Friends Forex Trading Market continuously ak hee simt move naheen karti balkeh iss ki Nature ha kissi bhi simt move kar rahee ho yeh achanak se kuch nah kuch reteracement zaroor karti ha or kuch candles against movement ki zaroor banati ha agar kissi pair ya commodity par market up ja rahee hu tu musalsal up nahen jaey gi balkeh kuch candles ke baad phir down zaroor jati ha or ak ya do candles down jane ke baad dobara up side movement shuru kar deti ha marke ki yeh ak nature ha jiss ko kiss tarrah se understand kiya ja sakta ha or iss se kiss tarrah faeda hasil kiya ja sakta ha iss bare men zaroor explain karren keh charts ko agar read kiya jaey ya ghore se dekha jaey or iss par achi tarrah research ki jaey tu ak cheez zahir hoti ha keh Market ki ak khas nature hoti ha movement keliay keh Market jiss tarraf bhi move karre regular nahen chalti iss ki movement men decipline nahen hota balkeh tottaly undeciplined moved hoti ha tu iss ki iss nature se kiss tarrah faeda hasil kiya ja sakta ha ya yeh kiss tarrah loss deti ha or iss ko research kar ke samanjhna zaroori ha ya nahen keunkeh Forex Trading Market men agar aap Success hasil karna chahte han tu mera kheyal ha market movement ko samanghna bahut zaroori ha
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим