Why its like that?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Start main essa he lagta hai kay market hamary against jaati hai or ye hum ko earn nahin karny day gi.hum earn nahien kar sakty.is tarah kay khyaal aaty hain.asal main ye hamary emotions kie waja say hai.market to move karti he rehati hai.is ka hamari trade say koi zyaada connection nahin hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      mere khial se aesi koi baat nai k market aap ki trade lagane ki weja se opposite chalti hai aap jab trade open krtay hain to ap ki trade broker k commission ki weja se minus me jati hai or jaisay hi market positive me move krti hai ap ki trade plus me hojati hai lekin trade lagane se pehle news ko follow kr liya jaye to kabhi bhi preshani ka samana nhi krna pare ga.
      • #93 Collapse

        aisa bilkul bhi nahi hai ye wrong thinking hai kay hamary order ki waja se market achanak tez fluctuate ho gai hota ye hai k hum apna confidence loss kar jatay hain.
        • #94 Collapse

          There is no cause of market goes against you. It's a normal matter. so you need a good learning for knowing about the market movement and you have a lot of practice for earning well.
          • #95 Collapse

            ye forex tyrading aik online busienss hy is mein ap ko mehnat karna hoti hy tab hi ap kuch earn kar paty hen to meon is ko like karta hun kio k hardwork karna mugy acha lagta hy aur is mein ap ko earnning bhi hoti hy.
            • #96 Collapse

              Bahi jan asa bikul nai hea yeh hamre decision kea upper depend karta hea even yeh humea loss uar profit dono mein le kar jaa sakti ea yeh hamre decison kea upper depend karta hea aur hamra experienced aur skills dono kea upper depend karta hea aur toh ap ek proper trader hea toh asa bikul nai soche gea .
              • #97 Collapse

                mere sath bhi starting main yehe hota tha jab bhi main trading main enter hota tha market mere against chale jati the lekin phir maine aur parha jab ja ker mujhe pata ke galti mere the.aur ALLAH ka shukar hai ab aisa nahi hota :D
                • #98 Collapse

                  ye aik buyer orr seller ka business hi jis main jab ap buy kero gye to marekt sell hi jye gi jab sell ero gye too market buy hi jye gi iss main ap asni se achi earning le sakte ho agar ap sabar se kam le ker achi plan ke sath kam ekro
                  • #99 Collapse

                    Bro aisi bbaaat tw nai hoti hai may be y eimformation galat hai apke pas .. tbhe apne hum sb se ye baat share ki hy kun ke ap b is baat may confuse horae honge...
                    • #100 Collapse

                      market ki movment usuelly unexpected hoti hai or wo bhi some time k ley is ley hamain easa lagta hai k jab ham trading kerty hain market hamary against hi jati hai but ager ap analyys ker k trading keren to market men ap ko acha munafa mil jata hai.
                      • #101 Collapse

                        forex ki imarket is liye up and down hote hai kiu kay forex mein kabhe currency rate kum hota hai aur kabhe ziyada jis ki wajah se market is lehaz se slow ho jate hai aur kabhe down ho jate hai kabhe kaber aur hamen kaam mein thore bohat mushkil paish ate hai .
                        • #102 Collapse

                          yes dear ap ko forex main teez markit per work ni kerna chaye ager markit tezz ho tab ap us ko choor dain next day per ap us main trading kre phire ap ko loss ni hoga or ap ko profit b milly ga ager ap teez trading kre gain to ap ko loss ho jye ga
                          • #103 Collapse

                            heheh dear aysa nhn hota :) agar ap ko aysa feel hota hy tu ye ghalt hy market tu wase he move katii hy jaise ose move karna chahiye mere khiyal mai ap wait kar k ache point pe trade lagao ta k ap ko loss na ho aur na he ap k against jaye :)
                            • #104 Collapse

                              Well app koo yeh chaiyee kee pehlee apni knowledge increase karein Forex trading kee aur kosish yeh karein kee candlestick pattern, support and resistance aur Fibonacci koo achi tarhan study karein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Well, this is that if you open a new trading account is just a coincidence that the market always is not. Are you a worker with a centralized system, and the validity of the person and the right too practice their trade when there is nothing like a negative impact on trade.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X