hamein trading karty hwy hwy apny emotions ko control mein rkh k kaam karna chaiye ta k ham apna kaam achy se pora kar saky. emotions ko control kar k apny mind ko active rkhna chaiye ta k ham apny kaam pe ziada se ziada focus kar saky. aur achy se kaam kar sakein. apny kaam mein mehnat krein. humein trading karty waqt khud ko kabu mein rakhna chahiye or sabar aur tahamul se kaam lena chahiye tabhi hum aik achi trade kr sakty hain or aik achy trader ben salty hain is k elava hamen trading mein kabhi bhi emotional nahi hona chahiye kuen k emotional hony walon ki forex k forum par koi jagah nahi agar wo emotional ho k kaam keren gy tou unhein loss ho ga or wo kamyab nahi ho sakty or na he aik acha profit hasil kr sakty hain unehn chahiye k apny loss se seekhen or mehnat krein tab he wo aik achi trade kr sakty hain. agr ham apny mind ko active kr k kaam nahi krein gy tou hamein bohat bary loss ka samnaa karna par sakta hai. hamein khud ko stress se door rkhna hoga tab hi ham achi trading kar saky gy. agr ham kisi mushkil mein hain ya ksi tention ka shikaar hain tou hamein chaiye k ham khud ko tention se free krein. aur achy se kaam mein involve ho k mehnat krein. hamein mushkil halaat ka samna kar k hi kamyaab hona pary ga.q k hardwork karny se hi success milti hai.ham forum pe tab hi kamyaab hoty hain jab ham hardwork karty hain. aur forum pr hamein aek acha bonus milta hai. aur ham us tention ko apny mind se door karny mein kaamyaab hojaty hain.q k mehnat kamyaabi ka raasta hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим