Market trend ki nishadahi kesy hogi ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market trend ki nishadahi kesy hogi ?
    Main app dostu say pochna chahta hon kay agr mn kam kar raha hon market me aur apni trade open karna chahta hon tu loog kahty hain hamesha market trend ku follow karna chahiey tu market kay trend ki nishandahi kesy kar saktoo hon mn kesy pta chly gakl kay konsa trend chl raha hai kindly briefly yahan par smjhaa deen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market trend ki nishadahi kesy hogi ?

    Ji bahut hi Achcha Sawal kiya hai aapane aur bahut acchi information Hamare Sath share Ki Hai Is Tarah Ke information Hamare Saath share Karke aapane Hamare knowledge mein bahut jyada ijafa kar diya hai Forex Ek Aisa business hai jis mein kam karne ke liye Hamen sabse pahle market ka analysis karna hota hai aur Market Mein maujud trend ki Nishan Dahi karni padati hai Ham market Mein maujud trend ki Nishan dahee use Waqt kar Sakenge Jab hamare pass experience aur knowledge Achcha hoga

    Jab Hamen market mein maujud uptrend downtrend aur sideway ke bare mein maloomat Hasil Hogi To Ham aasani se market Mein trade Laga Sakenge isase Hamen Maloom hota hai ki Hamen market Mein Kab Kaise trade Lagani hai aur ham yah bhi Jante Hain Ki Jab market uptrend aur downtrend move Karti Hai tab hi trade Lagana Hamare Liye faydemand sabit Hota Hai lekin Jab market side mein Munh Karti Hai To Hamen usmein kabhi bhi trade open Nahin Karni chahie aur ham yah bhi Jante Hain Ki market uptrend and downtrend move Karte rehti hai

    Trend ko samajhne ke liye ham market Mein maujud different types ke indicators ko use karte hain aur yah indicators trend ko samajhne Mein Hamari bahut jyada help Karte Hain trend ko samajhne se pahle Hamen indicators ke bare mein information Hasil kar leni chahie Jab hamare pass indicators ke about information acchi Hogi to trend ko samajhne Mein Hamen bahut jyada help milegi bahut se professional trader Aise hote hain jo sabse pahle indicators ko samajhte hain aur uske bad friend ko easily samajh lete hain aur uske bad hi market Mein trade Lagate Hain market Mein trade Lagate Hue Hamen kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Jab Ham jaldbaji Karte Hain To Ham trend ko samjhe bagair hi trade Laga Dete Hain Jiski vajah se Hamen loss ko face karna padta hai
    • #3 Collapse

      Re: Market trend ki nishadahi kesy hogi ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
      Main app dostu say pochna chahta hon kay agr mn kam kar raha hon market me aur apni trade open karna chahta hon tu loog kahty hain hamesha market trend ku follow karna chahiey tu market kay trend ki nishandahi kesy kar saktoo hon mn kesy pta chly gakl kay konsa trend chl raha hai kindly briefly yahan par smjhaa deen
      Forex trading ke andar Ham Jab Bhi Koi trade Lagate Hain To is Mein Hamen trend ko find karna Hota Hai vah Jab Hamen trend Ka Pata Chal jata hai ki market ke andar konsa trend ban raha hai uptrend ya downtrend ban raha hai to Uske os k bad hi ham ko ais market ke andar trade Lagana chahie aur ham trend ko find karne ke liye different type indicator ka istemal bhi kar sakte hain ismein Ham moving average indicator ka istemal kar sakte hain RSI indicator ka istemal kar sakte hain aur bhi bahut jyada indicator hain jaise ke parabolic indicator and MACD indicator in ko istemal karke Ham is market ke andar present Trend ko find kar sakte hain .

      Forex trading ki market ke andar Hamen kabhi bhi trade Lagane Mein jaldbazi Nahin Karni chahie beginner trader yah mistake Karte Hain Ki Jab uptrend Ke Andar market move kar rahi Hoti Hai To vah samajhte Hain Ki market bahut jyada Upar ja chuki hai aur ab yah niche Aaegi to vah uptrend k ander sell ki trade Laga Lete Hain Jiski vajah se unhen loss ka Samna karna padta hai To Hamen trade Lagane mein kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Jab uptrend ya downtrend ke andar Koi strong candle Bane yah ismein Hamen indicator ki taraf se koi Ishara mile to use Waqt Hamen against Jana chahie otherwise Hamen kabhi bhi Trend ke against trade Nahin Lagani chahie agar aisa Karte Hain To Hamara account bhi wash ho sakta hai Kyunki market aapki tawako Se Bhi Jyada Move de sakti hai to aap Iske against Kabhi Bhi Na Jaaye aur ismein money management ke sath kam Karen aur jab bhi aap Forex trade ke andar Koi trade Lagate Hain To to aapko chahie ki aap ismein take profit aur stop loss ka istemal lazmi Karen Taki Agar market aapki bahut jyada against Jaane Lagti Hai to Aapka stop loss hit ho jaaye Taki aapko is market ke andar Ek bara loss Na Ho aur aapka account safe Rahe aur ismein take profit ka istemal aapko isliye karna hai ki agar aap offline ho Jaate Hain To Jab market aapke favour Mein Aaye To aapka to take profit hit kar de .
      • #4 Collapse

        Re: Market trend ki nishadahi kesy hogi ?

        forex aek online business hain. jab ham forex trading mein koi bhi trade karty hain tou hamein is mein trend ko bhi find out kanra lazmi hota hai.jab hamein market k andr market k trend ka pta chal jata hai k is waqt market mein yh trend chal ra hai uptrend ya downtrend chal raha hai tou tab hi hamein market k and market k trend k hisaab se trade lgani chaiye aur ham market mein trend ko fondout karny k liye different types k indicators ka use karty hain. ham is mein moving average indicator ka use kar sakty hain ISI indicators ka use kar sakty hain. ar bhi market mein indicators han ji ka use ham market mein kar sakty hain.jese k MACD indicator ko use kar k ham market mein trend ko find out kar sakty hain. forex trading market ka ndr hamein kbhi bhi tarde lgany mein jldi nahi krni chaiye . market mein trade lgany se phly hamein market k trend ko find kar leina chaiye. hamein market k trend ko deikh k trade lgani chaiye. ta k hamein nuksaan na hojae. hamein kbhi bhi market k trend k against trade nahi lgani chaiye wrna hamein loss ka smna karna pary ga. hmesha market ki movement k hisab se trade lgani chaiye agr ham is mein galti karty hain tou hamara account wash ho sakta hai.ar jb bhi market mein trade lgein tou is mein take rofit aur stop loss ka use laazmi krein. is se apko koi nuksaan anhi hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Market trend ki nishadahi kesy hogi ?

          Yes dear forex market Kay trend ko her banda nhi samaj sakta kiun k iss k liay hamen experience ki zaroorat hoti hey aur forex trading men jo log trend ko samaj letey hen woh acha profit hasil kar letey hen aur woh kamyab trader ban jatay hen aur jo log trend ko dekhay bagher trading kartay hen woh jaldi nakam ho jatay hen trend ko samjna kion zaruri ha to wo is lie k forex ham sab trader ki manzil Kia ha profit taking to bhi trend us manzil ki traf jane wala rasta ha agr ap ne kahin jana ho aur ap ko rasta he maloom na ho to AP kbi b apni manzil pe ni ponch pain ge thrend ko shai smjhty hy to tb hi ham ko phr achi trading krny k chance ,milty hy our ham biun a loss k ham apani trading kr sgty hy jb ham apani trading my thrend ko nai smjhty hy to ham phr apna kam naia kr sgty hy jb ham sahiu mhnata k stah ham kam shor o kry gy to ham thrend ko sahi trha sy ham smjh k kam kry gy to tb hi gfgaida hoga hama ko market ke trend ko Samjho Hamein trend na chahiye yeh bahut hi zaroori hai hum kitne hi purane Kyon Na hoge who is business Mein Hamein business ko sikhana chahiye business ki updates lete Rahna chahiye Agar Hum is business Mein Kamyab Masjid Hona Chahte Hain Tu ISI Mein Hamari apni battery hai is wajah se aap kabhi bhi apne aap ko perfect na Sab samjh agar aap senior Hai market k trend ko smjhna zarori es liye hota hai q k forex main trading market k according he hoti hai es main hum khud kuj bhi plans nahi kar skty hain hmain market k according khud chlna hota hai es liye forex ka knowledge gain krna zarori hai jis se ap market ko smjh skty hain or jub ap market ko smjhty hain tu ap apni trading ko bhi trend k according karny main kamyb hoty hain ayse apko acha profit milta hai
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: Market trend ki nishadahi kesy hogi ?

            Dear market trend ki confirmation of ke liye bahut Jaruri hoti hai no doubt aapko market trend dekhne ke liye bahut Sare important tools aur factors ko Apne mind Mein rakhkar trading Karni hoti hai agar aap market trend ko follow Nahin Karte to ismein aapko bahut jyada disadvantages ho sakte hain isliye aapko Hamesha market trend ki confirmation ke bad hi market Mein entry Karni chahie market trend ki confirmation ke liye aapko Kuchh important point focus karne ke sath trading Karni chahie Jo main aapke sath indicate kar deta hun Jiski help se aapko market ka trend find karne mein aasani ho sakti hai.

            Analysis :

            Market trend ko confirm karne ke liye aap apne analysis kar sakte hain jismein aap past market data ko utilise karte hue Apne analysis ko complete ka sakte hain aur apne analysis ki basis per market trend ko confirm kar sakte hain ki market ka next trend reversal ho sakta hai yah market apne trend ko continue Kary ge.

            Candlestick :

            Market Mein available different candlesticks aapko market ki Trend ke bare mein properly indications provide kar sakti hain Kyunki Jab aap market Mein different candlesticks ko proper learn karne ke bad unko focus karne a se apni trading Karte Hain To isase aapke analysis acchi Hote Jaate Hain aur aapko market ke trend ki confirmation ka idea ho jata hai Kyunki Kuchh Aisi candlestick hoti hai jo aapko market Mein reversal trend ya FIR continuation Trend ke bare mein exact indication provide kar rahi hoti hai.

            Closely Attachment with Market :

            Market ke trend ko observe karne ke liye aapko market ko Jyada Se Jyada time Dena Hoga Kyunki agar aap market se closely attach hai to aapko market ka trend observe karne mein bahut jyada help mil sakti hai isliye aapko Puri koshish Karni chahie ke Forex trading market ko Jitna jyada ho sake is ko observe karte hue time Den agar aap Forex trading market ko Jyada time Denge to aapko bahut benefits mil sakte hain aur Market ke trend ki confirmation ke liye bahut jyada help mil sakti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Market trend ki nishadahi kesy hogi ?

              Market ki nishandhi k liye market ko parakhna usy seekhna pehly zruri hai market ko dekhne k liye bohat se indicators or features mojood hen mt4 trader per mt4 pe trading krna asan hota hai or usi per krni chahiye agr ap chahen to koi dusra broker bhi istmal kr sakty ho market analysis k liye sbse pehly apko candlestick chart per jana hota hai waha kuch candles uper ja rahi hoti hain or kuch candles neche ko aa rahi hoti hain kuch black candles hoti hain kr kuch white jo candles uper ja ri hon wo buy ka trend dikhati hai or jo candle neche ja rahi ho wo sell ka trend dikhati hai ye btati hai k market uper ja rahi hai ya neche isi trha agr mazeed achy triky se janna ho to ap setting me ja kr indicator bhi lga sakty ho jitne indicators lgao gy utna acha apko market ki smjh aey gi jesy aik indicator hai MACD ye market ka trend dikhata hai agr market uper hai to uper wali side pe lines bnaey ga or agr market neche ja ri hai to neche ko lines bnaey ga is hisab se ap apna trade order lga skty ho buy ka ho to buy ka order or sell ka ho to sell ka order iske liye apko bs smjhna seekhna ho ga baqi sb samjh ajaey gi iske ilawa moving average ka indicator bhi hota hai ye lgany k bad ap iski pixels color bhi tabdeel kr skty ho ye indicator aik line k tehat market ka trend btati hai yani k aik curve bna k btati hai ap 2 moving averages lga kr kafi achy se analyse kr skty ho moving average k ilawa bohat sary indicators hoty hain jinko smjh kr lgaya jaey to bohat faida hota hai barhaal market ka insaan kuch nahi keh skta ye pal me apna trend change kr leti hai lekin agr ap apni trade pe hold rkho to profit me zrur jati hai
              • #8 Collapse

                Re: Market trend ki nishadahi kesy hogi ?

                market trend analysis karna bahut hi important hota hai aur koi bhi trader without analysis ki kabhi bhi successful working nahin kar sakta hai isliye hamen analysis karna bahut hi jaruri hote hain hamare jitne perfect aur baithe analysis hote hain hamen utani hi best result milte Hain aur agar hamare analyses board nahin hote Hain to hamen kabhi bhi market se good results nahin milte Hain isliye hamen jitna possible ho sake apne analyses ko is strong aur behtar karna chahie tab hi market mein good working ho sakti hai.

                Different method for analysis the market:

                market analysis karne ke liye trader different method use karte hain aur har trader ek apne method ke sath market ko analyse kar raha hota hai hamen chahie ke Ham bhi market mein main apni taknik ko use Karen aur market ke analysis Karen Ham jitni struggle karenge aur market ko samajhne ki koshish karenge to tab hi Ham market mein main successful analysis kar payenge lekin yah tab hi mumkin hoga jab Ham interested ke sath seriously working karenge Ham jitni interested nahin gay aur jitni Ham serious working karenge ham utani hi best results milenge agar hamari working seriously aur best nahin hogi to tab yah analyzers hamare liye possible nahin honge.

                Continue practice for skills

                market ke analysis ke liye hamen continue practice karni padati hai aur jitni hamari practice perfect hoti jaati hai hamen utani hi benefits milte Hain isliye hamen continue practice karni chahie jab practice hamari God hogi to tab hamare analyses bhi God honge aur agar hamari practice acchi nahin hogi to hamare analyses kabhi acche nahin ho sakte hain isliye hamen again and again continue practice karni chahie tab hamen good experience aur good skills milenge aur tab hi Ham market mein successful Ho sakenge.

                Technical method for analysis:

                market analysis ke liye Ham technical method ko bhi use karte hain aur jahan tak mera experience hai to Ham mein se bahut se member technical method to use karke trading karte hain aur market ke trend ko find karte hain hamen chahie ke Ham technically practice Kiya Karen jab Ham technically practice karenge to tab hi Ham technical analysis kar payenge aur hamen trendline ko use karna sikhana chahie tab hi hamare analyses perfect Ho sakenge.

                Fundamental method for analysis

                technical ke sath sath hamen market ke trend ke liye fundamental method ko bhi use karna padta hai hamen market ko fundamentally bhi analyse karna padta hai kyunki jab tak hamare fundamental analysis board nahin hote hain tab hamare technical analysis bhi fail ho jaate Hain isliye hamen apne fundamental analysis ko approved karna chahie aur news ke related hamen information honi chahie kyunki news market per bahut jyada affected hoti hai isliye hamen fundamental analysis jarur karne chahie tab hi Ham market ke good analysis karke profitable trading kar sakte hain.Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	1
Size:	61.0 کلوبائٹ
ID:	12330626
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Market trend ki nishadahi kesy hogi ?

                  market ke trend ko maloom kar lene ke liye members ko khud Se mehnat karna hoti hai aur jo members is mehnat mein successful Ho jaate Hain unke liye market ko analyse karna mushkil nahin hota isliye members ke liye important hai ki unko market se related apni struggle ko acchi tarah Se continue karna hoga aur is se related apne experience ko acchi tarah Se improve karna hoga market se related experience ka hona jaruri hai aur yah experience members ko practically kam karne ki vajah se milta hai kuchh aise members bhi hain ki jinko market ke bare mein kuchh bhi maloom nahin hai aur isi vajah Se hua apne account mein balance ko utilise nahin kar paate Hain trading mein sabse important baat yah hai ki members ko market ko analyse karna hota hai aur analyse kar lene ke bad unko trading se related decisions lene hote Hain achcha decision lene ke liye yah baat important hai ki members ko trading se related zyada knowledge hona chahie aur information bhi maximum hona chahie aur yah mein information market ko analyse kar lene se related honi chahie members market ko analyse kar lene se related apni struggle ko continue kar le aur apni practice ko continue Karen members ki practice hi unko successful trading karne mein help deti hai aur is tarah Se members ko apni practice ko jyada time table banakar aur time Dena hoga kisi bhi kaam ko jab time Diya jata hai tu is tarah Se use kam mein members ko acche results mein nahin hote Hain kyon isliye ke members ko time Dena hi important hai members ko apne karm ki quality per kabhi compromise nahin karna chahie member jab apne kam ki quality per compromise karte Hain to yahi vajah hai ki members ke kam ki quality acchi nahin hoti

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X