Jaiza: Cup and handle chart pattern sy ham trading improve kar sakty hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Cup and handle chart pattern sy ham trading improve kar sakty hain.
    Click image for larger version

Name:	20200903_195913.jpg
Views:	1
Size:	56.7 کلوبائٹ
ID:	12467271


    Cup and handle pattern.

    Ye chart pattern tb banta hai jb kisi pair ya commodity ki price cup like shape ki tarha move karti hai. Cup and handle chart pattern both small time frame ma like one minute ma and larger time frame like daily, monthly frame ma equally use ki ja sakti hai. Ye pattern form hota hai jb price down ward move karti hai or phr market wapas cup shape ka bottom curve bana kar wapas up ward ma move kar k stable state ya previous position tak ponch jati hai yani ik cup ki shape banati hai jesa k pic ma dakha ja sakta hai. Es k bad market side ways move karna start ho jati hai or ye shape handle ki tarha banti hai. Ye handle triangle ki shape ma b bana sakta hai.

    Ye handle wala pattern mustly cup waly pattern sy small hona chahe. Ye handle wali shape cup shape k half sy nechy ni jana chahe. Agr ye handle ki shape cup shape k upper side par 1/3 ho to ye ideal cup and handle shape hoti hai.

    Entering a cup and handle shape.

    Cup and handle trade ma enter hony k lae handle k banany ka wait karna chahe. Handle aksar side way ya decending channel ki form ma ban jata hai. So hamy buy ki trade open karni chahe agr price es channel k uper sy break kary. Jb price handle sy bhar move kar jae to ye pattern mukamal tasawar hota hai or market ki price up trend ma ja sakti hai. But es ka matlab ye ni hai k price ab up trend ma he jaye gi. Kahe bar asa hota hai k market tora up jati hai or phr sy fall kar jati hai es lae hamy stop loss ko lazmi set karna chahe.

    Seting a Stop Loss.

    Stop loss sy ham trade sy out ho jaty hain or hamy zayada loss ni hota or account wash hony sy bach jata hai. Stop loss sy ham trade k risk ko khatam kar sakty hai. So stop loss set karny ka best point ye hai k esko handle k nechy set kiya jae. Handle hamesa cup k upper half k sath hona chahe so stop loss ka point cup k uper third hesay par hona chahe. Es tarha stop loss entry point k kareeb ho ga or ham big loss k risk sy bach jayn gy.

    Picking a target or profitable exit.

    Cup and handle shape ma profit point ya take point ko hasil karny ka method ye hai k jetni cup ki height hoti hai es ma break out point ki height ko add kiya jae or to point hasil ho wo hamara profit able exit ho sakta hai. Kuch cases ma cup ki right side left side sy choti hoti hai so asi sorat ma hamy small height ko consider karna chahe.


    Considerations.

    Cup pattern ka bottom round shape hona chahe jis ka matlab hai k ye market ki support hai or market es sy down ni jae gi. Secondly agr market ka trend up ha to cup or handle middle of trend ma bany ga. Thirdly agr cup or handle pattern down trend k bad bany to ye reversal trend ka signal deta hai.
    Last edited by ; 03-09-2020, 11:02 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Cup and handle chart pattern sy ham trading improve kar sakty hain.

    Assalamu alaikum forum members agar aapane apni trading skills ko improve karna hai hi iske liye aapko mehnat karna hogi aur candlestick chart baton ko complete understand karna hoga is bare mein aapki maloomat mein izafa karne ke liye main aapko bata deta hun ke a cup and handle pattern candlestick chart pattern mein bahut real case mein banta hai hai aap isase apni trading skills ko improve nahin kar sakte ho aapko general Forex trading market knowledge ko study karna chahie basic knowledge ke sath kam karna chahie jaisa ke trading market mein main candlestick chart pattern support and resistance technical analysis fundamental aspects trading journal banakar usmein aapane apni mistakes ko note kar lena hai jab aapko jarurat pade aap apni ee previous trading history ko Dekho aur usmein se kam ki chijon ko aap study karo aur yad rakho Jaise Jaise aap professional expert trading member bante jaate ho aapko basic elements improve hote jaate Hain aapko trading market mein analysis of focus karna hai aur trading market ko technically understand karna hai trading market ko fundamentally understand karna hai different harmonic patterns candlestick chart pattern bullish and bearish patterns bullish engulfing patterns trading indicator market mein oscillation ko study karna aapka kam hai aur primary responsibility hai jisse aap kam Karke apni trading skills ko improve kar sakte ho aur apni e-Learning ko increase kar sakte ho profit double kar sakte ho reading market mein aapki profit output aapki struggle and inputs a increase ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Cup and handle chart pattern sy ham trading improve kar sakty hain.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
      [ATTACH]18741[/ATTACH]


      Cup and handle pattern.

      Ye chart pattern tb banta hai jb kisi pair ya commodity ki price cup like shape ki tarha move karti hai. Cup and handle chart pattern both small time frame ma like one minute ma and larger time frame like daily, monthly frame ma equally use ki ja sakti hai. Ye pattern tb banta hai jb price down ward move karti hai or phr market wapas stable state ya position tak ponch jati hai. So ye pehle cup shape asy banati hai. Es k bad market side ways move karna start ho jati hai or ye shape handle ki tarha banti hai. Ye handle triangle ki shape ma b bana sakta hai.

      Ye handle wala pattern mustly cup waly pattern sy small hona chahe. Ye handle wali shape cup shape k half sy nechy ni jani chahe. Agr ye handle ki shape cup shape k upper side par 1/3 ho to to ye ideal cup and handle shape hoti hai.

      Entering a cup and handle shape.

      Cup and handle trade ma enter hony k lae handle k banany ka wait karna chahe. Handle aksar side way ya decending channel ki form ma ban jata hai. So hamy buy ki trade open karni chahe agr price es channel k uper sy break kary. Jb price handle sy bhar move kar jae to ye pattern mukamal tasawar hota hai or market ki price up trend ma ja sakti hai. But es ka matlab ye ni hai k price ab up trend ma he jaye gi. Kahe bar asa hota hai k market tora up jati hai or phr sy fall kar jati hai es lae hamy stop loss ko lazmi set karna chahe.

      Seting a Stop Loss.

      Stop loss sy ham trade sy out ho jaty hain or hamy zayada loss ni hota or account wash hony sy bach jata hai. Stop loss sy ham trade k risk ko khatam kar sakty hai. So stop loss set karny ka best point ye hai k esko handle k nechy set kiya jae. Handle hamesa cup k upper half k sath hona chahe so stop loss ka point cup k uper third hesay par hona chahe. Es tarha stop loss entry point k kareeb ho ga or ham big loss k risk sy bach jayn gy.

      Picking a target or profitable exit.

      Cup and handle shape ma profit point ya take point ko hasil karny ka method ye hai k jetni cup ki height hoti hai es ma break out point ki height ko add kiya jae or to point hasil ho wo hamara profit able exit ho sakta hai. Kuch cases ma cup ki right side left side sy choti hoti hai so asi sorat ma hamy small height ko consider karna chahe.


      Considerations.

      Cup pattern ka bottom round shape hona chahe jis ka matlab hai k ye market ki support hai or market es sy down ni jae gi. Secondly agr market ka trend up ha to cup or handle middle of trend ma bany ga. Thirdly agr cup or handle pattern down trend k bad bany to ye reversal trend ka signal deta hai.
      Aapane cap and handle pattern ki about bahut hi acchi information share Ki Hai jisse Hamen bahut jyada knowledge Hasil hua hai agar Ham ais pattern ko Forex trading ke andar follow karte hain aur is pattern ke upar Ham work Karte Hain To Ham Forex trading se bahut hi Achcha Paisa Kama sakte hain Hamen chahie ki is market ke andar Agar Ham Kuchh Hasil karna chahte hain To Ham ismein Koi strategy ke upar work Karen Agar Ham ismein Koi strategy banaa Lete Hain To Hamen ismein Jarur kamyabi milati hai .

      forex trading ki market ke andar bahut jyada candlestick pattern bante hain aur ismein chart pattern bante Hain candlestick pattern ke andar Marubozu,DOJI taweezer candle bahut hi important candles hoti hai aur chart pattern ke andar double top double bottom pattern bahut hi important pattern hote hain Agar yah Chhote timeframe ke andar Bane ya FIR yah Bade timeframe ke andar Bane to isko Ham follow kar sakte hain aur ham Ek acchi trade Laga sakte hain is market ke andar Ham Jab Bhi Koi trade Lagate Hain To Hamen chahie ki Ham money management ko follow karte hue ismein work Karen aur Hamen ismein proper stop-loss Ka istemal Karna chahie aur take profit Ka istemal Karna chahie Hamen Jyada profit ki lalach mein big lot size ka istemal bilkul bhi nahin karna chahie bahut jyada beginner trader yah mistake Karte Hain Jab unhen Koi pattern Mil Jata Hai Ya FIR unhen Koi Achcha candlestick pattern Mil Jata Hai To vah ismein Big Lot size ka istemal Karte Hain Magar Jab market thoda sa Unki against move Karti Hai To vah Unka account wash kar dete Hain . Hamen kabhi bhi trade Lagane Mein jaldbazi Nahin karne chahie is market ke andar indicator ko follow karte hue chart pattern ko follow karte hue trade Lagane chahie aur jab Hamen acchi entry Mile To Ham work start karen
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Cup and handle chart pattern sy ham trading improve kar sakty hain.

        Trading karne ke liye different tarah ki candles aisi Hain ke jo members ko bahut zyada help de rahi hoti hain agar koi bhi member apni trading ko strong kar lena chahta hai to unko candles ke bare mein bhi maloom hona chahie yah candles kitni type ki hoti hain aur yah kis tarah Se trading mein members ki help karti Hain dear member jis tarah ki candles ke bare mein aapane information sher ki hai ya bhot useful information hai aur is information ko istemal karke aur koi bhi member apni trading ko acchi tarah Se continue kar sakta hai maximum members aise Hain ki jinke pass kis tarah ki information nahin hoti aur yahi vajah hai ki vah apni trading ko acchi tarah Se continue bhi nahin kar pa Rahe hote Hain trading ko acchi tarah Se ker lene ke liye members ko technical trading se related har tarah Se maloom hona chahie trading se related maximum points aise hai ki jo technical hain aur agar vah members ko maloom nahin honge to is tarah Se members apne trading co acchi tarah Se cash nahin kar payenge senior members apni trading mein isliye maximum successful hote hain kyun ke unke pass trading se related har tarah ki information hoti hai maximum information ki vajah Se Hi members ko maximum knowledge bhi Mel Raha hota hai aur yah knowledge agar har tarah Se members ko hasil ho raha ho to koi bhi member apni trading ko acchi tarah Se karke aur acchi earning karne mein successful ho jata hai trading se related candles ke bare mein maloom karne ke liye members ko practice account per acchi tarah Se practis karna hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Cup and handle chart pattern sy ham trading improve kar sakty hain.

          Yes dear aapane bahut hi detailed aur informative post Hamare Sath share Karty Hai Ye Ek bahut hi important market pattern Hamare Sath discuss kiya hai no doubt Forex trading Mein successful trader banne ke liye aapko market Mein banne wali different candlesticks aur different market patterns ki complete learning Hasil honi chahie agar aap market ke complete patterns ko completely Samajh Kar unko apni trading per apply karte hain to aapko bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain.

          Cup and Handle Patterns :

          Dear sabse pahle main aapko yah batana Chahta Hun Ki is pattern ko cup and handle pattern Kyon Kaha Jata Hai Tu Jab aap isko carefully observed Karte Hain To is uski Shakal kab aur handle se bahut jyada resemblance Hoti Hai Iski vajah se isko cup and handle pattern Kaha Jata Hai ismein market ki moment kab ki Jaisi hoti hai aur uske bad uska Ek handle Banta Hai Jiski basis per aap market mein main entry Lekar acchi aur profitable trading kar sakte hain.

          Interpretation in Market :

          dear jab aap Forex trading jaate ho ja cup and handle pattern ko found Karte Hain To Uske bad aapko Intezar Karna hota hai aur aapko confirmation candlestick Ka Intezar karne ke bad hi market Mein entry Lena hoti hai hai agar aap conformational candlestick ke bagair entry Le Lete Hain To yah aapke liye bahut jyada nuksan key reason Ban sakta hai aur ismein jab aap aap market Mein entry Lete Hain To is ke liye aapko properly stop loss aur take profit ki limit bhi aasani ke sath mil sakti hai aur jitni Cup ki ki length hoti hai aap utani length Mein Hi Tech profit ki limit ko set kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Cup and handle chart pattern sy ham trading improve kar sakty hain.

            AOA friends aaj aap ko cup aur handle k baary main kuch btata houn. Is main markeet price kuch dair k liy intahai kam satha per aa jati hea aur phir achanak sy buland ho jati hea forex Mai vaisay to dair saray patterns hai Jo Hamdan mukhtalif cheezai batati hai lekin cup pattern aisa pattern hai Jo app ko zyada fayda dai sakta wo is tarha k aap ko ye andazn lgany main Armani ho gi k is waqat markeet value kia hea aur aap us hisab sy trade kr sakty ho forex mein candlestick patterns pe hoti ha chart per 2 qisam k patterns banty haen aik wo jo week pattern kehlaty haen jo ziada ter direction ko follow ni krty aur kbhi kbhi kr bhi jaty haen akser traders en patterns se dhokha kha jaty haen wo jb dakhty haen k aik week pattern Bana ha but market ne usy bht ziada follow Kiya ha tu wo apny zehn mein ye bt fix kr laity haen k es trha k patterns achy hoty haen aur jb agli dafa aisa koi pattern bnta ha tu wo trade laga daity haen jo follow ni krta aur Un ko loss ho jata ha aisy patterns traders ko bht confuse krty haen traders ko chaye k wo Apna rule banaen k unhn ne aisy patterns pe dehan ni daina. Ab dosri qisam k patterns jo bht perfect hoty haen q k forex market 100% ni ha akser aisa hota ha k perfect patterns bhi follow ni hoty but ziada ter follow ho jaty ha ab jb trader perfect patterns pe trade lagatar ha tu kbhi aisa hota k us ko loss ho jata ha wo dar jata ha aur next kbhi aisa pattern bnta ha tu us dar ki Waja se wo trade ni lait aur wo pattern bht acha follow kr jata ha aur trader afsos krta reh jata ha es lye traders ko chaye week trades pe kbhi trade na krean aur perfect patterns ko met choraen q k agr wo aik mein loss krta ha tu baqi Kai trades plus mein jati haen jis se loss recover ho jata ha.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Cup and handle chart pattern sy ham trading improve kar sakty hain.

              Cup and handle pattern

              Chart pattern tab Banta Hai Jab Kisi per Ja beti ki price Cup like App Ki Tarah move Karti Hai kab and hand recharge Patan both Sambhal time from Mein Ek 1 minut Mein and large time from like daily monthly from Mein Ek Oakley use ki Ja sakti hai ya Patan from Hota Hai Jab price Down White move karti hai aur fir market Wapas ko koi shak ko bottom Karva banati hai aur Wapas upward Mein Munh Karke stable state yah promise question Tak Kaun Jaati Hai yani ke kab ki shopkin Aati Hai Jaisa ke pic mein dekha Ja sakta hai ki Iske bad market sideways Mein mukhya karna start ho jaati hai aur yah shaped handle Ki Tarah banti hai yah handle triangle ki shop mein banaa sakte hain

              Yah handley wala Patan mostly ko wale Patan se Sambhal Hona chahie yah handle wali shop kab Shop ke HAL se niche Nahin Jana chahie Agar yah handle ki shop pop Shop ke upar side per uh 13 ho to yah Adia ko and handley shop hoti hai

              Entering aapko and handler shabd

              Cup and handle e-trade mein enter hone ke liye handley ke Banane Ka vate Karna chahie handley uxoricide Baya deciding channel ki from Mein Ban Jaati Hai so Hamen boy ki trade open Karni chahie Agar Ham price is channel ke upar se break Karen Jab price hand me se Bhar Mukar Jaaye to yah Patan mukmmal Hasanpur hota hai aur Market ki price uptrend Mein a sakti hai but iska matlab ya nahin ke price AB AB train mein hi jayegi yah kaha bhi aisa hota hai ki market ka thoda aap jaati hai aur fir se FIR Kar Jaati Hai isliye Hamen stop-loss Khol Hashmi set karna chahie

              Setting a stop loss

              Shop loss se Ham trade se out ho Jaate Hain aur Hamen Jyada loss Nahin Hota aur account was hone se bacha jata hai stop loss se Ham trade ke risk ko khatm kar sakte hain to stop loss set karne ka best point yah hai ki isko handle Ke Niche set Kiya Jaega handle Hamesha pop ke upar HAL ke sath Hona chahie so stop loss ka point ko ke upar track Hisse par Hona chahie Is Tarah stop loss entry point ke kareeb Hoga aur ham bhi Claus ke risk se bache Jaenge

              Peeking a target aur profitable accesd

              Cup and handle shop Mein Perfect point attack point ko Hasil karne k method yah hai ki jitne ko ki hight Hoti Hai ismein broker out point ki hight ko add kiya jaaye Aur torpoint Ko Ho sali Ho vah Hamara profit every East ho sakta hai Kuchh Kash main court ki right side left side se Chhoti hoti hai jo ISI Surat Mein Ham Sambhal height ko kaun si Dal karna chahte hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Cup and handle chart pattern sy ham trading improve kar sakty hain.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                Assalamu alaikum forum members agar aapane apni trading skills ko improve karna hai hi iske liye aapko mehnat karna hogi aur candlestick chart baton ko complete understand karna hoga is bare mein aapki maloomat mein izafa karne ke liye main aapko bata deta hun ke a cup and handle pattern candlestick chart pattern mein bahut real case mein banta hai hai aap isase apni trading skills ko improve nahin kar sakte ho aapko general Forex trading market knowledge ko study karna chahie basic knowledge ke sath kam karna chahie jaisa ke trading market mein main candlestick chart pattern support and resistance technical analysis fundamental aspects trading journal banakar usmein aapane apni mistakes ko note kar lena hai jab aapko jarurat pade aap apni ee previous trading history ko Dekho aur usmein se kam ki chijon ko aap study karo aur yad rakho Jaise Jaise aap professional expert trading member bante jaate ho aapko basic elements improve hote jaate Hain aapko trading market mein analysis of focus karna hai aur trading market ko technically understand karna hai trading market ko fundamentally understand karna hai different harmonic patterns candlestick chart pattern bullish and bearish patterns bullish engulfing patterns trading indicator market mein oscillation ko study karna aapka kam hai aur primary responsibility hai jisse aap kam Karke apni trading skills ko improve kar sakte ho aur apni e-Learning ko increase kar sakte ho profit double kar sakte ho reading market mein aapki profit output aapki struggle and inputs a increase ho sakti hai
                G han dear ap ki bat theak hai kiyu kay ap ka acha kam hota hai tu wo ahortcut pay he hota hai ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain mahnet aur lagan kay sath ap kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu ap es mai pattren pay kam kartye hain tu ap ka kam aur bhi asan ho jata hai kiyu kay ap indicator pay acha kam kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha he acha kam kiya karain ta kay bad mai ap kaliye es mai asani ban jatye hain tu ap es mai dil laga kay acha kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu ap es mai dil lags ksy mahnet aur lagan kay sath acha kam kiya jata hai tu kamyabi miltye hain ager ap es mai acha kam nhi kartye hain tu ap kaliye kabhi es mai asani nhi hotye hain jub kay indicators pay kam karna tu adhi kamyabi hai ap kisi bhi achye indicator pay kam kartye hain tu ap es mai sirf kamyab hai ap ka kam hai kay ap es mai dil laga ksy mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye haun tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain kiyu kay indicator ap ko kafi ishara daitye hain kay ap nay esai kis tarz ka kam karna hai tu ap es mai kamyab ho patye hain tu acha kam ager ap nay karna hao tu ap ka kam hai kay ap chup kar kay indicators pay kam start kar dain ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu kam ager ap nay karna hai tu ap ka kam hai kay ap acha kam indicators pay he kar saktye hain aur ap es mai kamyab ho patye hain
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Cup and handle chart pattern sy ham trading improve kar sakty hain.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                  [ATTACH]18741[/ATTACH]


                  Cup and handle pattern.

                  Ye chart pattern tb banta hai jb kisi pair ya commodity ki price cup like shape ki tarha move karti hai. Cup and handle chart pattern both small time frame ma like one minute ma and larger time frame like daily, monthly frame ma equally use ki ja sakti hai. Ye pattern form hota hai jb price down ward move karti hai or phr market wapas cup shape ka bottom curve bana kar wapas up ward ma move kar k stable state ya previous position tak ponch jati hai yani ik cup ki shape banati hai jesa k pic ma dakha ja sakta hai. Es k bad market side ways move karna start ho jati hai or ye shape handle ki tarha banti hai. Ye handle triangle ki shape ma b bana sakta hai.

                  Ye handle wala pattern mustly cup waly pattern sy small hona chahe. Ye handle wali shape cup shape k half sy nechy ni jana chahe. Agr ye handle ki shape cup shape k upper side par 1/3 ho to ye ideal cup and handle shape hoti hai.

                  Entering a cup and handle shape.

                  Cup and handle trade ma enter hony k lae handle k banany ka wait karna chahe. Handle aksar side way ya decending channel ki form ma ban jata hai. So hamy buy ki trade open karni chahe agr price es channel k uper sy break kary. Jb price handle sy bhar move kar jae to ye pattern mukamal tasawar hota hai or market ki price up trend ma ja sakti hai. But es ka matlab ye ni hai k price ab up trend ma he jaye gi. Kahe bar asa hota hai k market tora up jati hai or phr sy fall kar jati hai es lae hamy stop loss ko lazmi set karna chahe.

                  Seting a Stop Loss.

                  Stop loss sy ham trade sy out ho jaty hain or hamy zayada loss ni hota or account wash hony sy bach jata hai. Stop loss sy ham trade k risk ko khatam kar sakty hai. So stop loss set karny ka best point ye hai k esko handle k nechy set kiya jae. Handle hamesa cup k upper half k sath hona chahe so stop loss ka point cup k uper third hesay par hona chahe. Es tarha stop loss entry point k kareeb ho ga or ham big loss k risk sy bach jayn gy.

                  Picking a target or profitable exit.

                  Cup and handle shape ma profit point ya take point ko hasil karny ka method ye hai k jetni cup ki height hoti hai es ma break out point ki height ko add kiya jae or to point hasil ho wo hamara profit able exit ho sakta hai. Kuch cases ma cup ki right side left side sy choti hoti hai so asi sorat ma hamy small height ko consider karna chahe.


                  Considerations.

                  Cup pattern ka bottom round shape hona chahe jis ka matlab hai k ye market ki support hai or market es sy down ni jae gi. Secondly agr market ka trend up ha to cup or handle middle of trend ma bany ga. Thirdly agr cup or handle pattern down trend k bad bany to ye reversal trend ka signal deta hai.
                  Jab market down trend main movement kerny ky bahd reverse trend main movement start kerti hai tou same movement ko already downtrend main ker chuki hoti hai isi terha sy trend change kerny ky bahd uptrend main movement start ker deti hain jis sy market main movement ka pattern aik cup ki shape main banta hai lekin jab market previous resistance jahan sy downtrend main movement start hoti hai wahan per ponch jati hai tou phir kuch pips retracement leti hai aur kuch pips up aur kuch down ward move kerty huey cup handle ki shape creat hoti hai tou jab bhi aesi shape creat hoti hai tou wahan per market ky uptrend main movement start hony ky chances hoty hain ky agar market ki movement ky sath cup and handle pattern creat ho chuka ho tou hamain buy ki trade open kerny main bahot acha profit hasil ho sakta hai

                  Jo traders forex market main patterns ko follow kerty hain woh isi terha sy cup and handle pattern per bhi trade open kerty hain aur bahot achi earning ker lety hain ky jab bhi market main aesa pattern creat hota hai tou market buy main chalna shoru ker deti hai tou hamain yahan sy buy ki trade open kerny per hi achi earning hasil ho sakti hai hamain market ko sirf observe kerna hota hai ky jesy hi isterha ka cup and handle pattern creat ho chuka ho tou hamain buy main achi lot size use kerty huey trade open ker leni chahiay ky yeh buy main trade open kerny ka best chance hota hai jahan sy ham trade enter ker ky bahot achi earning ker sakty hain tou jis terha ham baqi patterns ko follow kerty huey achi earning ker sakty hain isi terha cup and handle pattern ko bhi follow kerty huey achi earning hasil ki ja sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Cup and handle chart pattern sy ham trading improve kar sakty hain.

                    Aapane cup and handle chart pattern ke about Hamare Sath bahut hi acchi information share Ki Hai Is Tarah Ki information Hamare Sath share Karke aapane Hamare knowledge Mein izafa Kar Diya Hai bilkul theek Kaha aapane cup and handle chart pattern se Ham apni trading ko improve kar sakte hain yah Ek bahut hi Achcha pattern hai agar Ham isko use Karke market Mein trade open Karte Hain To usse Ham Achcha Paisa Hasil kar sakte hain market Mein trade open karne se pahle Hamen is patron ke bare mein information Hasil kar leni chahie

                    Market Mein sabse pahle candlestick pattern bante Hain Uske bad chart pattern bante Hain Ham Jante Hain Ki market Mein Bahut Si candlesticks maujud hoti hain aur yah candlesticks market ko samajhne Mein Hamari madad bhi Karti Hain Ham Jante Hain Ki market mein bahut se patterns bante Hain lekin cup and handle chart pattern shooting star pattern and rivers head and Shoulder pattern se Ziada informative Hote Hain ya pattern dusre pattern ki nisbat bahut hi helpful Hote Hain Agar hamare pass patterns ke bare mein information Hoti Hai To Hamen launch hone ke chances kam Hote Hain isiliye Hamen acchi Tarah Se Apna Kam karna chahie aur kam karte hue Kisi Kishan ki koi jaldbaji nahin Karni chahie

                    Jab Ham Apna Kam jaldbaji Mein Karte Hain To isase Hamara sara kam galat ho jata Hai Jiski vajah se Hamen lost uthana padta hai isiliye Hamen chahie ki Jab Ham market Mein kam Karte Hain to market ka analysis karne ke sath sath Uske rules ko bhi acchi Tarah Se samajhne ki koshish karen aur jab Ham rules ke according work Karte Hain To Ham Jarur isase kamyabi Hasil kar lete hain aur Hamen Puri mehnat ke sath Apna Kam karna chahie Aur patrons Ko follow karte hue bhi kam karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Cup and handle chart pattern sy ham trading improve kar sakty hain.

                      Candle stick ka aik bahut important pattern cup and handle pattern hay. Is pattern ki khasosiat ye hay keh ye is shape main down any kay bad again up jati hay aur thora sa round bottom banati hay jo cup ki tarah milta julta hay. Is liye in candles kay combination ko cup pattern kaha jata hay. Cup pattern tab banta hay jab down movement aye aur iskay bad aik ya do up candles banain laikin again aik aur down ward movement ki candle support say takraye. Yahan per stop loss use karty huye buy ki trade lagai ja sakti hay. Aur TP kay liye hamain aisi limit choose karni chahiye jo resistance and support ka middle point ho. Q keh baz dafa cup pattern complete nai hota aur side way movement start kar daita hay jiski handle say tashbeeh di jati hay. Is handle main bhi aik profitable trade kar sakty hain. Laikin is main bhi safe trade kay liye SL aur TP recommended aur required hay. Hanlde pattern cup pattern kay sath he banta hay. Jis main iski candles bahut choti hoti hain yani keh side way movement kay through he handle pattern banta hay. Cup and handle pattern normally kafi arsa bad banty hain. Q keh ye aik big pattern hay jo kafi ziada candles kay combination say banta hay. Is liye is patterns ko ager ham trade kay liye use karty hain to phir hamain iskay complete hony ka bhi wait karna chaiye. Q keh ager ham cup and handle pattern main trade karny sa miss ho jayain to is pattern ki completion kay bad aksar bearish pattern bhi banta hay, aur ham is main bhi achi trade kar sakty hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Cup and handle chart pattern sy ham trading improve kar sakty hain.

                        Yes dear forex me wesy to kafi saary pattern hain jin par aap trading kar sakty hain jin main say aik cup and handle pattern bhe hai cup and hamdle pattern trend ke reverse honey ka ishaara hota hai. Maslan agar up trend ma aap ko cup and handle pattern bana hua miley to es ka matlab hai ab market sell position ma ja rahi hai asy patren wohi follow kar sakta hay jo market ko buhat ziada observe karta hay. Kab aisa patern bany ye kehna buhat mushkil hota hay. baz auqat down trend nazar aa raha hota hay but other side nazar nai atti. Sirf wohi log is pattern ko follow karain jin ka experience ho.baqi log patience k sathapni trade jari rakhain. Cup and handle patern ager samjh main ata markeet aik jagha pay ruk jaye to uska trend he change honaewala hota hay ho sakta hay k markeet main kisi news ka wait ho aur yeh bhi ho sakta hay k arkeet main others curriencies ki ziada movement ki wajha say wait main ho ham sab isi tarha say kayas arai he kar saktay hain baki sab behtar to market walay he jantay hain cup and handle pattern basically trend ky change hony ki yi nishani nahi hy treng kise khas point per hi ja ker wo change hota hy or wo tab hota hy ager wo buy mai ho tu ik khas resistence py ponch ker jab usr break nahi ker sakti hy tu change ho sakta hy or ise terha ager down mai hy tu support ko tuch ker ky wapis jati hy tu change hony ka chance per wo weekly time frame py ho sakta hy Forex market Mein Jab market ranging behaviour how to overcome a forex market Mein trend reversal betrayed karne ke liye taiyar Rehna chahiye Kisi bhi bucket Head and Shoulder pattern Ban sakta hai aur Hame Apne instaforex ke account mein Forex ke related Pata hona chahiye.
                        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X