Market ko Analyse kaisay kya jay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko Analyse kaisay kya jay
    mera aap loogon say sawal hy k market ko kaisay watch kya jay yani bull ya bear ya ye k market oper jay gi aor kahan tk aor kab oper aayi gi ya down say down hi hoti jay gi. Mujhay is cheaz ki samja nahi aa rahi please brief me with exmaples
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam-O-Alaikum market ko analyze karney key bohat sarey tools hotey hen janab jin ko koi be new trader use nahi kar sakta q key ye bohat he mushkil kam hota hey aur is me bohat zyada hard work karna parta hey.
    • #3 Collapse

      for get a good result we check the market place carefully first . Without analyzing the market if you start you will surely loose. for that we must have to analyze the market first. FOr analyzing the market we should visit the market everyday and follow a experience guy who know the market very well.
      • #4 Collapse

        Dear agar aap market ko samajhna chahatay hain toh apnay free time main aap Forex ki market ko time den iss say aap ko market ka experience hoga jo trading main aap ko loss say bacha sakta hai.
        • #5 Collapse

          assalm o alaikum forex mareekt ko samjna buhat hi musihkil hai jo new trader hai agar wo yahan tak pohnchna cahtey hai to demo account per time dey our pher farig waqat main investing.com per analysis dekha karey pher ap ko sahi terha sey andaza ho jaey ga
          • #6 Collapse

            market watch kerna ya analyse kerna bohat hi zarori hai agar apko market analyse kerna nahi aati tu mera nahi khayal k ap achy trader ban sakty ho apko pehly market analyse kerna seekhna chahye if you want to become a good trader
            • #7 Collapse

              dear sb sy pheli bat hy k ap market mein point ki movement pay nazr rkhey,ap continuously aik week ya 15 din tak reading note kiya kry ap ko khud ba khud is ki samj aana start ho jay gi,dear yeh thora hard working hy,humein information hasil krny k liye forex ko time dena ho ga phir he hum kuch seekh skty hain,
              • #8 Collapse

                market ko aap different indicators ki madad se analyze kar sakte hain lekin news k time pe aap koi trade open naa karian balk wait kare market ka trend samjahin k kia impact hua hai news k aane se
                • #9 Collapse

                  market ko technical analyze kne k liye net par bht se indicators available hain, mt4 me pehle se built in indicators mojud hain, charts available hain bolinger bannds hain jin ki madad se huemin market watch samjh me aati hai or phir news b hain sites par data or news dhundni parti hain.
                  • #10 Collapse

                    Forex market kay analysis karnay kay liay humain different indicator ko use kar kay market ki movement check karna hoti hay, market sell hay ya buy trend hay, us kay mutabiq trade open ki jati hay.
                    • #11 Collapse

                      dear market ko hamesha say he hum analysis k through he find kar sakte hai humay trading mai support and resistance ka ilam hona chaiye or is k saat humay news ka b pata hona chaiye us say markets mai kafi farq parta hai khas tor per tab jab news k ane ka time hota hai hum analysis indicator ki help say b kar sakte hai trading mai ap moving average or rsi b use kar sakte ho
                      • #12 Collapse

                        hr kisi ka apne mukhtalf method hota hai ye aik risky business hai is ko must learn kia jata hai pir analysis kia jata hai ye aik good business hai is ko aap ksi time bhi kr sakty hain aut kahein bhi kr sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Yes forex trading me market ko analyze karney key bohat sarey tools hotey hen janab jin ko koi be new trader use nahi kar sakta q key ye bohat he mushkil kam hota hey aur is me bohat zyada hard work karna parta hai aur mehnat karna parti hai
                          • #14 Collapse

                            ji haan janab forex business mai sirf trading hoti hain kyun k forex business main trading kar k hum kaama sakty hain and money earn kar sakty hain isliye humein chayeh k hum traidng ko sikhey and is main mehnat karey ..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              market ko analysis indicators se b kia ja sakta hay or market news se b market ko achi tarha analysis kia ja sakta hamy market ko movement average dekni chaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X