Hedging aik asi stretegy ha jis se na tu humain loss hota ha aur na hi profit koi bhi expert trader is stretgy ko use nhi kerta lakin ya stretgy us wqt kam ati ha jub humara acount wash hony k qareeb hota ha tu traders is stretgy ko use ker k apny acount ko safe rakhny ki koshish kerty han
ya aik asi stretgy ha k is main aik hi pair per buy aur sell donon trades open ki jati han jis point per hum opposit trade lagaty han tu jitna loss humara us trade ko open kerty wqt hota ha tu is mazeed loss nhi barhta aur sub se zarore bat hum apny acount ko hedge bhi is sorat main ker sakty han jub humara margin positive ho negetive hony k bad acount hedge bhi nhi hota humain ya bat apny mind main zarore rakhni chahiay forex ko theek se samjhny k bad is main trdaing se kamiyabi mil sakti ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим