Plan Kis Tarhan ka profitable hota hai our Jin Chezion Ki zrorat hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Plan Kis Tarhan ka profitable hota hai our Jin Chezion Ki zrorat hoti hai

    Walaikum salam my brother aapane bahut hi good topic ko choose Kiya hai hi Jahan Tak main samajhta hun to planning hamare trading ke liye bahut hi important hai aur without planning ki koi bhi trader reading mein success Paul nahin ho sakta hai kyunki trading ke liye ye ek strong planning ka hona bahut hi jaruri hai aur jab hamare pass strong planning hogi to tabhi Ham market mein survive kar sakenge aur tab hi Ham good profit ki earning kar sakenge.

    ek professional or expert trader always hi trading se pahle apne plan ko tarteeb deta hai aur jab tak koi acchi tarike se planning nahin kar leta hai tab tak vo trading ko start nahin karta hai Hamen chahie ki Ham tab hi apni trading co start karen jab ham strong planning kar len before planning kabhi bhi Koi trade open nahin karni chahie professional trader isliye successful hote hain kyunki unki planning strong hoti hai.

    Make your plan profitable:

    Hamen apni planning ko profitable banane ke liye jaruri hai ki hamari acchi planning honi chahie aur jo jo chijen ek professional aur expert trader ke liye required hoti hai vah qualities Hamen honi chahie jab tak vah qualities nahin hogi to tab tak Ham apni trading mein kabhi bhi good planning ki tarteeb nahin de sakte hain isliye Hamen apne aap mein ho quality jarur paida karni hogi.

    1. Proper learning and practice
    First of all hamari planning mein hamari learning aur practice honi chahie jab hamari learning aur practice God hogi tab hi ham apni planning ka fast step Le sakte hain aur apni planning ko tarteeb de sakte hain isliye planning ki basic hamari learning aur hamari practice hoti hai.

    2. Money management and risk to reward:
    good planning karne ke liye money management or risk to reward ko bahut hi important Lena chahie jab Ham money management or risk to reward ko important lenge to hamari planning ka next step complete hoga isliye Hamen money management aur risk to reward ko jarur apne mind mein rakhna chahie.

    3. Control your emotions:
    Trading mein success ke liye Hamen Bar Bar apne emotions ko control Karne ka kaha jata hai aur ham kabhi bhi apni planning ko use waqt Tak kamyab nahin kar sakte hain jab tak Ham apni motion per control nahin kar lete hain jab hamara hamare motion per control ho jata hai tab hi hamari planning behtar ho sakti hai.

    4. Follow the rules:
    trading ek bahut hi risky business hai aur iski planning mein hamare liye bahut hi important hai ki Ham trading kata term and condition ko acche tarike se samajhne jab Ham term and conditions ko acche tarike se samay lenge to tab hi Ham good working kar sakenge kyon ke kisi bhi e kam ko complete karne ke liye usko rules ke sath complete karna hamare liye important ho jata hai.Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	17.0 کلوبائٹ
ID:	12330751
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Plan Kis Tarhan ka profitable hota hai our Jin Chezion Ki zrorat hoti hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
      Aslam o Alakum

      Dear forex members hamain kisi bhi kaam main kamyabi hasil karne ke lye planing ki behad zrorat hoti hai agar ap kisi bhi kaam ko karte hain lekin us ke lye acha plan nhi karte to ap ko us main nakami ka samna rehta hai isi tarhan agar ap forex trading karte hain to ap ko us main har point ko samjhna hoga our us ke lye plan tayar karna hoga tab hi ap us main kamyabi hasil kar sakte hain our dear members ek choti c misal agar pakistan forex forum main posts our threads ki le li jai to us main bhi plan ki zrorat hoti hai agar ap us main acha plan nhi karte to ap ka posts our threads zyada hone ke bad bhi bonus bhot kam aye ga jo ke ap ko bhot zyada forex forum se mayos kar de ga halan ke ghalti bhi ap ki hogi is lye hamain hamesha soch samajh kar our khas plan se kaam karne ki zrorat hoti hai take kamayabi se faida sakian

      Hamain forex business profit trading karne ke lye bhi bhot zyada plan ki zrorat hoti hai agar ap forex trading main plan ke baghiar trading karte hain to ap ke account bhi wash ho jate hain our ap ke hath main bhi kuch nhi bachta is lye plan sab se pehly zrori hota hai kyun ke plan nhi ho kuch hath main nhi is lye jis jis cheez ka hamain plan karna chahye woh zror plan main shamil honi chahye.

      Agar ham baat karen ke trading ke lye kin kin chezion main planing ki zrorat hoti hai to sab se pehly to hamain plan main ye rakhna chahye ke ham ne jis pair par trade lagana hai hamain us ka acha khasa experience hona chahye jab tab hamain us cheez ka experience nhi hoga ham us main loss kar jain ge our piars ki slection ke bad hamain ne ye dekhana hai ke ham jis bhi pair par trading kar rhe hain hamain us par kitna aboor hasil hai our ham us main kis had tak achi earning hasil kar sakte hain our is ke sath sath hamain forex main trade open karne se pehly market ko kis tarhan analyse karna hai our is analyses par ham ne kitna time laga kar rakhna hai jab ap in cheezion par amal karte hain to ap ek kamyab trade ban jate hain.
      doston trading Mein kam karte hue aap ki mehnat aur Jyada Se Jyada time ki investment hi aapki kamyabi Hoti Hai Doston Ek Achcha trader vahi hai jo ke planning ke sath apni trading karta hai aur ek Achcha plan banaa kar apna workout karte hue Jyada Se Jyada earning karne ki koshish karta hai aur apne trade ko Kamyab banane ki koshish karta hai isliye Hamesha aapko chahie ke daily basis Dave workout karte hue Jyada focus aapko apni trade ke experience per aur Market ke analysis per Karni chahie jisse aapko kamyabi mil sake isliye Hamesha Ek acchi planning karne ke liye Jyada Se Jyada aapko aapki acchi trading Mein planning Karni chahie acchi planning mein darjzil points Shamil Hain.

      1. Selection of Pair
      2. Market Analysis
      3. Money management
      4. Lot Size
      5. Entry and Exit Points
      6. Experts traders Signals
      7. Avoiding Fake News
      8. Confidence
      9. Market Trend
      10. Relaxed Mind
      Doston in point ko Dekhte Hue aap apna trade Kamyab bana sakte hain isliye aapko chahie ke daily basis per kam karte hue Jyada Se Jyada focus apni trading per Karen aapko Apne selection of pear Karni chahie market analysis Karni chahie aur money management ke sath Apna trade work karna chahie agar aap cal lot size hai to aapko lot size Apne balance ke hisab se Rakhna chahie agar aap Jyada balance ke sath Jyada lot size rakhte Hain To theek hai lekin Agar kam lot size aap apne big balance ke sath rakhte Hain To aapka account Jyada survive kar sakta hai Iske alava Agar aapke pass balance kam hai aur Laut ka size Jyada rakhte Hain To aapko loss ho sakta hai Iske alava aapko confidence ke sath apni trading Karni chahie aur Entry Aur exit point ka aapko trade open karne se pahle selection kar leni chahie aur relax Ho Kar apni trading Karni chahie Taki aap Kamyab ho sake Ek acchi planning hi aapko trading Mein Kamyab banate Hue Ek acchi earning de sakti hai
      🌼 Never Give Up 🌼
      • #18 Collapse

        Re: Plan Kis Tarhan ka profitable hota hai our Jin Chezion Ki zrorat hoti hai

        forex par agar hum aik achy trader ben'na chahty hain tou humen planning se kaam lena ho ga hamen planning ko kabhi bhi ignore nahi kerna chahiye planning har trader k liye bohat he important hoti hai planning k liye hamen strategy benana parti hai k aik kaam ko hum kesy kab or kis tarhan ker sakty hain is mein hamary paas bohat se opportunities aa jati hain lekin ye sab tabhi mumkin hota hai jab hamary paas learning skills hon begair learning skills k hum kabhi bhi achi planning nahi ker sakty market ki movement ko traders plaaning k sath he samjh sakty hain or aik profitable trade bhi ker sakty hain is k elava profit hamary experience pe bhi depend kerta hai agar market ki movement ko samjhna aasan hota tou un experienced trader bhi profit earn ker rahy hoty lekin ye itna aasan nahi hota is k liye hamen analysis ki help leni hoti hai or charts , diagrams , tables ko samjhna hoyt hai or kaam pe focus kerna parta hai
        hamen chahiye k hum forex par learning kren is platform k bary mein kuch seekhen k is mein kaam kesy kiya jata hai is mein learning kren apny technical skills ko develop keren or polish kren taa k humen bhi aik achi kamyabi hasil ho jo log yahan mehnat krty hain wo kamyab ho jaty hain or unhen apni mehnat ka sila mil jata hi or jo log mehnat nhai kerty wo nakam ho jaty hain hamen jitna zeada experience ho ga hum frex par utni plaaning k sath kaam ker sakty hain or humen utna he profit bhi hasil ho ga
         
        • #19 Collapse

          Re: Plan Kis Tarhan ka profitable hota hai our Jin Chezion Ki zrorat hoti hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
          Aslam o Alakum

          Dear forex members hamain kisi bhi kaam main kamyabi hasil karne ke lye planing ki behad zrorat hoti hai agar ap kisi bhi kaam ko karte hain lekin us ke lye acha plan nhi karte to ap ko us main nakami ka samna rehta hai isi tarhan agar ap forex trading karte hain to ap ko us main har point ko samjhna hoga our us ke lye plan tayar karna hoga tab hi ap us main kamyabi hasil kar sakte hain our dear members ek choti c misal agar pakistan forex forum main posts our threads ki le li jai to us main bhi plan ki zrorat hoti hai agar ap us main acha plan nhi karte to ap ka posts our threads zyada hone ke bad bhi bonus bhot kam aye ga jo ke ap ko bhot zyada forex forum se mayos kar de ga halan ke ghalti bhi ap ki hogi is lye hamain hamesha soch samajh kar our khas plan se kaam karne ki zrorat hoti hai take kamayabi se faida sakian

          Hamain forex business profit trading karne ke lye bhi bhot zyada plan ki zrorat hoti hai agar ap forex trading main plan ke baghiar trading karte hain to ap ke account bhi wash ho jate hain our ap ke hath main bhi kuch nhi bachta is lye plan sab se pehly zrori hota hai kyun ke plan nhi ho kuch hath main nhi is lye jis jis cheez ka hamain plan karna chahye woh zror plan main shamil honi chahye.

          Agar ham baat karen ke trading ke lye kin kin chezion main planing ki zrorat hoti hai to sab se pehly to hamain plan main ye rakhna chahye ke ham ne jis pair par trade lagana hai hamain us ka acha khasa experience hona chahye jab tab hamain us cheez ka experience nhi hoga ham us main loss kar jain ge our piars ki slection ke bad hamain ne ye dekhana hai ke ham jis bhi pair par trading kar rhe hain hamain us par kitna aboor hasil hai our ham us main kis had tak achi earning hasil kar sakte hain our is ke sath sath hamain forex main trade open karne se pehly market ko kis tarhan analyse karna hai our is analyses par ham ne kitna time laga kar rakhna hai jab ap in cheezion par amal karte hain to ap ek kamyab trade ban jate hain.
          Forex market main successful trading ky hamain planning isterha sy kerna hoti hai ky hamain agar open trade main profit hasil hona shoru ho jaey tou achy profit main hamari trade close ho saky aur agar hamain open trade main loss hota bhi hai tou same loss limited amount main hona Chahiay ky recover kerna bhi mushkil na ho tou jab bhi trade open kerny ja rehy hon tou sab sy pehly hamain apna account balance mind main rakhty huey aesa pair trading ky liay select kerna chahiay jis main hamain spread bhi kam sy kam lay kerna pery aur market ki movement bhi na tou bahot zyada slow ho aur na hi bahot zyada fast ky ham apni trade ko asani sy control ker sakain then hamain lot size ki planning kerni hoti hai ky ham kitni bari lot use kerty huey open trade ko secure bhi ker sakty hain aur acha profit bhi hasil ker sakty hain agar market maximum support ya resistance tak hamari open trade ky against movement kerti hai tab bhi hamara account secure rehna chahiay ky agar account wash hony sy bach jaey tou loss ko recover bhi Kia ja sakta hai

          Hamain open ki jany wali trade main stop loss aur take profit bhi her surat use kerna chahiay ky aesa na ho ky market main hamari trade open hoty hi loss main chalna shoru ker dy aur loss increase hoty hoty hamara account hi wash ho jaey hamain stop loss aur take profit equal set kerna chahiay ky agar ham apny balance ky mutabiq ten percent profit ka target set kerty hain tou loss ki limit bhi hamain ten percent hi set kerni chahiay agar ham stop loss kam pips per set kerty hain tou aesa mumkin hota hai ky bahot jald hamara stop loss hit ho jaey jabky take profit ky hit hony ky liay ham long time wait hi kerty rehain hamain aesy stop loss aur take profit set kerny per kabhi stop loss hit hota hai tou kabhi take profit hit hota hai lekin agar stop loss kam level per set ker lain tou bar bar stop loss hi hit hota rehy ga jab hamain open trade main kuch profit hasil ho jata hai tou hamain pehly same profit ko secure kerna chahiay usky bahd new trade open kerni chahiay warna hamara hasil shuda profit bhi loss ki waja sy zaya ho sakta hai agar Ham apni her trade isterha sy plan ker ky open and continue kerty hain tou hamain success hasil ho sakti hai
          • #20 Collapse

            Re: Plan Kis Tarhan ka profitable hota hai our Jin Chezion Ki zrorat hoti hai

            Perfect plan perfect profit deta hay:
            Trading kay liye hamesha best plan k saath he work karo tou faida hay soch semjh kr achi planning ky sath qulit wark krna chya tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex bht hi acha sa business hy jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga humy is mien chahiya ka hum forex business mien ziyada sy ziyada mehnat ka sath work kera aur is business mien kamyabi hasil kera hum is business mien jitne ziyada mehnat kera gy humy utna ziyada profit hasil hoga. Forex Mein proper planning ke sath aage badhate hain to aap ismein bahut jald Kamyab Ho Kar acchi earning kar sakte hain proper planning ke sath kam karenge tabhi ham acchi knowledge bhi increase kar sakte hain aur acchi learning ke sath red lagakar acchi earning kar sakte. forex ko achi tarha say learn karay without learning profit made karna difficult hota hay forex aik acha business hay isi liye aap logo ko chayei kay forex ko learn karay because without experience forex say earning karna difficult hota hay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Plan Kis Tarhan ka profitable hota hai our Jin Chezion Ki zrorat hoti hai

              Perfect planning:
              hamesha humay achi planning chahiye trading mei hamesha plan work karta ha humay success hoti ha
              planning ke sath kam karna waqt ke sath kam karna bahut zaruri hai bahkr ma main ya he kahana chahun ga ke agar hamare pass palaning achi hogi to hamara kam bhi achcha hoga agar apkay pas experince nai hota ha to ap forex ma earning nai kr sakty ha qk forex aek risky bussniess ha lakin ya forex bussniess apkay liye future bhi bana sakta ha trading mein planning nhe hote he tu trader kamayab nhe hu pata he aur trading mein loss krta he tu experience must he aur experience pr tawja dein ap ko kafi hardworking kere ky ye achivement hasil ho ge and ap ko loss be ho skata ha learning stage main but aik bar expert ho gay mazay kero gay

              اب آن لائن

              Working...
              X