dear members main aap sab say yeh ask karna chahta hoon k ham is forum main kaam kartay huway forex markeet k baray main apna experience aur knolwedge share kartay hain kia ham is baat pay yakeen k sath kam kar skatay hain k pak forum say hamko bahut kuch hasil ho sakta hay ya yeh forum kabhi bhi band ho sakta hay isk baray main tafseel say baat karain?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим