Jaiza : Spark aur Reverse Spark Pattern me IKU (Index knowing Unit) ka role
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Spark aur Reverse Spark Pattern me IKU (Index knowing Unit) ka role
    Dear friends forex me Spark ko continuously moving krty huay lagatar 3 candles banata Hy aur 100% trend bullish hota Hy lekin is me aik IKU hota Hy jis sy ap confirm kr skty hen Kay market me maZeed upward movement jari rahy gi ya nahi is me ap Kay pair history kia hay kiun kay har signal bhi theek nai hota jo signal already ham se try kia ho mere khayal main to close eye kay sath bhi trade open kar deni chahiye aur agr analysis bhi us trade kay hisab se theek hon to phir to sonay pe sohaga is me important hain lekin indicator ko smjhna zyda munasib hai kyun k is mein hum khud learn kr k decision len gay jab k signals mein hum doosron pe depend kren gay jab k indicators ko smjh k hm khud b signals generate kr skty hain
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Spark aur Reverse Spark Pattern me IKU (Index knowing Unit) ka role

    Forex market mein Spark or rivers Spark bahut jyada important Hote Hain ine ki help se Ham market Mein maujud Tamam patterns ko acche tarike se samajh sakte hain is Mein candlestick pattern bahut jyada important Hote Hain Aksar trading ke dauran candle ki Muslim Chakle Samne Aati Hain Inko dekhne ke bad hi Ham price ka andaza Lagate Hain ke Hamen ismein investment Karni chahie ya FIR Nahin Karni chahie Forex Mein Koi chij Nahin Hoti ismein Andaaz galat bhi ho Jaate Hain ismein long shadow basic candlestick patterns Marobouzo DoGi engulf candle yah sab candles Hamen forex market ke patterns ko samajhne mein bahut jyada help Karti Hain Ham in patterns Kaise usse market ke upar Chunav ko acchi Tarah Se samajh sakte hain in candles ke andar series hoti hai jo ki Kabhi niche ja rahi hoti hain aur Kabhi Upar ja rahi hoti hain candle ka size Hamen Deta Hai is Candle ke size ki help se Ham andaza Laga sakte hain ki market Kitni strong acid and strong downtrend ko jahir karti hai Chhote size ki candle kamjor trend ko jahir karti hai Hamen ine Sab chijon Ko padha Najar rakhte Hue Apna Kam start karna chahie Agar Ham Apna Kam ine ke according Karte Hain To Ham is Mein Jarur kamyabi Ho Jaate Hain Agar Ham Ek acchi earning Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen vah Jyada mehnat karni padati hai agar Ham Apna Kam mehnat auto Jo ke sath Karenge To Ham usmein Jarur successful Ho jaenge forex market 81 market Hai Jiska jariya se aap Ghar Baithe Kisi bhi waqt Apna Kam start kar sakte hain forex market Duniya Ki Sabse Badi market hai forex market 24 ghante Khuli rahti hai Magar iska Ye matlab Nahin Ki 24 ghante trading ke liye maujud hote hain isliye Hamen chahie ki Ham Apna Jyada Se Jyada time is may spend Karen taka ismein Jyada Se Jyada profit Hasil kar sake
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Spark aur Reverse Spark Pattern me IKU (Index knowing Unit) ka role

      Yes dear aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share karti ho ya bahut hi acchi advice bhi Ki Hai Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to Hamari responsibility banti hai ki Ham Forex trading se related to learning Karen aur is related jitni bhi education aur information Hi Hua Hasil Karke apni trading per apply Karen Kyunki Jab Ham Forex trading Mein learning Hasil Nahin Karte aur dusron per depend Karte Hain To usmein Humko bahut jyada nuksan hone ke chance ho sakte hain aur Hamari trading Hamare liye bahut jyada problems period kar sakti hai.


      Spark and reverse Spark pattern ke Hawale se aapane bahut hi important information Hamare Sath share ki hai aur Hamare knowledge mein ijaafa kiya hai Kyunki Main kafi Time per Pakistan Forex forum per posting work kar raha hun aur Aaj first time aapki post Mujhko different post Najar I hai aur ya topic aaj se pahle main kabhi bhi kisi se discuss nahin kiya isliye yah mere liye ek bahut hi informative topic tha Jisko main bahut carefully study Karke Apne knowledge mein izafa Kiya Hai.

      Index knowing unit se related bhi aapane bahut hi informative information Hamare Sath sher ki hai no doubt Jab Ham market ko properly analyse aur observe kar rahe hote hain to usmein different candlesticks per completely focus Hona chahie Kyunki Jab market Mein confusing situation Hoti Hai To is time per Hamari decision making galat ho sakti hai aisi situation mein humko market per completely focus karti hui hai Soch Samajh Kar Hi decision Lena chahie.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Spark aur Reverse Spark Pattern me IKU (Index knowing Unit) ka role

        dear hume forum se bohat hi acha knowledge mil rha ha spart responsibibilty k bhrey mn pta hona chaiye ise market mn confrom hota ha trading krne k liye hume sab se zada knowledge ki hi zahrorat hoti ha achi trading wohi banda krta ha jo sahi is business mn kam krta ha downtrend ko jahir karti hai Chhote size ki candle kamjor trend ko jahir karti hai Hamen ine Sab chijon Ko padha Najar rakhte Hue Apna Kam start karna chahie Agar Ham Apna Kam ine ke according Karte Hain To Ham is Mein Jarur kamyabi Ho Jaate Hain Agar Ham Ek acchi earning Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen vah Jyada mehnat karni padati hai agar Ham Apna Kam mehnat auto Jo ke sath Karenge To Ham usmein Jarur successful Ho jaenge forex market 81 market Hai Jiska jariya se aap Ghar Baithe Kisi bhi waqt Apna Kam start kar sakte hain forex market Duniya Ki Sabse Badi market hai forex market 24 ghante Khuli rahti hai Magar iska Ye matlab Nahin Ki 24 ghante trading ke liye maujud hote hain isliye Hamen chahie ki Ham Apna Jyada Se Jyada is liye hume is ko zada se zada fallow kr k kam krna hota ha market mn hume kameyabi tabi hi milen gi agr hum sahi menat kr k work krein gein
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Spark aur Reverse Spark Pattern me IKU (Index knowing Unit) ka role

          What is spark in forex.

          Je spark ka lafzi matlab hai chingari. Kahe bar asa hota hai k market ma tora sa spark hota hai jo flame ki shakal ma barak uthta hai. Esko ham forex ma ham asy define kar sakty hain k market ma bilkul tori sa spark hota hai upward move karny ka but wo spark asa flame ban kar asa barak uthta hai k market ka up trend bhot strong ho jata hai. Hamy ye lag rha hota hai k market ik he up candle banae gi but ye lagatar 3 up candle bana leti hai so ye spark kafi dair tak rehta hai. Ye etna sudden hota hai k trader ko sambalny ka mokah tak ni melta. Similarly spark reversal ma ye movement opposite side par hoti hai. Trader ko asy sparks sy hamesa chokana rehna chahe.


          Reasons behind spark.


          Ye spark kisi b waja sy ban sakta hai news ki waja sy, countries k relation ma sudden twist ki waja sy ya phr trump k tweet ki waja sy. So esk best solution ye hai k apni trades ko kbi lawaris ni chorna chahe. Trade open karny k bad lagatar apni trades ko monitor karty rehna chahe.

          IKU signal with Stop loss.

          Spark ki strength ko find karny k lae ham IKU index knowing unit ka sahara lety hain. Es sy hamy pata chal jata hai k spark ma ketni taqat hai. Best result k lae hamy chahe k ham index knowing unit k signal ko stop loss k sath use karyn. Kiu k stop loss hamy maximum loss sy bacha leta hai or ham account wash hony sy bach jaty hain.


          Ap k pass agr acha capital hai to ap iku sy signal hasil kar k es k sath stop loss use kar k profit hasil karny ki try kar sakty hain. But ap k pass agr acha capital mohjood ni hai to apko esy points sy door rehna chahe kiu k ye aksar profit kam or loss bhot zayada detyn hain or enko samajny k lae bhot zayada experience chahe hota hai.
          Last edited by ; 03-09-2020, 10:56 PM.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Spark aur Reverse Spark Pattern me IKU (Index knowing Unit) ka role

            Dear forex me spark pattern aur reverse spark pattern ki bht value hoti hy iku kay sath Iska role trend confirmation kay leay use hota hy pattern or decrypt pattern Jason jitne bhi pattern hote hain forex market Mein in se pahle Hame basic technical analysis karne chahiye Jab Hum basic technical analysis karne Ke Kabil Ho Jayenge acche se trading Karenge aur uske baad butterfly pattern Lagana chahiye Hame basics and resistance areas secondly aapko chahiye aap kabhi bhi IKU ka use without pattern na kren is sy support level py confusion ho sakti hy pettrn ko pahly kbhi use nahi kiya hai main ap se he yah pttern k bary main sun raha hun es liye ummed hai k es k bary main jald he knowledge gain karun or es main trading karun aghr tu yah aik acha trading pattrn hai tu hmain usb ko esy yse karna chhyae achy profit k liye forex trading main market ko analyse karny k liye boht se eetrn hain jin k bary main hmari informtaion lazmi honi chhaye jis se hum chek kar k apni trading ko bahtr kar ksty hain or es k liye hmari learning lazmi hoti hai or tab he hum apni trading maina chi trading kar ksty hain betterfuly pettrn se bhi hum trend find out kar ksty hain patterns ko follow karty huway trading karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay humay chahiye keh es business main khoob mehnat karen kyun keh mehnat kar kay kam karnay main he faida hota hay tab he safe reh sakty hay
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Spark aur Reverse Spark Pattern me IKU (Index knowing Unit) ka role

              Indian member jaisa ke har ek ko maloom hai inkar roll bahut zyada important hai kyunki jab members indicators ka istemal karke aur apne trading co continue kar rahe hote Hain is tarah Se unko yah bhi maloom hona chahie indicators ka istemal kis tarah Se Kiya jata hai indicators ka istemal Kar lene ke liye members ke pass acchi learning kahan hona must hai in ka istemal members ko tab a jata hai ki jab vah apne trading se related practice ko continue kar lete hain aur ek tarah ka koi bhi indicator nahin hai yah maximum type ke hain aur inmein Se har indicator ke bare mein members ko maximum information honi chahie yah information members ke liye maximum useful sabit hoti hai aur aise member jinko yah maloom nahin hai ki indicators kis tarah Se members ki trading mein help karte Hain to is tarah Se vah apni trading mein ine ka istemal nahin kar paate hain aur yahi vajah hai ki Inka istemal Na Kar lene ki vajah se members ko profit nahin aata hai aur achcha profit lene ke liye members ko hardworking hona hota hai aur har tarah Se trading se related apni learning ko acchi tarah Se hasil karna hota hai learning ki vajah se koi bhi member apni trading ko bhi successful banaa sakta hai aur aise member jinki learning zyada strong nahin hoti isiliye unko kam karne se related experience bhi achcha nahin hota isliye members ko chahie vah apni learning per bahut acchi tarah Se focus kar le aur trading se related har tarah Se Hi vah experience hasil karne experience hasil kar lene ke bad kisi bhi number ko trading mein koi problem nahin aaegi aur vah acchi earning bhi karega
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Spark aur Reverse Spark Pattern me IKU (Index knowing Unit) ka role

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
                Dear friends forex me Spark ko continuously moving krty huay lagatar 3 candles banata Hy aur 100% trend bullish hota Hy lekin is me aik IKU hota Hy jis sy ap confirm kr skty hen Kay market me maZeed upward movement jari rahy gi ya nahi is me ap Kay pair history kia hay kiun kay har signal bhi theek nai hota jo signal already ham se try kia ho mere khayal main to close eye kay sath bhi trade open kar deni chahiye aur agr analysis bhi us trade kay hisab se theek hon to phir to sonay pe sohaga is me important hain lekin indicator ko smjhna zyda munasib hai kyun k is mein hum khud learn kr k decision len gay jab k signals mein hum doosron pe depend kren gay jab k indicators ko smjh k hm khud b signals generate kr skty hain
                Yes dear ap nay bahut hi acchi information hamare sath share karti ho ya bahut hi acchi advice bhi Ki Hai Jab hum Forex trading mein kam kar rahe hote hain to hamari responsibility banti hai ki hum Forex trading se related to learning karen aur is related jitni bhi education aur information hi hua hasil Karke apni trading per apply Karen kyun kay jab ham Forex trading mein learning hasil nahi karte aur dusron per depend karte hain to usmein humain bahut zayda nuksan hone ke chance ho sakte hain aur hamari trading hamarye liye bahut zayada problems period kar sakti hai.spark and reverse spark pattern ke hawale se ap nay bahut hi important information hamare sath share ki hai aur Hamare knowledge mein ijaafa kiya hai Kyunki Main kafi Time per Pakistan Forex forum per posting work kar raha hun aur Aaj first time aapki post Mujhko different post Najar I hai aur ya topic aaj se pahle main kabhi bhi kisi se discuss nahin kiya isliye yah mere liye ek bahut hi informative topic tha Jisko main bahut carefully study Karke Apne knowledge mein izafa Kiya Hai.Index knowing unit se related bhi aapane bahut hi informative information Hamare Sath sher ki hai no doubt Jab Ham market ko properly analyse aur observe kar rahe hote hain to usmein different candlesticks per completely focus Hona chahie Kyunki Jab market Mein confusing situation Hoti Hai To is time per Hamari decision making galat ho sakti hai aisi situation mein humko market per completely focus karti hui hai Soch Samajh Kar Hi decision Lena chahie.
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Spark aur Reverse Spark Pattern me IKU (Index knowing Unit) ka role

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
                  Dear friends forex me Spark ko continuously moving krty huay lagatar 3 candles banata Hy aur 100% trend bullish hota Hy lekin is me aik IKU hota Hy jis sy ap confirm kr skty hen Kay market me maZeed upward movement jari rahy gi ya nahi is me ap Kay pair history kia hay kiun kay har signal bhi theek nai hota jo signal already ham se try kia ho mere khayal main to close eye kay sath bhi trade open kar deni chahiye aur agr analysis bhi us trade kay hisab se theek hon to phir to sonay pe sohaga is me important hain lekin indicator ko smjhna zyda munasib hai kyun k is mein hum khud learn kr k decision len gay jab k signals mein hum doosron pe depend kren gay jab k indicators ko smjh k hm khud b signals generate kr skty hain
                  Spark pattern per trade kerny kyiay index knowing unit (IKU) ko use kerna bahot zaruri hota hai ky jab market big movement ker chuki hoti hai spark pattern per tou wahan per agar ham same direction main trade continue kerty hain tou hamain yeh idea nehi ho sakta ky market same direction main kitni aur movement ker sakti hai ya yahan sy ab market ki same direction main movement ki gunjaesh nehi rehi tou isko ham sirf index knowing unit sy hi achi terha read ker sakty hain ky agar market ki previous resistance spark pattern per hony wali movement sy bahot upper hai tou hamain yeh samajhny main asani hoti hai ky spark based movement main ab bhi bahot zyada gunjaesh hai ky market same direction main movement continue rakh sakti hai lekin agar market main spark based movement previous resistance ko break ker chuki ho tou phir hamain samajh main mushkil hoti hai ky market kis point tak same direction main movement continue ker sakti hai ya kis point sy market reverse ho jaey gi tou wahan per ham index knowing unit ko apply kerty hain tou hamain aesy point ka idea ho jata hai ky market same direction main kia point tak move ker sakti hai aur kis point sy market ki reverse movement start ho jaey gi jab ham isterha sy market ko technically read ker lety hain tou phir ham both directions main trade open ker ky acha profit hasil ker sakty hain kyun ky jab spark pattern per market ki movement hoti hai tou ham wahan sy bhi acha profit hasil ker sakty hainbaur jag hamain kbserve knowing unit ko apply ker ky pata chal jata hai ky market ab dame direction main zyada movement nehi ker sakti tou ham wahan sy reverse direction main trade open ker ky bhi profit hasil ker lety hain yeh best option hota hai hamary liay ky agar ham pattern ko follow kerty huey trade kerny waly hain aur ham ny spark pattern per trade continue kerni hai tou yeh bhi samjhna zaruri hai ky spark movement jis point tak maximum Ho sakti hai ky ham yahan tak trade open ker lain aur phir wahan sy index knowing unit ki madad sy reverse direction main trade open ker ky bhi hamain bahot acha profit hasil ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Spark aur Reverse Spark Pattern me IKU (Index knowing Unit) ka role

                    Bahut hi Achcha question Kiya Hai aapane Spark aur reverse Spark bahut hi important Hote Hain aur ye market Mein maujud different patterns ko samajhne Mein Hamari madad Karte Hain aur ham yah bhi acchi Tarah Se Jante Hain Ki market Mein kam karne se pahle Hamen patterns ke bare mein information Hasil kar lena bahut Jaruri hota hai is rivers aur spark bahut hi helpful Hote Hain Hamari market ko samajhne Mein madad Karte Hain aur ham Jante Hain ke koi bhi business Ho Ham usmein without knowledge experience ke work nahin kar sakte hain

                    Agar hamare pass Achcha experience aur knowledge Hota Hai To Ham aasani se business start kar sakte hain ISI Tarah Forex Bhi Ek Aisa business hai jismein bahut se market ke rules hote hain jinko samajhna bahut Jaruri hota hai aur unko samajhne ke bad hi Ham market Madrid open kar sakte hain market Mein maujud different type ke patterns Hamen Hamesha different information he provide Karte Hain shooting star pattern reverse Head and Shoulder pattern ke alava aur bhi bahut se patterns hote hain Jin ke bare mein information Hasil karna Hamare liye bahut hi Jaruri Hota Hai

                    Agar market Mein maujud patterns ke bare mein hamare pass information Nahin Hoti To Hamen market Mein Lagai Gai trade main nuksan hone ke chances Hote Hain market Mein acchi trade Lagane ke liye aur acchi earning Hasil karne ke liye ke bare mein maloomat Hasil karna Jaruri Hota Hai patrons bhi market ko samajhne Mein Hamari bahut madad Karte Hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Spark aur Reverse Spark Pattern me IKU (Index knowing Unit) ka role

                      Forex main spark aik bahut ehm term hay, jisko forex main short time main hony wali big market movement say munasbat daina hay. Spark ka lafzi matlab bharkana yani keh chingari lagana hay. Jab market ki nirmal movement aik dam itni taizi say up ya diwn jaye to isko ham spark movement kehty hain. Spark movement khud ba khud nainhoti balkeh iski kai ehm reason hoti hain. Jin main NFP data, factory data, USA ki economy growth kay liye issue kiye gaye funds, USA and China ki apas main economical war. Is waja say US Dollar up and down hota hay jis waja say baqi securities bhi big move karti hain. Aisi sura main jo trader already trade kar rahy hoty hain unko ya to big profit mil jata hay ya phir big loss. Ager to market movement inki trade kay mutabiq up ya down ho to inko baghair efforts kay bahut ziada profit mil jata hay. Laikin ager spark movement inki trade kay against ho to inko analysis kat bawajood big loss ho jata hay. Spark say bachny aur isky mutaniq trade kay liye news schedule ko follow karna chahiye. Aur kisi bhi big news announcement kay mutabiq trade say out rahain ya phir safe trade karain. Ager to trade pehly say kar rahy hain to stop loss and TP ka use karain. Ta keh fast movement main hamain safe trade he mily. Jab ke news announcement kay bad bhi stop loss aur take profit kay through he trade karain. Q keh ye itni fast movement hiti hay keh baz dafa 3 hours main he up jany ka bad wapas bhi a jati hay. Is liye baghair take profit limit kay bhi hamain trade acha faida nai daiti.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X