Jaiza: Ema aur Sma ka working mathod Kya hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Ema aur Sma ka working mathod Kya hy
    Dear friends forex me ye dono best indicators hen lekin hamen in ka use aur working procedure ka PTA hona chye EMA indicator aur SMA indicator dono ka kam trend ki measurement karna hoti hay magar SMA jo key Simple moving average ka indicator hota hay price data ko calculate karta hay jab key EMA jo key Exponential moving average indicator hota hay ye price data ki calculation mazeed achy tareeqy se karta hay aur es ka weight be SMA indicator se zeyada ka deta hay, app same time me EMA aur SMA indicator ka use kar sakty ho, dono indicators moving average indicator hi hey magar EMA indicator jes ko app latest be samaj sakty hey ye zeyada achy tareeqy se kam kar sakta hay
    Last edited by ; 06-09-2020, 01:13 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Ema aur Sma ka working mathod Kya hy

    Ji aapane moving average indicator ki type ko bahut hi acche tarike se explain kiya hai agar Ham is business ke andar kam karna chahte hain To Hamen ismein indicator ki jarurat padati hai moving average indicator ki 2 types Hai jinko Ham istemal karte hain Ek types ko simple moving average Kahate Hain aur jo Iske dusri type hai use Ham exponential moving average Kahate Hain expert aur professional ka yah Manana hai ki jo exponential moving average Hai vah Hamen simple moving average ki nisbat bahut hi Achcha result deti hai aur ham isase fayda Utha sakte hain vah exponential moving average ko Apne chart ke andar lagty Karte Hain .

    Expert trader Aksar exponential moving average vs simple moving average ka jo period use karte hain vah 50EMA ya SMA ka hota hai ya pher 200 exponential moving average ya 200 simple moving average ka istemal karte hain ya bahut hi jyada Hamen Achcha signal deti hai agar Ham Apne chart ke andar exponential 50 aur exponential 200 ka istemal Karte Hain To Ham ismein is se asani k sath uptrend Aur downtrend Ko find kar sakte hain is indicator ka istemal Ham Kisi bhi timeframe ke andar karen to yah Hamen acche results Deta Hai Magar sabse Achcha result Jo Hamen Milta Hai vah H1 aur H4 ke andar Milta Hai Jab 50 exponential moving average 200 ki moving average ko Upar Se niche ki taraf cut Karti Hai cross karti hai to ose Waqt is market ke andar downtrend banta hai aur ismein ham Ek acchi trade Laga sakte hain Agar moving average ki line price se niche ho to uptrend hota hai aur Agar moving average ki line price se upar ho to downtrend banta hai is market Mein Hamen kabhi bhi trend ke against trade Nahin Lagani chahie aur trend ko identify karne ke liye Ham bahut jyada indicator ka use kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Ema aur Sma ka working mathod Kya hy

      Yes dear moving average Ek bahut hi important indicator Hai Jisko are properly istemal karti hui apni trading ko profitable banaa sakte hain lekin moving average indicator ko properly istemal karne ke liye aapko is related complete learning Hasil Karni hoti hai aur jab aap isko apni trading per reply kar rahe hote hain to aapko is isase properly input provide Karni hoti hai agar aapki import galat hongi to aapko yah indicator kabhi bhi best results provide nahin kar sakta.

      Exponential moving average or simple moving average donon moving average indicator ki type hoti hai jismein aapko market se related different indications provide ki ja rahi Hoti Hai Isko use karne ka proper method main aapse share kar deta hun jismein aap aap isko apni trading per apply karte hue apni trading ko bahut jyada profitable banaa sakte hain.

      Dear jab aap exponential moving average or simple moving average ko apni trading per apply kar rahe hote hain to ismein aapane isko input provide karna hota hai jismein maximum trader is ko 2 input provide karte hain jo kay 50 aur dusra 200 input provide karte hain iska matlab yah hota hai ki aap last 50 candlestick aur 200 candlestick uski average ki basis per calculation Lena chah Rahe Hote Hain Jab aapko yah indicator 50 candlestick aur 200 candlesticks ki basis per information provide karta hai aur Japan ka crossover hota hai to Uske bad aapko market Mein entry Lena Hoti Hai jis ki vajah se aapko bahut jyada profit ho sakta hai Jab yah donon line aapas Mein kharash Karti Hain To Uske bad aap ko jo market Mein entry milati hai vah bahut jyada profitable ho sakti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Ema aur Sma ka working mathod Kya hy

        ema and sma ka kaam karnay ka acha trika tha systems mil ok pair banati hai wo large pair mai aati hai aor own sab ki 2d hit hoti hai wo usd ok hisab se hoti hai agar usd mild ho jaye to aus time sary units pass karty hai agar mumble ais mai alternate karty hai to mumble blow ais marketplace mai usd document ko lazmi dekhna chaye kun ok aus ki 2d ko dekh ok mumble bahot sary units preferred alternate kar sakty hai aor aus preferred mumble acha benefit bana skaty hai kun ok usd ki waja se marketplace mai kafi zayda 2d hoti hai aor aus preferred mumble blow kafi zayda faida hota hai jis ki waja se mumble ne Kaha ok USD ka foreign exchange buying
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Ema aur Sma ka working mathod Kya hy

          ema or sma ka kaam kerny ka tareeky acha tha systems mil ker pair benati hai or wo large pair mein aati hai aor wo sab ki second hit hoti hai or wo us k hisab se bhi hoti agarusd mild ho jay tou us time sary units pass krty hain
          exponential moving average or simple moving average bhi dono moving average indiacators ki types hoti hain is mein ais hota hai k humen market k sath related movement ko dena hota hai
          jab hum exponential moving average or simple movine average ko as a indicator trading k liye use ker rahy hoty hain tou hamen us mein input provide krni hoti hai jismein maximum trader is ko 2 input provide krta hai jo kay 50 aur doosra 200 input provide kerta hai is ka matlb ye hai k aap last 50 candle stick or maximum 200 candle stick par us ki average ki basis par calculation ki basis krna chah rahy hoty hoty hain jab aap ka indicator aap ko 50 ki candle stick or 200 ki candle stick par information provide ker raha hota hai tou tau us k baad aap ko kerna ye hota hai k aap ko market mein entry lena hoti hai jis ki wajha se aap ko profit hasil hota hai or aap aik acha bonus hasil ker sakty hain jab ye lines apas mein crash krti hain tou he aap ko market mein entry milti hai or ye bohat he zeada profitable sabit hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Ema aur Sma ka working mathod Kya hy

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
            Dear friends forex me ye dono best indicators hen lekin hamen in ka use aur working procedure ka PTA hona chye EMA indicator aur SMA indicator dono ka kam trend ki measurement karna hoti hay magar SMA jo key Simple moving average ka indicator hota hay price data ko calculate karta hay jab key EMA jo key Exponential moving average indicator hota hay ye price data ki calculation mazeed achy tareeqy se karta hay aur es ka weight be SMA indicator se zeyada ka deta hay, app same time me EMA aur SMA indicator ka use kar sakty ho, dono indicators moving average indicator hi hey magar EMA indicator jes ko app latest be samaj sakty hey ye zeyada achy tareeqy se kam kar sakta hay





            Salam Friend apny Unique post discuss ki hai mai apko mazeed iss ky bary mai kuch information share krta hun.!
            EMA stands for Exponential Moving Average
            SMA stands for Simple Moving Average.
            SMA and EMA 2 purkaar ki linen hoti hain jo ky us stock ky movement ko btaati hain , iss mai hamen yh dekhna hota hai ky kab yh aik dosry ko Kaat kr agy nikalti hain.EMA ki line stock ky trend ko zyada teezi sy bataati hai.EMA ki line ager SMA ki line ko kaat kr nechy nikalti hai tu stock us waqt nechy giry ga, or jab SMA ki line EMA ki line ko kaat kr upper nikalti hai tu stock Upper ki taraf jany lagta hai.
            SMA or EMA mai darasal kisi bhi share yani 10,15,20,25 days ka ost nikaal ky check kia jata hai.SMA mai kisi bhi Adad ko jama kr ky usy 6 sy taqseem kr ky us ka Ost nikaal lia jata hai.EMA stock reaction ki price sy match krta hai or EMA ki line stock ko zyada achy sy baatati hai. In dono line ka used kr ky ap trend ky current past or future ki value ya future ki movement ka andaza laga skty ho or 90% accurate Trade laga sakty hain. In dono line ko smj ky trade krna asan hai market ko smjha jaa skta hai.
            nechy Picture sy apko waziha ho jaye ga.Thanks.
            Click image for larger version

Name:	2C776527-880D-41FE-B4A8-D22E320D8989.jpeg
Views:	2
Size:	36.3 کلوبائٹ
ID:	12330655
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Ema aur Sma ka working mathod Kya hy

              Simple moving average vs exponential moving average.

              SMA or EMA similar hai es sorat ma k ye dono use hoty hain trend ko measure karny k lae. Dono averages similar hoti hai kiu k dono ko ik he tarha sy interprate kiya jata hai. En dono ko technical indicator use karty hain price action ko smooth karny k lae. En 2no ki measurement ma kuch difference b hai or primary difference ema or sma ma sensitivity hai jo 2no show karty hain data changing ma apni calculation sy. Sma price data ki average ko calculate karta hai or ema ma current data ko zayada weight deya jata hai. Newest price data moving average par zayada impact daly ga or older price data ka impact lessor ho ga.

              Exponential moving average.

              Ema purany data k mukablay ma recent data ko zayada weight deta hai. Ye sma ki nisbat latest price par zayada effective hai. Ye zahir karta hai k ema average k tor par zayada trader es he laye use karty hain. Ema ki calculation speedy hoti hain

              Simple moving average.

              Sma most common type hai average ki or ye use karty hain analysis karny waly trader or ye asy mahloom ki jati hai k agr ham total sum of set of prices ko total numbet of price in series sy divide kar deyn. Sma ki calculations slow hoti hain. Dono ma ye farak hai k ik doseray kio b better ni hai.

              Key points.

              1. Exponential moving average recent data ko zayada weight deta hai.

              2. Simple moving average ab values ko equal weight karta hai.

              3. Technical indicator k tor par kio b trader en 2no ko guranttee succcesa k tor par use ni karta.


              Trader ka experience bhot matter karta hai. Agr uska experience acha ho ga or ye indicator achi value na b dey rahy ho to b wo apna target pick kar leta hai jo usk lae profit ki waja ban jata hai. Kio b trader experience forex ko use kaye bena hasil ni kar sakta. Experience ko hasil karny k lae usy market ma ana he hota hai.
              Last edited by ; 06-09-2020, 04:32 PM.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Ema aur Sma ka working mathod Kya hy

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
                Dear friends forex me ye dono best indicators hen lekin hamen in ka use aur working procedure ka PTA hona chye EMA indicator aur SMA indicator dono ka kam trend ki measurement karna hoti hay magar SMA jo key Simple moving average ka indicator hota hay price data ko calculate karta hay jab key EMA jo key Exponential moving average indicator hota hay ye price data ki calculation mazeed achy tareeqy se karta hay aur es ka weight be SMA indicator se zeyada ka deta hay, app same time me EMA aur SMA indicator ka use kar sakty ho, dono indicators moving average indicator hi hey magar EMA indicator jes ko app latest be samaj sakty hey ye zeyada achy tareeqy se kam kar sakta hay
                Forex market main trade kerny ky liay hamain indicators ki zarurat tou hoti hai ky ham market ky current trend ko find ker sakain aur yeh andaza laga sakain ky market main ki current trend chal raha hai is main signals strength Kia hai ky kis point tak same direction main market ka trend continue reh sakta hai agar Ham market ky trend ko measure kerna chahty hain ky kis direction main hai aur kab tak me direction main reh sakta hai tou hamain phir trade open kerny main mushkil nehi hoti ham market main trend ky mutabiq trade open kerty hain aur jahan tak hamain indication mil rehi hoti hai ky yahan sy trend reverse ho sakta hai wahan tak ham target set ker dety hain ky hamari trade wahan per profit main hi close ho jaey ky agar same point sy market reverse direction main movement start kerti bhi hai tou hamari open trade profit main hi close ho jaey ky hamara hasil shuda profit bhi secure ho saky aur market ki movement per hamain loss hona shoru na ho jaey

                Ham market ky trend ko find kerny ky liay main chart main differnet moving averages ko use kerty huey market main trade open kerty hain jin main sab sy basic SMA hoti hai ky jab bhi ham market ka chart open kerty hain tou candle stick pattern main candles ky sath sath aik moving average line bhi movement ker rehi hoti hai jo market ki current trend ki direction ki bhi show ker rehi hoti hai aur trend ko measure bhi ker rehi hoti hai jisko SMA kehty hain ky simple moving average aik indicator ki terha kam kerti hai jabky agar ham same SMA ky sath agar exponential moving average EMA indicator ko bhi set ker lety hain tou dono ky combination sy ham market ko bahot achi terha read ker sakty hain ky market main current trend ko find kerna bhi hamary liay bahot asan Ho jata hai aur ham yeh bhi smajh sakty hain ky market kisi point sy reverse movement kerny wali hai ya same direction main movement continue rakhy gi taky ham apni open trade ko secure ker sakain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Ema aur Sma ka working mathod Kya hy

                  Trading mein Ema aur Sma bahut jyada use hote Hain aur bahut se trader inko istemal karte Hain jahan tak mera experience haitu yah hamari trading ke liye bahut hi best hote hain aur ham in se bahut acchi trading kar sakte hain isliye Hamen chahie kya Hamen ko jarur istemal Karen aur in se fayda uthane ki koshish karen kyunki bahut se log ine ko istemal karke achcha fayda utha rahe hain isliye hamen bhi koshish karni chahie kya Ham bhi interest Amal ko yakin nahin banaya aur in se fayda uthaen.


                  Ema ka matlab hai x potential moving average yah be moving average kiye kismat hoti hai aur market ki price ke bilkul hi sath sath chalti rahti hai aur is moving average se Ham market mein bahut acche analyses kar lete hain aur yah moving average bahut jyada istemal hota hai isliye main samajhta Hun ki hamen bhi is moving average ke bare mein Janna chahie aur isase fayda uthane ki koshish karni chahie yahan bhi trading nahin se istemal kar sake hote kankal analyses kar saken.


                  Sma simple moving average trading ke liye bahut hi best hai aur isase bhi bahut jyada istemal Kiya jata hai hai yah donon indicator hi bahut behtar hote hain aur agar jab humne technical analysis karne hote Hain to Ham in indicator ko market ke chat bhi mention kar lete hain aur ine se Hamen kafi behtar result milte Hain Hamen in ki valuta mint condition ke bare mein Janna chahie tha ki Hamen kartik tarike se istemal kar sakte hain.

                  Moving average ko istemal karna bahut hi aasan hai aur jab Ham inko charge per laga lete Hain to yah trending market mein Hamen bahut achcha result dete Hain jab market ki price moving average ke upar hoti hai to tab Hamen bullish market ka signal dete Hain aur jab kisi bhi currency yah to modernity ki price moving average ke niche hoti hai to tab yah selling trade ka signal dete Hain in se Ham kafi achcha fayda utha sakte hain gram input theek tarike se istemal Karen yah hamare liye bahut hi madad gar sabit ho sakte hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Ema aur Sma ka working mathod Kya hy

                    Like other technical indicators EMA & SMA bhi do bahut help ful indcators hain jo previous periods ki price movements per calculate kar kay is say hamain trend ka batata hay. Aur next trade ki prediction kar kay entry ka batata hay.

                    SMA yani simple moveing average past data per calculate hota hay laikin iski calculatiin jis tarah simple hay, isi tarah iska result bhi bahut simple, normal aur untrustful hota hay. Yani ager ham last 20 days ki price movement per SMA ki calculation karty hain to ham last 20 days ki closing prices kay sum ko simply 20 per divide kar dain gay. Yahan price action hamain aik average price day ga jis ko ham mojuda price movement say compare karain gay. Laikin sirf SMA kay results per he trading karna loss day sakta hay iskay sath hamain kisi aur indicators ka use karna lazmi hota hay.

                    Exponential moving average (EMA) SMA ki nisbat bahut trustful data provide karti hay, q keh is ko ham kafi variations kay sath calculate kartu hain, yani isko ham jab calculate karty hain to baqi indicators ki calculations main bhi isko use karty hain. Jais ke MACD indicator main ham EMA ki calculation ka use karty hain. Exponential hamain EMA kay muqably main acha entry point aur calculation batata hay. Iski weightage bhi achi hoti hay. EMA short term period per calculate karny say greater value batata hay.

                    EMA ki calculation kay bad hamary pas kafi effective renent price data a jata hay laikin phir bhi trade ki kamyabi aor loss say bachny kay liye zaroori hay keh analysis lazmi karain ta keh market conditions kay mutabiq technical analysis implement kar sakain. Iskay sath proper riska management kar kay trading order llace karain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X