Dear ham yah janty hai k forex main different strategy aply hoty hai or different indicator use hoty hai jin ko use kar k ham market k trend ko judge kar sakty hai. q k jab ham forex main profit laina chahty hai to trend ko zaroor diakhna hota hia. or jab tak ham theak trend ko judge nahe kar sakty us time tak ham forex se profit earn nahe kar skty hai. is lai ham ko her trade trend k mutabik he lagani hoty hai . or baz okat aisa ho jata hai k trend ko samjhna difficult hota hai or ham ko lagta hai k trend reversal mar raha hai . or ham un fake signal se dhoka kah skaty hai . or ham loss ho sakta hai. to is lai ham ko thaek andaz main trading karny ki zaroorat hoty hai. is k lai ham trend line ko b use karty hai jiss se ham ko kuch na kuch andaza ho jata hai k hai k market next kiss move main ja rahe hai. or jab tak ham trend ko follow nahe karty us time tak ham ko profit nahe earn kar skaty hai. q k ap ka capital jitna bara ho or trend k agaist ho to mushal he hai k ap kuch earn kar sakin .
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим