loss ko profit me kese badla ja sakta hai ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    I am also on the bonus account trading lot equal to one cent per point, never finish the transaction, since even if a large will a decent supply depot, I never understood that 200-300 hundreds of dollars in the account in paragraph 10 cents is already risky?
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      mere khahal ma to trading ko seekhan koi mushkil kam nai ha agr ap forex ko kafi time da raahahy hain to ap bohat jald forex ko seekh saktay hain aur ek achay trader ban saktay hain
      • #33 Collapse

        bhai shb hr shaks ki napni mahharat hoti hy lkn is me maharat nh blke mehnat ki zrorat prti hy or jo shaks ager loss krwata hy ager wo shaks mehnat kre to wo apne loss ko khatm kr sakta hy
        • #34 Collapse

          brother app loss ko profit mein toh nahi badal sakthey jab tak app key pass bhari equity na hoo aur dosri baat yeh hai k app loss ki recovery kar sakthey hain by proper stop loss and take profit positions.
          • #35 Collapse

            Forex Trading me ap ka koi boss nhi he ap khud apni marzi se jitne din bhi chuatti karna chaiahe kar sakte hen aur forex trading me week me 2 din chutti karni parti he q k market close hoti he
            • #36 Collapse

              forex trading mai dear loss ko profit mai hum conver kar to sakte hai lekin is k liye humay strategy say kaam karna parta hai forex trading mai ap money managment ki base per ache say trading kar sakte hai jis mai apko markets k saat saat usay samjna hota ha and us say humari trading or asan hojati hai and loss ko hum cover b kar sakte hai
              • #37 Collapse

                Dear Yehi to forex main ap ko sekhna hai is tarha to ap kuch nahi seekh sakte hai loss ko profit main convert kerne ko to ek kamiyab trader kehte hai ap apni trading skills per concentrate karey
                • #38 Collapse

                  bilkul bhai hum loss ko profit main badal skty hain, lekin is k lye hamare pas forex ki knowledge honi chahye or planning bhi sth sth hon, tab he ja k hum loss ko profit main badal skty hain, without planning or stretegy ap forex main kabhi bhi kamyab nhi hoskty sirf o sirf ap loss khaskty hon, profit k lye apko mehnat krni hogi.
                  • #39 Collapse

                    Re: loss ko profit me kese badla ja sakta hai ???

                    Aapki baat bilkul theek hai ham Apne loss ko profit mein mein convert kar sakte hain

                    agar aap apne loss ko profit mein convert karna chahte hain to aapko chahie ki aap ne Jo galti ki hai usko correct Karen aur dobara vah Galti Kabhi Na Karen jisse aapko loss aaya hai isiliye ye aap ko chahie ki aap demo account per jyada se jyada practice Karen aur is se achcha experience hasil Karen kyunki agar aap Forex mein acchi practice knowledge or experience se kam karenge to aapko inshallah bahut jyada fayda Hoga aur aap ek best trader ban sakenge aur market mein trade Karke achcha profit bhi hasil kar sakenge agar aap chahte Hain Ki hamara Jo loss hua tha vah bahut jald recover ho jaaye to aapko chahie ki aap market mein jyada se jyada mehnat Karen aur jyada se jyada time market mein spend Karen shukriya
                    • #40 Collapse

                      Re: loss ko profit me kese badla ja sakta hai ???

                      Assalamu Alaikum dear Forex mean by laws ko profit Mein Kaise Badla Ja sakta hai ji ho friend aaj main aapko batana chahta hun Pakistan form Forex Mein loss ko profit Mein badalne ke liye aapko hold karna hoga Apne trading co hole per Lagana Hoga Kyunki markets movement ka Nahin Pata Hota ki market kab aap ja rahi hai yah kab I ja rahi hai to aapko chahi Pakistan from Forex Mein acchi Tarah Se mehnat Karke Apna Kam pura karna chahte Jyada Manata Pakistan Parampara X Mein karna chahte hain Ab To Nahin Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain
                      • #41 Collapse

                        Re: loss ko profit me kese badla ja sakta hai ???

                        dear friendHamen Hath Re Lagane se pahle market mein Main Achcha hai lekin karna chahie Agaram Forex Mein Main ke sath kam Karenge To Ham acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aur Achcha bonus bhi Kama sakte hain Hamen acchi trading karne ke liye Achcha prapt Hua Tel karne ke liye acchi trading Karni chahie Agaram Forex mehnat ke sath kam Karenge To Ham acchi kamyabi Grand Hotel kar sakte hain Hamen acchi Nahin karne ke liye Karni chahie Karenge sakte hain aur kar sakte hain
                        • #42 Collapse

                          Re: loss ko profit me kese badla ja sakta hai ???

                          Ziada loss say bachny liye Stop Loss ko use krna chhaye apka loss specific limit par aa kr ruk jaye us k bad best strategy say loss gain ho skta hai agar market kafi ziada fluctuate ho rhi hoto us waqt trading na kren bal kay wait kren ta k ziada loss say bacha ja skay us k bad market ko check krty rhen or best signal par hi trading start kren ap khud bhi market ko analyze krna learn kren economic calender market ko analyze krny k liye best hai agar hum economic calendar ko porper read krna seekh len to different currency pair ki movement ko predict kr skty hian.
                          • #43 Collapse

                            Re: loss ko profit me kese badla ja sakta hai ???

                            Agar aap Forex Mein kam karte hue friends ko planning ke sath istemal Karenge aur trading Mein Hamesha planning se kam Karenge aur apne Kaun ke mutabik lot size use Karenge aur jaldbaji Nahin Karenge to aap kabhi bhi na Kam Nahin Honge Forex Mein Hamesha mehnat Sahi kamyabi sleigh Hamesha mehnat Kya Karen agar aap Kamyab Hona Chahte Hain to Forex next Peene Sonalika hona lazmi hai tab hi aap Kamyab Honge
                            • #44 Collapse

                              Re: loss ko profit me kese badla ja sakta hai ???

                              Assalam o Alaikum dear members hamein loss ko profit mein badalny k liye apni trading safe krni chahiye safe trading us waqt hotii hy jab ham lot size ko kam rakheingy lot size ziyada hoony ki waja sy hamarii trading risky ban jaatii hy . Apny loss ko profit mein change krny k liye hamein market ko analyse krna pryga jab market ki hamein samjh ajygii phr ham loss sy bach jaaengy hamara loss phr hamein recover krna prta hy loss sy jitnii ziyada hosky apko bachny ki koshish krni chahiye ham ziyada sy ziyada mehnat kreingy tu hamara fyda hoga hamara fyda isii mein hy k ham market ko samjhein aur phr profit ka soocheingy tu loss sy bach jaaengy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: loss ko profit me kese badla ja sakta hai ???

                                Assalamu alaikum agar aapko pahle loss ho to aapko bilkul bhi confuse nahin hona chahie tension nahin leni chahie loss ko profit mein change karna chahie agar aapko loss ho to aapko bilkul bhi ghabrana nahin hai aapko trading mein jyada message karni chahie hardworking karni chahiya apni galti hardworking se kam karna chahie jisse aap kamyab Ho payengehamen apni galti hone se sikhana chahie apne cal se Sikh kar use per mehnat karke use per kamyabi hasil karne chahie agar Ham Forex trading mein Los lete Hain to hamen main mehnat karke usko profit margin karna chahie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X