Jaiza : what is shadow or swing
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : what is shadow or swing
    Dear friends forex me Shadow ya swing trading session kay bary main aham maloomat fraham karty hayUpar waly shadows high session ko zahir karty hay aur nechy waly shadow low session ko zhir karty hayLambi shadow zahir karti hay keh es time frame main bohat kam trading hoi hay aur open close area medood rahi hayAgar upar wali shadow lambi hay aur nechy wali choti hay to eska matlab hay keh es time frame main buy ka rujhan ziada raha selling bhi hoi hay magar kamAgar nechy wali shadow lambhi hay aur upar choti shadow hay to es ka matlab hay keh es time frame main sell ka rujhan ziada raha buying bhi hoi hay magar kam
    منسلک شدہ فائلیں
    Last edited by ; 05-09-2020, 02:02 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : what is shadow or swing

    Aapane candlestick ki about Bari acchi information share Ki Hai is market ke andar Hamen shadow Ka Pata Hona chahie ki candle ka Shadow kahan per hota hai aur candle ki body kaun si hoti hai agar yah knowledge hamare pass hoga tab hi Humko candlestick ki pahchan Hogi ki kaun si candle ka kya naam hai . Forex trading ke andar bahut jyada chart pattern hote hain ismein candlestick chart bhi hota hai line chart bhi hota hai aur uske andar Ham bar chart ka bhi istemal kar sakte hain Magar Hamare liye Jo best Hai vah candlestick chart Hai expert aur professional ke mutabik Ham is Chart ki madad se bahut hi acchi acchi trade Laga sakte hain Kyunki Forex trading ki market bahut jyada candlestick ko follow karti hai aur candle pattern ko follow karte hue Ek Achcha move Deti Hai is market ke andar bahut hi important candlestick pattern chart pattern hoti hain jaise ke Marubozu candle ,doji Candles ,long Shadow candle ,pin bar ya bahut hi important candle hoti hai agar Hamen candles ko samajh Lete Hain To Hamen aur kisi bhi chij ko samajhne ki jarurat Nahin Ham unko Samajh Kar is market Mein Ek Achcha profit gain kar sakte hain .

    Is market ke andar Hamen bahut jyada help chart pattern se milati hai aur uske bad Hamen is Mein candlestick pattern se bhi bahut help milati hai ismein agar Ham internet ke upar search karte hain candlestick pattern chart pattern To Hamen ismein bahut jyada PDF file mil Jaati Hain Agar Ham an PDF file ko read Karte Hain To Ham Apne knowledge mein ijaafa kar sakte hain aur is market Ko Agar Ham watch Karte Hain To Hamen bahut jyada pattern mil Jaate Hain Jo ki PDF file ke andar hote hain aur FIR Ham an pattern se is market Mein fayda Utha sakte hain aur ek acchi trade Laga sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : what is shadow or swing

      Candlestick

      Je dear ik candle stick market ma 4 points ko show karti hai. Open, close, high point and low point. Ye four values market ki buyer or seller value ko show karty hain or esk sath sath candle stick pattern banaty hain. En candlestick par jo both lines hoti hai unko shadow or wick kaha jata hai.

      Shadow or wick.

      Ye shadows high or low values ko show karti hain. Short shadow ka matlab hai k market ma rise any wala hai. Jb upper shadow ka matlab hai market ki price ma down trend any wala hai. Tall shadow ya upper shadow asy banta hai k jb market ma pricr rise but time frame k khatam hony par eski value opening price sy nechy ah jati hai. Agr tall lower shadow ki bat ki jae to market ma pehle bearish treng galib ata hai or phr time frame k khatam hony sy pehle he bull market ma wapas ah jata hai or ye nechy long shadow bana deta hai or ye bullish trend ko show karta hai.

      Swing.

      Swing strategy asi technique hai jo executing trades par base karti hai jb bhot sary chart k signal messages apas ma ik dosray sy agree kar jaty hain. Jb asi excellent conditiona ati hai to unko swing trades kaha jata hai. So en upper shadows or lower shadows sy trader ko asy points trade k lae mel jaty hain jis ko talash kar rha hota hai. So esko ye kaha ja sakta hai k ye wo swing trades ham jin ko trader dnoond rha tha. Marketing ma kam sy kam 60 types ki candles hoti hai jo swing trader ko samajni bhot zaruri hoti hai. Agr trader enko samjy ga ni to usk lae market ma survive karna bhot mushkil ho jae ga. Support resistance or candle stick 3 main component hain swing trading system k lae.
      Last edited by ; 05-09-2020, 04:48 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : what is shadow or swing

        Dear forex member ache baat share ki hai ap ne men ne wesy ye first time suna Tha is liye mere pass is see related kuch bhi information nahi the lekin ap ki thread ko read krny KY baad mujhe ache learning ko hasil krny ka moqa Mila Hai mein is learning ko aik dafa demo par check krny ki koshish lazmi krna chahun ga ta ky mujhe is see relevant aur bhi acha knowledge aur experience hasil krny ka moqa mil sake is ky ilawa mein YouTube par seniors see bhi is see related learning Hasil krny ki koshish ko continue Rakhna chahun ga ta ky future Mein trading ky Doran is ka istemal kr KY acha result Hasil Kiya ja sake hum jitna is kaam ko learn krny ki koshish kren ge utna he hum is mein Kamyab hun ge kyun KY yeh aik aisa business Hai jis mein learning ka koi end nahi hai balky is mein humein working ky saath aath apni learning aur apni practice ko continue Rakhna hota hai ta ky aur bhi acha experience hasil Kiya ja sake aur khud ko ache level ka trader bnaya ja sake isi mein hmari kamyabi hai aur isi see hum apny future ko secure bnane mein kamyabi ki taraf Ja sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : what is shadow or swing

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
          Dear friends forex me Shadow ya swing trading session kay bary main aham maloomat fraham karty hayUpar waly shadows high session ko zahir karty hay aur nechy waly shadow low session ko zhir karty hayLambi shadow zahir karti hay keh es time frame main bohat kam trading hoi hay aur open close area medood rahi hayAgar upar wali shadow lambi hay aur nechy wali choti hay to eska matlab hay keh es time frame main buy ka rujhan ziada raha selling bhi hoi hay magar kamAgar nechy wali shadow lambhi hay aur upar choti shadow hay to es ka matlab hay keh es time frame main sell ka rujhan ziada raha buying bhi hoi hay magar kam



          Salam dear apny Shadow ko explain kr dia hai mai Thora Swing ko explain kr dyta hun.
          swing trading mai aik Highly acha stock dhonda jata hai,fundamentally bhut acha Stock ho or us ky under aik Reasonable profit book krny ki koshis ki jaati hai or yeh amal bar bar kia jaata hai,yani hum koi stock choose krty hain or bottom mai bar bar hum us ko buy krty hain or apna profit lyty hain.

          ADVANTAGE OF SWING TRADING.
          1.Apko Accuracy bhut zyada milti hai.
          2.success hony ky chance zyada hoty hain.
          3.apko yh nhi dekhna parhta ky kab Bazar mai Reasonable price yani khareedny ky leay kon sa price theek hai yani Sary price Theek rhty hain.
          4.jab hum trading krty hain tu Highly Strong Fundamentally stock py krty hain jahan py apky win hony ky chance zyada hoty hain.
          5.Biggners zyada trade kr skty q ky easily survive ho skta hai.

          DISADVANTAGES


          1.
          Over night risk sub sy zyada hota hai.
          2.patience rkhna prhta hai jo ky zyada tar traders nhi rkhty or jaldbaazi mai aa jaty hain.
          3.Analysis sahi ni hon gy tu big loss ho skta hai.
          4.Speculation factor hona chaiye.

          Thanks.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : what is shadow or swing

            Assalamu alaikum friends, aapko yah informations maloom honi chahie kyunki ine informations ke bagair aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte aapko pata hona chahie ke candal ki body kaun si hoti hai aur iske alava aapko Shadow Ka pata hona chahie jab bhi aap market mein kam karte hain market ke andar jitni bhi chizen hain aap ko unke sahi tarah analysis karne chahie aur phir aapko trade lagani chahie tabhi aap kamyab ho sakte hain ek professional aur expert banda kabhi bhi nakam nahin ho sakta kyun k usko pata hota hai candlestick ke bare mein pata hota hai usko pata hota hai ki market kis site per ja rahi hai aur vah market ke mutabik kam karta hai aur jab wo apne Na Lage aur market ko analyse karke trade lagata hai pattern ko samajhta hai aur candle pattern ko follow karke a move karta hai to vah bahut jyada fayda hasil kar sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : what is shadow or swing

              Dear jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to aapko Forex trading Mein Kamyab trater banne ke liye different important candlestick uski information Hasil Kitni hoti hai aur use information ko Hasil karte hue apni learning ko strong karna Hota Hai Jab aap different candlestick uski information Hasil karte hue apni learning Jyada kar lete hain to Uske bad aapki earning bhi automatically Jyada Hona start ho jaati hai isliye aapko market Mein Kamyab trader banne ke liye market se related different important factors ko Jarur carefully focus karna chahie aur aap ko pata Hona chahie ke Shadow kya hoti hai aur candlestick ki body aur Shadow mein kya difference hota hai.

              Dear jab aap koi bhi candlestick ko carefully observed karte hain to aapko Ek candlestick mein candlestick ki body aur uski wick Najar Aati Hai Jab aap aap candlestick ki body ko carefully dekhte hain aur uski opening aur closing values ko observe karte hain to ismein aapko candlestick ki Shadow Najar ah sakti hai aur aap isko carefully observe kar sakte hain candlestick ki Shadow ki different do type ho sakti hai jo aapko main briefly indicate kar deta hun.

              Upper shadow :

              Dear jab aap candlestick ko properly examine karte hain aur uski body ke upar Agar uska Shadow aapko Najar Aata Hai To usko upper Shadow Kahate Hain is candlestick mein Main Hamesha body ke upar aapko candlestick ka Shadow Najar a Raha Hoga aur yah bhi possibility ho sakti hai ki candlestick mein Apna Shadow aur Lo aur Shadow ek hi time per bhi mil sakte hain.

              Lowwer shadow :

              Dear jab candlestick ki body se niche uski wick hoti Hai To isko aap lower Shadow Kahate Hain iska matlab yah hota hai ki candlestick ki body se niche uska Shadow show ho raha hota hai aur ismein yah bhi pass vinati hoti hai ki sometime aapko candlestick ki opening or closing value Ko Jab dekhte hain to usmein upper Shadow aur lower Shadow ek hi candlestick main bhi aapko mil sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : what is shadow or swing

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
                Dear friends forex me Shadow ya swing trading session kay bary main aham maloomat fraham karty hayUpar waly shadows high session ko zahir karty hay aur nechy waly shadow low session ko zhir karty hayLambi shadow zahir karti hay keh es time frame main bohat kam trading hoi hay aur open close area medood rahi hayAgar upar wali shadow lambi hay aur nechy wali choti hay to eska matlab hay keh es time frame main buy ka rujhan ziada raha selling bhi hoi hay magar kamAgar nechy wali shadow lambhi hay aur upar choti shadow hay to es ka matlab hay keh es time frame main sell ka rujhan ziada raha buying bhi hoi hay magar kam
                Shadow trading ham us waqat ker sakty hain jab market main aesi situations banti hai ky market main kisi bhi time frame main aesi candle creat hoti hai jis ki kisi bhi direction main bari shadow hoti hai tou aesy time per hamary pas bahot acha chance hota hai ky ham barbat jar kerkerty huey trade open ker ky bhi short time main bahot acha profit hasil ker sakty hain hamain aesi position ka wist kerna chahiay ky jab market main aesi shadow wali candle creat ho ker complete ho jaey tou hamain trade open ker leni chahiay agar same shadow upper side per ho tou hamain sell ki trade enter kerna hoti hai jabky agar same shadow lower side per bany tou aesy time per buy main trade open kerni hoti hai jis sy hamain bahot kam time main bahot acha profit hasil ho jata hai hamain same shadow ka wait kerna chahiay agar ham aesi position ko follow kerty huey trade kerna chahty hain tou yeh position trading ky liay bahot best hoti hai

                Swing trading main jab market bullish main movement kerti hai tou resistance per sy hamain sell ki trade open kerna hoti hai aur agar kisi bari movement ky bahd shadow candle creat hoti hai jis main shadow upper side per zyada hota hai tou wahan per sell main trade open kerny ka bahot acha chance hota hai aur agar swing trading main market downside per move kerty huey kisi support per ponchti hai tou wahan sy bhi buy ki trade open hoti hai aur same position per agar aesi shadow candle creat hoti hai jis ki shadow lower side per bari ho tou wahan per buy main trade open kerny ka bahot acha chance hota hai ky wahan sy buy main trade open kerny ka acha chance hota hai ky wahan sy buy main trade open kerny per hamain bahot acha profit hasil ho jata hai swing trading ya shadow trading ka yeh sab sy best tareeqa hai ky hamain short time main bahot achi earning hasil ho sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : what is shadow or swing

                  Forex chart per ban'ny wali candles he asal main hamain sab say behter tor per trades ki entry aor trend ka pata batati hain. Candles stick ki bahut ziada types aur patterns hain. Jinko samjhy bina trading karna aur loss say bachna mushkil hay.

                  Candle stick 4 stages ya points ka hamain batati hay, jahan say price shuru hoti hay, kahan tak low ati hay, kahan tak high jati hay aur kis point per close hoti hay. Market ki all conditions ka hamain aik candle say pata nai chalta laikin is say hamain bull ya bear trend ki expectation mil jati hay. Ager tall shadow ho to ye market main rise ko jabkeh short shadow fall ko zahir karta hay. Candle ki body aur wicks ko samjh kar he ham shadow ko samjh sakty hain. Aur price start hony kay bad wali movement kay ups and downs say bullish and bearish trend ki prediction kar sakty hain.

                  Swing trade aik bahut he helpful and profitable strategy hain swing ka maltlab hay jab markey aik arzi support and resistance yani keh side way movement buildup kar lay. Aisi situatuon main iska volume kam hota hay laikin iski movement main hamain achi trading sell and buy main milti rehti hay. Candle sticks kay pattern ki madad say ham is arzi support and resistance ko find kar laity hain aur in per trade kar sakty hain. Iskay sath ham har candle kay shadow ko bhi analyse kar kay short trend ki confirmation karty huye profitable aur successful trading kar sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : what is shadow or swing

                    forex k charts par candles ka ben'na ye sign show kerta hota hai k hum asal mein bethar tor per kon se trade ker sakty hain or isi se hamen trend ka bhi pata chalta hai candle stick ki bohat se types or patterns hain is se hamen charts , flows , diagrams or figures ka bhi pata chalta hai humen in ko kabhi bhi ignore nahi kerna chahiye hum candle stick k patterns ko smajhy begair kabhi bhi trade nahi ker sakty kuen aisya kerny se hamen buss loss he ho ga or hamary liye kamyabi hasil kerna bohat mushkil ho jaye kuen k humen is se trend ka andaza nahi rehta
                    candle stick pattern ki hamary paas four stages hain in stages ko hum points bhi keh sakty hain is ki 4 stages mein jo jo stages include hain wo ye hain k kahan se price shuru hoti hai , kahan tak low hoti hai , kahan tak jati hai or kahan par close hoti hai market ki tamam moments ka hamen candle stick pattern se pata chal jata hai is se hamen trend ka pata bhi chal jata hai aur isi ki madad se hum price k sath hoty sath he moment k ups and downs say bullish or bearish trend ko predict ker sakty hain swing trade aik bohat he suppoertive trade kehlati hai aur ye aik profitable strategy bhi hai hum har candle k shadow ko bhi analyze ker sakty hain jis ki wajah se hamen short trend ki confirmation kho jaye gi or hum aik profit able or successful trading ker sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : what is shadow or swing

                      Shadow ke related aapane bahut hi acchi post ki hai hai aur ham is per bahut acchi discussion karke new logo ke liye bahut hi good knowledge chhod sakte hain trading karte hue in Shadow ki madad se Ham market mein kafi acche analyzers kar sakte hain isliye hamen inside o ko important Lena chahie aur in k related hamen knowledge hona chahie.
                      Jo bhi member candlestick pattern ko use karte hain tu aur logon ko jarur Shadow ke related knowledge hoga ki market mein candles ke Shadow kaise bante Hain aur aur log upper Shadow kaise hote hain aur log lower Shadow kaise hote hain aur in ka matlab kya hota hai aur market mein ine ki kya value aur kya importance hoti hai insaaf baton ka pata hona hamare liye bahut jaruri hai kyunki Jo log candlestick pattern ko use karte hain unke liye yah bahut hi important hain.

                      Long upper shadow:

                      Long upper Shadow ek aisi candle hoti hai jiski Shadow kafi lambi hoti hai aur iski body bahut hi chhoti hoti hai aur isko ham inverted hammer bhi kah sakte hain yah kandel jab bhi market mein banti hai hai aur jab yah kisi e resistance area per banti hai to iska yah matlab hota hai ki aap trend reversal hone wala hai hi jab trend ki changing hoti hai to tab yah candle hamen chart pe dikhai deti hai aur ham is candle se market mein bahut hi good signal Le sakte hain is candle ka yah matlab hota hai hai ki is ka jo upar ki taraf lamba Shadow banaa hai to iss waqt sellers market ko niche khinch rahe hain aur is waqt sellers market mein jyada taaqatwar hain aur market ke down jaane ke chances hain.

                      Long lower shadow

                      Lower long Shadow kiye kaise candle hoti hai jiski Shadow niche ki taraf se kafi lambi hoti hai aur upar ek chhoti si body hoti hai jisko Ham hammer candle bhi kahate Hain yah candle hamare liye indicator ka work karti hai aur is se hamen market ke good signals mil jaate Hain yah bhi e friend changing ke liye use hoti hai aur iske log Shadow ka matlab yah hota hai ki market mein buyers aaj jyada interested hai aur yah market ko upar lekar jaane wale hain aur market mein bullish Trend ke kafi chances hain.

                      Importance of shadow

                      Shadow k related hamen jarur Good knowledge hona chahie aur hamari good practis honi chahie kyunki jab Ham inke related good knowledge hoga aur ham again and again practice karenge to tab hi Ham in Shadow se fayda utha sakenge agar hamara good knowledge nahin hota hai to hamen shehdol se fayda nahin utha sakte hain isliye hamen jarur good knowledge ke sath working karni chahie Taki ham market mein profitable working kar saken aur ine shehdol se good signal ji lekar good trading kar saken.Click image for larger version

Name:	images (19).jpeg
Views:	1
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12330704

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X