Ager bonus account wash ho jaye tu kiya posting ker k loss pora kiya ja sakta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ager bonus account wash ho jaye tu kiya posting ker k loss pora kiya ja sakta hai?
    Hi All, please kiya koi mujhy bta sakta hai k Ager bonus account wash ho jaye tu kiya posting ker k loss pora kiya ja sakta hai? ya aur koi tarika hai loss pora kerny ka? please help me
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes brother bilkul kar sakty ho ager ap ka phle account wash ho jaye to phir ap posting kar kay bonus hasil kr kay phir trading kar sakty ho yeh zrori ni hai trading kartay waqt ap ko phir profit bana saktay ho
    • #3 Collapse

      dear pak forex forum ka shukriya daa kerna chaeay k aager bonus account wash ho b jay to next month pher us main bonus add ho jata hy jo ki previous month main ager aap dobara posting ki hon gi tou, sab sy achi baat yeh k aap ko last month jo account wash ho giya tha us ka bonus recover kerny ki b zroorat nahi,
      • #4 Collapse

        g han agr apka vounus account wash ho gaya hai to ap is main posting kar k to is main se r bounus le skte hain jis se ap apne real account main r trading kar skte hain r is main se prfit b le skte hain..........
        • #5 Collapse

          Je nahi bah forex trading se me agre ap ka bousnse accoutn waths ho jajye to is ke bade ap ko next month ap ka accutn renew ho jata ha jisse ap kafe acha profit hasiel kar sakt ha is koe thiek se trading kiya kare
          • #6 Collapse

            g han ager apko tradning main loss hota hai to ap ek tahra sy apna loss ko kam kar sakty hai q ky ager apko loss hi]ota hai or apky account main bonus boht kam hai to ap posting kar ky apna loss kam karky apna bpnus complete kar sakty hai
            • #7 Collapse

              yes my dear han ager hamara bonus account wash ho jay to phir hum posts kr kay apna loss recover kr sktay hain or dubara trading kee position main a sktay hain or yeh hamaray liye great opportunity hai kay hum apna loss recover kr skty hain.
              • #8 Collapse

                Bhai me b forex me new hun mujy b nahi pata tha k acount wash ho jany k baad dobara bonus gain kia ja sakta hy ya nahi mgr apki post dekh k mujy tasali hui aur me sab logon ka mashkoor hun k unhon ne meri uljhan door kar di thanx to all my brothers forex is the best
                • #9 Collapse

                  Dear friend! Assalam o alaikum. Aap ny bohat acha question kiya hai or Mary khayal jahan tak hai k ager aap ka sara bounce khatam ho jata hai to aap posting ker k bodara bounce hasil ker sakty hain or dobara trading shuru ker sakty hain es k ilawa bounce dobara hasil karny ka or koi tareeka nahin
                  • #10 Collapse

                    very happy news for all friends jaab ap kaa account wash ho jaaye tou uss loss ko puraa nhai kaarna ho ballke us ko new se start karna hota ha yehe tou bahot hi acha hai
                    • #11 Collapse

                      assalamu alaikum dear aap agar bouns par hi depand karte rahee ge or loss karte rahe ge to aap ko is ka koee faida nahi ho ga is leye aap pehle forex trading ke demo account par practice kar le or bad me real account par tarading kare to ye zeyda acha hai
                      • #12 Collapse

                        dear ap ko again bonus bnana ho ga ye aik real buiness hai is ko kafi mehnat sy kia jata ahai ye aik ahm buiness hai aur bonus aik offer hai is ko kafi log kr rahy hain ye aik acha buiness hai ye aik worlwide buiness hai
                        • #13 Collapse

                          my dear jb ap ka bonus account wash ho jaye to ap ko loss recover krne ki koi zarorat nahi but jb ap ka account wash na ho or kuch loss mein jaye to phir ap ko first loss recover krna ho ga us k baad ap jo profit earn kro gey withdraw kr sakte ho
                          • #14 Collapse

                            Agr account wash ho jaiy to aap ko chaye aap apni mistake ko learn kro jis wja se apka account wash howa. Then aap dobara posting jari rkhyn or next month again trading kryn. Agr aaap ny apna experience theek bnaya howa to ap loss recover kar lyn gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Agar aapka bonus account wash ho gaya hai, matlab aapne bonus account ke terms and conditions ko violate kar diya hai aur bonus amount cancel ho gaya hai. Is situation mein aap loss ko pura karne ke liye posting karke recover nahi kar sakte hain. Bonus account wash hone ke baad aapko bonus amount wapas nahi milta hai aur aapko apne trading account se khud hi loss ko bear karna padega. Bonus offers generally specific terms and conditions ke saath aate hain, jaise ki minimum trading volume ya specific time period ke andar trading karna. Agar aapne in terms and conditions ko follow nahi kiya hai, toh bonus account wash ho sakta hai. Yeh important hai ki aap bonus offers aur unke terms and conditions ko samajh kar hi bonus account ka istemal karein. Bonus offers ke saath trading karte waqt, aapko bonus terms and conditions ko dhyan se padhna aur follow karna chahiye, taaki aapko kisi tarah ka loss na ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X