Why its like that?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    may dear friends jub hum trading ma profit cur tay hay hum trading ko bot like cur tay or jub koy trader loss ma hota hay wo to bad like cur ta hay may best trading
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Be patient because market can goes down anytime. Its a matter of luck. So dont be upset and be confident about your trade.
      • #123 Collapse

        bhai u r right aisa hi hota hai jb hm joi trade open krte hai 90% aisa hota hai market hamare mukhalif ho jati hai lekan is mein tension ki koi baat nahi hoti market normally up and down hoti rehti hai agar ham trade teak lagayein to hamari trade loss mein nahi jaye gi
        • #124 Collapse

          market forun hamari order ki direction mein move kre lekin thoda time lgta hai market ko us level tak aane ke lye ho sakhta hai order sahe ho lekin hum log patience nhn rakhte is waja se loss mein order close krna padhta hai apko.market aap ki trade lagane ki weja se opposite chalti hai aap jab trade open krtay hain to ap ki trade broker k commission ki weja se minus me jati hai.
          • #125 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Nafees khalid پيغام ديکھيے
            The Market Always Move Normally!!
            But When i open a Trade, in a moment market Goes Against me :D
            Bhai yeh aksar traders kay sath aisa hota rehta hai e.g market main trend buy ka show ho raha hai aur jab aik trader buy ki trade lagata hai tu woh uss k agaist chali jati hai yeh mery khyal say aik waqti trend hota hai iss liye market ka achi tarah jaiza lay kar trading karni chahiye.
            • #126 Collapse

              ham sub log is ko lich k bohot acha kaam kaam kar rahy hian is sai logo ko kafi faida bhi hota ahi, isi pe likh likh kar ham psisy kamaty hain , kafi sary log is sai bohot faida utha rahy hain and is ko ap kisi bhi wakt kar saky hain ye bohot acha kaam hai,
              • #127 Collapse

                bhai ap pehle demo account use ker k us pe achi tarah mehnat kro or dekho k markeet kis tarah up down krti he iss se apko sb pta chl jyga k markeet ap k against qn jati he is tarah agr ap real account pe ghaltian kro gy to zyada loss hoga lekin agr ap aik bar mehnat ker len gy to apko dobara koi bhi trading disheart nhi kry gi
                • #128 Collapse

                  forex trading aik risky business hi jis main bohat se log apni raqeem se hath doo bethe hain agar ap iss business main kamyb hona chete ho to ap ko sub se phele achi learning ekrni ho gi then hi ap kamyb ho ge
                   
                  • #129 Collapse

                    aisa nahi hota hai market hamesha uper nechay move karti rehta hai apky pass trading ka experience aur knowledge honi chahiye tak ap trading behter tariqay se kar sakay.
                    • #130 Collapse

                      forexak oline business ha sab ka liy ha forex ak acha business ha sab ka liy ha is ma har koi kamkar sakta hasab ko is ma kamkarna ha to is ka ly ap ko is ka demo account ma kam karna ho ge
                      • #131 Collapse

                        forex trading aik international business hi jis main agar ap ko achi learninjg hi too ap iss main kamybi asni se mil jati hi magar iss ki learning kafi hard hi iss main kamyb hone ke lye experience ki bi zarorot hi
                           
                        • #132 Collapse

                          Bhai jaan hamare saath ye is liye hota hai kiyo ke hum jab trade lagate hain to hum soch samajh kar trade nahi lagate is liye market hamare against chali jaati hai....
                          • #133 Collapse

                            hahaha bhai is ke bare me to me yahi kahun ga ke market to aap ke haq me move kare gi nahi aap ko he market ko samajh kar us ke haq me us ki way me trades lagani hon gi tab he aap kama saken ge .
                            • #134 Collapse

                              is layia ky app ko trading ky business ka knowledge nei hay agar app knowledge or experince sy trading karo to aisa bilkul na ho pair ki moment ka knowledge hona bht zarori hay jis pair par app ny trade lagani hay or ek baat jab loss hota hay to insan ko aisa hi feel hota hay lakin jab profit hota hay to koi bhi trader ye nei sochta ky jo profit us ny kamaya us ki kia waja thi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                nahi zarori nahi hae k aap k open karne se trade aap k against ho jati hae. yeh sochna bilqul galat hae. sab market per depend karta hae aur rates per depend karta hae so hamain aisi soch nahi rakhni chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X