ASSALAM O ALAIKUM, agar Ham kisi kam mein Nakam ho jaate Hain to hamen kabhi bhi give aap nahin karna chahie aur na hi himmat har nahin chahie kyunki agar Ham ek bar nakam hue Hain to iska matlab ye nahin ki Ham bar bar na kam honge Ham zarur kamyab honge agar Ham apne kam mein interest ne tu apna Kam Puri mandari ke sath karen to mehnat Karen acchi experience or knowledge ke sath kam karen to ham har kam ko successfull bana sakte hain apni mehnat ke sath jab Ham mehnat ke sath kam karte hain to uska humko successful bhi banaa lete Hain to kabhi bhi give up na Karen himmat ke sath sabar ke sath kam karte rahen apni mehnat ko continue rakhen kamyabi jarur milegi
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим