Jitna zaida ap Forex ko learn kren ge otna hi zaida Forex apko profits Dy gi.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jitna zaida ap Forex ko learn kren ge otna hi zaida Forex apko profits Dy gi.......
    Salam dosto ap jitna zaida Forex ko sekhen ge or otna hi zaida apko Forex profit dy apko Forex zaida SE zaida sekhan ho gi TB hi ek rozana Ka mandola bna Len k Apne Irma taime Forex market ko Dina ha r otna taime Apne practice krni ha to ap Forex trading main kamyab ho Jaen ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jitna zaida ap Forex ko learn kren ge otna hi zaida Forex apko profits Dy gi.....

    forum main lear kar k hi hum sucess hon gay aur forum m ain apni life ko best ban sakty hain so hhamain forum main profit ko mange kar k hi hum achy say tradr ban sakty hain tab hi hum loss say bach sakty hain tab hi hum real main kar k hi ihum sucess hon gay aur foruum m ain pracice kar k hi hum achy say trader ban sakty hain aur forum main ear k arien gay
    • #3 Collapse

      Re: Jitna zaida ap Forex ko learn kren ge otna hi zaida Forex apko profits Dy gi.....

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shakirhayat پيغام ديکھيے
      Salam dosto ap jitna zaida Forex ko sekhen ge or otna hi zaida apko Forex profit dy apko Forex zaida SE zaida sekhan ho gi TB hi ek rozana Ka mandola bna Len k Apne Irma taime Forex market ko Dina ha r otna taime Apne practice krni ha to ap Forex trading main kamyab ho Jaen ge
      G han dear aapki mehnat per depend karta hai ki aap jitna jyada mehnat se kam karoge aur lagane se kam karne ke jitna aap Forex ko learn karoge utani hi aapko profit Hasil hoga
      • #4 Collapse

        Re: Jitna zaida ap Forex ko learn kren ge otna hi zaida Forex apko profits Dy gi.....

        dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading sa achhi earning hasil krnay k liay forex trading ki achhi learning bahot zroori ha isliay apko chayay k demo account ki achhi practice k zriay forex trading ko achhi trh learn kr k trading kren ta k forex trading sa achhi earning hasil kr sken
        • #5 Collapse

          Re: Jitna zaida ap Forex ko learn kren ge otna hi zaida Forex apko profits Dy gi.....

          G han forex trading men kamyabi ka mukamal daro madar achi learning pe hota hey iss liay jo log bagher learning k trading kartay hen woh nakam ho jatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay posting k zariay aur seniors se rabta kar k achi learning hasil karen aur phir demo account pe practice kar k achi learning hasil karen aur phir regular trading start karen aur jitni ziyada mehnat karen gey utni achi earning hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Jitna zaida ap Forex ko learn kren ge otna hi zaida Forex apko profits Dy gi.....

            Han ge bilkol hum jitna forex ko seekhein gy osko samjhein gy aur practice karengy apni trading skills improve karengy otna he humy profit hoga. Q k jab humein achi analysis karni ati ho aur trade leny ati honti hum profit he karengy
            • #7 Collapse

              Re: Jitna zaida ap Forex ko learn kren ge otna hi zaida Forex apko profits Dy gi.....

              G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex mebn bahut himat kay sath experience hasil karna chahey kun kay agar hum as men experience hasil nahin karen gy tu hum as men kabhy bhe kamyaby hasil nahin kar sakty hain as lia hamen forex men bahut dil laga kar apna experience hasil karna chahye kun kay forex men kam karna bahut mushkil hop gaya hy as lia hamen as men koi bhe kam kotahy kay sath nahin karna chahey
              • #8 Collapse

                Re: Jitna zaida ap Forex ko learn kren ge otna hi zaida Forex apko profits Dy gi.....

                Forex min trading ik aisa Kam Hy jis ko ham jitna learn Karin gay yeh khatam ni hu ga learn karny sy hi ham earn Karin gay learn karny hamin experience barhta Hy knowledge zayada hu jata tu phr ham thuri mehnat sy zayada earn Kar sakty hain knowledge ki gain karny KY ly ham learn Karin gay tu ham zayada profit zayada hu ga
                • #9 Collapse

                  Re: Jitna zaida ap Forex ko learn kren ge otna hi zaida Forex apko profits Dy gi.....

                  Aapane bilkul acchi baat ki hai Pakistan Forex online business mein Jitna Ham Jyada Se Jyada learning per focus Karenge yah Anant business Hamen utna hi acchi kamyabi Degi isliye Humko chahie Ham is online business Mein best learning karne ke liye Achcha time invest karna chahie Jab Ham time investment Karke mehnat Karenge aur forex business ke Roj ko bhi follow Karenge To Ham ismein Achcha knowledge or experience learn kar sakte hain jitni learning Hamari strong Hogi utna hi Ham is Anand Business mein Achcha profit easily Hasil kar Payenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Jitna zaida ap Forex ko learn kren ge otna hi zaida Forex apko profits Dy gi.....

                    G han forex trading men achi aur kamyab trading karnay k liay achi learning must hey aur bagher learning k trading shuru karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay pahlay posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning hasil karen aur phir demo account pe practice kar k achi learning hasil karen aur phir jitni ziyada mehnat karen utni achi earning hasil kar saktay hen lekin learning jitni bhi ho thori hoti hey iss liay learning process ko hamesha k liay jari rakhen
                    • #11 Collapse

                      Re: Jitna zaida ap Forex ko learn kren ge otna hi zaida Forex apko profits Dy gi.....

                      Assalamu Alaikum aapki baat bilkul theek hai ki agar Ham Jitna Forex trading co sikhenge Iske indicators aur tools ko samjhe Ayenge aur iski market ke signal ko samjhe Ayenge apna hi jyada Hamare liye Forex trading Aasan Hota Jaega aur ham easily market ko understand Karke kamyabi ke sath trade kar Sakenge isliye Hamen chahie ki bahut jyada mehnat Karen aur jald se jald is kam ko sikhen ok Ham bhi apni life mein positive change La sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Jitna zaida ap Forex ko learn kren ge otna hi zaida Forex apko profits Dy gi.....

                        Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul theek baat ki Forex trading Ek Aisa online business hi Jiski about Hum jitni learning Hasil Karenge itna hi Hamen Forex se a fayda Hasil hoga aur ham Forex trading ke about jitni information aur knowledge increase Karenge utna hi Hamare experience mein bhi izafa Hoga Jiske Liye Hamen Forex trading ko Jyada Se Jyada time Dena chahie aur Forex ke a rules ko bhi follow karna chahie aur aur apne senior se bhi help Lena chahie aur unke a kam se a experience Hasil karna chahie aur demo account per Jyada Se Jyada practis Karte Rahana chahie Jaise Hamen Forex trading main perform karne mein Asani Hogi aur ham Forex trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jitna zaida ap Forex ko learn kren ge otna hi zaida Forex apko profits Dy gi.....

                          hamein ziyada saay ziyada learning karne chahe aur kamyab trading karnay k liay achi learning must hey aur bagher learning k trading shuru karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay pahlay posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning hasil karen aur phir demo account pe practice kar k achi learning hasil karen aur phir jitni ziyada mehnat karen utni achi earning hasil kar saktay hen lekin learning jitni bhi ho thori hoti hey iss liay learning process ko hamesha k liay jari rakhen
                          • #14 Collapse

                            Re: Jitna zaida ap Forex ko learn kren ge otna hi zaida Forex apko profits Dy gi.....

                            Aap Forex Ko Jitna Jyada learn Karenge Forex se aap Khush nahi profit Le Payenge Kyunki Forex Mein profit Hamesha learning Sahi Hoga aapko learning Sahi Forex Mein acche earning Hasil ho sakti hai isliye kabhi bhi learning aur main se Naka Brian balke Hamesha minut ke sath kam Karte Rahen aur aage badhate Rahe Jab aapko Forex se acchi earning Hona shuru ho jaaye to Uske bad FIR aap ise Apna carrier Banakar ismein kam kar sakte hain Sar Ki aap Aage badh Pi
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jitna zaida ap Forex ko learn kren ge otna hi zaida Forex apko profits Dy gi.....

                              Ji han bilkul theek kaha hai aapane learning ki importance Koi Kyon nahin kiya Ja sakta Forex ke bare mein aap Itni jyada hi apni learning ko improve Karenge use nahi aapko Achcha output Milega Ghagra ki learning acchi hai to aapko Achcha output hi Milega try to learn more and more things from select say it will make your trading more beneficial and more profitable thank you

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X