Dear ham janty hai kforex aik bohat he risky business hai ro yah achi profit b da sakta hai per yah profit her banday k lai nahe hota . q k jo banda forex ko samjhta hai or is ki nature ko follow karta hia wo forex se achi income kar sakta hia per aisa banda jo forex ko mazak samjhta hai wo forex se kuch b nahe earn kar skta hai. or jahan tak risk k ibat hai ham forex k risk ko kam kar sktay hai end nahe kar sakty . is lai ham ko differnet techinique use karna hota hai. jiss se ham ko yah pta lag jata hai k market ab kiss trend main jain gy . to hamary lai lazmi hota hia to ham us trend ko follow karin . is doran market reversal ki koshish karty hai pe agregate level per forex ka trend change nahe hota hia. to ham ko us k trend k agaist nahe jana hota hai. or yah bat ham umooman sunty hai k trend is the freind to hamain kabi b apny friend ko nahe chorna hota hai. . per aik bat hai k ham ko trend jab change ho to ham ku samjh jana chahy or per us k mutabik trade lagain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим