Aj Me Jis Topic Pe App Sab Say Baat Krnay Ja Rha Houn Wo Ye Hai Keh “ Forex Mai Expert Advisor Kon Hota Hai “ Or Iska Kia Kaam Hota Hai Or Iskay Kia Faiday Hoty Hain Or Hamein Expert Advicer Ki Kab Zarorat Parti Hai Or Koun Zarorat Hamein Peesh Ati Hai Expert Advisor Ki…Tu Apko Me Batata Houn..Tu Sab Say Pheley Baat Karaty Hain Keh Expert Advisors Kehtay Kise Hain…Apko Expert Advisors Ka Batane Say Pheley Apko Batana Chahoun Ga Keh Expert Advisors Istamal Khan Par Hoty Hain..Tu Expert Advisors Trading Ki Apss Mai Istamal Hoty Hain Jesy Keh “” MT4 “” Matlab MetaTrader 4 Mai Istamal Hotay Hain.Tu Ab Baat Kartay Hain Keh Expert Advisor Hotay Kia Hain..Tu Mahir Masheer ( E.A ) Asay program Hotay Hain Jo Meta Trader 4 ( MT4 ) Platform Par Chaltay Hain, Jo Algorithms Ka Istamal Karaty Howay Maliyati Mandioun Ki Nighrani Or Tijarat Kay liye Istamal Hotay Hain.Inhein Apkay Muqarar Kardah Parameters Kay Mutabiq Mokah Miltay Hain , Phir Apko Mutalah Karein Ya Khod ba Khud Koi Position Kholein.Ab Baat Karaty Hain Keh Hamein Zarorat Koun Peesh Ati Hai Expert Advisors Ki Hamein Zarorat Tab Peesh Ati Hai Jab Humare Pass Pora Din Screen Ko Deakhnay Ka Time Nhi Hota Ya Hum Kise Or Kamoun Mai Masroof Hotay Hain..Tab Hi Hamein “ Expert Advisors “ Ki Zarorat Peesh Ati Hai.Or Ab Baat Kartay Hain Keh Hamein “ Expert Advisors “ Kia Faida Detay Hain..Tu Hum Jab Farigh Nhi Hotay Or Hamein Trade Bhi Lagani Hoti Hai Tab Hi Hum Expert Advisor Ki Zarorat Parti Hai…Yehi Wo Sab Expert Advisors Ki Details Theen Jo Mne Apky Sath Share Kar Dein.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим