Money management kia hota hai in detail?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management kia hota hai in detail?
    Asslam o Alaikum dear all..!
    Umeed hai sub kheriyat sy hongy, me aj ap ki khudimat me mauzo laya hoon jou k money management k bary me hai, ap ny har jagah money management ka naam suna hoga lykin bohot sy doston ko is ka idea or is ka concept clear nahi howa hoga ye k hota kia hai, me aj ap ko detail me btata chalon money management ap ka sub sy buniyadi kam hai forex k business me, technical analysis chahy bohot achi ho ap ki lykin agar money management na ho tou koi b faida nahi, ab money management hota kia hai money management ap k trade me additional kam hai jisy 2 hiso me laya jata hai,,
    Stop loss
    Take profit
    Ye automatic kam krty hain jesa k jab ap ye lagaty hain makhsoos level py tou wahan ap ki trade kudh h close hojati hai ap ko zyada nuksaan sy bachati hai or ap ko apna target b mil jata hai jitna ap lyna chahty hain.
    1:2
    1:3
    1:4
    1:5
    Jou ratios me ny mention kie hain wo hain stoploss vs takeprofit mtlb 1 fisad ap nuksan kreingy 2 fisad profit esy h ye chalta rehta hai. Is py amal krein, isy apny trading ka hisa bnay umeed hai ap kabi himat nahi hareingy forex sy. Shukriya 😊
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management kia hota hai in detail?

    mony ko mange kar k hi hum acy say trader ban sakty hain so hamain cahhye is k bary main ghr main bethk hi hum acha arn karny k kabil hon gay aur forum m ain forum main practice kar k hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain knowlde hasil kar k hi hum achi trader ban sakty hain so hamain trnd ko use ka rk hi hum achy say trader kar skaty hain
    • #3 Collapse

      Re: Money management kia hota hai in detail?

      Forex Trading me money management bohut zyada zarori hai. Hamen agar is pe amal karte hen to is tarah se hum bohut bare nuqsan se mehfoz reh sakte hen. Forex trading me money management is waja se bohut zyada zarori hai. Q k is me hum aone account ko wash hone se bachate hen. Aur agar hamari money management acha ho to hamara account bhi mehfooz hota hai. Money management kuch is tarah se karen k trade lagane se pehle us k nuqsan ka bhi tehmeena lagaye k agar nuqsan hota hai to mera account kitna bardasht karega. Aur wash hone se nache ga. To us k leye stop loss zarur lagayen. Is tarah hamara management acha hi hoga. Forex Mein bonus kab milane ki kya Baju Hath ho sakti hai. Mehnati log kabhi bhi forex trading me nakam nahi ho sakte. kamyabi Hasil karne ke liye mehnat aur Sabar se kam karne mein hi kamyabi hai.
      • #4 Collapse

        Re: Money management kia hota hai in detail?

        Forex trading business me account balance ko leverage size, lot size aur stop loss ko jab be ham manage karty hey to yahi hamari trading me money management ki strategy hoti hay, trading me balance agar ham zeyada zaya karty hey aur ye trading me jald hi loss be ho jata hay to es ka matlab yahi hota hay key hamari money management ki strategy hi behtar nahi hay es waja se hamy trading me loss ho raha hota hay agar money management strategy achi ho gi to loss ko be control kia ja sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Money management kia hota hai in detail?

          money management say humm acha bonus kamaa sakten hain aur , lot size aur stop loss ko jab be ham manage karty hey to yahi hamari trading me money management ki strategy hoti hay, trading me balance agar ham zeyada zaya karty hey aur ye trading me jald hi loss be ho jata hay to es ka matlab yahi hota hay key hamari money management ki strategy hi behtar nahi hay es waja se hamy trading me loss ho raha hota hay agar money management strategy achi ho gi to loss ko be control kia ja sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Money management kia hota hai in detail?

            forex trading mein manage money management 1 important topic hai jab bhi aap apne gaon citrate karna chahte hain to aap ho many management kesariya he prayed karna hoti hai money management main aapko apne account equity ke mutabik apne lot size ka sambhal karna hota hai ya nahin kiya Gaya aapka account $100 ka hai to aapko apne account per do trade open karni hai Jo kis 0.01 ki lot size open ki Gai ho rahe honge aur yah aapko hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Money management kia hota hai in detail?

              Money management se murad yeh hai ky aap ko apny account ki total money ko zehn mein rakh kar trades lgani chahye ky agar aap trade laga rhy hain to uski lot size itni nah ho ky ek hi trade ky nuqsan mein jany se aap ko itna nuqsan hojaye ky aap ky liye wo nuqsan recover krna hi bhut bhari hojaye.​Aur aap ko chahye ky​lalach kiye bagher kam profit par iktafa karyn. Aur kam profit mein hi apna faida sochyn.​Kyn ky profit ki bjaye nuqsan hogia to woh bhi kam hoga.​Is trha thora thora kar ky aap ko balance barhana chaye..

              Money managemnt ky mutabiq agar aap ka account balance 100 hai to aap ko sirf aur sirf 0.01 ki lot soze rkhni chahye.​Yeh ap ky accoutn ky liye risk free trading hoti hai..​Jis mein koi trade loss mein chali jaye to aap ky accoutn ko zeada nuqsan nahin pohnchati.​Apko chahye ky money managemnt par kam karyn aur zeada lalach mein nah paryn

              اب آن لائن

              Working...
              X