata hai. Ab ye trade agr profit ma ho gi to equity k sath sath free margin b barhta rahy ga but agr ye trade loss ma ho gi to ye margin equity k sath sath kam hota jae ga. Trade hamesa small lot sy open karny ka es lae kaha jata hai ka ap k pass acha free margin bacha ho. Jis sy apko account wash ka samna na karna pary.

                Margin call.

                Jb apka free margin zero ho jata hai to esko margin call kehty hain. Es waqat apka account ap sy mazeed fund ki demand kar rha hota hai. Agr ap es ma fund input ni karyn gy to ye wash ho jae ga. Margin call ko khatam karny ka ik tareeka or b hai but wo bhot challenging hai. Agr apk pass acha knowledge or experience to he ap es method ko follow karyn. Margin call ko avoid karny k lae apko chahe k ap small loss wali trades ko close kar deyn or es k bad apny trade ko hedge karny ka sochyn. Agr ye hedge ho jae to apko mazeed fund ni chahe ho gy or apka account bach jae ga but esk bad he apk experience ka test start ho ga or wo asy k ye hedging ap ny us time khatam karni hai jb apko confirm ho jae k market ka trend ab reverse ho giya hai. Agr ap ny hedging khatam karny ma zara si b jaldi ki to ap phr asi position ma ah jayn gy jaha par phr hedging karna bhot muskil ho ga or phr confirm apka account wash ho jae ga.

                Free margin trader k lae bhot zaruri hai kbi jald profit ko hasil karny k lae zayada trades open na karyn k ap ko bad ma margin call ka samna ho jae. Jaldi ma profit k lae bhot sari trades open karna he apk account k wash hony ki waja ban sakta ha. So kbi jaldi na karyn or hamesa ye khosis karyn k ik he trade open karyn or achi trade open karyn. Fazool trades sy account k risk ma ezafa na karyn.
                • #9 Collapse

                  Re: Ye sawal free trading margin par mubbni hay?

                  forex k platform par par hum trading ker sakty hain or trading mein aik term free margin bhi use hoti hai free margin wo margin hota hai jo humen hamary account e bach jata hai agar hum is mein kaam nahi kren gy tou humen misfortune ka samna krna par sakta hai is mein hamen loss hony k chances bhi barh jaty hainforex business market mein koi bhi dua nahi hai balky ek law hai jo k poori duniya mein log is ko ker rahy hain forex ahista ahisat poori dunaiya mein business shuru ho geya hai is ko world wide busniess ben'ny mein zeada time nahi lagy ga or ye pakistan mein bhi bilkul legal business hai
                  kjaab aap ka margin bilkul zero ho jata hai tou is ko free margin kaha jata hai is condition mein aap ka account mazeed fund ki demand ker raha hota hai agar aap us waqt account mein fund ko nahi dalty tou aap ka account wash hony k chances bohat zeada barh jaty hain is liye hamen cahahiye k jab bhi account ki demant ho us mein fund provide ker dein Margin call ko avoid karny k lae apko chahe k ap small loss wali trades ko close kar deyn or phr us k baad apni trade ko hedge kerny ka sochen hamen margin calls ko kabhi bhi ignore nahi kerna chahiye free margin calls k liye zaroori hai kabhi bhi jald profit hasil kerny k liye zeada trades na open keren kuen k is mein aap ko margin calls ka samna ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye sawal free trading margin par mubbni hay?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Free trading margin se hamy trading me kia faidy aur advantages mil sakty hey aur hamy kesy low investment karny key bawajood be zeyada limit ka trading margin hasil karny me kamyab ho sakty hey?
                    Ham forex market main investment ker ky jab bhi trade open kerty hain tou same investment balance ky sath hamain margin aur free margin show ho raha hota hai jo Asal main remaining balance per trade open kerny ky liay authorization hoti hai ky ham mazeed trade open ker sakty hain ya nehi agar hamara margin positive main hoty huey balance bhi achi amount main ho tou ham trade open ker sakty hain jabky agar hamara margin negative side per chala jata hai jabky hamary trading account main balance bhi hota hai tab bhi Ham mazeed trade open nehi ker sakty ky hamain kisi bhi pair main trade open kerny ky liay kuch minimum amount required hoti hai jo ham same amount ky sath trade open ker lety hain tou further hamary pas margin nehi hota kg ham again trade kisi other pair main bhi set ker sakain kuch pairs aesy hain jin main margin bahot kam hoty huey bhi trade open ho jati hai lekin aksar pairs main jab margin kam ho jata hai tou hamary pas mazeed trade open kerny ka option hi khatam ho jata hai

                    Agar hamary pas gold main trade kerny ky liay minimum twenty dollars required hain tou jab ham same balance hony per gold main trade open ker lety hain tou hamary trade account main balance available hota bhi hai lekin margin khatam ho jata hai jo ham mazeer koi trade open nehi ker sakty aur hamara margin bhi hamary leverage per depend kerta hai ky agar ham leversge bahot zyada select ker lety hain tou phir hamain bahot kam balance per bhi bahot bara margin provide Kia jata hai ky ham minimum balance ky sath bhi forex market main kisi bhi pair main trade ker sakty hain lehaza hamain agar small investment per trade continue kerni hai jabky ham forex trading expert bhi hain tou ham market main trade open kerny ky liay apni leverage high select ker lety hain lekin iska faida hamain isterha sy hasil nehi ho sakta ky ham trade tou open ker lain lekin same trade small balance ki waja sy hamain control kerni mushkil ho jati hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye sawal free trading margin par mubbni hay?

                      loose alternate margin jab aap ek exchange open karte hain to Aapka bataya Jo balance ban jata hai usko unfastened margin Kaha jata hai aur usko use Karke aap foreign exchange buying and selling market mein mazeed buying and selling kar sakte ho foreign exchange forum contributors aapko trading market mein warfare karte hue kam karna hoga aur buying and selling market ko sikhana Hoga technical and fundamental analysis ke sath trading market ke data aur know-how ko enhance karte hue apni competencies ko bechar banakar studying karna hogi.Pakistan ka test excellent opportunities aapko mil rahi hai inko use karte hue aap buying and selling market mein bonus trading account according to kam karte hue acchi buying and selling aur achcha kam behtar sakte ho worthwhile buying and selling kar sakte ho trading market mein sentimental analysis consistent with recognition Karen aur apni buying and selling talents ko improve karte hue mature professional dealer ban jaen. buying and selling market mein candlestick chart sample according to focus cracking or jab aap alternate open karte Hain to loose margin aur ultimate margin ko samajh lena aap apne danger ko manipulate kar sakta aur lot size ko dekhkar trading kar sakun forex buying and selling market mein basic phrases ko samajh Lene se kamyabi mil sakti hai.buying and selling market mein fundamental technical or sentimental evaluation ko understand karna obligation ke sath Apne trade account ko control karna aur danger and praise ratio in step with kam karna hamara kam hai..

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X