Loss ko kabhi bhi emotions or jaldbazi se recover na kren ...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ko kabhi bhi emotions or jaldbazi se recover na kren ...

    Ji forexmain ager hamain loss ho jaye to thora sa waqfa lain. Apni khamion aur ghaltion ko talash karain. Jab hamain apni khamian pata chalain gi to he ham in ko door kar sakain gay. Aur mazeed trading kay liye khud ko behter tor par tayar kar sakain gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ko kabhi bhi emotions or jaldbazi se recover na kren ...

      Han ji dear friend aapane bilkul sahi kaha hai loss ko kabhi bhi emotional aur jazbati tarike se recover na Karen Kyon ka is Samay Aur Bhi Jyada launch Hoga aur ham Kamyab Nahin Sakte Hain isliye main chahie ki mehnat aur hardworking Se Jyada apni learning power per song Karen jisse Hamen bahut jyada fayda Hoga usse acchi Mera to hardworking Karke Achcha band kar sakta hun isliye main chahie Ki Mein Ho To Har Bar Kyon per Jyada focus Karen jisse mein bahut jyada fayda ho thank you so much
      • #18 Collapse

        Re: Loss ko kabhi bhi emotions or jaldbazi se recover na kren ...

        kabi b jaldbazi na kare har traders ko forex trading main hard work kare loss hota hian tu jaldbazi ki waja say hota hain har traders ko kaaam karna hian tu achi tara mehant kare jaldbaiz say kaaam karne wale loss karte hain jo b jaldabzi k sath kaaam kare gy tu loss kar gy jaldbazi k sath kaaam karne wale big loss kar dete hain loss ko recover karne main b relax mind k sath kaaam kare kabi b jaldbazi k sath kaaam na kare
        • #19 Collapse

          Re: Loss ko kabhi bhi emotions or jaldbazi se recover na kren ...

          Pyare doston agar aapko forex trading platform per kam karte hue nuksan ka samna ho jata hai tu to lash ko recover karne ke liye do chijon ka khas khial rakhna chahie kailash ko recover karte waqt aap kabhi bhi emotions aur jaldbaji se kam na len kyunki agar aap aap jajbat aur jaldbazi se nuksan ko recover karne ki koshish karenge tabhi aapko Mazid nuksan ka samna karna pad sakta hai agar aap in 2 chijon ka khyal rakhte Hain tabhi aap is kabil honge kya aap last ko recover kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Loss ko kabhi bhi emotions or jaldbazi se recover na kren ...

            g han ap nay shi kha hai humain loss ko kbhi bhi jald bazi say or emotions saay recover kurnay ki koshish nhi kurni chahiye q keh agar hum es trah say apnaa kam kury gay to humain success gain nhi ho paay giii to es liye humaain es maain achay say apna kaam jar rukhna chahiye or acha kam kurna chaahiye aagar hum es trah say achay say apna kam kuray gay to hum es main say success bhi asani say gain kur lay gaay or kamyab ho jay gaay
            • #21 Collapse

              Re: Loss ko kabhi bhi emotions or jaldbazi se recover na kren ...

              har traders loss karta hain tu jaldbazi main aa kar loss kar deta hain jo b traders relax mind k sath kaam kare ga tu safe rahy ga Hamen trading sikhane ko importance Dena Hoga Uske bad hi Ham Kamyab ho sakte hainJitna jyada ho sake aur Kitni jyada ho sake mehnat karay ta k aap Kamyab rahain aur aap apne future ko strong Karen isiliye Jitna ziada ho sake apni mehnat ko badhaen Taki aapko Achcha knowledge Aur experience Hasil ho
              • #22 Collapse

                Re: Loss ko kabhi bhi emotions or jaldbazi se recover na kren ...

                ji hun ap sahi khah rahy han k humain loss ko recover kerny k liay juldbaze se kam nhi lain achahiy is se humain mazeed loss ho jata ha q k loss hony per humari equity kum ho jati ha jis se humain hum bari lot se trade bhi lay sakty tu humain choti choti trades open ker k apny loss ko recover kerna hota ha.
                • #23 Collapse

                  Re: Loss ko kabhi bhi emotions or jaldbazi se recover na kren ...

                  loss srif achi strategy or sabar k sath recover kar skty hai or loss ko kbi bhi negatively ni lay ye loss hee jis ki waja say h behtreen trading sehk skty hain agr apna loss par achi observation kary to k loss Q or kesay hoa hain profit say zayada loss par focus rahky loss bht achi trading sehka skta hain .

                  2. Recovery srif or srif strategy sy hoti hain ek loss k bad foran jaldibazi mai koe trade open hargiz nahi kary Q k wo trade ek bary loss ka sabab banay gi is liay behter hain us hee loss ko read kary taky next time wo hee galti na kary or kaam sy kaam loss face kary.

                  3. loss or profit dono business ka part hain is liay ye mumkin nahi hain k loss ho hee ni kisi ko loss sub ko hota hain laken trader wo hain jo us ko recover karna janta ho
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss ko kabhi bhi emotions or jaldbazi se recover na kren ...

                    Ji han aapke pass mere ko theek hai aapane Sahi karne hi Kyon Jaise Hamen apni mehnat ka Hamesha Sila Milega apni mehnat hi kahan se fayda Milega isliye main acchi karne ke liye Forex Mein kam ko Hamesha Apne Hath per Kyunki se kam kar ke Yahin per Karne Wale Lena Hogi to a kamyabi Hamare profitable Hogi Hamen kam ko Achcha benefit banane ke liye Har Surat Mein karna hoga to a kamyabi Hamare possible Hogi Agar kam ko Achcha Nahin Karenge Forex ke rules Mein Nahin Karenge Forex ke khilaf Karenge To Hamen kamya hai good morning mn Kam acha krein

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X