Loss ko yad rukh ker trading karen ga to he nafa hoga , aur kamyabi hasil hogi...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko yad rukh ker trading karen ga to he nafa hoga , aur kamyabi hasil hogi...
    Assalam o Alaikum! Dear forex members, Hamen trading man loss ko mind man rukhna chahye aur sara tools use kerna chahye j0 hamen loss sa bachata han ager ham loss k bara man planning karen k loss na ho to iski waja sa hamara loss minimize aur profit maximise ho jae ga. Hamen loss ko kam kerna k liye apna trading ko planning ker k kerna chahye, stop loss ka use her trade k sath kerna chahye, trading man risk to reward ratio lazmi calculate karen aur hamash Money Management aur Risk Management ko follow kerna chaheye aur kabi b Risk itna na len jitna ap loss berdash na ho.
    Click image for larger version

Name:	2.jpg
Views:	13
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12467272
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko yad rukh ker trading karen ga to he nafa hoga , aur kamyabi hasil hogi...

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Member پيغام ديکھيے
    Assalam o Alaikum! Dear forex members, Hamen trading man loss ko mind man rukhna chahye aur sara tools use kerna chahye j0 hamen loss sa bachata han ager ham loss k bara man planning karen k loss na ho to iski waja sa hamara loss minimize aur profit maximise ho jae ga. Hamen loss ko kam kerna k liye apna trading ko planning ker k kerna chahye, stop loss ka use her trade k sath kerna chahye, trading man risk to reward ratio lazmi calculate karen aur hamash Money Management aur Risk Management ko follow kerna chaheye aur kabi b Risk itna na len jitna ap loss berdash na ho.
    [ATTACH]18747[/ATTACH]
    Walekum assalam dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai kya Agar Ham Forex barambar acchi aur quality working Karenge to tabhi Ham success kar sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham Forex Varum per kamyabi Hasil karne ke liye Mein Shah Apne Lash Ko Yad rakhen aur usko minimise karne ke liye Sare tools ka use Karen Taka Hamen loss Kabhi Bhi Na Ho aur ham use Se Bachkar Reh sake Jitna Ham kaun se Soch ke lor se Rahenge itna hi Hamen lost kam se kam hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko yad rukh ker trading karen ga to he nafa hoga , aur kamyabi hasil hogi...

      yes dear loss ko mind main rakh kar trading karni hoti hai take feature main big losss na ho har vo person losss kar dete hain jo big loss bug lot ki waja say karte hai traders ko mistake ki waja say losss bill jata hain har traders ko apne feature main big losss say safe reh kar trading karni hain tu pratice ko incress kare lot of benefits mile gy
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko yad rukh ker trading karen ga to he nafa hoga , aur kamyabi hasil hogi...

        dear friend progit aur loss business ka hissa hota ha lekin jb apko forex trading mn loss ho jay to apko chayay k loss ki waja tlash kren aur us ghalti ko hmesha yad rakhen ta k dobara aisi ghalti repeat na kr k forex trading mn hmesha kamyabi hasil kr k achhi earning hasil kr sken
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko yad rukh ker trading karen ga to he nafa hoga , aur kamyabi hasil hogi...

          Loss Ho jaen Tu Yaad Rakh Ka Hi trad lagay Gu Tu Naga Ho ga aapko Har Surat Mein Aisa Hi karna chahie Aisa Hi karne se aapke liye kamyabi bahut Aasan Ban Jayegi Hamen chahie Jahan per kamyabi ke liye good knowledge Jise Ham Agar Hamen koi bhi loss ho jata hai uski recovery Karen Is Tarah Hamare liye kamyabi bahut Aasan Ban Jayegi acchi kamyabi unko milti hai jo Hamesha Yahan per Ek dusre ki help Karke kamyabi ke liye good acchi koshish karte hain acchi koshish Achcha knowledge acchi kamyabi ke sath hi Milta Hai Ham Jab Bhi mehnat Karenge hardworking se kam Karenge to hamare liye kamyabi possible ho jayegi Hamen kamyabi ke sath acche experience bhi chahie acche Xperia C Hamare basically chhatron kamyabi hoti hai isliye kam Achcha Naam achha Hota Hai Hamen chahie Jahan per kam Hamen Aisa Karen ki kamyabi Hamen bahut acche se mile hai isliye Koshish Karna chahie acche Waqt Mein Karni chahie to hi kamyabi Hamare Hamare liye possible ho jayegi Is Tarah kamyabi Ke Liye good knowledge that Karen Ham Jab Bhi kam Karenge Forex rules to bata bhi Karenge to come yaar Hamare liye fancy banogi
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko yad rukh ker trading karen ga to he nafa hoga , aur kamyabi hasil hogi...

            ham apnay nuksan ko dekh ker trade keeni chiay
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko yad rukh ker trading karen ga to he nafa hoga , aur kamyabi hasil hogi...

              ji hun ap sahi khah reahy han k humain jub aik bar loss ho tu humain future main apny loss ko mind main rakh ker trading kerni chahiy is se humain bht ziada faida ho sakta ha ager hum apny loss ko mind se hata daity han mean ignore ker k trdaing kerty han tu is se humain bht ziada loss ho sakta ha.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko yad rukh ker trading karen ga to he nafa hoga , aur kamyabi hasil hogi...

                Ji han aapane bilkul sahi kaha hai kya agar Hamen Las ho gaya tha to Hamen apne dost ko yad rakh kar trading karni chahie agaram trade karte waqt apne dost ko yad karenge to hamara Nasha hoga aur kamyabi milegi isiliye main chahe ke Ham apni jyada se jyada mehnat Karen aur Hamen loss kabhi Na Ho aur ham aur Hamen apne man mein yad rakhen bahut acchi trade karni chahie jis raah mein bahut hi jyada fayda ho sakta hai aur Hamen aisi trade karni chahie game aur ab ke Ham apne Man se loss ka naam ko ignore kar dena chahie jisse mein bahut hi jyada fayda sal hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko yad rukh ker trading karen ga to he nafa hoga , aur kamyabi hasil hogi...

                  kuchh chij hoti hai kam ke dauran aapko fayda de jaati Hain jab aap trade kar rahe hain to kuchh chijen ka man rakhni chahie bhai kah Rahe Hain ki lash ko mind mein rakhna chahie mere khyal mein isko bhul kar kam karna chahie agar aap isko bhul kar kam karenge to yah pachakam kar sakenge agar aapko dar hoga kahin mujhe last Ho jaaye to aap palas hoga last me hoga to yah bhul kar kam Karen profit loss yah chalta rahata hai to ab positive hokar kam karen to ab aapko bahut jyada benefit ho sakta hai aap kya chij hai bhul jaenge mujhe Las Ho Gaye aisa Na sochana palas kyon hoga agar aapane thoda bahut experience Kiya hua hai aapko information hai to aapko last nahin hoga to thodi struggle Karen mehnat Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko yad rukh ker trading karen ga to he nafa hoga , aur kamyabi hasil hogi...

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Member پيغام ديکھيے
                    Assalam o Alaikum! Dear forex members, Hamen trading man loss ko mind man rukhna chahye aur sara tools use kerna chahye j0 hamen loss sa bachata han ager ham loss k bara man planning karen k loss na ho to iski waja sa hamara loss minimize aur profit maximise ho jae ga. Hamen loss ko kam kerna k liye apna trading ko planning ker k kerna chahye, stop loss ka use her trade k sath kerna chahye, trading man risk to reward ratio lazmi calculate karen aur hamash Money Management aur Risk Management ko follow kerna chaheye aur kabi b Risk itna na len jitna ap loss berdash na ho.
                    [ATTACH]18747[/ATTACH]
                    Walekum assalam dear Forex member of the bilkul sahi kaha hai ki Hamen losses Kyon per Jyada concentrate karna chahie Jitna Amla juice ke upar Kanchan trade Karenge itna hi Hamara quality work improve ho jaega aur Hamen Hamesha profit hi hoga Aur Is Tarah meeswaram pad kamyabi Hasil kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko yad rukh ker trading karen ga to he nafa hoga , aur kamyabi hasil hogi...

                      Dear members loss sai na gbhrai aur apni mhnt ko continue rkhe allah apko kamiab krai ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko yad rukh ker trading karen ga to he nafa hoga , aur kamyabi hasil hogi...

                        g han ap nay shi kha hai agar hum es main loss ko yad rukh kay trading kuray gay to humain acha sa nafa buhi hasil ho jay gaa to humaain agar loss ho jay to humain es ko bhoool nhi jana chahiye es ko yad rukhna chahiye q keh agar hum e ko yad rukhay gay to hum apna next work achay say kuray gaay or humain loss nhi ho gaa or acha sa profit bhi gain ho jay gaa to es trah say humain apna best daayna chahiye or acha kam kur kay humain kamyab hona chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko yad rukh ker trading karen ga to he nafa hoga , aur kamyabi hasil hogi...

                          Forex trading karty waqt ap ko boat zada practice karna hoti hai is liy ap ko chaye k apny account ko secure rakein or demo per practice kar k apni mistakes ko note karein or un mistakes ko byter bnany ki koshash karein ku k jab ap ka account secure rhey ga toh profit b hota rehy ga is liy loss ko kabi b avoid nahi karna chaye ku k ager ap loss ko avoid karty hain or loss hony wali mistakes ko ignore kar k un say koi sbaq nahi lyty toh ap ko apni trades main hamesha loss hi karna parta hai.Is liy mistakes ko understand karna chahie or in baato ka khyal rak kar trades lgain.Jab tak ap Rules follow akr k trades nahi lgaty ap hamesha loss hi karty hain.Jis waja say boat say new traders fores ko blame kar k Iss business ko chor dyty hain.
                          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko yad rukh ker trading karen ga to he nafa hoga , aur kamyabi hasil hogi...

                            g han dear mai aap ki is baat se agree karti hu profit and loss dono hi trading market ka hissa hain ham market se siraf profit ki hi umeed nahi kar sakte hai ku k hamare pass kitni b zabardast strategy ku na ho hamara experience kitna b zayda ku na ho buhat sari chizen esi hoti hai jo achank market par asar andaz ho sakti hai our aap ki strategy k opposite market chli jati ha lein aap apne experience use karte huye esi situation se kam se kam loss se out ho sakte hai our next trade main god profit hasil kar sakte hai is liye acha trader wohi hota ha jo khud k experience par bhrosa rkhy our profit k sat sat loss ko b yad rakhe our us i pehle se planing bana k rakhe ta k los ki sorat main wo apne plan B par amal karte huye market se apan loss control kar sake is traha aap ka experience level bhi improve ho ga our aap ko market ki smjh bhi ane lagye g so kbi b siraf profit k twja na den loss ka b khyal rakhen our pehle se us se bachne ki planing b karen
                            Ayisha Cutey's Trading Journal
                            https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko yad rukh ker trading karen ga to he nafa hoga , aur kamyabi hasil hogi...

                              Assalam o Alaikum dear..!
                              Jawab:
                              G bilkul ap ny sahe kaha loss yaad rakh k h trade keni chahye pir ap ko faida hoga or zyada over confident b nahi hongy, esy na kia tou ap bhari bhari lots lagaengy zyada kamai ki lalch me jis k nateejy me ap ka account wash b ho skta hai, tou humy chahy k ehtiyat sy trading krni chahiye, shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X