loss k baad bonus ko kese recover krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss k baad bonus ko kese recover krein
    forex aek aam business nahi hain. forex ko samjhna aek din ka kaam nahi hai. agr apko forex mein bonus kam aya hai tou ap khud ko kbhi sad ya mayoos mat krein balky us loss ko recover karny k liye aur bhi achy se mehnat krein. fresh mind se kaam krein phlyse bhi ziada hardwork krein ta k apka wo loss recover ho saky forex mein kaam karny k liye aek acha experience gain krein tb hi ap baki losses se bach saky gy .ziada se ziada is mein practice krein hardwork krein ta k apki posting mein km se km mistakes hoon aur ap acha earn kar saky. jis se ap ko faida ho aur ap kbi bhi mayoos na hon.hamein chaiye k ham is mein ziada se ziada mehnat krein market ko achy se jaanein. market k rules ko follow krein. apko apna loss recover karny k liye market mein daily bases pe move krna hoga. is business mein ziada se ziada mehnat krni hogi ta k ap apna loss recover kar saky. aur apni life ko balance kar saky.ap poora din is pe mehnat krein acha kaam krein aur ziada se ziada capital kamaein. ta k apka loss recover ho saky aur ap dubara phir se market mein invest kar k kaam krein r dubara apko market mein kbhi bhi loss nahi ho. apny bonus ko hasil karny k liye mehnat krein trading ko planning k sath practice k sath krein. is mein achy se achi learning rkhein apny knowledge ko increase krein ta k ap achy trade planner ban saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss k baad bonus ko kese recover krein

    Aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai is market ke andar Agar Ham work Karte Hain To is market Mein Hamen Jarur loss hota hai koi bhi trader Aisa nahin hai jisse aaj tak Forex trading ke andar loss Na Hua Ho expert ,professional ,beginner koi bhi trader ho to usko is market Mein loss Jarur Hota Hai agar Hamen is market ke andar loss Ho Jaaye To Hamen bilkul bhi tension Nahin leni chahie Hamen Himmat Aur Sabar ke sath kam Lena chahie .

    Aur is market ke andar Agar Hamen loss Ho To Hamen Apna loss money management ke sath recover karna chahie bahut jyada trader yah mistake Karte Hain Ki Jab unko is market ke andar loss hota hai to wo us ko recover karne mein jaldbazi karte hain aur ek hi trade ke andar vah Apna loss recover karne ki koshish karte hain aur Big Lot size ka istemal karte hain Jiski vajah se unko Bada loss ho jata hai is market ke andar ya pher Unka account wash ho jata hai.

    Agar hum account wash wali condition Se Bachana Chahte Hain To Hamen proper money management ke sath hi work karna chahie aur ham is market ke andar koi bhi trade Lagate Hain To Hamen apni trade Ke Andar stop-loss Ka istemal lazmi karna chahie han Ham stop-loss thoda Bada Laga sakte hain Magar Hamen stop loss ka istemal lazmi karna chahie Kyunki Agar Ham stop loss ka istemal Nahin Karte to baz dafa aisa hota hai ki market trend change kar Leti Hai Aur Kai pip Hamare against Chali Jati Hai Jiski vajah se Hamara account bardasht nahi kar sakta aur Hamara account wash ho jata hai ya pher Hamen Bada loss ho jata hai.

    Hamen loss ko kabhi bhi emotion Aur jaldbaji Ke Andar recover nahin karna chahie jaldbazi Hamari bahut badi Dushman hai aur yah Hamen is market ke andar Majid loss Dila sakti hai Hamen ismein Sabar ke sath kam karna chahie aur mind ke sath kam karna chahie knowledge or experience ke sath money management ke sath Agar Ham Apna loss recover Karte Hain To thoda time Lagta Hai Magar Ham Apna loss Jarur recover kar lete hain
    • #3 Collapse

      Re: loss k baad bonus ko kese recover krein

      Trading me loss ho jaye to loss ko recover karny ka process start ho jata hay jo key easy bilkul be nahi hota aur es ko asaan samjny ki waja se bahot se traders mazeed be apny accounts me loss kar lety hey, trading me loss asani se hota hay magar es ko recover etny hi mushkil tareeqy se kia ja sakta hay es ley loss ko recover kia jaye to hamary pass koi be aur ghalati karny ki gunjaish nahi hoti hay,
      Loss ko agar recover karny ki strategy banai jaye to traders ko en tips ko zaror follow karna chaye ye tips hi traders ko loss recover karny me bahot help de sakty hey,

      1. Loss recover kia jaye to sabar key sath trading karni chaye aur esa point trade open karny key ley find karna chaye key jes me mazeed loss ka chance hi na ho aur es order me hamy bahot hi zeyada profit ho,
      2. Kabi be loss pora karny me jald bazi na kia karen, jetni traders se jald bazi loss ko pora karny me ho gi etna hi aur be zeyada loss traders ko face karna pard sakta hay,
      3. loss ko recover karny key ley best technical sources hamary ley ye ho sakty hey ( Price action, support and resistance, RSI),
      4. Single day aur single hi trade me loss pora karny ki na to strategy banaye aur na hi es tarha ki planing kia karen, loss hamesha small profit se hi recover karny ki planing karen, kesi 1 trade me bahot zeyada profit earn karny ka lalach kam se kam loss ko pora karny me bilkul be na kia karen.
      • #4 Collapse

        Re: loss k baad bonus ko kese recover krein

        Dear members loss ho jana koi badi baat nhi kyun ke forex business main loss our profit dono hi hote hain is lye jab bhi hamara kabhi loss hi jai to hamain oreshan nhi hona chahye kyun ke loss to forex business main expert traders ko bhi ho jata hai is lye preshani dil par nbi lekin chahye sab se bada masla ye hota hai ke aksar traders loss hone par ghabra jate hain jis ki wajha se woh loss ko recover karne main acha fiasala nhi kar pate hamain loss ho jane par savar kar jana chahye our ye wohi waqt hota hai jis main hamain jald bazi se bhot zyada bachne ki zrorat hoti hai jab ham loss main sabar ka muzahira karte hain to ham easily us loss ko recover karne main kamyb ho jate hain is lye sabar se kaam lian our jald bazi na karen ap apne loss ko recover karne main kamyab ho jain ge jitne bhi traders hain jo ke loss ho jane par loss ko recover karne main kamyab ho jate hain woh sirf our sirf jald bazi nhi karte our na hi kabhi preshani main dakhil hote hain our yehi wajha hoti hai ke woh easily loss ko recover kar lete hain sab se ihm cheez ke loss hone par aksar traders loss ko jald recover karne ke bare main sochne lagte hain jis ke bad woh big lot size ka use karte hain jis ke bad un ka loss jald recover karne ki bajai account hi wash kar jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: loss k baad bonus ko kese recover krein

          agar ham market mein trade karty hain . aur ham kitny bhi achy trader hi q na hoon kbhi na kbhi loss zroor hota hai. koi bhi trader aeisa nahi hai ky jissymarket mein trading mein loss na hua ho. beginner ho, expert ho ya professional kbhi na kbhi ussy loss ka samna zroor karna prta hai.agr hamein ya kisi bhi member ko market mein trade karty waqt loss hojae tou hamein kbhi bhi us ka stress nahi leina chaiye . balky sabr se kaam leina chaiye. apny mind ko cool rkhna chaiye ta k ham us loss ko achy se apny mind ko present rkh k ussy recover kar saky. hamein jb bhi market mein trade krty waqt loss ho tou hamein apni money ko manage kar k us loss ko recover karna chaiye.
          bohat se trader amrket mein hony waly apny loss ko recover karny mein jaldbaazi karty han. jo k bht galt tareeka hai.aur us loss ko recover krny k liye bohat bari lot lga dety hain ta k wo loss ko jldi recover kar saky jis k nateejy mein wo aur bhi bara nuksaankar beithtyhain.
          aur agr hamein account wash jesi situation se bachna chaty hain tou hamein money management k sath apny loss ko recover karna hoga.aur agr ham market mein koi bh trade lgaty hain tou hamein us trade mein stop-loss ka use krna hoga.ham stop-loss ko thora bara lga sakty hain. lekin stop-loss lgana laazmi hoga. hamein market mein stop-loss ka use laazmi rkhna chaiye q k baaz dffa market apna trend change kr leti hai.aur kai pip hmary against chaly jati hai. aur hmara count wash hojata hai,
          • #6 Collapse

            Re: loss k baad bonus ko kese recover krein

            Ji han dear ap ny tek kaha hy forex aik bot hi khas or real online profitable business hy is m kam karna koi asan ni ye aik bot hi mushkil karobar hy is m kamyabi hasil karny k leay humy bot zyada mehnat ki zarorat hoti hy is m hum aik din ya aik month main kamyab ni ho jaty is m kamyabi hasil karny or isy sekhny k leay humy salon lag jaty han humy forex m jahan profit hota hy wahin kbi na kbi loss b hota hy is leay humy loss sy kbi mayos ni hona chaey ziada tar traders mehnat ni karty km knowledge or nakafi experience k sath forex m trading karty han to unan loss ka samna karna parta hy asy traders loss sy ghbra jaty han or forex ko fake samjty han or na to loss ko cover kar sakty han or na earning kar sakty han or trading stop kar dyty han mgr humy loss sy ghbrana ni chaey balky soch samj kar or analysis ko study kr k trades open kar k apna loss cover karna chaey hum apna loss cover karny k leay hmasha small lot size ka istamal karna chaey q k small lot size sy hum thora thora profit hasil kar k apna loss cover kar sakty han or big lot size humy hmasha bara nuqsan dyti hy hmary pas acha or ziada experience ho ga to hi humary andar loss or mistakes ko kam karny ki ability ho ge hmari kam karny ki power strong ho ge humy acha bonus hasil karny k leay daily ka aik target bna kr us k mutabiq kam karna ho ga hum acha bonus hasil kar k us m trading kar k earning kar sakty han
            • #7 Collapse

              Re: loss k baad bonus ko kese recover krein

              dear jub bonus acount per trading kerty hoay jub loss hota ha tu usy recover zarore kerna hota ha ager hum loss ko recover nhi kerty tu us wqt tak hum withdraw nhi lay sakty jub tak us loss ko hum recover nhi ker laity ager trading kerty hoay bara loss ho jay mean acount wash ho jay tu is se loss ko recover nhi kerna parta jub humari trades ko broker khod close ker daita ha tu jo remaining bonus hota ha tu us per trading ker k jo profit earn kerty han usy withdraw lay sakty han ya forum acount ki basics han ager hum inhan nhi janty tu humain forex main kamiyabi bhi nhi mil sakti in ka jan,na her trader k liay b ht ziada importence rakhta ha
              loss se confuse ho jany waly traders ko nakami ka samna kerna parta ha loss se learn kerny se future main trading se profit earn kerny main help milti ha
              • #8 Collapse

                Re: loss k baad bonus ko kese recover krein

                Assalamu Alaikum AAP Sab Jante Honge har Business mein profit or loss business ka hissa Hote Hain isiliye ham har Waqt profit Hasil nahin kar paate Hamen Hamari Chhoti Si mistake ki vajah se Business mein loss ho jata hai aur jab Hamen loss hota hai To Hamen bilkul bhi confuse Nahin Hona chahie balge Jyada mehnat Karni chahie aur na hi apne business Ko Chhod Dena chahie Kisi bhi kaam mein kamyabi Hasil karne ke liye mehnat karne ki jarurat hoti hai aur jab Ham acchi mehnat Karte Hain To Ham laws se bach Jaate Hain

                Agar Ham apne business Se Jyada bonus Hasil karna chahte hain To Hamen sabse pahle apne business Mein hone wale loss ko recover karna hoga Ham Apne loss ko use Waqt recover kar Sakenge Jab Hamare kam Mein mistake k chances Kam Honge Hamen chahie ki Ham Apne kam ko Puri mehnat aur tavajjo ke Sath Karen Ham Apne loss ko use Waqt recover Karenge Jab hamare pass Achcha knowledge or experience Hoga isiliye Hamen chahie ki kam karne ke sath sath Apne knowledge or experience ko bhi increase Karte Rahe Hain Taki Ham Apne loss ko recover kar sake

                Loss ko recover karna Aasan Nahin Hota Hamen jyadatar loss use Waqt Hota Hai Jab Ham Apna Kam jaldbaji Mein karte hain aur emotional hokar karte hain isiliye Hamen Apna Kam mehnat ke sath karna chahie aur mehnat karte hue Hamen Kisi Kishan ki koi lalach nahin Karni chahie aur Apna Kam bilkul bhi emotional hokar nahin karna chahie Agar Ham emotional hokar kam Karte Hain To isase Hamara sara kam kharab ho jata Hai Jiski wajah se Hamen loss ho jata hai aur ham bahut jyada Pareshan Ho Jaate Hain Agar Hamen loss Ho Jata Hai To Hamesha bar ke sath aur money management ko follow karte hue kam karna chahie To isase Ham Jarur Apna loss recover kar lenge
                • #9 Collapse

                  Re: loss k baad bonus ko kese recover krein

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: nomanabdullah پيغام ديکھيے
                  forex aek aam business nahi hain. forex ko samjhna aek din ka kaam nahi hai. agr apko forex mein bonus kam aya hai tou ap khud ko kbhi sad ya mayoos mat krein balky us loss ko recover karny k liye aur bhi achy se mehnat krein. fresh mind se kaam krein phlyse bhi ziada hardwork krein ta k apka wo loss recover ho saky forex mein kaam karny k liye aek acha experience gain krein tb hi ap baki losses se bach saky gy .ziada se ziada is mein practice krein hardwork krein ta k apki posting mein km se km mistakes hoon aur ap acha earn kar saky. jis se ap ko faida ho aur ap kbi bhi mayoos na hon.hamein chaiye k ham is mein ziada se ziada mehnat krein market ko achy se jaanein. market k rules ko follow krein. apko apna loss recover karny k liye market mein daily bases pe move krna hoga. is business mein ziada se ziada mehnat krni hogi ta k ap apna loss recover kar saky. aur apni life ko balance kar saky.ap poora din is pe mehnat krein acha kaam krein aur ziada se ziada capital kamaein. ta k apka loss recover ho saky aur ap dubara phir se market mein invest kar k kaam krein r dubara apko market mein kbhi bhi loss nahi ho. apny bonus ko hasil karny k liye mehnat krein trading ko planning k sath practice k sath krein. is mein achy se achi learning rkhein apny knowledge ko increase krein ta k ap achy trade planner ban saky
                  doston trading Mein kam karte hue aap ki mehnat aur Jyada Se Jyada time ki investment hi aapko Kamyab banati hai jo log trading mein jyada time Apne market analysis ko Dete Hain aur Market ki situation ko samajhte Hue Apna trade work karte hain unko bahut jyada experience hota hai aur Agar unko loss Ho Jata Hai To vah Apne loss ko bhi Asami ke sath recover kar lete hain isliye aapko chahie ke market ko analyse karte hue apni trading Karen mehnat Karen aur Jyada Se Jyada trade work Karen jisse aapko kamyabi mil sake aur aap acchi earning karne Ke Kabil banaa sake aapki mehnat aur Jyada Se Jyada acchi trading hi aapki Ki Achcha experience Deti Hai Jitna Jyada aap time ki investment Karenge utna Jyada aap Achcha experience Hasil karne Ke Kabil Ban Sakenge daily basis per trade Mein mehnat karte hue aapko Achcha experience aapke demo account se practice aur planning ke sath trade karne se Hasil hoti hai isliye Hamesha Soch Samajh Kar aur daily Vishesh day workout karte hue aapko trading karne chahie aapko planning ke sath kam karna chahie Taki aap Achcha reward Hasil karne Ke Kabil banaa Saken
                  🌼 Never Give Up 🌼
                  • #10 Collapse

                    Re: loss k baad bonus ko kese recover krein

                    Abhi Ham Sab Ko Soch Samajh Kar apni trading Karni chahie aur trading karne se pahle Apna analysis karna chahie if irum analysis Nahin Karenge To Hamara nuksan aaega Aur nuksan Ko Khatam karne ke liye apni mehnat per focus karna chahie aur apni mehnat ko improve karne ke liye Ham Sabko Apna Kam Apne time par complete karna chahie Agar Ham Sab Apna Kam Apne time pass complete Karenge To Hamen kamyabi Hasil Hogi toh isliye Ham Sabko mehnat Karni chahie aur Apna bonus level improve karne ki koshish karne chahie Ek Ham Sab Karenge To Hamen kamyabi Hasil Hogi To Ham Sabko Apne time per mehnat Karni chahie aur kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie farm Sabhi Yahan per Apna Kam Apne time pass complete kha lenge to hamen bhi Hasil Hogi To Ham Sab Ko Apna Kam karna chahie aur ham Sab Ko Dil Laga kar kam karna chahie aur mehnat karne ke liye Ham Sabko Apna Khud Pi focus karna chahie aur kutte ki apni mehnat ko improve karna chahie Ham Sab Apne Aap Par focus Karenge To isase Hamen kamyabi Milegi aur ham Sab Apna na which increase Karenge to hamare pass information Aaegi aur ham Yahi information Apne trading ke andar use Karke apni trading co Kamyab bana sakte hain SO isiliye Dil Laga kar kam karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: loss k baad bonus ko kese recover krein

                      Dear forex me Ham apna loss recover krny Kay leay aik proper working plan aur trading stretigy ky mutabiq kerty rehty hain tou hamara loss bhi recover ho jata hai jab ham loss ko recover kerny ky liay apko trading stretigy ko change kerty hain tou phir hamain loss recover nehi hota balky loss aur zyada increase ho jata hai aksar aesy main account wash bhi ho jata hai loss ko us wakt recover kr sakain ge jb ham apni ghaltion pr kaboo pa lain aur un se sabak seekhain ge jb Tak ham ghaltion pr kaboo nhi pien ge to kbhi b kamyab nhi ge aur hamara loss recover nhi ho ga hamary pass knowledge ni hota to hum money management ni kr paty r bari bari lot size use krty hen r lot size ka ziada use krna loss ki sb sy bari wja ha agr knowledge hasil kia jy to loss ko km kia ja sakta ha r jo loss phly ho chuka ha usko b recover kia ja sakta ha experience k sath kam karai to is sy earning bhi hogi aur hm loss sy bhi bch sktay hy ager hm knowledge aur experience k sath kam ni kraingay to hmai loss ho skta hy isliy hmai mhnt k sath kam karna chiy jb hm mhnt k sath kam kraingay to loss sy asani sy bch sktay hy loss anay par ghabrana nai chaheay bal kah aur zayada mehnat karni chaheay aur apni mehnat say loss ko remove karna chaheay. mjhy starting main bahut dafa loss hwa tha but maine trading chornay ki bajaay bahut zayada mehnat ki aur aj main achi earning kar raha hon trading say.
                      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                      • #12 Collapse

                        Re: loss k baad bonus ko kese recover krein

                        Forex Forum ke through hamen jo bhe bonus milta hae agar us main hamen loss ho jae to hamen usko recover karna hota hae to agar apko apna loss recover karna hae to is ke liye apko kuch baton ko apne mind main rakhna ho ga sab se pehle to aik he trade se loss ko recover karne ka kabhe bhe na sochen or dosra yeh ke is main kabhe bhe lalxh na karen loss recover karne main or kabhe bhe emotional na ho jaen q ke kabhe kabhe kuch new members ho jate hain or loss recover karne main kabhe bhe jald bazi bhe na kiya karen q ke agar ap is main jald bazi karen ge to apko is main loss ho ga or is tarah se loss recover hone ke bajae barhta chala jae ga to bas is liye hamen cahiye ke hum is main sahe se kam kara karen kabhe bhe i main jald bazi na kiya karen balke hamen cahiye ke hum is main sabar se kam kiya karen agar hum is main sabar se kam karte hain tab he to hum is main kamayb ho bhe sakte hain or yahan se hum kuch hasil bhe kar he jate hain bas hamen karne hote hae to is main mehnat jo log is main mehnat karte hain wohe to is main successful ho jaya karte hain or is main ache earning hasil kar he jate hain bas hamen cahiye ke hum kabhe bhe himmat nhe harne cahiye hamesha he cool mind se or fresh mind se apne loss ko recover karne ke bare main socha karen tab he to hum is main kamayb ho saken ge or apna loss bhe recover kar saken ge
                        • #13 Collapse

                          Re: loss k baad bonus ko kese recover krein

                          Assalam o Aluikum! Brother apna maximum traders k problem per thread banaya ha. Man apka kis knowledge appreciate kerta hon, aur umeed kerta hon k is sa sara trader apni is problems ka solution hasil ho jae ga. Is important issue per man b apka k sath kuch knowledge share kerta hon.

                          Sab sa pehla man apko kuch tecniques batata hon k ap trading man losses sa bach kis terha sakta han. Sab sa pehli tecnique k apna "Demo Account" kam sa kam one month use kerna aur consistently u trade analysis ker trade lagana aur initial balance jis per apn demo account open kia tha usko apna one maonth man maintain kum sa kum rukha hona zarori ha. Aur ap apni trading man kabi b market trend k khilafa trade open na ho iska liye hamasha trade analysis kerna k bad he trade actibe karen. Aur ager apna trend k motabiq trade open ki aur trade analysis b kiye han to pher apna lotsize ko lazmi "Money Management aur Risk Management" ko follow ker calculate karen aur "risk to reward ratio" b lazmi calculate karen, kabi b apna account balance k 2 percent sa zayada risk na len ya dosra alfaz mn kabi b "itna risk na len jo berdasht na ker saken". Aur trading k ander lalach ko control aur emotional decipline man rahen aur self-confidence aur saber k sath trading karen.

                          Ager ap oper wala sari baton ko ghor sa smajh ker trading man use karen ga to umeed kerta hon apko kabi loss itna bara nahe hoga jo apko tension man dalta. Aur apko ye bat smajh a gai hogi k "small lot have small losses aur big lots man loss b greater" hota ha. Is liye lalach man a ker bari lot man trade na karen werna loss he hoga aur bara loss revover nahe hota account wash he kerna perhta ha. Lakin expert trader wo h jo kabi haar nahe manta aur last time tak koshish karen loss ko recover kerna k liye, ager friday tak recover na ho to pher account he wash karen ta k new weekly bonus zaya na ho.
                          • #14 Collapse

                            Re: loss k baad bonus ko kese recover krein

                            Je bonus account ma agr loss ho jae to en steps sy ham esko recover kar sakty hain:-

                            1. The immediate step
                            .

                            Forex ma loss k bad hamara pehla step ye hona chahe k hamy panic ni karna chahe. Loss hony ka ye matlab har giz ni hai k sb khatam ho giya hai. Abi bhot kuch baki hai or serf achy attitude sy ese phr sy grow kiya ja sakta hai. Ye asa time hota hai k hamy apny loss ko minimize karna hota hai. Trader k lae ye he better hota hai k wo es loss ko absorb kar ley.

                            2. Learn from your mistake
                            .

                            Forex ma loss ki waja mistakes hoti hai. Ik acha trader tb he bana ja sakta hai jb loss sy sabaq sekha jae. Forex trading k loss ko other member teacher b kehty hain k ye hamy bhot kuch sekhany ata hai or esko sekh kar he ham profit tak ponch sakty hain. Agr loss sy sabaq ni sekhyn gy to kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni hon gy. Forex k bonus account ma agr loss sy sabaq sekh leya jae to loss asal ma loss ni rehta.

                            3. Take owner ship and back to basics.

                            Loss k bad hamy esko recover karny ki zemadari leni hoti hai. Wo trader kbi profit hasil ni kar sakty jo loss ka elzam market ko dey daty hain k market ny unk sath bura kiya hai. Loss wo he recover kar pata hai jo ye sochta hai k loss uski waja sy howa hai or wo he loss ko recover b kary ga. So es k bad trader ko basic strategy par wapas jana chahe or phr sy new start karna chahe. Jetni honesty sy try karyn gy etna he achy sy loss ko recover kar sakyn gy.

                            4. Looking to the future.

                            Forex ka loss recover karna easy ho jata hai agr ham future ko feel karna start kar deyn. Hamy ye sochna chahe k jo mushkil present ki boldly face karta hai wo he achy future ko pa leta hai. Jo present ma asaniya talash karta hai wo future ma b kamyab ni ho sakta.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss k baad bonus ko kese recover krein

                              Assalamu alaikum dear friends ummid hai aap sab khairiyat se honge friends jab hamen bahut jyada loss Ho jata hai to Ham apne loss ko kaise cover Karen bahut hi important sawal hai apne loss ko cover karne ke liye hamen fir se mehnat karni chahie aur pahle se jyada mehnat karni chahie Taki Ham ne Jo launch kiya hai usko dobara se kabar kar sake aur achcha profit bhi Kama sake hamen chahie Ham bahut jyada mehnat Karen aur pura time is business ko den to Ham apne loss ko cover jarur kar sakenge aur ham profit bhi hasil kar payenge bahut se log loss ho jane ke bad himmat har dete Hain aur kam karna chhod dete Hain yah kam karte hain iski vajah yah hoti hai ki loss hone se vah bahut jyada jazbati ho jaate Hain ya FIR dilbar dasta Ho jaate Hain ine logon ko chahie Puri ke sath kam Karen Dil lagakar kam Karen apne loss ko bhul jaaye aur usko cover karne ki koshish karen loss ko kabhi bhi tension na banaen jo log loss ki vajah se tension lete Hain vah kabhi bhi aage nahin kar sakte hamen chahie ki Ham apne loss ko cover karne ki koshish karen aur pahle se jyada mehnat Karen aur tavajjo ke sath kam Karen to hamen kabhi bhi loss nahin hoga loss ko Ham tab hi pura kar sakte hain jab Ham mehnat karen karenge mehnat se ham acchi post lagaen aur achcha bonus hasil Karen aur soch samajh Kar kam Karen acche Pyar mein reading lagaen to hamen profit hoga aur ham apna loss cover kar sakenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X