jaiza : pennant pattern ko samajh kar profitable trade ki ja sakti ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : pennant pattern ko samajh kar profitable trade ki ja sakti ha
    dear friends, forex trading ma market ki upcoming moment ko predict karnay k liay pennant pattern use kr saktay hain, ye triangle pattern sa resemble kartay hain.

    pennants pattern.
    ye aik continue chart pattern ha jo tb daikhnay ko milta ha jb market thori consolidation k baad large upwards ya downward moment show karti ha, ye aik choti si symetrical triangle ki shape ka pattern hota ha, jo kafi sari candles k sath mil kar bnta ha ye triangle moments ki direction par depend karta ha k wo upward ha ya downward, jin ko hm bullish ya bearish pattern kahain gay, ye pennant pattern k aham characteristics b hain, apko pennant pattern ma mukhtalif shapes nazar ati hain jin ma flag poles, break out level aur khud pennant triangle pattern, pennant pattern flag pole ki surat ma start hota ha jo isko dusron sa differentiate karta ha aur is k 2 break outs hotay hain aik flaag pole k end ma aur dusra consolidation period k baad jahan sa upward ya downward trend start hotay hain,

    bullish pennant:
    ye musalsal candlesticks k sath upward direction ma aur strong trend ma bnta ha, is ma flag k upar walay hisay sa pattern bnna start hota ha jo consolidation period ma break out honay k baad upward trend continue karta ha,

    bearish pennant:
    ye bullish pattern k opposite hota ha jis ma, bearish pennants continue pattern ma hotay hain, jo strong down trend ma hotay hain, ye b flag pole ki surat ma start ma start hotay hain aur price ma kuch rukawat k baat dobara downtrend ma ziada kami daikhi jati ha, ye rukawat aik kisam ka triangle bnati ha jisay pennant kahtay hain jis k baad break out hota ha aur phr down moment jari rehti ha, is break out par traders short trades kartay hain,

    hmain forex ma apni learning ko best bnanay ki koshish karni chaiay ta k is k tools aur indicators k sath sath candles pattern ko b samajh sakain aur un k mutabik trading kar k achay results hasil karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : pennant pattern ko samajh kar profitable trade ki ja sakti ha

    Assalamu Alaikum dear friend ji han Ham candlestick or Panna pattern ko rate Karke acchi trading kar sakte hain Kyunki candlesticks aur penet pattern ka bahut jyada important roll hai aur koi bete Lagane Se Pahle a ine pattern ko Ham rate Karke a aur international market ke sath Jyada Lekar FIR trade Lagate Hain Jo ki Hamare liye bahut hi best hai hai isliye koshish karen Katre Lagane se pahle candlestick pattern aur peanut pattern kolaj me read kar liya Karen Taki aap ek acchi Laga sake Jo aapke liye profitable Ho thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : pennant pattern ko samajh kar profitable trade ki ja sakti ha

      agar Ham Forex mein soch samajhkar bar karenge to Ham ismein kamyab Ho chuke hain aur ismein cprofit hasil kar sakte hain isliye main chahie game ismein jyada se jyada soch samajh Kar Hi bar karna chahie aur hamen work equality ko bhi jyada se jyada increase ka Lena chahie

      اب آن لائن

      Working...
      X