Small balance par high lot dangerous hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small balance par high lot dangerous hota hai?
    Small balance par high lot kafi ziyada dangerous sabit ho sakta hai kuch pips kay saath he account wash out honay ka khatra hota hai es leye jitna ho saky koshish karni chaheye kay small balance par small lot size kay saath he trading ki jaye takay account kesi be soorat mai wash out say bacha rahay eskay leye lazim hai kay apni es baath par pori tawaja day aor es baath ka khas khyal raktay howay agay baray
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small balance par high lot dangerous hota hai?

    assalamu alaikum ji aap bilkul theek bol rahe hain ok agar aapke pass balance nahin hai aur aap lot sizes lagaenge to possible hai kya aapko nuksan Ho jaaye isiliye agar aap chahte Hain ki aap jyada se jyada profit kam aaye to uske liye jaruri hai kya aapko small sizes ki Lot hi lagani chahie Taki agar aapko nuksan Ho jaaye to aap ka account zero Na Ho
    • #3 Collapse

      Re: Small balance par high lot dangerous hota hai?

      Bilkul theek Kaha Jo Baat Main aapko dis Nahin Dena chahie start mein aapda se kam kar karna Uske bad aap Jagan kya kar aapse Kyon aathvan hua tha ki bus Karen mein kya aap kis lene ka apni Lena chahie na to maja aaega
      • #4 Collapse

        Re: Small balance par high lot dangerous hota hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
        Small balance par high lot kafi ziyada dangerous sabit ho sakta hai kuch pips kay saath he account wash out honay ka khatra hota hai es leye jitna ho saky koshish karni chaheye kay small balance par small lot size kay saath he trading ki jaye takay account kesi be soorat mai wash out say bacha rahay eskay leye lazim hai kay apni es baath par pori tawaja day aor es baath ka khas khyal raktay howay agay baray




        Sala g bilkul apny theeek kaha hai ky choti investment py choti lot lagayen bari lot nhi lagayen q ky bari lot lagany sy Market ki movement fast ho jaaati hai pr us mai trend reversal bhut teaz shuru ho jaata hai lihaza jab bhi trade kren basi0.01 ky sath entry yani trade lagayen taky apka account bhi save kry, investment bari ho tu ap lot bari easily rkh skty ho , Thanks.!
        • #5 Collapse

          Re: Small balance par high lot dangerous hota hai?

          Assalamu Alaikum dear friend Sab khairiyat se Honge
          Small balance par high lot kafi ziyada dangerous sabit ho sakta hai kuch pips kay saath he account wash out honay ka khatra hota hai es leye jitna ho saky koshish karni chaheye kay small balance par small lot size kay saath he trading ki jaye takay account kesi be soorat mai wash out say bacha rahay eskay leye lazim hai kay apni es baath par pori tawaja day aor es baath ka khas khyal raktay howay agay baray
          • #6 Collapse

            Re: Small balance par high lot dangerous hota hai?

            G hy bilkul thk kha hy hm kbhi bh small blanes par high lot size Nhi legni chya aysa krna sa hm bht hi ziyada nuksan hota hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience ky sath qulit wark kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Small balance par high lot dangerous hota hai?

              Jitna account may balance ho os kay motabik hi hummay tarding karna chahiya lalacha say khuchaa hasal nai ho ga balkay losss hi ho ga is liya hamay cahhiya kay samll account par os kay motabik hii lot laghay takhay danger na ho hamaray account kay liya mHnat karhay takay bahtar kam karnay wala kabhi mahnat rahanaga nai janay daytay is liya hamay chahiya kay himat na haraay
              • #8 Collapse

                Re: Small balance par high lot dangerous hota hai?

                Ji Hum Sab Ko Dil Laga kar Apna Kam karna chahie aur Apna bonus level improve karna chahie Jo Banda Apna bonus unblock Karta Hai vah kam yah hota hai so isiliye Mahina Karke Apna Kam Karen so isiliye Maina Karni chahie yah Dil lagakar kam karna chahie aur mehnat mein ajmat hai so Ham Sab Ko Apna pura profit increase karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Small balance par high lot dangerous hota hai?

                  Assalamu Alaikum Mere Pyare Forex ke dost aapane bahut acchi advice ki hai kya small business per Ham Logon Ko chahie ke Ham Apna lot size bhi Samal hi rakhen Kyunki Agar Hamara lot size big hoga to vah hamare liye bahut jyada nuksan De ho sakta hai aur usse Hamara account jald hi Vas hone ka Khatra hai isliye Hamen lot size Chhota Rakhna hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Small balance par high lot dangerous hota hai?

                    Assalam o alaikum umeed krta hoon sub bhai kheriat say hon gay bahut achi bat hay k chota account ho jis me kam balance ho to is mein lot size bhi kam lgana chahiay takay loss say bacha ja skay aur risk ni lena chahiay
                    • #11 Collapse

                      Re: Small balance par high lot dangerous hota hai?

                      dhamal balance Pa raha hai Lord danger hota hai isliye hamen Hai Laut nahin lagane chahie balke small balance bar hamen small last lagani chahie agar ham hi Laut lagaenge to Mar account was ho sakta hai training mein bahut jyada pyar ki jarurat hoti hai ki kya kar hamen kya aaj ke sath achcha Kam nahin karenge to hamen bahut jyada loss ho sakta hai 9 se bachne ke liye jaruri hai ki Ham jyada hi Laut na lagaen lagakar apne account ko sev rakhen
                      • #12 Collapse

                        Re: Small balance par high lot dangerous hota hai?

                        Ji Bhai bilkul aapane sahi Kaha yah kar aapke pass Chhota balance hai to aap use per Badi lagaenge to yah aap ke liye bahut Na Ban Jata Hai aur aap pahunch jata hai main bahut se log Dekhen Jo loss Karte Hain Ki Sabse Badi Baje yah hai ki vah Jaate Hain Ki Ham Ek Hi Din Mein Ameer Ho Jaaye ISI vajah se bologe karte hain aur bad mein pachtate hain tu koshish karen kya mission Chhoti lot size istemal Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Small balance par high lot dangerous hota hai?

                          Dear mate small balance pr high lot aize lay kar kam krn bhoat he lalach or jaldbazi ka kam hi agr aap ka analysis acha na ho pr aap hogh risk ka sath kam krn gay toh aap ko bhoat jalde loss ho jay ga or aap ka account wash hony ka chance bhoat zada hoty hai iss lia ap ko chaye ho ga ka aap smal day small lot size select kiya krein or smal lot ka satb work krain iss sa aap ko bhoat acha profit be ho ga or aap smal learn krny ka sath smal small earning be kar sakry hai.
                          💕​Romeo&Julliet💕
                          • #14 Collapse

                            Re: Small balance par high lot dangerous hota hai?

                            G Forex member!
                            Apki bat bilkul thek hai kay small balance pay high lot aize bohat dangerous hota hai. Dar_asal lot size hamarey capital pay depend karta hai. Hamara jitna balance hai hamein apna lot size bhi utna hi rakhna chahye. Jinka capital/balance ziada hota hai vo agar vo apna lot size Iada rakhein to unka account wash honey ka ziada dar nai hota q kay unka capital pehly hi ziada hota hai. Jin members ka capital kam hota hai unko chahye kat vo apna lot size kam rakhein q kay loss honey ki surat main unka account wash ho jata hai is liye small capital main lot size ziada rakhna bohat ziada dangerous hota hai. Is liye tamam forex members ko chahye kay vo apna lot size kam rakhein is tarhan vo bohat bary nuksaan say bach skty hain.
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Small balance par high lot dangerous hota hai?

                              Salaam account balance pe big lot size bohat zyada khatarnaak he. Agar trade hamare khilaaf chali jaey to. Bohat zyada loss de jati he. Jisey recover krna mushkil ho jata h. Baz aukat to big lot sizeki waja se account wash b ho jata he. Ik ache trader ki nishani ye he k eo hamesha mony management k sath trading krta he. Agar mony management k sath trading karen or koi trade opposite b chali jaey to loss bohat kam hota hejisey recover krna asaan hota he. So hamesha apne account k hisaab se hi trade open karni chahye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X