Kis Time frame ke analysis sab se best hotey hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kis Time frame ke analysis sab se best hotey hein?
    Dear Members:

    Forex business mein jab hum work kartey hein to hamen different types ke time frames dekhne ko miltey hein jese M15, H1, H4, D1, W1, yeh sab time frames hein forex mein lekin in sab mein se konsa time frame bohot hi best hey jis mein hum achey analysis aur strong analysis kar saktey hein?

    Click image for larger version

Name:	forex time frames.png
Views:	1
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12467289
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kis Time frame ke analysis sab se best hotey hein?

    forex main achi trading k liay humain market ko analyse kerna hota ha market ko analyse kerny k mukhtalif sources han jin main se aik candle stik chart pattren ha tu humain is chart ko analyse kerny k liay diffrent time frame diya gay hoty ahn tu in time frams se humain pata chulta ha k market is time kis move ment main thi sell trend ya phir buy trend main
    her trader apny experience k mutabiq in time frams per trading kerta ha ager hum na day trading kerni ha tu humary liay best time frame h1 hota ha ager hum is time fram per trading kerty han tu is se humain acha profit ho sakta ha aur ager hum na scalping stretgy ko follow kerty hoay trading kerni ha tu phir humain 15min ya phir 30min waly time frames per entry se acha profit hota ha scalping kerna zara risky hota ha ager experience ho tu acha profit bhi earn ho sakta ha
    according to my veiw jub bhi hum koi trade open karein tu humain tamam time frames per market ko analyse kerna chahiy asa na ho k hum juldbaze main ghalat decesion lain lain jise humain loss ko face kerna pary ager hum tamam time frames per market ko wach ker k trade lagaty aur exit laity ahn tu is se humain kamiyabi mil sakti ha aur expert traders bhi yahi kerty han.
    • #3 Collapse

      Re: Kis Time frame ke analysis sab se best hotey hein?

      hum forex ki market mein trade kr sakty hain agar hum aik achi trade krna chahty hain tou humen kam se kam 100 $ capital invest ker k he aik achi trade kr sakty hain jis se hamen profit hasil ho or humen experience bhi hasil ho trading k liye hamen analysis ka use krna ho ga tabhi hum aik achi trade laga sakty hain
      humen sab se pehly analysis ko dekhty hue market k trend ko dekhna ho ga taa k hum us k hisab se trade ker saken kuen k begair trend k trade krna bewaqoofi hai or ye aik achy trader ki nishani k khilaf hai aik acha trader hamesha he souch samjh kr or trend ko dekhty hue trade krta hai jis se faida hasil ho or wo aik acha bonus bhi hasil kr saky trading k liye candle stick pattern ko use krna hota hai jis se hamen market k rates ka pata chalta hai k komn sa rate high hai or kis trade ka rate low hai hamen flows , charts , diagrams ko dekhna parta hai or phir he trade nikalni parti hai candle stick pattern se hamen maloom ho jata hai k market mein is waqt knsa time frame chal raha hai sell k trend mein thi ya phir buy trend mein
      jab bhi hum koi trade open keren tou humen time frames per market ko analyze krna chahiye kahin aisa na ho k hum jald bazi mein galat faisla kr k galat trade laha dein jis se hamen loss ki tarf jana apryagar hum time frames ko watch kr k trade lagaty hain tab he humen kamyabi mil sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: Kis Time frame ke analysis sab se best hotey hein?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
        Dear Members:

        Forex business mein jab hum work kartey hein to hamen different types ke time frames dekhne ko miltey hein jese M15, H1, H4, D1, W1, yeh sab time frames hein forex mein lekin in sab mein se konsa time frame bohot hi best hey jis mein hum achey analysis aur strong analysis kar saktey hein?

        [ATTACH=CONFIG]18783[/ATTACH]
        MT4 software ke andar Hamen bahut jyada time frame Milte Hain ya Tamam timeframe Hamare liye faydemand hote hain Hamen chahie ki Jab Yahan is market Mein trade lagaen To Ham in tammam time frame ke andar analysis Karen aur ismein candle ka analysis Karen aur uske bad hi Ham ais market ke andar trade Lagana chahie is market ke andar Ham scalping se profit Hasil karna chahti hai to hamare Liye Ye Chota time frame bahut hi best hai agar Ham ismein m1 , m5 , m15 Aur m30 Ke Andar technical analysis Karte Hain To usse Ham Ek perfect scalping trading kar sakte hain aur ek Achcha profit Hasil kar sakte hain is market ke andar bahut jyada professional aur expert trader scalping ki madad se profit Hasil kar rahe hain aur vah Chhote time frame ke upar market ko analysis karte hain aur uske bad Jab ais market Mein technical analysis kar lete hain to Uske bad vah fundamental ko check karte hain aur is market ke andar scalping trade Lagate Hain aur vah ek bahut hi Achcha profit hasal kar rahe hain aur is market ke andar Ham Ek Aur trade bhi Laga sakte hain jo ki long-term trend Hoti Hai is trade Mein Hamen main jo analysis karna hota hai vah Bade timeframe ke andar karna Hota Hai aur ismein Hamen indicator ko follow bhi karna Hota Hai Jab Ham long-term trade ke liye technical analysis kar rahe hote hain to use Waqt Hamen chahie ki Ham ismein indicator ko follow karte hue he is market ke andar trade lagaen aur Hamen technical analysis Bade time frame ke andar karna chahie Taki Hamen Jyada acche results mil Saken Bade timeframe ke andar Hamen thoda zyada wait karna padta hai Magar market Hamare Haq Mein Jarur aati hai aur Hamen Ek Achcha profit Jarur Deti Hai
        • #5 Collapse

          Re: Kis Time frame ke analysis sab se best hotey hein?

          Dear forex me time frame hamesha pair Kay hisab aye Analysis Kay hisab sy choose kia jata Hy hamesha apko oversell ya over bought position dakhny Kay leay big time frame use krna hoty hen jesa Kay H4 ya D1 wagera ye basically pair oy depend krta Hy Kay ap kid type ki trding kr rahy hen agar long term trading Hy to ap ko big time frame use krna chye jab Kay agar ap short term trading kr rahy hen to ap ko hamesha small timeframe use krna chye trading chart ka use kia jata ha or is me chart pe different time frae hote hen g but ak baat ye k is me hme long time frame me trend ko analyse kren or short time frame me ap trade kren g forex me profit isi tra se hi a skta ha g trading me ap ko chahiye M15 ya phir D1 kay time frame me trading bohat hi asan hay es liye ap ko chahiye kay ap demo account me esi time frame me practice karain ta kay live account me ap ko problem na ho aur ap asani se profit earn kar sakain.trading main time frame ki buhaat zaida ahmihaat ha pehlay app ye deceide kar lain kay kon si trading karni ha short time ya long time uss kay motabiq time frame banana buhaat zahrori ha tab hi app bahtaar result hasil kar saktain hain behtr hai lekin kuch log iss ka matlab ghalat ley jaatay hain wo ye kahty hain k time fix kr lena chahye or sirf or sirf ussi wqt trade krni chahye or uss k ird gird market b ni dekhni chaye. to mery hisab sy ye ghalt hai. trading k lye moqa aap ko kisi b wqt mil sakta hia. so agr time fix kr lya to aap earning ka level km kr lein gy buss app ko forex trading main ek achi experience honi k shat shat app ko forex trading k market k bary main agar ek acha knowledge ho tu app forex trading main ek bohat he acha profit kama sakty ho or is main app ko koye be problem nahe hoga.
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: Kis Time frame ke analysis sab se best hotey hein?

            dear ye apki trading py depend krta Hy Kay ap kid trha konsa timeframe use kr skty hen market ko analysis kerna hy tu lazmi ap ko weekly ya phr daily tak hi ky chart mia hi analysis kery gy tabhi ap ko market ka behtr trend mily ga or ap us analysis ko phr h4 ya h1 mai hi trade ly akty hy ik tu ap ko achi enry mily gi or profit bi ap acha earn ker sakty hy is liya best hy ky khud ka analysis kery or kise bi indicator ka koi faida nahi. market Meri Baat Kafi Bada matter karti hai ki hum Jab Apne instaforex ke bonus account ke upar trading karte hain tum hamein trading karte huye analysis bilkul acche Rakhna chahiye.Hame chahiye ke forex market Mein Jab Hum trading current Hoon Main Long term trading Karni chahiye Apne instaforex ki bonus account ke upar.Aap ko pata hona chahiye Ki Jung forex market me trading Karte Hain To aap apne analysis acchi Rakhe instaforex bonus account for small volume of lot size Giri trading Kya Kare.Aapko Chahiye Hota Hai Kya Sapne instaforex bonus account ke upar metatrader 4 may timeframe H4 Rakhe aur indicator of two indicators are three indicators used car race result Hasil kar Sakenge. kindle stick indicators best hain aur raha Ap ka swal k time frame ko Sa best hy to bhai Ap ko time frames to kafi mily gain lekn Mary hisab say to jitna kam time fram ho ga us say hum ko market ki move ko judging ma asani rahy gai as ley 5 mint wala time fram best hy baki Sab ko Jo lagta easy wo Ap logo par depond karta hy.
            • #7 Collapse

              Re: Kis Time frame ke analysis sab se best hotey hein?

              market lka technically analysis karne ke liye hamare pas different types ke time frames hote hain jin ke madad se hum is main market ka analysis kar sakte hain to is ke liye hamen cahiye ke hum ke hum us time frame main market ka analysis karen jis se hum ko faida ho to aj hum sare time frames ke bare main detail se discuss karen ge
              1:M1 Time Frame
              is time frame main yeh hota hae ke hum aik minute main market ke movement ko dekh sakte hain ke aik minute main market ne kitna move kiya hae is se hum koi analysis nhe kar sakte hain q ke yeh bahut kam time period wala time frame hae
              2:M5 Time Frame
              yeh aik esa time frame hae jis main hum market ke pechle 5 minute ke movemet ko dekh sakte hain or is se bhe hum kuch khas market ka analysis nhe kar sakte hain q ke yeh be bahut he short time frame hota hae
              3:M15 Time Frame
              yeh jo time frame hota hae is main hum peche 15 minutes ke market ke movement ko dekh sakte hain or is ke madad se hum bahut he short term period ke liye market ke movement ko dekh sakte hain or is main hum trade open kar sakte hain
              4:M30 Time Frame
              is ka time period 30 minutes ka hota is time main market ne jitne bhe movement ke hote hae hamen yeh batata hae ke is main kitne movement ho chuke hae market ke or is par bhe hum trade kar sakte hain
              5:H1 Time Frame
              yeh sab se acha time frame hae jo ke bahut he zayada use hota hae or is ka time period hota hae one hour or is main hum jitna zayada market ko analysis karte hain hamare liye utna he faida hota hae tab he to hum is main ache se trade open kar sakte hain or acha profit bhe hasil kar he jate hain
              6:H4 Time Frame
              yeh bhe aik time frame hae jis main hum pechle four hours ke movement ko dekh sakte hain lakin yeh itna zayada use nhe hota hae jitna ke H1 hota hae to is liye is main bhe kam members analysis karte hain
              7:d1 Time Frame
              daily time frame jis se hum is main rozana ke aik din ke movement ko dekh sakte hain or is main hum sirf yeh dekh sakte hain ke is main kitne movement howe hae market ke or is main hum analysis kar ke long term trade open kar sakte hain
              8:W1 Time Frame
              is main yun hota hae is main hum weekly movement dekhte hain market ke or is main bahut kam hota hae ke hum is main analysis kar saken or is main hum kamayb ho saken tab he to hum is amin kuch hasil kar sakte hain or kamayb bhe ho he sakte hain bas ache tarah se hamen mehnat karna ho ga take hum is main kamayb ho saken
              9:M1 Time Frame
              is main hum monthly market ke movement ko dekh sakte hain or ache se analysis bhe kar sakte hain is main
              • #8 Collapse

                Re: Kis Time frame ke analysis sab se best hotey hein?

                Dear jab aap Forex trading account kar rahe hote hain to ismein different time frames istemal ho rahe hote hain aapke liye Hamesha Wohi timeframe best ho sakta hai jo aapko Jyada fever kar raha ho aur yah depend karta hai aapki trading per ke dar aap short term trading kar rahe hain ya long term trading kar rahe hain uski basis per aap different time frames ko is bar Karte hi profit Hasil kar sakte hain.

                Dear jab aap Forex trading me short term trading Karte Hain To usmein aap aap different time frames istemal kar sakte hain Kyunki agar aap short term trading karte hain to usmein aapko bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain ismein aap short-term timeframes ko properly focus karte ho ye apni trading ko profitable kar sakte hain. Ismein aap kuch important timeframes istemal kar sakte hain Jo main aapke sath indicate kar sakta hun.

                M1
                M5
                M15
                M30

                Dear jab aap long term trading kar rahe hote hain to ismein aap different time frames istemal karte hain Kyunki long term trading per different time frames istemal karte hue yah apni trading profitable bana sakte hain Kyunki Jab aap long term trading Karte Hain To uske liye aap timeframes vs istemal Karte Hain Jo aapke liye Jyada helpful Ho. Long term trading ke liye aap yah timeframe istemal karte hue apni trading ko bahut jyada helpfull banaa sakte hain.

                H1
                H4
                D1
                W1

                Isliye aapko koshish Karni chahie ki aap apni trading ki basis per different timeframes ki selection Karen Kyunki jab tak aapke timeframe ki basis per Nahin Hogi aap kabhi bhi acchi trading nahin kar sakte aur apni trading co profitable Nahin banaa Sakte.
                • #9 Collapse

                  Re: Kis Time frame ke analysis sab se best hotey hein?

                  SELECTION OF TIME FRAME
                  Dear friend yeh hmarehmare knowledge aur hmare forex trading see relevant experience per depend krta Hai jitna acha hum is kaam koko seekhen ge utna he acha hum is mein result Hasil krny mein Kamyab ho saken ge hum sab ache tarha janty hain KY forex market mein different time frames hoty hain
                  1- daily
                  2- weekly
                  3- monthly
                  4- minutes
                  5- different hours
                  FOR SHORT TERM TRADING
                  Lekin Jaisa ky ap ne kaha ky kn sa time frame best Hai to dear friend mere experience KY according agar Hum short term trading kr rahe hain to humein M15 par focus krny ki koshish krni chaheye short term trading ky liye yeh best Hai is mein hum short analysis kr KY 10$ ya 15$ ka profit asaani see hasil kr sakty hain lekin us ky liye humein apna analysis strong rakhny ki koshish krni ho ge aur apny analysis ko Har tarha see follow krna ho GA is ky ilawa hum H1 mein short term trading see acha faida hasil krny mein Kamyab ho sakty hain
                  FOR LONG TERM TRADING
                  Dear Agar hum long term trading krna chahty hain to us ky liye sab se best ye Hai ky hum weekly candles ky close hone see pehle tak ka analysis kren kyun KY aksar aksar aisa hota Hai ky Darmiyan mein weekend ane ki waja see market Mein Koi na koi aisa issue ho jata hai ky Monday ko market hmare analysis KY bilkul opposite open hoti hai aur humein profit ki bjae acha khasa nuqsaan uthana par jata Hai aur aksar hmara account bhi wash ho jata Hai is liye humen koi aisa step nahi lyna chaheye jo hmare account ky liye dangerous ho jitna hum ehtiyaat see kaam kren ge utna he humein faida ho GA is liye Chahe long term trading kren ya short term trading kren proper decision Lyn aur us ko follow kren ta ky faida hasil Kiya ja sake aur nuqsaan agar ho bhi Jae to itna ho jis ko easily recover Kiya ja sake tabhi is market Mein hum stay kr sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kis Time frame ke analysis sab se best hotey hein?

                    Agar ap forex m ache trader banna chahte hen aur kamyab hona chahte hen to ap ko market ko samjhna pare ga , ap ko market ka analysis karne ka pata ho iss ke liye mukhtalif tareeqe hen jin men se aik tareeqa candle stick chart pattern ha, iss men different time frames diya gaya hen in time frames ka kaam ye ha k hamen ye market ko analyse karne ka batate hen inn se hamen market ki up and down movement ka pata chalta ha k market up ja rahi hay ya down aur hamen buy trend per kaam karna chahiye ya sell trend per to har trader apne experience k mutabiq iss m trade lagata hay, ab yahan day trading ke liye best time frame h1 hota ha ager hum is time fram per trading kerty han tu is se humain acha profit ho sakta ha aur ager hum na scalping stretgy ko follow kerty hoay trading karna chahte hen to phir humain 15min ya phir 30min waly time frames per entry se acha profit ho sakta ha lakin scalping kerna thora risky hota ha ager experience ho tu acha profit bhi earn ho sakta haaccording to my veiw jub bhi hum koi trade open karein tu humain tamam time frames per market ko analyse kerna chahiy asa na ho k hum taizi main ghalat decesion le lain jis se humain loss ko ho ager hum tamam time frames per market ko watch ker k trade lagaty aur exit laity hen tu is se humain kamiyabi mil sakti ha aur tamam experienced traders isi tarah kaam karte hen , market ke analysis ka knowledge sb se main point ha , iss tarah ap kamyabi se earning kar sakte hen. Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Kis Time frame ke analysis sab se best hotey hein?

                      dear Forex Mein different time frame hote hain aur different time frame a different strategy banaa karke trader kam karte Hain to har EK trader ki strategy different tarike ki hoti hai aur vah use per different time frame main trading karta Hai har ek time frame ki ehmiyat apne hisab se bahut hi jyada hoti hai aur kuchh log term trading ko pasand karte Hain jo ke 1H le kr ke 1W ya phir is se bhe jyada 1Month Tak apni trade ko continue rakhte Hain to har EK trader ki apni banai Hui startegy hoti hai aur vah apni banai Hui startegy per hi Amal karta hai

                      Different time periods

                      1M- Jo ke bahut hi short term trade ke liye aur khas karke scalping ke liye trader is time frame Mein trade karte Hain.
                      5M- is time frame main bhi aksar trader sirf scaping karke hi trading karte Hain aur is time frame ka duration 1M se jyada hota hai.
                      15- is time frame mein trader medium level Tak apni trade ko hold per rakhte hain aur ise continue bhi rakhte Hain kyunki yah timeframe bahut hi jyada ehmiyat ka hamil hota hai.
                      30-M is time frame ka istemal bahut se jyada traders karte hain aur bahut se traders sirf is time frame Mein Hi trade karna pasand karte Hain kyunki yah time frame bahut hi best time frame hota Hai ek centre level mein trading karne ke liye.
                      1H- 50% trader is time frame ka hi istemal karte hain aur is time frame per hi trading karna pasand karte Hain kyunki yah time perfect time frame Hai jis per aap acche tarike se market ko analysis bhi kar padhte ho aur acche tarike se market ki direction ko bhi samajh paate Ho.
                      4H- yah time frame 1H se connect hota hai aur iska impact 1H per bhi bahut hi jyada had Tak padta hai jisse pahle traders 1H main analysis karne ke bad hi 4H ke time frame ko dekhte hain aur donon timeframes ki situation ko apne mind mein rakh kar ke kam karte hain aur isase unhen trend ki direction ka bhi pata lag jata hai aur ek medium level ki long term trade ko bhi hua continue rakhte Hain
                      1D- is time frame ka vahi trader jyada istemal karte Hain Jo ki long term trade ko pasand karte Hain aur unke pass ek achcha capital bhi hota hai Taki unhen acchi support Mile aur vah long term trade acche tarike se Kar paya aur maximum profit Forex a book Kar paye.
                      1W- is time frame Mein aksar Jo news per dependent hote hain vahi trader is time frame per trading karte hain kyunki unke pass ek to capital bahut hi jyada hota hai aur vah sirf jyada profit lene ke liye hi trade karte Hain Jo ki apne trade ko bahut hi dinon Tak chhod dete Hain Taki wo maximum profit earn kr saken.
                      1MN- get time frame Jo big investors hote hain vah unke liye perfect hota hai kyunki unke pass bahut sare accounts hote hain aur unke pass capital bhi bahut hi jyada hota hai aapki aur hamari soch se aur vah long term trade per hi yakin rakhte hain aur apni trade ko pure month ke liye chhod dete Hain aur market ke sath hamesha sach mein rehte hain aur har EK chij per unka focus achha hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kis Time frame ke analysis sab se best hotey hein?

                        Introduction :
                        dear friends trading karne k liye Good time frame ka choose karna b ek trader ki pehli zimedaari hai ku k agar aap best time frame par trade kare rahe hai to aap ko market ki thek se samjh aye g our aap market ko ache se analyse b kar sakte hai warna agar aap time frame ko hi wrong select kare ge too ap ko market mai loss b ho sakta ha
                        dear freinds time frame drasal market k chart ko dekhne ka ek method hai jis main market ap ko different tariko se nazar aa sakti hai market main hame mandrja zail time frame mil sakte hai
                        m1
                        m5
                        m30
                        h1
                        h4
                        h6
                        weekly
                        monthly

                        dear friends ye tamam time farme mukhtlif kisam ki trade karne main use hote hai trading main trade kane k b mukhtlif method hai our har trader mukhtlif method par hi work karta hai our har method ka alag time frame hota hai market main mandrja zail method se trade ki jati hai
                        LONG TERM TRADING
                        SHORT TERM TRADING
                        MID TERM TRADING
                        SCALPING
                        dear friends agar aap long term trader hai to to us ki analysis k liye aap k liye best analysis time frame weekly our monthly hai ku k in par long term trading ko smjna asaan hai our easy hai
                        dear friends agar aap short term trader hai to us k liye aap ko best analyssi time H1 H4 hai jin par aap asaani se trade kar sakte hai

                        dear friends agar aap mid term trader hai to aap k liye best time frame H4 H6 AND WEEKLY hain aap in par trader kar k earning kar sakte hai

                        dear friends agar aap scalping karna chahte hai to aap k liye best time frame M1 M5 AND M30 hain
                        Ayisha Cutey's Trading Journal
                        https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                        • #13 Collapse

                          Re: Kis Time frame ke analysis sab se best hotey hein?

                          koi bhi time frame accha sabit ho sakta hai aur har time frame ke bare mein members ko apna experience istemal karna hota hai aur yah members ko maloom hona chahie ke trading se related kaun se aise timeframes Hain ki jinko unko apni trading mein istemal karna hai aur yah timeframes members ko trading mein help dete Hain aur unko yah idea dete Hain ki unko apne trade kis tarah Se open karni hai aur yah timeframes members ko yah help dete Hain ki unko kis tarah Se market ko analyse karna hai aur market ki movement ke bare mein bhi members ko kafi ideas dete Hain jis tarah Se members ko apna experience apne trading mein istemal karna hota hai is tarah Se members khoya bhi decide karna hota hai ki unko kaun se wala timeframe aur apni trading mein istemal karna hai members ke apne decisions bahut important hote hain aur har member ko apna decisions lekar apni trading ko continue karna hota hai is tarah Se decisions lekar members ko satisfaction milati hai aur is tarah Se unki trading bahut acchi ho rahi hoti hai aur yahi vajah hai unko trading loss nahin deti aur members ko maximum profit a Raha hota hai aur aise members jinke pass experience nahin hota unko acchi tarah Se online hokar regular work karna hota hai aur experience hasil kar lena hi important hai is tarah Se members apni trading mein expert Ho jaenge aur expert ho jane ke bad unko maximum nuksan nahin hoga aur unki maximum trades on ko profit de gi achcha profit hasil karne ke liye hardworking hona hota hai aur is se related members ko maximum and formation aur knowledge hasil karna hota hai aur usko improve bhi karna hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Kis Time frame ke analysis sab se best hotey hein?

                            Bahut hi acchi information aapane Hamare Sath share Ki Hai Is Tarah Ke information share Kar Ke aapane Hamare knowledge Mein ijaafa Kar Diya Hai Ham Jante Hain Ki Tum Ham Forex Mein kam Karte Hain To Hamen sabse pahle market ka analysis karna padta hai aur Market ka analysis karne ke bad hi Ham market Mein trade open kar sakte hain bahut acchi traitor Aise Hote Hain Jo market Kahana analyses kiye bagair hi trade open kar dete hain aur uske bad unhen use trade Mein loss ho jata hai isiliye Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain To Hamen sabse pahle market Ka analysis karna chahie

                            Market Mein maujud Tamam time-frame Hamare Liye faydemand Hote Hain isiliye Agar Ham market Mein trade gana Chahte Hain To Hamen sabse pahle market mein maujud time frame ka analysis acchi Tarah Se kar lena chahie aur uske sath Hai Hamen candles ka bhi analysis kar lena chahie Agar Ham market mein scalping se Jyada profit Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Chhota time frame use Karen Ham Jante Hain Ki time-frame ke analyses sabse best Hote Hain

                            Jab Ham market Mein trade open Karte Hain To Ham different time frame ko use karte hain aur ine time frame ko use karne ke bad Ham market Mein trade open Karte Hain in time frame ko use karne ke liye hamare pass knowledge or experience Ka Hona jaruri hai ine time frames ko without knowledge or experience Ham kabhi bhi use nahin kar sakte Hamen chahie ki Jab Ham analysis Karte Hain To Hamara Kiya Gaya analyses strong Ho Jab Hamara analysis strong hoga to ham time frame Ko easily use kar Sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kis Time frame ke analysis sab se best hotey hein?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                              Dear Members:

                              Forex business mein jab hum work kartey hein to hamen different types ke time frames dekhne ko miltey hein jese M15, H1, H4, D1, W1, yeh sab time frames hein forex mein lekin in sab mein se konsa time frame bohot hi best hey jis mein hum achey analysis aur strong analysis kar saktey hein?

                              [ATTACH=CONFIG]18783[/ATTACH]
                              Forex trading main different time frame han jo k different strategy k ley istamal hoty han is ley humy chae ha k woe time frame istamal karny jis main hum ache strategy sy trading karni ha is ley humy different time frame main trading karny k ley different strategy ki zarorat hoti ha is ley humy chae ha
                              Forex trading main ache analysis karny k ley humy sab time frame main analysis kar sakty han par small time frame main analysis tohry waqat k ley hoty han is ley hum log jtny bary time frame main analysis karny gy to humary pass utny he ache analysis hon gy or jo reliable hon gy jis sy hum log trading kar k ache earning kar saken gy is ley humy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge he tab he hum log kamyab ho saken gy forex trading main analysis both zarori han jab tak hum log ache analysis ni karty han to hum log kamyab ni ho sakty han is ley humy chae ha ziada sy ziada behtar planning or strategy banany or proper stop loss or take profit ka istamal karny ta k hum log kamyab ho saken or behtar forex trading jtni mehnat karny gy utny he ziada chance hon gy kamyab hony k
                              Forex trading main mary khayal main 1h or 4h main sab sy best analysis ho sakty han in sy hum behtar analysis kar k kamyab ho sakty han or ache earning kar k kamyab ho sakty han humy apny analysis behtar karny hon gy ta k hum ache tahra learning kar saken analysis ko sab sy pehly humy demo account main practice karni chae ha ta k hum log kamyab ho saken jtni ziada mehnat karny gy to he hum ache trading kar saken gy or is sy ache earning kar k kamyab hon gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X