ya post kisi bhi pair ka breakout kerny se trade ko close kerna" per mubni ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ya post kisi bhi pair ka breakout kerny se trade ko close kerna" per mubni ha
    dear forex members jub bhi hum trading kerty han tu trade kerna tu asan kam ha mager trade se profit earn kerna bht ziada mushkil hota ha tu is k liay bht ziada experience ki zarorat hoti ha ya experience asy nhi ata bht ziada time forex main spend kerna hota ha jitna hum forex main wqt ki invest karein gy tu utna humain forex ki samjh ay gi
    trade kerny se pahly hum market ko achy se analyse kerty han analyses main hum chart pattren aur news ko daikhty hoay jub bhtreen entry daikhty han tu trade laga daity han jis se humain acha profit ho sakta

    akser traders support aur resistence points se trading entry liaty han jis se acha profit hota ha mager kabhi kabhar asa bhi hota ha k market support aur resistent point se bhi agy chali jati ha jub thori se bhi reverse move kary tu jitna juldi ho saky trade ko close ker daina chahiay chahay humari trade loss main bhi ho q k jub wo pair break out kerta ha tu us pair per trust khatum ho jata ha aur ager hum saber se kam lain k is se humain profit ho ga tu is se hum apna bht bara loss mean apny acount ko khatry main dal sakty han humain asi mistake kabhi bhi nhi kerni chahiay

    jub hum fully analyses se trade kerty han tu is se humain acha profit must hota ha mager humain strong analyses hony per bhi overconfident ho k bari lot se trdae nhi kerni chahiay is se humain bht bara loss acount wash honby ki sorat main ho sakta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ya post kisi bhi pair ka breakout kerny se trade ko close kerna&quot; per mubni ha

    my dear friend forex trading main aghr ap kamyab trading karna chahty hain tu apko har pair ka knowledge or experience hona zarori hai q k market ko smjhny se he hum har pair ki value ko smjh skty hain or apni trading kar skty hain aghr ap market ko smjhty hain or ap market analysis achy se kar elty hain tu ap khud he pni trading strategy bana skty hain jo k ako zaror profit deti hai forex main jitny log trading ka karobar karty hain mera khyal hai k sub ki trading method alag alalg hain or sub k style bhi aik jesy nahi hai in short hum ah kah skty hain forex main aghr hum apni trading main kamyab hona chahty hain tu hum planning krna hogi aik proper planes k hisab se he hum apni trading kar skty hain or kamyab ho skty hain es liye sub se pahly tu hmari trading k bary main knowledge level acha hona zarori hai jis main hmain es trading k bary main maloomat mil skaen or hum os par apni trading kar saken forex aik best online trading ka business hai jis main hum mahnat kar k apni trading main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain .
    1: MARKET K BREAK OUT PAR TRADING:
    FOREX trading main jesa k boht se trading method hain jin ko follow kar k hum apni kamyab trading kar skty hain os main aik trading method break out strategy trading bhi hai jis main traders tab tak trade nahi lgaty hain jub tak market apna pecha pattern break nahi ho jata tab tak trade nahi lgaty hain jub k jesy he pattern break hota hai tu traders apni trade lga dety hain yah aik achi trading strategy hai jis ko follow kar k hum achi trade kar sky hain or acha profit lay skty hain tu agr hum forex main achi trade krna chahty hain tu achi trading strategy k sath trading krna hogi jis se hum apni trading kar skty hain
    2: BREAK OUT PAR APNI TRADE CLOSE KARNA:
    BHAI jan forex main boht se members apni trading ayse karty hain k wo pechly pattern ko follow karty hain jub k market trend line ko break karti hai or pechly pattern k hktam hony ki confirmation mil jati hai tu traders ani trade breakout par close kar dety hain q k aghr tu un ko profit ho rha hota hai tu wo kam hony lag jata hai sath main aghr loss ho rha ho tu wo zayda hony lag jata hai jub k esi se he hum apni trading ko bahter kar skty hain aik acha trader en sari sort e hal se bachny k liye hmaisha planning kar k apni trading krta ai ta k osy loss na ho or wo apni trading ko bhi bahter se bahter kar saky
    • #3 Collapse

      Re: ya post kisi bhi pair ka breakout kerny se trade ko close kerna&quot; per mubni ha

      Assalamu alaikum dear forex forum members breakout tb hota hai jub market ma kisi bhi currency ky bary ma jo ham soch rahy hoty hain waisy news ka data nhi hota hai is wajah sy curremcy market.brrqkkout ho jati hai aor market ma traders ko trend ky mutabik trade nhi milti aor wo apni trade ko loss ma kr dety hain
      • #4 Collapse

        Re: ya post kisi bhi pair ka breakout kerny se trade ko close kerna&quot; per mubni ha

        اصل پيغام ارسال کردہ از: tallatmehmood پيغام ديکھيے
        dear forex members jub bhi hum trading kerty han tu trade kerna tu asan kam ha mager trade se profit earn kerna bht ziada mushkil hota ha tu is k liay bht ziada experience ki zarorat hoti ha ya experience asy nhi ata bht ziada time forex main spend kerna hota ha jitna hum forex main wqt ki invest karein gy tu utna humain forex ki samjh ay gi
        trade kerny se pahly hum market ko achy se analyse kerty han analyses main hum chart pattren aur news ko daikhty hoay jub bhtreen entry daikhty han tu trade laga daity han jis se humain acha profit ho sakta

        akser traders support aur resistence points se trading entry liaty han jis se acha profit hota ha mager kabhi kabhar asa bhi hota ha k market support aur resistent point se bhi agy chali jati ha jub thori se bhi reverse move kary tu jitna juldi ho saky trade ko close ker daina chahiay chahay humari trade loss main bhi ho q k jub wo pair break out kerta ha tu us pair per trust khatum ho jata ha aur ager hum saber se kam lain k is se humain profit ho ga tu is se hum apna bht bara loss mean apny acount ko khatry main dal sakty han humain asi mistake kabhi bhi nhi kerni chahiay

        jub hum fully analyses se trade kerty han tu is se humain acha profit must hota ha mager humain strong analyses hony per bhi overconfident ho k bari lot se trdae nhi kerni chahiay is se humain bht bara loss acount wash honby ki sorat main ho sakta ha
        G han dear ap ka kam hai kay ap acha kam karain aur mahnet aur lagan kay sath ap kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai jub kay ap oa breakout point pay kam karna kafi acha hai jub ap daikhtye hain kay market mai abhi kafi masla chal rha hai ya us nay break point kar diya hai tu ap ka kam hai kay ap us time pay us mai apna trade change kar lain ta kay bad mai ap kaliye asani ho jatye hain tu ap kaliye kamyabi achye kam mai dil laga kay acha kam kiya jata hai tu ap es mai kafi kamyab ho jatye hain tu ap es mai apna kam achye say acha kiya karain dil laga kay acha kam karain break point market mai hota rhata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai active ho kay kam kar laitye hain tu ap kamyabi hasil kar laitye hain tu dil laga kay ap acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap es mai dil say kam kartye hain tu ap ka kam ap ko kabhi nakami nhi daita hai tu ap es mai dil laga kay acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap ka kam kafi better ho jata hai aur ap es mai acha kam kar kay hamesha he kamyab ho jatye hain tu mahnet aur lagan kay sath kiya janye walye kam mai kafi acha profit hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain mahnet aur lagan kay sath kam karain ta kay bad mai ap kay kam mai kafi asani ho jatye hain aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho katye hain tu ap apna kam hamesha trend kay hisab say kartye hain tu ap kamyab kaisye nhi hin gaye kiyu kay achye kam kaliye kuch cheezon ki required kafi zaroori hao jis kay bina ap ka kam kabhi acha nhi ho pata hai tu ap es mai dil laga kay acha kam kartye hain tu ap hamesha he kamyab ho jatye hain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: ya post kisi bhi pair ka breakout kerny se trade ko close kerna&quot; per mubni ha

          Jaisa ki aap Jante Hain Forex trading Mein kam karne ke liye ya FIR Kisi bhi business to start karne ke liye sabse pahle usko analyses karna bahut jyada important hota hai Kyunki Jab Ham usko analysis karte hain tab bhi Ham Usk0 acchi Tarah Se samajh sakte hain Forex trading 1 online business hai yah Kaisa business hai jo ki Kabhi khatm Nahin Hota forex market Duniya Ki Sabse Badi market hai ismein trillion-dollar ke hisab se len Den Kiya jata hai

          Forex market Main Ek minute mein hazar aur Lakhon mein log kam Karte Hain Forex trading job less logo ke liye bahut hi faydemand sabit hoti hai Iske jariya se vah apni berojgari ko khatm kar sakte hain aur ek business start kar sakte hain iske liye unhen chahie ke sabse pahle iska experience or knowledge Hasil karna Uske bad is Mein Apna Kam start karen Agar Aatish mein jyada Se Jyada time spend Karenge Tatya pismo acche tarike se samajh Payenge Hamen chahie ki Hamen apni post ko forex market Mein currency order Le calling than Kiya Jata Hai

          Agar Ham Apne kam ko Jyada Baat Denge tab bhi Ham apni post ko bahut hi acche tarike Se Kar Payenge Agar Hamen iska experience knowledge Nahin Hoga To Ham apni post ko acche tarike se nahin kar Payenge Is Tarah Se Hamen loss ho jaega Agar Hamen kshetrada Banna Chahte Hain To uske liye Hamen chahie ki Hamen Forex trading ke rules kyon kar lenge Apna Kam Jari Rakhna chahie Agar Ham Apna Kam inke rules ke according Nahin Karenge To Hamen nuksan ho sakta hai Aur Is Tarah Se Hamara account bhi varsh ho sakta hai agar Ham Ek Achcha bonus Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen chahie ki Apne kam mein kisi bhi Kisam ka lalach na Karen aur apne Karm ko mehnat imaandari ke sath Karen tab bhi Ham Ek Achcha bonus Hasil kar Payenge
          • #6 Collapse

            Re: ya post kisi bhi pair ka breakout kerny se trade ko close kerna&quot; per mubni ha

            AOA friends forex main break down kia hota hea aaj hm is pr baat karian gy .breakdown ka agr lafzi matlab banta hea k toot jana . Aur andar forex ko zuban main andazn lagana jay to is ka matlab hea he samaj main aata hea k markeet achanak sy reset ho jay aur forex market mein jo Gate candle hota hai aap ko pata hona chahiye ke get candle Kabhi B recover nahi hota.
            Janak Breakout hota hai forex market Main To aapko Pata hona chahiye ki market retest karti hai apni support area Goa resistance area ko Tu Jo Agar Main gap candle hoti hai usko recover karna kaafi Mushkil hota hai isliye Hame trending behaviour Mein trade open karna chahiye.forex market aik hafty mai do din ky liye band hote hain yai friday ko band hote hain or sunday ko open hote hain to jab yai monday ko open hote hain to is mai gap hota hain hamy is wakt is mai high amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy yai aik international business hain aur ub main aap ko aik misaal sy samjana chahta houn is k baary main Dear members main app k sath Gold k chart main aik example say app ko explain kerta hoon k Gap candle k sath jab bhe break out hota hai to wo strong hota hai our us pay kesay trade kerty hain kabhe bhe directly break out pay trade nahe lee jati hain humeasha us k retest pay letay hin our jab bhe bare candle bullish ya bearish ki banti hai to its mean us nay koi na koi support ya resistance clear ki hoti hai jesa k kal gold k chart main hoa hai app bhe apna experience share kai karen
            • #7 Collapse

              Re: ya post kisi bhi pair ka breakout kerny se trade ko close kerna&quot; per mubni ha

              Yes dear aapane bahut hi detail for Hamare Sath share ki hai aur bahut important information forward karte hue maximum junior members ki knowledge mein increment Ki Hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to ismein different prices zone hote hain aur different stages Hoti Hai Jis per Ham apni working karte hue Apne profit ko increase karne ki koshish continuous ki kar rahe Hote Hain Jab market support and resistance level main movement kar rahi hoti hai to use time per trading karna bahut hi Aasan hota hai aur Market 1 channel ke andar apni movement ko complete kar rahi Hoti Hai ismein entry Lena bahut hi easy Hota Hai.

              Lekin Jab market support and resistance level ko break Karti Hai To Uske bad aapko foreign trade close Nahin Karni chahie Kyon Ke Jab market is level ko break karti hai aur Agar market aapko favour kar rahi hoti hai to aapko Hamesha Apna take profit extent kar dena chahie aur jo limit aapane set ki hoti hai usko accident karti hui Iske limit ko increase kar dena chahie Kyunki Uske bad market ki movement Kafi Jyada hoti hai aur aapko bahut jyada profit ho sakta hai.

              Lekin Agar market Jab different prices level ko Breakout karti hai aur aapko favour nahin karti to use time per aapko immediately apni trade ko close kar dena chahie yah iska stop-loss minimum level per selector Te Hue market se nikal Jana chahie Kyunki Uske bad market ki bahut jyada movement se aapke account ko bahut jyada risk ho sakta hai aur aapko bahut jyada nuksan hone ke chance ho sakte hain isliye Breakout ke bad market se jaldi se nikalna aapke liye jyada faydemand ho sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: ya post kisi bhi pair ka breakout kerny se trade ko close kerna&quot; per mubni ha

                trading se related members ki management maximum strong hona chahie ya management jab strong hogi to is tarah Se members apni trading co aur bhi acchi tarah Se Kar payenge aur members ko apni trading mein achcha experience Meri jaane ki vajah ji hoti hai ki members trading se related maximum and formation hasil kar lene ke liye struggle kar rahi hote hain aur yah struggle bhi Koi member tab kar sakta hai ki jab vah maximum online hokar aur apne kaam par bahut acchi tarah Se focus kar raha hota hai aur kam per focus karne ki vajah Se Hi members ke karm ki quality acchi tarah Se maintain ho rahi hoti hai aur is tarah Se Hi member apne kam ko maximum kar rahe hote hain aur members ke liye important hai ki unko trading se related har tarah ka experience hasil hona chahie aur yah experience members ko apne kam mein aur bhi maximum help de raha hota hai koi bhi trade jab open ki jaati hai usko acchi tarah Se manage karna hota hai aur agar vote rate loss nahin ja rahi ho to members ko apne trade ko acchi tarah Se manage karne ke liye usko watch karte rahana chahie trading karna aasan Kam nahin hai iske liye members ki management strong hona sabse zyada important baat hai maximum aisa hota hai jab koi bhi trade members ko lost de rahi hoti hai to members usko close nahin kar rahi hote hain aur unka yah idea hota hai ki vah trade return hokar unko fayda degi lekin maximum aisa nahin hota aur nuksan Ho jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: ya post kisi bhi pair ka breakout kerny se trade ko close kerna&quot; per mubni ha

                  g han har trader ki apni strategy ho sakti haiforex trading me breakout trading strategy bhe bohat sare traders use karte hai jub bhe market me koi level break hota hai tu us per trade lagai ja sakti hai jaisa ke kuch trader support and resistance per kam karte hai support level jub bhe break ho ga tu yaha per break out per trades li ja sakti hai forex trading business me humary pass koi na koi strategy honi chahiye jis per hum kam kar sake.
                  • #10 Collapse

                    Re: ya post kisi bhi pair ka breakout kerny se trade ko close kerna&quot; per mubni ha

                    Forex members pair par trading kar ke hamain profit bhi hota hai our is ke sath sath hamain loss ka samna bhi hota rehta hai hamain forex business main hamesha achi soch ke sath kaam karna chahye jinta ham positively kaam karen ge to hamain us ke utne ache result hasil hon ge hamain forex business main trade karne ke lye har pair ap alag experience hasil karne ki zrorat hoti hai agar ap ke pass ek pair ka experience hai to us experience se ap dosri pair main kabhi bhi utni kamyabi hasil nhi kar sakte jitna ke pehly pair man ap kamyab ho rhe the is lye kuch cheezian ap ko dosre pairs main ek dosre se mukhtalif nazar ati hain hamain har hamesha us pair par trade lagani chahye jis par ham apna zyada time guzar chuke hun our is ke sath sath jis pair par zyada experience ho usi main kaam karna chahye is tarhan ap ke lye us pair main earning hasil karna asan hota hai our kisi bhi pair main ap ko experience hai our ap us main trade open karna chahte hain to ap ko market ko dekhna hai our usi ke treding ko maloom karna hai ke is waqt is pair ka market movement trend kia chal rha hai jab ap market trend ko nikal lete hain us ke bad ap ne dekhna hai ke ye market kitni fast move kar rhe hain our apne apne blance ko bhi zehn main rakhna hai our hamesha usi ki suni hai our apne blance ke mutabiq hi ap ne trade main lot size use karna hai jab ap lot size apne blance ko dekhte hain howe use karen ge to ap ke us trade main kamyabi 99% ho jai gi.
                    • #11 Collapse

                      Re: ya post kisi bhi pair ka breakout kerny se trade ko close kerna&quot; per mubni ha

                      Assalamu alaikum all members aapane bahut hi Achcha question kiya hai aaj Ham yah post Kisi bhi pair ka break out karne se trade ko close karna per Apna knowledge share Karenge Forex Mein kam karne ke liye hamare pass knowledge experience Ka Hona jaruri hai Kyunki ismein kam karne se pahle market ka analysis karna padta hai aur uske bad hi market Madrid open karni padati hai Jab Ham market ka analysis kar lete hain To Hamen use mein maujud trend ki bhi information mil Jaati Hai aur Hamen yah bhi Maloom ho jata hai ki Hamen kis currency pair Mein trade open karni hai

                      Kisi bhi trader ko pair ka break out hone ke bad trade close Nahin Karni chahie Jab Ek Bar pair Breakout ho jata hai to Uske bad bahut se trade Raha se Hote Hain Jo trade ko close kar dete Hain lekin unhen Aisa nahin karna chahie bahut se trader Aise Hote Hain Jo Apne Pichhle pattern ke khatm hone per pair ka break out hone per trade ko close kar dete Hain lekin jo professional trader Hote Hain vah Kabhi Bhi Aisa Nahin karte hua pair ka break out hone ke bad bhi apni trade ko open rakhte Hain

                      agr traders ko profit hone Lagta Hai To vah Kabhi Bhi pair ka break out hone per trade ko close Nahin Karte lekin Agar unhen loss hone lagta hai to vah apni trade ko close kar dete Hain Jiski vajah Se vah Kabhi Bhi market Mein work nahin kar paate jb market support and resistance main move kar rahi hoti hai to use Waqt trade Lagana bahut hi Aasan Hota Hai lakin jb market sideway movement Mein hoti hai use Waqt market Mein trade open Nahin Karni chahie Jab market uptrend and downtrend movement mein ho Hamen main use Waqt trade open Karni chahie Jab Ham uptrend and downtrend movement main trade open Karte Hain To isase Ham Achcha profitt Hasil kar lete hain
                      • #12 Collapse

                        Re: ya post kisi bhi pair ka breakout kerny se trade ko close kerna&quot; per mubni ha

                        Break out.

                        Forex trading ma bhot sary trader asy hain jo hamesa support or resistance ko mad e nazar rakhty hoe trade order open karty hain. Jb market resistance par ponchto hai to wo sell ki trade open kar lety hain or jb market support par ponchti hai to wo buy ki trade open kar k profit hasil kar lety hain. But some times asa hota hai k market support ya resistance sy wapas any ki bajae enko break kar jati hai. Es support or resistance k break out kaha jata hai. Asi sorat ma market trade ki wrong side par chal parti hai or trader ko apny account ko bachany ki fikar lahak ho jati hai. Asi situation ma trader ko kiya karna chahe es par kuch discussion kar lety hain.

                        How to handle losses happend due to break out.

                        Forex market ma jb pair break out kar jaty hain to trader ko pata chal jata hai k market ka trust khatam ho giya hai or asi sorat ma trade ko jari rakhny ma bhot problem ho sakti hai kiu k pair ik bar break out kar jae to wo etni jaldi us position par wapas ni ati. Es lae bhot sary trader loss ma trade ko close kar dety hain or phr kio acha point talash karny ki khosis karty hain. But kuch trader asa b karty hain k double lot k sath es k oppisite trade open kar lety hain jb unka net profit zero ho jata hai to wo both trades ko close kar dety hain. Ye wala method tora risky hai but agr apko market ki achy analysis karny aty hain to ap ko ye risk le lena chahe kiu k jb market support or resistance ko break karti hain to wo apni new support or resistance banany k lae big move karti hai. Hamy bus us big move ko identify karna hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: ya post kisi bhi pair ka breakout kerny se trade ko close kerna&quot; per mubni ha

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: tallatmehmood پيغام ديکھيے
                          dear forex members jub bhi hum trading kerty han tu trade kerna tu asan kam ha mager trade se profit earn kerna bht ziada mushkil hota ha tu is k liay bht ziada experience ki zarorat hoti ha ya experience asy nhi ata bht ziada time forex main spend kerna hota ha jitna hum forex main wqt ki invest karein gy tu utna humain forex ki samjh ay gi
                          trade kerny se pahly hum market ko achy se analyse kerty han analyses main hum chart pattren aur news ko daikhty hoay jub bhtreen entry daikhty han tu trade laga daity han jis se humain acha profit ho sakta

                          akser traders support aur resistence points se trading entry liaty han jis se acha profit hota ha mager kabhi kabhar asa bhi hota ha k market support aur resistent point se bhi agy chali jati ha jub thori se bhi reverse move kary tu jitna juldi ho saky trade ko close ker daina chahiay chahay humari trade loss main bhi ho q k jub wo pair break out kerta ha tu us pair per trust khatum ho jata ha aur ager hum saber se kam lain k is se humain profit ho ga tu is se hum apna bht bara loss mean apny acount ko khatry main dal sakty han humain asi mistake kabhi bhi nhi kerni chahiay

                          jub hum fully analyses se trade kerty han tu is se humain acha profit must hota ha mager humain strong analyses hony per bhi overconfident ho k bari lot se trdae nhi kerni chahiay is se humain bht bara loss acount wash honby ki sorat main ho sakta ha
                          Market agar kisi bhi trend main movement ker rehi hoti hai tou same direction main movement ker kei supports aur resistances ati hain jahan per market ky reversal ky chances hoty hain tou ham wahan per reverse order main trade open ker ky profit bana lety hain lekin her dafa market same support ya resistance sy reverse nehi hoti kisi fundamental effect ki waja sy jab same trend main movement kerty huey support ya resistance break hoti hai tou aesy time per ham market main trade same direction main open kerty hain jabky same open trade ko ham next support ya resistance tak continue rakhty huey acha profit hasil ker sakty hain ky her support ya resistance per market ky reversal ka chance hota hai lekin jab same support ya resistance break hoti hai tou phir next support ya resistance per reversal ka chance shift ho jata hai

                          Break out per trade kerny walon ky liay trading ka best tareeqa yeh hota hai ky market jis direction main bhi movement ker rehi ho tou next jo support ya resistance hoti hai isky break out per pending order stops ki surat main laga dety hain buy stop ya sell stop tou same support aur resistance jab break hoti hai tou wahan sy forward order main hi hamari trade open ho jati hai jis ko next support ya resistance tak ham take profit set ker sakty hain tou support ya resistance per agar ham reverse order main trade open kerna chahty hain tou ham instant orders use kerty hain aur agar ham breakout per trade open kerna chahty hain tou usky liay ham pending orders stops ki surat main use kerty hain tou hamain bahot achi earning hasil ho jati hai
                          • #14 Collapse

                            Re: ya post kisi bhi pair ka breakout kerny se trade ko close kerna&quot; per mubni ha

                            Forex main successful trading kay liye support and resistance ka khial kar kay he trade karni chahiye. Support say price rejection per buy and resistance say price rejection per sell ki trade laga sakty hain. Aur ager support break ho jaye to yahan say agy mazeed sell yani trend per trade karain gay aur ager resistance break ho jaye to is say agy ham byllish trend kay mutabiq buy ki trade karain gay. Is tarah ham 4 tariqon say strategies use karty huye trade kar saty hain.

                            Break out ka matkab support ya resistance break hona yani ager resistance break ho ker trend uper jana shuru ho jaye to ye he resistance support jabkeh price next high level tak jany ki surat main new resistance ban jati hay. Resistance kay break hoty huye hamain ye daikhna chahiye keh last price movement kitny time main kitni hui. Ager ye movement bahut ziada hui ho yani price kay mazeed barhny kay chances na hon to yahan ham mazeed buy ki trade nai kar sakty, balkeh kuch time tak hamain wait karna chahiye. Ager ham buy ki trade lagaty bhi hain to bhi ham isko safe rakh kar yani stop loss use kar kay kar sakty hain.

                            Isi tarah ager support break out ho jaye to bhi ham mazeed sell ki trade kar sakty hain. Laikin is main bhi hamain stop loss break out point per set karna chaiye ta keh fast reversal ki surat main hamain loss na ho.

                            Break out ka hamain faida itna nai hota jitna nuqsan ho jata hay. Is liye jab tak long term trend ki change confirm na ho tab tak hamain new trend ya extended trend per trade say avoid karna chaiye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ya post kisi bhi pair ka breakout kerny se trade ko close kerna&quot; per mubni ha

                              Kissi bhi trader ke liye break out bahut hi ahmiyat rakhta hai hi aur koi bhi trader agar breakout strategy ko use karta hai to vah bahut hi good profit Le sakta hai isliye hamen bhi chahie ki Ham bhi breakout strategy ke related good knowledge neta ke Ham bhi market se benefits Le saken kyunki breakout hamare liye bahut jyada profitable sabit ho sakta hai agar Ham iske liye hard-working Karen aur iske related good practice Ho to Ham jarur break out benefits Le sakte hain.

                              Break out of market:

                              Market mein hum daily basis fair aur weekly basis pe bhi break out dekhte hain lekin ham nice breakouts se a fayda tabhi utha sakte hain jab Ham breakout ke confirmation kar lenge aur Hamen ji pata hona chahie ki break out hota Hi Kya hai.
                              Market job kuch time ke liye 1 point Paisa dekar leti hai aur market zigzag mein movement karti rahti hai hai aur aur market ka koi friend nahin hota hai to use waqt Hamen market breakout ka vate karna padta hai kyunki ki ja market zigzag rahti hai to market ne upper trend ya lower trend mein breakout karna hota hai aur Hamen is breakout ko dekhkar trade leni hoti hai.

                              Confirmation of breakout:

                              breakup tab hi hamare liye beneficial hoga jab Ham market mein breakout ki confirmation karenge agar Ham market nahin confirmation nahin karte Hain to Ham break-out se kabhi bhi fayda nahin utha sakte hain kyunki market mein Hamen fek breakout bhi mil sakta hai.
                              fake break outse Hamen kafi loss ho sakta hai isliye main samajhta Hun ki Hamen confirmation karni chahie kyunki market aksar breakout karke dobara wapas a jaati hai aur ham entry Le lete hain jiski vajah se Hamen loss hona start ho jaate Hain main samajhta Hun ki Hamen confirmation karni chahie tab Hamen trade leni chahie.
                              confirmation ke liye jaruri hai ki Hamen vate karna chahie aur agar koi Bada breakout hota hai to jab tak use breakout ke upar ya niche candle colose nahin Ho jaati hai tab tak Hamen wait karna chahie Punjab hum kisi candle ko close dekh lenge to tab hi Ham market mein trade open kar sakte hain aur tab hi Hamen confirmation milati hai.

                              Breakout is good entry point:

                              Breakout hamare liye ek bahut hi good entry-point Ban sakta hai isliye Hamen chahie ki Ham jarur Breakout strategy ke related knowledge Le aur practis Karen sake ham market mein good entry Le sake Java Mari entry good hogi to tab hi Hamen gourd benefits milenge aur agar hamari entry good nahin hogi to Hamen kabhi benefits nahin Mil sakte hain isliye Hamen good entry ke sath order open karna chahie.Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	22
Size:	22.4 کلوبائٹ
ID:	12330792

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X