Auto trading ka key faidy aur nuqsanat kia hoty hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Auto trading ka key faidy aur nuqsanat kia hoty hey?

    Aapane auto trading ke bare mein main bahut hi Achcha question Kiya Hai Is Tarah ka question Karke aapane Hamare knowledge or experience ko increase kar diya hai aaj Ham auto trading ke about baat karenge Jab ham market ka analysis Karte Hain To Hamen Pata Chalta Hai Ki Ham market mein different type ki trade open kar sakte hain isiliye Hamen chahie ki Ham sabse pahle market ka analysis Karen aur uske bad hi Ham trade open Karen Taka trade open karne mein Hamen aasani Ho

    ISI Tarah autotrading Ek acid rating Hai jismein ham robots ko use karte hain aur robborts ke through Apna Tamam kam Karte Hain bahut se trader market Mein auto trading Karte Hain aur isase pahle to fayda Hasil karte hain aur bad mein unhen loss ko face karna padta hai isiliye Hamen chahie ki Ham Apna work Khud Karen aur rebbort ke through Apna Kam na Karen isase Ham pahle to fayda Hasil karte hain aur bahut jyada earning bhi lete hain lekin Iske bad Hamen bahut Bade loss ko face karna padta hai isiliye Hamen Apna Kam Khud karna chahie

    hum Jante Hain ke robots Bahut Si chijon Ko Nahin samajh sakte hain Bahut Si chijen Aisi hote hain jinko sirf aur sirf Ek Insan hi understand kar sakta hai aur UN things Ko samajhna rebort ke liye bahut hi Mushkil Hota Hai bahut se trader Aise Hote Hain Jo apne business Mein hone wale loss Se Bachana chahte hain aur vah Apna Kam Khud Karte Hain aur apne kam Mein robots ko bilkul bhi use Nahin karte jb hum apna kam Khud Karte Hain To is Hamare knowledge or experience Mein ijafa Hota Hai Aur jab Ham Apna Kam Khud Karte Hain To isase hamen self-confidence bhi a jata hai self confidence badhane ke liye aur apne business Mein hone wale loss se bachne ke liye Hamen chahie ki Ham Apna Kam Khud Karen aur rebborts se avoid Karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Auto trading ka key faidy aur nuqsanat kia hoty hey?

      Auto trading.

      Je dear auto trading ka matlab hai asy trading system k tehat trading ki jae jo pehle programing sy banae jayn or phr unko computer k zaraye use kiya jae. Auto trading sy ham apni trades auto sy manage or execute kara sakty hain. But es auto trading k kuch benefits hai or kuch disadvantages b hain:-

      Advantages of auto trading.

      Auto trading ka big advantage ye hai k ye human ki tarha emotional ni hoty. Traders ko jb loss hota hai to wo emotional ho jaty hain jis k bad unki performance bhot buri tarha disturb ho jati hai but auto trading sytem emtional na hony ki waja sy zayada effective hoty hain. Ye auto trading system experts ny banae hoty hain so ham jb enko use karty hain to hamy analysis ki zarurat ni hoti kiu k ye hamary lae achy or pre defined anylsis kartyn hain. En ka ik faida ye b hai k hamara bhot sara time bach jata hai jo ham market k analysis ma spend karty hain kiu k en systems ma auto sy market analysis ho jaty hain. Ye auto trading system bhot sary traders sy zayada professional hoty hai so en ma discipline b forex trader sy zayada hota hai or sb sy acha benfit enka ye b hain k ham en sy ik time ma bhot sary account manage kara sakty hain. Trader k lae ik time ma bhot sary account ko manage karna possible ni hota.

      Disadvantages of auto trading.

      Hamy ye bat pata hai k ye programming based hoty hain es lae better performance k lae es programming ko bar bar update karana parta hai. Es ma mechanical failure b ho sakta hai jis sy trader ko loss b ho sakta hai or market ko analyze karny k lae jb new new pattern daily basis par aty hain or wo en programing ma shamil karwana parta hai. En auto trading system ki monitoring b bhot zaruri hai. Kahe bar en ma kio failure ho sakta hai jis sy hamari trading different reason ki waja sy stop ho sakti hai. En sytems ko run karny k lae server ki b zarurat parti hai jo k enko mazeed complicated bana deta hai.
      Last edited by ; 06-09-2020, 07:47 PM.
      • #18 Collapse

        Re: Auto trading ka key faidy aur nuqsanat kia hoty hey?

        forex mai autotrading ka concept boht purana hai. meray khiyal mai autotrading mai nuqsan boht ziyada hai kiyun kay yeh sara amal robot kay zaryay se hota hai. ab jab hum forex
        trading kay liye robot ko on krty hain tu shahid kuch trades hamain profit dain lakin akhir mai ik time ata hai kay hamara account wash ho jata hai.robot kay andar support and resistance
        ko pehchnany ke skill nai hoti aur na he woh trenline, trend channel kay upper kam karta hai. iss liya hamain autotrading mai nuqsan he nuqsan hai. autotrading kisi be soorat faida mand nai
        hhoti. iss liye haqeqi kam karain aur khgud se trading karain.
        • #19 Collapse

          Re: Auto trading ka key faidy aur nuqsanat kia hoty hey?

          Bahi har ak ki apni soch hai mai auto trade ka kahlaf hon kiun ka agr hum auto trade karta hain tu huma is sy sekhna ka kuch nahi milta or huma pay bi karna prta hai auto trade mai 2 tahra ki hain ak robot trading is mai hum log rebort kahredta hain or hum log is rebort sy trade lagata hain ya asa kahain ka hum apna account is ka hawala kar data hain jis ki waja sy ya khud b khud trade lagata hain or close karta hai is lia huma is mai fida tu hota hai laken loss bi hota hai kiun ka rebort mai kuch strategies ko feed kia gaya hai wo ini ko use kar ka chalta hai or is sy profit hasil karta hai mai rebort trading ka haq mai nahi hon agr karni hai tu khud karian warna trading na karian apna passa zyaan na karian second ya hai ka trader apna account kisi best trader ko da data hain or percentage ka hisab sy trader ap ka account sy trade karra hai or munafa mai sy percentage lata hai is ka koi fida nahi hai is mai bi nuksan hai or apna account kisi ko da dana bohot bari bawakofi hai is lia khud sy trade karian or sekahian ta ka ap khud is mai best businessman ban sakain or acchi kamai kar sakain is business ko sekhana ka lia huma mahnat karna parti hai tub ja kar hum log kamyab hota hain kabi bi dosron sy trade na karwayain auto trade ko kahtam karian or khud dy trade karna suru karian ta ka ap ko accha profit hasil ho saka or kamyabi mil saka khud sy jub trade karian gain tu ap ko market ka bara mai ilm hasil ho ka or market ka bara mai acchi tahra jan sakain gain ya bat tu hai ka trading ak mushkal kam hai laken is ka matlab ya bi nahi ka hum log apna trading account kisi ko dai dain or wo khud is sy trade karian or ap bus baht kr dahkain asa karna sy hamesha loss hota hai fida ho bi jaya tu tohra time ka hota hai or loss lamba time ka hota hai is lia soch samaj kar trade karian or acchi earning karian karain ta ka bahtreen kamyabi hasil ki ja saka
          • #20 Collapse

            Re: Auto trading ka key faidy aur nuqsanat kia hoty hey?

            Forex main trading kay liye ham khud bhi auto trading kar sakty hain jab keh robot trading bhi kar sakty hain. Auto trading ager ham baghair robot kay karain to is kay liye hamain sell ya buy kay liye range yani keh buy stop, sell stop, buy limit ya sell limit lagani parti hay, hamary order wali range main jab bhi market ati hay to ye order auto pe activate ho jata hay, hamain is ko khud active karny ki zaroorat nai parti, albata order start hony sa pehly ham isko modify kar sakty hain. Laikin jab order start ho jaye to phir hamari trade loss ya profit main jana shuru ho jati hay, trade kay auto closing kay liye bhi ham stop loss aur take profit ko use karty hain. Yani jab hamari trade loss main jaye to stop loss ko hit hony say ham trade say loss lay ker exit ho jaty hain jabke take profit hit hony say hamari trade profit main close ho jati hay. Ager ham khud auto trading karain to is say ham apni trade ko kisi bhi waqt close kar sakty hain.

            Ager robot trading use karain to is main isko aik range daini parti hay, ab baqi sara kam robot ka hay, woh khud he trade ko close aur open kar kay loss ya profit daita hay, hamain is main analysis ya planning ki zaroorat nai hoti, na he ham trade ko khud control kar sakty hain. Isi liye baz dafa hamain big profit aur sometimes account wash ka samna karna parta hay.
            • #21 Collapse

              Re: Auto trading ka key faidy aur nuqsanat kia hoty hey?

              Nowadays bahut si traders trading ke liye Auto trading system ko use karte hain Auto trading system hamare liye useful aur beneficial bhi hota hai aur Auto trading system se Hamen kafi bar bag loss bhi ho jata hai hai kyunki Auto trading system ek manual system nahin hota hai aur aur yah system hamari ek device running kar rahi hoti hai hai aur aur isko Koi human body handle nahin kar raha hota hai isliye yah strategi per chalta hai aur aur agar fail ho jaaye to Hamen kafi lost Mil jata hai.
              Aaj kal market mein Kai tarah ki aisi devices hai jo ki Auto trading karne ke liye kafi helpful hai kuch log ese benefits le rahe hain jab ke bahut se log is apna loss kah rahe hain basically ji vah log use karte hain jinko apna experience nahin hota aur trading karna nahin aata hai.

              Definition of Auto trading:

              basically autotrading hamari ek aisi stratgy hoti hai jisko Ham Bar Bar test karne ke bad as a template banakar apne system mein save kar lete hain aur yeh hamara report Ban jaati hai hai aur ham is report ki help se market mein autotrading karte Hain now a days market mein main kafi different strategies ke rebot mil jaate Hain reboot hamare liye useful bhi hai aur hamare liye harmful bhi hote Hain.
              Ya auto system automatically hi hamari trades ko open karta hai hai aur jis tarah ki hamari strate ji hoti hai usi tarah se working karta hai aur yah auto system hamari trading ko automatically close bhi kar dete Hai.
              Automatically trading se Hamen profit to milta hi rahata hai lekin Kai bar Hamen lost bhi Mil jata hai kyunki yah Koi perfect trading ka method nahin hai.

              Advantage of Auto trading:

              autotrading ke bahut se advantage bhi hai aur sabse big advantage hai ki agar hamari Koi state ji thik tarike se working karti hai to Ham apni strate ji ko ek auto system mein convert kar sakte hain aur Hamen Bar Bar khud se system ko use nahin karna padta hai aur na hi analyses karke trading karni padati hai autosystem ki help se Ham apni strategy ko convert kar lete hain aur auto system ke sath hi hamari trade open aur close hoti rahti hain aur is tarah se Ham market se a time diye bagair profit Le sakte hain.

              Disadvantage of Auto trading:

              Auto trading ke bahut se disadvantage bhi hai autotrading ka math Koi perfect method nahin hai hai aur na hi Ham yah kah sakte hain ki Ham hundred percent hi market mein successful ho sakte hain.
              autosystem se agar hamari Koi trade open hoti hai aur market unexpected movement karna start kar leti hai to kai dafa auto system hamari trade ko handle nahin kar sakta hai aur Hamen margin call receive Ho jaati hai hai iski vajah ji hai ki jab Ham market mein manually dangerous movement ko dekhte Hain to Ham apni trade close kah dete Hain lekin autosystem Koi human body nahin hai isliye usko yah send nahin hota hai aur vah hamari trade ko open hi rakhta hai jiski vajah se Hamen kafi big loss ka samna karna padta hai.

              Finally my reviews about autotrading:

              Finally e Auto trading ke related mere opinion kuch is tarah se Hain ki Hamen autotrading nahin karni chahie Hamen always hi manual trading karni chahie manual trading autotrading se kafi behtar hai hai kyunki auto system trading se Hamen profit mil sakta hai lekin Ham kabhi bhi professional trader nahin Ban sakte hain lekin manual trading se jab Ham Bar Bar practis karte Hain to Ham trading karte hue professional trader bhi ban sakte hain aur Hamen Koi big loss be automatically nahin hota hai ,mere khyal mein manually trading best hai.Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	2
Size:	29.7 کلوبائٹ
ID:	12330752
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Auto trading ka key faidy aur nuqsanat kia hoty hey?

                Dear trading members trading Mein kam karte hue aapko different type ke trading platform Diya Jaate Hain autotrading two types ki Hoti Hai robot trading aur pending order doston trading Mein kam karte hue aapko robot trading karte hue aapka trade auto per chalta hai aapko Kuchh nahin karna padta aur jo bhi price aur menu Uske range mein aata hai use per vo jaake Apna trade close ho jata hai open Ho Jata Hai Isko aap robot trading ke Taur per Jante hain aur robot trading mein bahut se features hote hain iske alava aap TP aur SL ka use karte hain Jo ke aapki trading co kamyabi ke liye Jab aap Biji hote hain aur apne trade ko watch nahin kar sakte to aap is feature ko use karte hue Apne trading karte hain aur Is Tarah ek fix point per Jab aap TP ya SL Lagate Hain To Tu use point per market pahunchkar auto per Band Ho Jaati Hai Aur Is Tarah aap apni trade Mein Achcha profit Hasil kar lete hain Jab Bade loss Seva sakte hain isliye Hamesha aapko chahie ke Soch Samajh Ke Apne trading Karni chahie aur mehnat Karni chahie Jo log trading Mein mehnat karte hain aur Jyada Se Jyada time ki investment karte hain Vahi acchi trading bhi kar sakte hain aur Achcha experience bhi Hasil kar sakte hain aap ki Chhoti Si Mahina Tor Lagan aapki kamyabi hoti hai isliye daily basis per workout karte hue Jyada Se Jyada time trading co data ke aap acchi earning karne Ke Kabil banaa Saken
                🌼 Never Give Up 🌼

                اب آن لائن

                Working...
                X